Trading me lalach na kren ....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Trading me lalach na kren ....

    dear dosto ye baat haqeeqat hai kay forex mai jb banda trading krta hai tu automatically lalaach a jati hai, jb trader market ki movement ko dekhta hai tu woh market ki har swing se faida hasil krnay ki koshish mai lag jata hai jis se ussay acha khasa nuqsan ho jata hai, agar ap ik kamyab forex bussiness man banana chatay hain tu ap ko lalaach se bachna pry ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Trading me lalach na kren ....

      trading mey ap kabi b lalach na karen mehnat eham hay ager traders kay pas market ka aur sath sath updated news ka acha knowledge majood ho tu phir trading mai b asani rehti ha. es knowledge ko ziada say ziada use main laye tab he hum forex trading main bohat acha profit earn kar sakty hay aur humay chahiey keh esmain ziada mehant karen kyun keh mehnat karnay main he faida hota ha
      • #33 Collapse

        Re: Trading me lalach na kren ....

        g han janab ap ne sahi kaha hai trading me lalach nagi karni chahye kyu k lalach me ap koi bhi kam ache se nahi kae sakte hai ya bulke ap kuch bhi nahi kama sakte hai ya ap ne kamaya bhi hota hai wo bhi wash kar bethte hai is lye ap ko lalach nahi karni chayhye
        • #34 Collapse

          Re: Trading me lalach na kren ....

          G haan bilkul friends humay tradimg mein bilkul bi lalch.nahi karna chaie aksar log mazeed acha profithassil karnay kai liya lalch kartay han aor apna moajaada profit loss kar bathtay han ais liya lalch nahi karna chaie aor durig trading apni emotions par controlralhna chaie aor kabhi bi zayada profit kai chakar nein nagi rahna chaie ais sayap ko bhoat zayada nuksaan ho sakta hai aik achay trader ki kamyabi ka raaz ya he hai kai wo hamesha kabhi bi lalch nahi karta tab he wo trading mein kamyab hota hai ais liya friends agar ap bi trading mein kamyabi hassil karna chatay han tou ap ko bhoat zayada lalch say door rahma ho ga shukriya.
          • #35 Collapse

            Re: Trading me lalach na kren ....

            Je trading mai lalch nuksan hi detti hai kabhi bhi trading mai yh kisi pese wali chez mai lalch ny kabhi kisi ko feda ni deya hai isiliye hammy kabhi bhi trading mai lalch ni krni chiye takky ham kmiyaab hu skky bass mhnt krty or lalch se hamesha Bach ty rhy takky ap success hu skky
            • #36 Collapse

              Re: Trading me lalach na kren ....

              forex trading main mehnat kare agar mehant hoti hain tu kamyabi b milti han or hard work kare achi earnigng hoti hian forex trading main kaaam krne say phly learning ka strong hona must hota hain jitbe b learnign karne wale hote hain agar strong analysis kare gy tu life main and feature main kafi benefit hasil kar skte hain or kamyabi easy hasil kare gy
              • #37 Collapse

                Re: Trading me lalach na kren ....

                Assalamu Alaikum Forex trading ke andar aapko kabhi bhi lalach nahin karna chahie trading Mein Kamyab hone ke liye emotional discipline bahut jyada jaruri hai Jab Apne negative emotions ko control Karke trade Karenge to Jyada acche results Hasil kar Sakenge Kyunki Is Tarah ab market ko Soch Samajh Kar trade karte hain aur trend analysis ke bad hi trade karte hain lekin aap Jab lalach aur jaldbaji mein Faisla Karte Hain To usse aapki trade galat lag sakti hai aur aapka pura account ki Jaya Ja sakta hai isliye bahut Soch Samajh Kar aur proper analysis ke bad trading Karni chahie
                • #38 Collapse

                  Re: Trading me lalach na kren ....

                  ge bilkul , jab hamary zehn me kisi bi kam ki lalich ati hy ti hamne us me bht ziada nuqsan hoota hy . jo banda lalich kar rha hota hy to usy waqkti to faida nazar a rha hota hy laken future me isk bht ziada nuqsan hota hy . hamen khud ko loss se bachany klye klye lalich se door rehna chahye
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #39 Collapse

                    Re: Trading me lalach na kren ....

                    Janab aap ke bad bilkul sahi hai main trade Laga Kala Jigar Ko Nahin Karna chahie aur Hamen Agar Thoda Sa Bhi ismein profit Ho Raha Hai To Hamen Hona chahie ismein Sar bilkul nahin karna chahti Adaalat Karke ham log na Karva Baithe aur yah bhi ho sakta hai ki Hamara Jhooth laga hua hai woh Pass Ho Jaaye aur ham Jo Hai Apna Jo apna manate hai aur sab Jaaye kar Baithe to Hamari Achcha Nahin Hai Thoda Sa Bhi Agar Main profit Ho Raha Hai To Hamen jaldi chahie bilkul Nahin Karni chahie yah Achcha Kadam sabit hoga

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X