Analysis strong hone k bawajood bhi market news ko nazar andaz na karen.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analysis strong hone k bawajood bhi market news ko nazar andaz na karen.
    Forex Trading pe market ka bara asar warosokh hota hai is waja se Analysis strong hone k bawajood bhi market news ko nazar andaz na karen. Forex Trading me analysis k bagher trading karna aisa hai jese apne paon pe kulhari marna. Is se hen sirf nuqsan k elawa kuch bhi nahi melta. Agar trading bagher analysis k kamyab hoti to pori dunya is karobar me shamil hoti. Lekin is me risk bohut hi ziada hai aur wo risk sirf aur sirf market news aur analysis hi k zarye se door keya ja sakta hai. To koshash karen k bagher analysis k kabhi bhi trade na karen nahi to bohut nuqsan uthana parega. Forex ki kuch mistakes jo hamare account ko nuksan deti hai. Demo account pe mehnat karne se maximum mistakes khatam ho jati hai. account use krne ke bohat zuada faede hai hmen is par ziada se ziada practice krni chahye ta ke jab hum real account use kren to hamre lye mushkil na ho.Analysis strong hone k bawajood bhi market news ko nazar andaz na karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Analysis strong hone k bawajood bhi market news ko nazar andaz na karen.

    Dear friend aapane bilkul sahi kaha hai aapko market movement ko acchi Tarah analysis karne ki or strong hone ke bavjud bhi aapko news Ko Nahin Karna chahie Jab aap election ki news ko ignore Karenge to aapko Business mein bahut bada loss ho jaega Kyunki aapko news Mein information milati Hai Jab aapke pass information Hoti Hai Tabhi Apache trade Laga sakte hain aur aap for exam se acchi ending kar sakte hain aapko production per Jyada Se Jyada struggle Karni chahie tabhi aapke yahan se acchi earning kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Analysis strong hone k bawajood bhi market news ko nazar andaz na karen.

      Bilkul thek kaha apne k market analyse krne k bwjood market ki news ko nazar andaz nhi krna chahiye market ki up n down ko zehn mn rkhty hue trade lgani chahiye
      Last edited by ; 07-10-2020, 10:23 AM.
      • #4 Collapse

        Re: Analysis strong hone k bawajood bhi market news ko nazar andaz na karen.

        ji bilkul agar aap market ki about technical analysis lete hain aur aapke technical analysis bahut stronge hun tab bhi aapko news update ka khayal zarur karna chahie kyunki jab bhi news update aati hai to market opposite Ho jaati hai aur vahan per technical analysis fail ho jaate Hain news update ka bahut jyada khyal rakhna chahie news update lene ke bad aapko technical analysis dene chahie aur market ke bare mein planning banani chahie aur uske motorway completed ko open karna chahie tabhi aapko market se achcha fayda mil sakte hain kabhi bhi aapka emotional nahin hona chahie aur na hi trading karti hun aapko kabhi overconfidence hona chahie positive nahin aur positively apne kam ko kamyab banane ke liye struggle karte Raha Karen tabhi aapko achcha fayda milega
        • #5 Collapse

          Re: Analysis strong hone k bawajood bhi market news ko nazar andaz na karen.

          mohtram ap nay sahi bat ki hay keh hamen analysis par achi trah dhiyan laga kar analysis karna chaheay aor jub hum apna analysis karlen to iskay trade open karny sy pehly market main aney wali news par nazar rakhen takeh hum nay jis pair ka analysis kia hay uska hamen pora pora profit mil sakey news main analysis kam ni ata hay news analysis k against hoti hay hamesha to har trade sy pehly analysis aor news par ik nazar zaror dalen
          Last edited by ; 07-10-2020, 10:30 AM.
          • #6 Collapse

            Re: Analysis strong hone k bawajood bhi market news ko nazar andaz na karen.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Lubna1998 پيغام ديکھيے
            Forex Trading pe market ka bara asar warosokh hota hai is waja se Analysis strong hone k bawajood bhi market news ko nazar andaz na karen. Forex Trading me analysis k bagher trading karna aisa hai jese apne paon pe kulhari marna. Is se hen sirf nuqsan k elawa kuch bhi nahi melta. Agar trading bagher analysis k kamyab hoti to pori dunya is karobar me shamil hoti. Lekin is me risk bohut hi ziada hai aur wo risk sirf aur sirf market news aur analysis hi k zarye se door keya ja sakta hai. To koshash karen k bagher analysis k kabhi bhi trade na karen nahi to bohut nuqsan uthana parega. Forex ki kuch mistakes jo hamare account ko nuksan deti hai. Demo account pe mehnat karne se maximum mistakes khatam ho jati hai. account use krne ke bohat zuada faede hai hmen is par ziada se ziada practice krni chahye ta ke jab hum real account use kren to hamre lye mushkil na ho.Analysis strong hone k bawajood bhi market news ko nazar andaz na karen.
            G dear aapane bilkul sahi kaha Ham aksar bahut acche NSS karte hain lekin market hamari opposite site per movement kar deti hai uski man bataiye hoti hai ki analysis ke hisab se to humne sahi trade lagaye hoti hai lekin in international market mein aisi Koi news a jaati hai jiski vajah se vah apna trend change kar deta hai aise halat mein hamen chahie ki Ham analysis ke sath sath international business news per bhi najar rakhen kyunki agar aap apne aapko news se bekhabar nahin rakhenge to aap kabhi bhi market mein unexpected situation se fayda Hasil nahin kar sakte market se fayda uthane ke liye aapko apne analysis ke sath sath business news per bhi najar rakhna hogi.
            • #7 Collapse

              Re: Analysis strong hone k bawajood bhi market news ko nazar andaz na karen.

              Ji han bilkul sahi baat ki hai aapane analysis ko strong hone ke bavjud bhi Hamen news ko Najar Andaaz nahin karna chahie Kyunki Agar Ham news ko Nazar Andaz Karte Hain To Hamen Jyada knowledge Nahin milati Agar Ham news ko Najar Andaaz Karte Hain To Hamen Jyada knowledge Nahin Hoti aur hamen nuksan bhi hota hai isiliye Hamen news ko najarandaaz nahin karna chahiye Agar hamare pass analyses strong Hai To Hamen chahie ki Ham news ko sport Karke Agar Hamara analysis bahut jyada strong Hai To Hamen chahie Fir Bhi Ham news ko follow Karen Kyunki news ko follow karne se Hamara analyses Aur Bhi Jyada strong ho sakta hai Hamari aur Hamari college mein bhi izafa ho sakta hai isiliye Hamen chahie ki Ham news ko Jyada Se Jyada follow Karen aur usse college Hasil Karen Jaise ham acche poster bhi ban sakte hain aur Forex main bhi kamyabi Hasil kar sakte hain
              Ager Post ache lagi ho to thanks zaror den
              • #8 Collapse

                Re: Analysis strong hone k bawajood bhi market news ko nazar andaz na karen.

                Ji han aapane bilkul theek kaha hai ki Forex trading Jab Ham Apna work start Karte Hain to use Waqt Hamen Apne analysis ko Jyada Se Jyada strong kar lena chahie aur ham Apne analysis ko strong sirf aur sirf demo account per practis karne se kar sakte hain Hamen demo account per Jyada Se Jyada practice karni chahie tab hi Ham Apne analysis ko strong banaa sakte hain aur best banaa sakte hain aur trading main bhi expert Ban sakte hain Chahe Hamara analysis Jitna Bhi strong Ho Hamen market mein aane wali news ko kabhi bhi ignore nahin karna chahie balke UN news ko acchi Tarah Se read Karte Rahana chahie because ine news ke jariye se hi ham market ki Tamam news changing ko acchi Tarah se understand kar Payenge aur Market ke signal aur uski movement ko bhi e Dekhte Hue Ham market Mein Apni trade open kar Sakenge aur use trade Mein acchi success bhi Hasil kar lenge Ek Achcha trader Vahi Hota Hai jo market ke Tamam rules and regulation ko follow karke forex market ke Business mein kam karta hai isliye Tamam trader ko chahie ki vah forex market Mein kam karte hue Jyada Se Jyada struggle Karen jitni Jyada ko Apne is kam ke liye struggle Karenge utna jyada hi unhen market Mein Achcha profit Hasil Hoga aur vah ek professional trader bhi ban jaenge
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Analysis strong hone k bawajood bhi market news ko nazar andaz na karen.

                  Hamain khud sa kam kerna chahiya agar ham khod sa kam kerty hain to ham apna knowledge ko increase ker sakty hain.Forex ma khud market ko analysis kerna chahiya agar ak bar hamain loss ho jain to agar ham ham apni practice ko jari rakhty hain to ham apna loss ko recover bi ker sakty hain.Agar new hamain sel ki trade da rahi hain aur hamarian analysis k motabiq market buy ki trade milti hain to hain buy ki trade laghani chahiya.ham jitna khod sa kam kerty hain otna hi ham expert ho sakty hain.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X