Learning ko jari rakhain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Learning ko jari rakhain
    Main aap ko yah kahna chahta hon ke hamain kabhe bhe seakhna chorna nahe chahye kyoun ke aagar aap seakhna chor dangay to aap waqat ke sath nahe chal paoogay roz ba roz changing aarahe hain
    Thank you for your attention
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Learning ko jari rakhain

    Main aap ko yah kahna chahta hon ke hamain kabhe bhe seakhna chorna nahe chahye kyoun ke aagar aap seakhna chor dangay to aap waqat ke sath nahe chal paoogay roz ba roz changing aarahe hain
    • #3 Collapse

      Re: Learning ko jari rakhain

      hamen apne kam Ko ismein jitna bhi jari rakhna chahie to Ham rakh sakte hain aur apne kam ko acche kar sakte hain ise bhi yah sochana chahie kya agar Ham apne Socha karte rahte Hain to hamara hi paida ho sakta hai aur ham ismein kabhi Na Kam nahin ho jate aur jo logon Ko Na kam hoti hai to bahut der phone Kiya nahin galti ho sakta lekin hamen hamesha hi apni tumko dekh Kar kam karte rahana chahie jitna jyada hi apna Kam achcha karte rahte Hain to hamen itna jyada hi aasani hoti hai aur hamesha mein nakam nahin ho jata hai lekin yah sochana chahie agar Ham hamesha ke liye kamyab honge to hamara fayda hoga aur jitna jyada apna Kam achcha karenge to hamen nuksan nahin ho jata Jo logon Ko nuksan hota hai to unki apni galti ho sakta lekin hamen apni galti ko dekhne ke liye hamesha ke liye apne kaam par focus rakhna chahie aur agar Ham jitna jyada hi apna Kam karte rahte Hain to hamara paida ho jata hai aur ismein ham achcha kam bhi kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Learning ko jari rakhain

        Ji bilkul theek Kaha aapane agar aap Chahte Hain ki aap acchi profitable trade Karen to uske liye Ye aap ko knowledge karna hoga learning Karni Hogi mehnat se kaam karna hoga Taki aap acchi trading kar Saken aur Se Achha profit Kama sakte hain acchi trading ke liye Achcha knowledge Ka Hona learning Ka Hona aur experience Ka Hona bahut zaruri hai
        • #5 Collapse

          Re: Learning ko jari rakhain

          g han dear pa nya bikul theekh kha agr ap ko forex fourm mai kamayb ho na hai tu ap ko is ki learning kp zayad say zayad gain kar na ho ga ya ap ko is ki learning agr hasil kar rahy hai tu ap ko us ko jari rahk na ho ga ku kau learning ka amal agr sari umer jari rahy tu pa ko is mai faida hi ho ga or ap ko achi learning ki tu dear forex mai bohat zarori hai is lea achi learning gain kary or mahant kar tay rahy or achi learning hi achi earning ki munyad hai
          • #6 Collapse

            Re: Learning ko jari rakhain

            learned people enjou thy life isi liey learning is a way of earning... is trah ap jisy jisy information gain krty jain gy yo utn hi apka bonus bnta jay gato is ka matlab hy ky apki earning mn bhy izafa horha hy. earning ky liey kbhi bhi shortcut ko istmaal mat karna warna ap is se nuqsan uthain bas ap apnay hard work par yaqeen rakhin agar ap rules torain gy to apka ka account ban hojay ga to ap ki earning bhi stop hojain gii
            • #7 Collapse

              Re: Learning ko jari rakhain

              G dear forex members umeed hai ap sab kheryat se hun gy aur apna kam ache treke se kr rhen hun gy. Forex forum par kamyabi hasil krne ke lye apni learning ko jaro rkhen. Apki learning jitni achi hogi wkaat le ssath sath apka experience utna hi ziada Acha hoga. Apni learning fast kren achi kren ziada se ziada knowledge gain struggle kren aur zuada bonus hasil kren.
              Aik Dosre ko support kren. Apka aik thanks bahat zrori hai.
              • #8 Collapse

                Re: Learning ko jari rakhain

                dear friend aapane bilkul theek ka hai hamen learning ko jari rakhna chahie agar Ham learning ko jari rakhenge tabhi Ham kamyab ho sakte hain aur ek acche bonus aur profit ki taraf hasil kar sakte hain har insan ek achcha profit hasil karne ki koshish karta hai aur kamyabi ho jata hai to insan ka Jasper saccha Ho vahi insan kamyab hota hai agar insan ka jajba saccha Na Ho vah insan kabhi bhi kamyab nahin hota aur loss ki taraf chala jata hai aur na kami use insan ke mukaddar mein Ban jaati hai hamen soch samajhkar trading karni chahie hamen sabse pahle trading ke bare mein ek mukmmal information ka hona bahut jaruri hai tabhi Ham kavyam ho sakte hain agar hamare pass kitni jagah information Ho Gaye Ham aur na hi acche profit ko check kar payenge agar hamare pass information nahin hogi to much profit kabhi nahin kar payenge thank you
                • #9 Collapse

                  Re: Learning ko jari rakhain

                  Forex trading ki market mein jab work start Kiya Jata Hai To trader ko chahie ke Agar vah market Mein acchi kamyabi Hasil kar lete hain to Uske bad unhen market ki learning Ko Nahin chhodana chahie balke Uske learning per Jyada Se Jyada focus karna chahie uski learning ko Hamesha Jari Rakhna chahie Jitna Jyada uski learning Karte Jaenge Utna Hai Jyada aap Forex trading se related Tamam Chhoti Chhoti chijon ko acchi Tarah Se understand kar Payenge aur Market Mein Ek perfect trader Ban Payenge Aur Is Tarah Se Hi market mein aap apna kam bahut hi acche tarike Se Kar Sakenge aur market se acchi earning bhi Hasil kar lenge aur is market se bahar nikalne ke bad aap apne career ko acchi Tarah Se strong-billed bhi kar Sakenge isliye market Mein kam karte waqt apni learning ko kabhi bhi nahin chhodana chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Learning ko jari rakhain

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Tariqik پيغام ديکھيے
                    Main aap ko yah kahna chahta hon ke hamain kabhe bhe seakhna chorna nahe chahye kyoun ke aagar aap seakhna chor dangay to aap waqat ke sath nahe chal paoogay roz ba roz changing aarahe hain
                    Yes friend her halat me learning karninchaya ager learning oricess ko khatem kare ge to nakam ho ge is waja se kearning process ko kabi be nahi chorna chaya aur zayada knowledge hasil karni ke koshish karni chaya
                    • #11 Collapse

                      Re: Learning ko jari rakhain

                      g han learning krna boht zarori hota ha kion keh learning k baghar trading ni ki jati sith aor jb trader achy se busioness ko smhta ha aor learning aor experience gain krta h
                      tb ja kr tradin main success milti ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Learning ko jari rakhain

                        Mry khyal m learning ko kbi b stop nh krna chye h hmesha continue rkhna chye learning ko ku k insan hmesha mistakes krta h to seekhna b phr hmesha chye perfect to koi b nh hota h to mehnat sy kam krein or learning ko stop na krein kbi b ap experience knowledge gain krein ap jitna focus krein gy utna zyada apko kam ki best way m smj aye g taky apko acah profit b mily learning brings better results for your earning and working and explore your mind and enhance your ability of mind and durability to holding and retain knowledge power to continue your work for further more to achieve better results..,.,.,.,.
                        • #13 Collapse

                          Re: Learning ko jari rakhain

                          Forex trading Mein Hamen learning Jyada Se Jyada Karni chahie Jab Ham apni learning Jyada Se Jyada Karenge To Ham apne business mein jyada acchi nahin kar Sakenge Ham itne Business mein kabhi bhi learning karna Nahin chhodana chahie balki apni learning ko Jari Rakhna chahie is ham apne business ko ek successful business banaa sakte hain Hamen Bade Vishesh per Jyada Se Jyada mehnat Karne chahie mehnat ke bagair Ham kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar sakte Jab Ham apne business ko Jyada Se Jyada mehnat karte hain aur apne business ko acche tarike Se chalate Hain To Ham Apne business acchi Kabhi abhi Haasil kar sakte hain acchi Kabhi abhi Hamare mehnat Par depend karti hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Learning ko jari rakhain

                            Learning k bgair ap earning specially idr nhi kar skty. Idr is platform pay kam krny k liye hmarey pas trading knowldge or trading skills ka hona esy hi zaruri hai jesy kisi b businesa ko chalna k liye apka us shop pay all time mojood hona. Apka knowldge or apki skills b esy hi apka earning ka source ban jati hain learning kisi b level pay ja k skip na krein beshak ap kitnay hi expert ban jayein kyun k daily market ko study krna b zaruri hai past, or present ko deeply analyse krna apki learning ka hissa hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Learning ko jari rakhain

                              Friends bilkul theak kaha learning sari zindgi krni chahiy learning sy hm apny loss ko bilkul khtm kr skty hn bilkhasoos forex tarading ki learning sy hm bht zyada faida utha skty learning aik bht important chz jis insan success hasil kr skta ha leanibg ky bagair hm apni acheavments chase ni kr skty insan ko sari zindangi learning krni chahiy any waly waqt ki requirements par pora untrna chahiy pir kamyab hwa ja skta ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X