RSI or MACD indicators kesy use krtay hain??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    RSI or MACD indicators kesy use krtay hain??
    Kya koi bta skta hai k RSI or MACD indicators ko kis trah sy use kia jata hai??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: RSI or MACD indicators kesy use krtay hain??

    Relative strength index indicator main zero Se Lekar 100 Tak levels Hote Hain Jo trader co currency pair yah commodity ke overbought aur oversold ka signal deti hai aur trader vate Karta Hai cake ab market price reversal ki confirmation dengue aur vah apni trade active Karen.

    MACD indicator mein Main Ek 0 level per trend line Dra hoti hai aur aur ismein 2 moving average lines jismein Ek 26 past ke periods ki average hoti hai aur dusri line 12 past average periods ki hoti hai 26 ko Ham red colour se a jabke 12 ko Ham blue colour se identify Karte Hain. Jab blue line Redline ko niche se upar ki taraf cross karti hai hai to ja buy ka signal deta hai aur Agar blue line Upar Se niche ki taraf Red Line ko cross karen to yah cell ka signal deta hai aur Iske alava market ki volatility ka bhi batata hai hai agar donon red or blue line ke andar space jyada ho iska matlab hai ki market highly volatile hai aur Jahan per yah donon lines aapas Mein contract Hoti Hai vahan per volatility kam ko represent karta.
    • #3 Collapse

      Re: RSI or MACD indicators kesy use krtay hain??

      Forex trading main sab sy ziada istamal hony waly indicators RSI indicator or MACD indicator ha is ley agr hum ny in ko istamal karna ha to pehly in k bary main acha knowledge or experience hasil karna ho ga donu ko demo account main apply Karna ho ga ta k hum in pe trading kar saken or ache tahra seek saken ye kab kase Kam karty han donu samj or seekeny k bad real account main apply Karna chae ha ta k hum log ache earning kar saken
      RSI indicator
      Forex trading main RSI indicator istamal karny gy to hum is ko samj k trading karni ho ga RSI indicator main do level hoty han aik 30 level hota ha jab dosra 70 ka level hota ha or RSI indicator last 14 candle k hessab sy humy level show Kar raha hota ha jab bi value 30 ya is sy Kam ho to hum log buy Kar sakty han jab k 70 ya is sy ziada hon to phr hum wahan sy is ko sell Kar sakty han is tahra hum RSI indicator ko istamal kar k ache earning kar sakty han
      MACD indicator
      MACD indicator main humy 0 sy la k 100 value hoti ha is main do line hoti han Jo last 26 candles k mutabiq value show karti han or dosri line 12 candles k mutabiq apni value show Kar rehe hoti han is ley humy is ko ache tahra seekena or samjena chae ha is k bad humy real account main apply Karna chae ha jab bi is main Jo 12 candles wali line uppar sy nechy dosri line cross karti ha to wahan sy sell karna chae ha or jab ye line nechy sy uppar aay to means buy karna chae ha is tahra hum log is indicator ko istamal kar k ache earning kar sakty han or forex trading main behtar trading kar sakty han
      • #4 Collapse

        Re: RSI or MACD indicators kesy use krtay hain??

        Relative strength index indicator bahut hi important indicator hota hai jo market mein aapko different level se related proper indication provide kar raha hota hai agar aap Aise indicator ko properly land karte hain to aapko market mein bahut hi perfect interest mil sakti hai aur aap apne profit ko increase karne ke liye bahut jyada help Faisal kar sakte hain no doubt relative strength index indicator aapko market Mein Do bahut hi important situation jinko aap overbought aur oversold situations ka naam Dete Hain unke bare mein aapko properly inform kar raha Hota Hai.

        Dear agar aap relative strength index indicator ko properly learn kar lete hain to ismein aapko market ke volume ka bhi idea ho sakta hai aur aap market Mein different purchases aur sellers ke pressure ko bhi easily countdown kar sakte hain aur ismein acchi entry Hasil kar sakte hain no doubt market Mein ya bahut hi important indicator hota hai jismein aapko acchi information mil rahi hoti hai. Dear aapko bahut hi important aur aur perfect analysis is indicator mein milati hai jismein aapko bahut actively is ko apply karna chahie otherwise aapke liye bahut jyada problem ho sakte hain.

        Moving average convergence divergence indicator Ek bahut hi important indicator hai dear sometime market me aapko bahut hi unexpected moment mil rahi hoti hai Jo aapke liye bahut jyada problem ho sakti hai agar aap different important indicators ko properly learn karte hain to aapko is an expected movement ko properly observe karne mein bahut jyada help mil sakti hai aur aapko bahut conscious hokar is indicator ko apply karna chahie otherwise aapke liye bahut jyada problem ho sakte hain no doubt moving average convergence divergence indicator Ek Aisa indicator hai jo aapko market ke different levels aur different situations Mein isko properly judgement karne se related aapko perfect analysis share kar raha Hota Hai.
        • #5 Collapse

          Re: RSI or MACD indicators kesy use krtay hain??

          Successful technical analysis kay liye hamain kafi mehnat aur experience ka use karna hota hay. Isi liye ham charts per price movement yani price action par mukhtalif tariqon say analysis karty hain. Jis kay liye candlesticks patterns, oscillarors aur mukhtalif indicators ka apas main combination bana kar achy analysis karty hain takeh ham market kay trend kay mutabiq best trading benefits lay sakain.

          RSI oscillator aor MACD indicators ka apas main combination bana kar ham trade kay liye behter preparation kar sakty hain.

          RSI indicator kay through hamain trend reversal, profit targets aur exit points ka pata chalta hay. RSI kay teen levels hain overbought, oversold aur neutral ya mixed. Overbought level per ham ye janty hain keh is trend main ab reversal any wala hay aur ab bearish trend any wala hay, lehaza ham yahan say trend ki reversal main sell ki trade lagaty hain. Isi tarah jab RSI below 30 per ho to ye oversold ko zahir karti hay jis say ham bullish trend ki reversal ka signal laity huye buy ki trade lagaty hain. Ja keh neutral ya mixed level per hamai na he koi trend mil raha hota hay aur na ham kisi side per trade ki paishan goi lar sakty hain.

          MACD indicator moving average convergance divergance kay through kisi bhi trend kay momentum ka batata hay jo asal main 2 exponential moving average kay through hamain signal daita hay. 26 period ki exponential moving average ko jab ham 12 periods ki EMA say minus karty hain to hamain MACD ki calculation mil jati hay.

          Ager momentum up trend ka ziada ho to ham RSI kay level say isko confirm kar laity hain aur ager MACD main hamain momentum down trend ka ziada mehsoos ho to hamain isko bhi RSI say confirm karna chahiye jab tak hamain donon indicators say same signal na mily tab tak hamain trading order place nai karna chahiye.
          • #6 Collapse

            Re: RSI or MACD indicators kesy use krtay hain??

            Click image for larger version

Name:	Screenshot_20201007-210342_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	143.3 کلوبائٹ
ID:	12334016

            Je dear forex ma bhot sary indicators hain jo market k previous data ko use kar k market k future ko predict karty hain. Jo trader es apny experience k sath he en indicator ko use karta hai wo hamesa kamyab ho hota hai.

            MACD VS RSI. Macd or rsi both momentum indicators hain both indicator market ma kisi pair ya commodity ki price k increase hony ya decrease hony ko predict karty hain. But satistical results sy pata chala hai k rsi bhot zayada reliable signal deta hai macd k sath agr esko compare kiya jae to. But trading ma kuch specific scene asy b hoty hain jin ma macd acha result deny ma kamyab ho jata hai.

            What is macd indicator. Macd ka matlab hai moving average convergence and divergence. Ye indicator asal ma 2 moving average k difference ki base par signal provide karta hai. Positive macd ye show karta hai k short term moving average long term moving average sy bari hoti hai. Negative macd ye show karta hai k long term moving average short term moving average sy bari hoti hai.

            What is RSI indicator. RSI ka matlab hai k relative strength index. Ye market ki three states ko bhot khubsorati k sath show karta hai or trader ki help karta hai k wo es time par kon si trade open karyn gy to unko acha profit hasil ho sakta hai. Jb rsi oversold state ko show kar rha ho to trader ko buy ki trade open karni chahe or jb rsi over bought state ko show kar rha hu to trader ko es time par sell ki trade open karni chahe. Rsi ki ik neutral state b hoti hai jis ma trader ko trade open ni karni chahe balky es time par apni trades ko hold karna he behtar hai so trader k lae ye he benefical hai k wo b es time par trades ko hold kary. .
            • #7 Collapse

              Re: RSI or MACD indicators kesy use krtay hain??

              Ap agar relative quality index pointer ko appropriately learn kar lete hain to is mein aapko market ke volume ka bhi thought ho sakta hai aur aap market Mein various buys aur venders ke pressure ko bhi effectively commencement kar sakte hain aur ismein acchi section Hasil kar sakte hain no uncertainty market Mein ya bahut hey significant marker hota hai jismein aapko acchi data mil rahi hoti hai. Dear aapko bahut greetings significant aur flawless examination is pointer mein milati hai jismein aapko bahut effectively is ko apply karna chahie in any case aapke liye bahut ziada issue ho sakte hain. Moving normal assembly uniqueness marker ik bohat hey significant pointer hai dear at some point market me aapko bahut greetings startling second mil rahi hoti hai Jo aapke liye bahut jyada issue ho sakti hai agar aap diverse significant markers ko appropriately learn karte hain to aapko is a normal development ko appropriately watch karne mein bahut jyada help mil sakti hai aur aapko bahut cognizant hokar is pointer ko apply karna chahie in any case aapke liye bahut jyada issue ho sakte hain no uncertainty moving normal union disparity pointer Ek Aisa pointer hai jo aapko market ke various levels aur various circumstances Mein isko appropriately judgment karne se related aapko impeccable investigation share krta hai.
              • #8 Collapse

                Re: RSI or MACD indicators kesy use krtay hain??

                AOA dear friends, Forex trading RSI aur MACD donon indicators ko bahut hi zyada importance Di jaati hai kyon ke Ham sari trading ki monitoring in indicators ki madad se kar rahe hote Hain aur forex mai hamy RSI or MACD ko use kar ky kam karna chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik online business hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain forex aik international business hain forex trading students ky liye bohat ache job hain is mai hamara koi boss nahi hain aur agar hum indicators say acha result lena chahty hay to humay chahiye keh en indicators ki theak say setting bhi karne kyun keh agar hum sahi say enko set ka kay use karen gay to he humari trading achi hoti hay aur market main safe earning ka rsakty hay es business main humay ziada say ziasda knowledge waseeh karna chahiye aur Dear forex brother apny RSI or MCAD ka use karna batya hay or os ki madad say apny trade ko plan keysy karna hy yh b samj main ata hay ap nay yh apna experience or knowledge hum sab say sher kar kay sab k knowledge main behad izafa keya hay or RSI kay use kay matal be achi andaz say batya hay aur basically Relative Strength Index (RSI) or Moving Average Convergence Divergence (MACD) dono indicators hain inn indicators acha entry point find kernay kay liye use kiya jaata hay aur ager aap RSI ka acha use kerna chaahtay hain or iss kay zariye strartegy develop kerna chahtay hain to aap ko kuch baaton ka pata hona chahiye RSI main 2 levels hotay hain aik hota hay 70 or aik 30 ager rsi ki value 70 say uper chali jaaye to ham iss ko kehtay hain kay Overbought condition hay is aisi condition main sell entry banti hay ager market 30 kay level say down chali jaaye to iss ko oversold condition kehtay hain or iss condition main sell kerna chaiye
                MACD main aik reference point hota hy ager iss point say neechay macd line collide kerain to lowest point hota hay woh or buy entry letay hai issi tarah ager reference point say uper dono collide kerain to sell entry letay hain
                 
                • #9 Collapse

                  Re: RSI or MACD indicators kesy use krtay hain??

                  AOA dear friends, Forex trading RSI aur MACD donon indicators ko bahut hi zyada importance Di jaati hai kyon ke Ham sari trading ki monitoring in indicators ki madad se kar rahe hote Hain aur forex mai hamy RSI or MACD ko use kar ky kam karna chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik online business hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain forex aik international business hain forex trading students ky liye bohat ache job hain is mai hamara koi boss nahi hain aur agar hum indicators say acha result lena chahty hay to humay chahiye keh en indicators ki theak say setting bhi karne kyun keh agar hum sahi say enko set ka kay use karen gay to he humari trading achi hoti hay aur market main safe earning ka rsakty hay es business main humay ziada say ziasda knowledge waseeh karna chahiye aur Dear forex brother apny RSI or MCAD ka use karna batya hay or os ki madad say apny trade ko plan keysy karna hy yh b samj main ata hay ap nay yh apna experience or knowledge hum sab say sher kar kay sab k knowledge main behad izafa keya hay or RSI kay use kay matal be achi andaz say batya hay aur basically Relative Strength Index (RSI) or Moving Average Convergence Divergence (MACD) dono indicators hain inn indicators acha entry point find kernay kay liye use kiya jaata hay aur ager aap RSI ka acha use kerna chaahtay hain or iss kay zariye strartegy develop kerna chahtay hain to aap ko kuch baaton ka pata hona chahiye RSI main 2 levels hotay hain aik hota hay 70 or aik 30 ager rsi ki value 70 say uper chali jaaye to ham iss ko kehtay hain kay Overbought condition hay is aisi condition main sell entry banti hay ager market 30 kay level say down chali jaaye to iss ko oversold condition kehtay hain or iss condition main sell kerna chaiye
                  MACD main aik reference point hota hy ager iss point say neechay macd line collide kerain to lowest point hota hay woh or buy entry letay hai issi tarah ager reference point say uper dono collide kerain to sell entry letay hain
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: RSI or MACD indicators kesy use krtay hain??

                    Different indicators ka istemal aap ki trading ko behtr banata hai jin mein important indicators ki list mein RSI aur MACD indicators ka nam zarur ata hai.​Yeh indicators aapko market mein achy signals dety hain. Dono indicators market ky momentum ko indicate krny ky kam aty hain aur yeh market mein trends ki informations dety hain ky market ab Bullish Trend mein jaye gi ya Bearish trend mein.​Is trha statistical data ko dekhty huey aapko information di jati hai Jisko aap apni trading mein istemal kar ky trade laga skty hain.

                    Relative Strength Index RSI :

                    Relative Strength Index ek bhut hi common indicator hai jo ky mostly traders apni analysis mein use karty hain. Yeh market ky short term data ko collect kar ky aap ko market ky momentum ky bary mein information deta hai. Is se aap ek number line par market ki position ka andaza laga skty hain. Aur market mein buyers aur sellers ka andaza laga skty hain. Is se aap market ki over sold aur over bought conditions ko janty huey trades enter krty hain. Yeh indicator trend reversals ky bary mein aapko bta skta hai. Ye istemal me bhut asan Indicator hai Jisko har new trader asani se use kar skta hai.

                    Moving Average Convergence Divergence MACD :

                    Moving average indicator aap ko market ki short terms ki movement ky bary mein information deta hai jis mein two lines ky darmian convergence aur divergence ky bary mrin janty huey different analysis kar skty hain aur market mein trends ky bary mein informations hasil kr skty hain. Is mein two moving averages ky darmian ek graph bhi plot kia jata hai Jisko histogram kaha jata hai. Yeh histogram aapko market mein trends ki information deta hai. Market mein aap ko trends ky bary mein MACD information deta hai. Isko istemal krny ky liyr aapko market ka knowledge chahye aur is ky sath sath dusry indicators aur patterns ky signals ko bhi mad e nazr rkhna chahiye.​Kyn ky yeh aapko 100 percent complete and correct signals nahin deta balkeh aapko analysis mein help kar skta hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: RSI or MACD indicators kesy use krtay hain??

                      Relative strength index RSI aur MACD indicators ko agar ham combined use kerty hain tou hamain market main trade open kerny aur continue kerny main bahot help milti hai ky jab RSI main market twenty ya eighty ki value ko touch ker rehi hoti hai aur MACD main same time per signal strength decrease hona shoru ho jati hai tou aesy main hamain kuch time ky liay wait kerna hota hai ky jesy hi market reverse direction main movement kerna shoru ker dey tou RSI main market reverse trend ki indication provide ker rehy ho jabky MACD main bhi market ki movement ki direction centre line sy upper side ya lower side per shift ho jaey tou aesi surat main market ka trend change hony ki clear indication hoti hai hamain previous trend per open trades ko close ker lena chahiay aur new trend ky mutabiq trade open ker ky continue ker leni chahiay kyun ky jab dono RSI aur MACD main trend change ki clear indication hk tou hamain kisi surat bhi previous trend ky mutabiq trade continue nehi kerni chahiay ky agar ham previous trend ko hi follow kerty huey apni trade continue rakhty hain tou hamain open trades main bahot bara loss ho jata hai kyun ky market tou apna trend change ker rehi hoti hai agar Ham usko samajh nehi sakty tou previous trend per open trade main hamain sirf loss hota hai jabky agar ham apni previous open trades main stretigies ko change ker lety hain tou hamain new trend ko follow kerty huey trade open ker ky cobbler keni chahiay ky jab tak hamain MACD main same direction main market ki movement ki indication milti rehy aur RSI main bhi market ki movement ki aik hi direction show hoti rehy tab tak hamain open trade ker continue rakhny main hi faida hota hai aur jab tak market again apni trend reversal shoru na kery hamain apni open trade ko continue kerna chahiay
                      • #12 Collapse

                        Re: RSI or MACD indicators kesy use krtay hain??

                        Assalamu alaikum dear friend forex market ko analysis karne ke liye Ham ismein indicator ka bhi use karte hain agar macd indicator ki baat ki jaaye to aise hamen use Karne se acha profit milta hai ya ek acha indicator hai iski help se hamen acchi trade mil sakti hai hamesha acha kam karne ke liye aur acchi satrastgy aur indicator ko use karne ke liye hamare pahly iska acha knowledge hona zaruri hai agar hamare pass iska acha knowledge hoga aur ham is ko use Karne Ka tarika jante honge to Ham is market ko acche se analysis kar payenge hamesha acha kam karna chahie mehnat aur hardworking se apne experience ko hasil karte rahana chahie hamari mehnat se Hi Ham ismein kamyabi hasil kar sakte hain Forex ek behtarin business hai jis mein hamen hamesha mehnat se kam karna chahie iska acha knowledge aur acha experience hasil karna chahie hamen ismein apne indicator ko use karne ke liye pahle demo per practis karne chahie jab hamari ismein practice acchi sabit hogi to phir Ham is mein real acount per behtarin trading kar sakte hain aur isase acha profit hasil kar sakte hain Ham hamesha acha kam Karen mehnat Karen aur Forex ko join karne ke bad ismein kamyabi hasil karne ki koshish karen Fox mein Ham jitni zyada mehnat karenge isase profit bhi usi hisab se milega hamen apne analysis ko strong banane ke liye har waqt mehnat karni chahie aur iski demo per practis karte rahana chahie agar humko indicator use karte hain to pahle hamen damo par isko practice karty rahna chahie iske bad Ham reall acount per is indicated ko use karke behtarin profit hasil kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: RSI or MACD indicators kesy use krtay hain??

                          mein kis terhan rsi isharay ko sahih tareeqay se istemaal karoon aur sahih nataij bar aamad karoon? aik screen se kayi crypto tabadlay par tijarat! mein kisi ke nuqta nazar se baat karoon ga jis ne saloon se rsi ka mazhabi mutalea kya hai, aur ab yeh woh wahid isharay hai jo mein vaqata actually istemaal karta hon. mein ne aik jawab likha jis mein is baat ki wazahat ki gayi ke mein is ko kis terhan istemaal karta hon aur yeh itna taaqat war kyun hai ( is ki jaanch partaal karen ). lehaza, aik lambi kahani ko mukhtasir karne ke l- first, sab se pehlay, are s aayi samait kisi bhi osatit ke sath divergence itna zaroori nahi hai. haan, woh rsi par ziyada wazeh aur qabil aetmaad hain, lekin mujhe yaqeen hai ke yeh ziyada se ziyada faida nahi hai jab rsi vaqata offers paish karta hai jab aap gehri khodnay lagey. rsi ke sath kaleedi lafz, bohat saaray Oscilatior ki terhan, aik taiz raftaar hai. aisay tareeqay hain jin se aap mustaqil tor par aisay ilaqay ya ilaqay talaash kar saktay hain jahan rsi ka istemaal karte hue raftaar kamzor se mazboot ho gayi. jab bhi mein are s aayi ko daikhta hon to, yeh mujhe lafzi tor par bta raha hai ke kisi khaas jore mein kisi khaas ilaqay mein,' kitney' khredar ya farokht kanandah abhi bhi' ghoom rahay hain '. mein sirf aik baar har khredar ya baichnay walay ke' gayab ho gaye' beech kar bichon ga ya khareedon ga, aur rsi yeh mujhe bohat hi makhsoos ilaqon ya zone mein is ki raftaar ko zahir karte hue betaye ga. yeh klasiki madad aur muzahmat ya rasad aur talabb, sab aik jaisay hain. ziyada tar tajir qatee faisla nahi kar saktay hain ke aik makhsoos ilaqay mein raftaar kitni hai. lehaza, aap party mein daakhil hona khatam kar dein ge jab is mein jaldi daakhil honay ki bajaye bohat der hojaye gi. Mometum, mere liye, waqai mein wahid cheez hai jo ahmiyat rakhti hai aur yahi cheez asal mein qeemat ko agay barhati hai. lehaza, khulasa yeh hai ke, aap mukhtalif tijarat kar satke hain, lekin mujhe nahi lagta ke aap rsi ko is ke haqeeqi taqaton ke liye istemaal kar rahay hon ge. ahem baat yeh hai ke tareekhi tor par, un ilaqon mein qeemat ki raftaar ko dekha ja sakta hai jo qeemat, hamesha' aik barray iqdaam' mein tabdeel hochuki hai. p. s isharay kaam karte hain ( sirf chand hi waqai mo-asar hain ). yahan tak ke naam Nihaad qeemat ki karwai, koi isharay nahi ya sirf bunyadi tajir –apne faislay karne ke liye tareekh aur maazi ke adaad o shumaar par inhisaar kar rahay hain. to, hum sab aik hi kashti par sawaar hain .
                          • #14 Collapse

                            Re: RSI or MACD indicators kesy use krtay hain??

                            Je pricey foreign exchange ma bhot sary warning signs hain jo market ok preceding facts ko use kar okay market ok future ko predict karty hain. Jo dealer es apny ride okay sath he en indicator ko use karta hai wo hamesa kamyab ho hota hai.MACD VS RSI. Macd or rsi each momentum indications hain each indicator market ma kisi pair ya commodity ki rate okay extend hony ya minimize hony ko predict karty hain. But satistical effects sy pata chala hai okay rsi bhot zayada dependable sign deta hai macd ok sath agr esko evaluate kiya jae to. But buying and selling ma kuch particular scene asy b hoty hain jin ma macd acha end result deny ma kamyab ho jata hai.What is macd indicator. Macd ka matlab hai transferring common convergence and divergence. Ye indicator asal ma two shifting common okay distinction ki base par sign grant karta hai. Positive macd ye exhibit karta hai ok brief time period shifting common lengthy time period shifting common sy bari hoti hai. Negative macd ye exhibit karta hai okay lengthy time period transferring common brief time period transferring common sy bari hoti hai.What is RSI indicator. RSI ka matlab hai ok relative power index. Ye market ki three states ko bhot khubsorati okay sath exhibit karta hai or dealer ki assist karta hai okay wo es time par kon si alternate open karyn gy to unko acha income hasil ho sakta hai. Jb rsi oversold nation ko exhibit kar rha ho to dealer ko purchase ki change open karni chahe or jb rsi over offered nation ko exhibit kar rha hu to dealer ko es time par promote ki change open karni chahe. Rsi ki ik impartial kingdom b hoti hai jis ma dealer ko exchange open ni karni chahe balky es time par apni trades ko maintain karna he behtar hai so dealer okay lae ye he benefical hai okay wo b es time par trades ko preserve kary. es lesy hsmrn bhi bahut ziada mehnar krni chahe r forex ke tamam knowldge ko shre krna chahe.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: RSI or MACD indicators kesy use krtay hain??

                              forex ki market mein indicators bohat zeada zaroori hai agar hum market ko achi tarhan se judge kerna chahty hain otu us k liye humen indicators ko lazmi read kerna ho ga indicators ko deny kerny waly traders market mein kabhi bhi kamyab nahi ho sakty humen chahaiye k hum indicators ko learn ker k un ko trading mein apply keren tab he hum is mein kamyab ho sakty hain agar hum indicators ko use nahi kerty tou humen trade mein loss ho sakta hai indicators ki bohat sari types hain thread mein aap ne RSI indicator MACD indicators k bary mein poocha hai RSI ka matlab relative strength indicator hai is se humen pata chalta hai k ab market over buy ki condition mein hai ya phir over sell ki condition mein hai ye market k short term data ko collect ker k humen is mein momentum k bary mein btaty hain
                              is se humen market mein buyers aur sellers k bary mein bhi pata chal jata hai MACD ka matlab moving average convergence divergence indicators hai aur ye indicator bhi humen market ki short term moment k bary mein btata hai is mein two lines hoti hain jin k dermyan convergence aur divergence hoti hai un ko find ker k us mein analysis ker sakty hain aur us mein information hasil ker sakty hain is mein two lines k between aik graph draw kiya jata hai jis ko hum histogram kehty hain aur ye histogram he humen market k trends k bary mein information deta hai ye aik reference point hota hai agar is se neechy koi line collide kery tou lowest point hota hai aur traders buy ki entry lety hain agar is se opar collide kery tou high point hota hai aur traders sell ki trade lagaty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X