Simple moving average ko kis liye ya kab use Kiya jata ha ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Simple moving average ko kis liye ya kab use Kiya jata ha ???
    Assalamualaikum dear friends! Hope so you are all doing well...
    Jesay k yahan boht se old ya seniors keh Len ya jinhy kuch tym huwa ha forex ko join kiye wo simple moving average k Bary mein janty hi hon gy k wo Kya hoti ha or uska Kya use ha ...
    Jo log nai janty unhy b is posts se PTA chl jaye ga...dear friend simple moving average 1 asa technical indicator ha Jo selected range ki prices ki average ka hisab lgta ha ...is simple as indicator ko trading me use kahan q Kiya jata ha?
    Simple moving average ka Jo best use ha wo reversals or trend ko identify krny k liye Kiya jata ha ,as u know k trend k mutabik trade faida deti ha to isliye is indicator ki understanding zaruri ha ...isk ilwa Jo b trade lgayi hotu ha simple moving average uski strength ko b measure krti ha k apki trade kitni strong ha ....or traders ko resistance or support level tk le jati ha Jhana ap prices ki movements ko trade k Duran hi dekh skty Han or future ko predict kr skty Han
    Isliye traders ko chiye k wo apni trading strategy mein simple moving average ko b add kren
    Hope so k ap sab ko is se kuch knowledge Mila hoga ...shukriya ������
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Simple moving average ko kis liye ya kab use Kiya jata ha ???

    Dear member simple moving average indicator Ek type hai simple moving average Ek bahut hi Achcha indicator Hai ine indicator ki madad se Ham market Mein acche tarike se trading kar sakte hain Hamen simple moving average ke bare mein Achcha Se Achcha experience or knowledge Hona chahie tha ki Ham ine indicator ko acche tarike se apne kam Mein use Karke Achcha Se Achcha profit Hasil kar sake simple moving average Ek aisa technical indicator hai Jo selected range ki price average ki hisab se lagta hai
    • #3 Collapse

      Re: Simple moving average ko kis liye ya kab use Kiya jata ha ???

      Bahut hi Achcha Sawal poochha hai aapane a Forex trading ke andar Hamen tools ka dehant ke sath istemal karna chahie Taake Ham trading Mein Kamyab ho sake moving average indicator aapko previous candles ki price ka average batata hai Hai Aur Is Tarah aapko Aane Wale market Trend ke bare mein pata chal sakta hai yeah previous candles ki base per future ki prediction Karta Hai Aur Is Tarah aap ek trading kar sakte hain aapko Jab Bhi trading karni ho aapko do indicator istemal karne chahie 1 leading indicator aur 1 lagging indicator moving average lagging indicators ka ka ek tool Hai ISI Tarah aapko leading indicator Mein Se Bhi Ek indicator istemal karna chahie aur confirmation ke bad trade karne chahie
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Simple moving average ko kis liye ya kab use Kiya jata ha ???

        Assalamu Alaikum November Amit karta hun se thik Honge Pakistan Forex trading platform platform per daily basis baccha kam karo Rahe Iske alava Mein chahie ke Ham Dil kholkar earning Karen aur Pakistan Forex bahut bada hi trading business hai Hamen Kitni chahie Hamen Nahin main Tumhen Kabhi Nahin chhodana chahie Aur Dil kholkar kam Karen Shukriya

        اب آن لائن

        Working...
        X