Post ko edit karny ki waja
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Post ko edit karny ki waja
    Forex forum me post edit karny key option ka bahot hi faida hota hay some time ham se posts me bahot is mistakes ho jati hay jo key post send karty time hamy es ka ehsaas nahi hota magar bad me edit option ka use karty howy ham en posts me majood mistakes ko remove kar sakty hey, spelling mistake ya es Tara key koch aur mistakes ko post edit key option key base par zeror es ki ham correction kar sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Post ko edit karny ki waja

    g bilkul theek kaha h apne K post mein ap tarmeem bhi kar skte hain jaab apki post mein koe mistakes ho jati hai to hum Apni post mein tarmeem bhi kar sakte hain.
    Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
    • #3 Collapse

      Re: Post ko edit karny ki waja

      Dear friend forum pe jaldi men kuch logon se ghalt post ho jati hey aur spelling mistakes ya words mistakes kartay hen iss liay posts ko edit kar k mistakes ko theek kar saktay hen aur kuch log fresh thread pe top pe post show karnay k liay short post kar detey hen aur phir uss ko edit kartay hen iss liay koshish karen k edit nah karen balkay aik hi dafa soch samaj kar posts karen
      • #4 Collapse

        Re: Post ko edit karny ki waja

        Yes dear friend ap ki bat bilkul thk hai hai k insan bhoot ziada lalachi hota hai woh chahta hai k post per ziada sy ziada thanks milain es liye post ko foran edit karty hain k post front py ho taky dakhny wala us post ko read kary or thanks dain
        • #5 Collapse

          Re: Post ko edit karny ki waja

          اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
          Forex forum me post edit karny key option ka bahot hi faida hota hay some time ham se posts me bahot is mistakes ho jati hay jo key post send karty time hamy es ka ehsaas nahi hota magar bad me edit option ka use karty howy ham en posts me majood mistakes ko remove kar sakty hey, spelling mistake ya es Tara key koch aur mistakes ko post edit key option key base par zeror es ki ham correction kar sakty hey.
          ji han friends aapane bahut Achcha Sawal kiya hai aur Achcha jawab diya hai ki post per Jo edit ka Option hota hai vah bahut hi best hota hai Kyunki Agar post per edit ka option Na Ho To Hamari post per Jo mistake soti Hain spellings ki mistakes Hoti Hai unko Ham Itna kar sakte isliye Jab edit ka option maujud Hota Hai To Ham apni post ko edit karke apni mistakes ko theek kar lete hain
          • #6 Collapse

            Re: Post ko edit karny ki waja

            Hamen post ko achy tarekay kay sath karna chahey takeh hum as men achy earning hasil kar sakty hain as men kkoi bhe kam jaldi kay sath nahin karna chahye kun kay forex men bahut himat kay sath kam nahin karna chhaye kun kay forex men kam karna asan nahhin hy as men koi bhe jalid nahin karny chahey takeh hum as men kabhy bhe nakam nah hon kun kay agar hum as men jaldi karty hain tu hamen as men koi bhe faida hasil nahin hota hy as lia hamen forex men dil kay sath apna kam jary rakhna chhaye kun kay agar hum forex men achy tarah say mahnat karen gy tu hamen as men faida hoga ur hum as men kabhy bhe nakam nahin ho sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Post ko edit karny ki waja

              hamy is mai posts ko edit nahe karna chahye hamy is mai market ky rules ky hesab sy kam karna chahye ta ky hum is mai acha bonus hasil kar saky hamy market ko achy sy samj kar is ky rules ko pora kar ky kam karna chahye pher he hum is mai kamyabe hasil kar sakty hai hamy kamyabe ky tools ko use kar ky is mai kam karna chahey yai aik international karobar hai
              • #8 Collapse

                Re: Post ko edit karny ki waja

                Ge dear pyary forexer Forex hamy takreban her trah ki ghalti ko sudharnay Ka moqa deta hai ta ke hamri posts Achi maloomati him or ham apni post ki mistakes ko durust Kar ke Usay Acha Bana sakte hai editing ke zariye esi liye hamy post kerny SE phlay be es baat Ka dehan rakna chaye.
                Shukria.
                "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
                • #9 Collapse

                  Re: Post ko edit karny ki waja

                  hamy apne post ko bar bar eidt nah karna chaey ku ky hamy loss ho jy ga forex aik best busienss hain hum is mai bager balanace account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai osting kar sakty hai hum is mai trade be laga sakty hain yai kabe be badn na hony wala business hain hum is mai mahnet karty hai to hamara account band ho jy ga
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Post ko edit karny ki waja

                    Remember aapane Humse bahut hi acchi information discuss ki hai post ko edit karne ki kya Wajah hai post aaj main aapko bataungi ke post ko edit karne ki kya fayda Hota Hai post ko edit karne ka fayda yah hota hai kabhi kabhi ham Apni post mistake kar Baithe Hain aur apni post ko send kar dete Hain Jiski vajah se Hamen apni post ka Achcha bonus Nahin Milta Ham edit option ko use Karke apni post Mein Hone Wali mistake ko remove kar sakte hain aur apni post ko best banaa sakte hain yah edit option 1 bahut hi Achcha option Mein forex market ki taraf se Diya jata hai isliye Hamen Kabhi Bhi sorption Koi ignore nahin karna chahie

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X