New member ko trade lagana kb start krni chahyie??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: New member ko trade lagana kb start krni chahyie??

    new memebrs ko sab say phly demo account main trading krna hian demo account main hard work karna hain demo account main regular learning kar k he kamyabi milti hian demo account main start main apni learning ko strong kare qk jaab tak ek tradrs k bad learning strong nhe hain tu vo tradsrs kabi b kamyab nhe hote hian big loss asi waja say hota hai k ek trades big loss use kart ehian new traders ko demo account main achi tara pratice ki need hain qk pratice hain tu kamyabi hai njaab tak pratice nhe hain tu kamyabi kabi b kisi ko b mil nh skti hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: New member ko trade lagana kb start krni chahyie??

      agar new memerbs ko kaam start karna hian tu soach samjh k kaam karna hoga tab he kamyabi hain forex trading main kaaam krne say phly learning ka strong hona must hota hain jitbe b learnign karne wale hote hain agar strong analysis kare gy tu life main and feature main kafi benefit hasil kar skte hain or kamyabi easy hasil kare gy
      • #18 Collapse

        Re: New member ko trade lagana kb start krni chahyie??

        dear friend new member ko trade lagane ka achcha knowledge aur accha experience Nahin hota isliye koshish karne chahie ke pahle new member ko jyada Se jyada Apna knowledge increase karna chahie jab uska experience increased Ho jaaye to tabhi trade lagane chahie new member ko chahie ki pahle vah demo account per jyada Se jyada practice Karen tabhi ja Karva trade lagaye SSC trade successful rahegi otherwise Agar without experience ke trade lagayenge to isase jyada bhi ho sakta hai
        • #19 Collapse

          Re: New member ko trade lagana kb start krni chahyie??

          new members ke sahab pass lagane ke liye experience or knowledge nahin hota hai isliye jaruri hai ki pahle experience or knowledge ko increase Karen aur focus Karen practice Karen game account ke upar bar bar practice Karen jab aapke pass practice Ho jaaye achcha experience hasil Ho jaaye uske bad jawab trade lagaenge definitely aapki kamyab hogi aur usmein aap ko achcha hoga isliyezaroori Hai Kya jab aap ke pass pura iske knowledge or experience more information Ho uske bad update lagaenge to aap jarur kamyabi Ho jaenge kam karne ke liye jaruri hai mehnat Karen 4 se 5 mahine Dil laga kar kam Karen uske bad jab update lagaenge definitely aap kamyab Ho jaenge
          • #20 Collapse

            Re: New member ko trade lagana kb start krni chahyie??

            new member ko chahie ke vo trading Shuru karne mein kabhi bhi jaldi na Karen Forex forum ko join karne ke bad vah sabse pahle apni learning aur apne knowledge mein ijafa Karen aur Iske alava board demo per practis Karen Jab Unki practis demo per satrong ho jaaye aur vah yah feel Karenge ab vah real account mein trade kar sakte hain to Fir unko minimum lot size ke sath real account mein trading Shuru Karni chahie lekin uske sath shaadi yah baat bhi Yad rakhen ki aapka account balance bhi strong Hona zaruri hai.
            • #21 Collapse

              Re: New member ko trade lagana kb start krni chahyie??

              ji Bhai aapane kachha sawal poochha hai new members ko trade kab lagana chahie jab aapka account jo hai vah 50 dollar se jyada ho jaaye tabhi aapko trade lagani chahie usse kam agar aapka account hai tab tak
              • #22 Collapse

                Re: New member ko trade lagana kb start krni chahyie??

                Hi dear friends new members ko use Waqt trade Nahin Lagana chahie jab Tak ke unke pass experience Na Ho To new member ko chahie Agar unke pass experience Nahin Hai To demo account use Karen Jab demo account use Karenge to Unka experience increase hoga aur unhen aasani se Maloom Hoga Ki trade kab Lagani hai Yad rakhen ke trade Lagane ke liye aapke pass Kuchh Na Kuchh investment Ka Hona jaruri hai aur uske sath sath trade ke rules ka bhi aapko Pata Hona chahie
                • #23 Collapse

                  Re: New member ko trade lagana kb start krni chahyie??

                  Agar aap new member Hai yah aapka koi dost new member hai aur trading ke related information Nahin Rakhta to sabse pahle use demo account per practice karni chahie Agar vah pura one month demo account per practice Karta Hai tradingqna related information Hasil Karta Hai tab vah ismein kamyabi Hasil kar pata hai isliye Jitna ho sakta hai market ko samajhne ke liye use Din Raat mehnat Karni chahie Agar vah demo account per bhi practis karna Nahin Jaanta To vah Apne senior member ko follow karke trading ke related experience Aasan kar sakta hai jab tak Uske pass Achcha experience Nahin Hota use kabhi bhi trade open Nahin Karni chahie Varna vah apni investment loss kar jata hai isliye Jitna ho sakta hai market ko samajhne aur usmein Achcha profit Sar karne ke liye Din Raat Mein mehnat Karen Taki aapke knowledge mein Is jahan ho sake aur aapko Achcha profit mil sake.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: New member ko trade lagana kb start krni chahyie??

                    Asslam o alikum new member ko trade os waqt lgani chahiay jab isky ps knowledge or experience ho
                    q k jab isy pas exoerience ho ga to vo achy sy trading kr skta ha or loss sy bhi bach skta ha

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X