Wese to forex trading me bohut sare mistakes hum se hoti hai lekin Forex ki kuch mistakes jo hamare account ko loss deti hai aur bohut ziada aam hn wo kuch yon hn. Forex Trading aik karobar hai aur is me profit aur loss dono ho jate hen. Lekin hum ye business sirf profit hi ki neyat se karte hen. Lekin baaz dafa hamen loss bhi ho jat hai. Loss k aam tawar pe chand common se wajohat hai jis ki waja se ye hota hai. Market analysis aur news k bagher trading karna, trading hamari analysis k opposing hone pe hamara emotional ho jana aur mazeed nuqsan karna, lalach me a kar kam profit na lena aur ulta nuqsan ho jana. Overtrading kar jana. Take Profit aur Stop Loss ka options na lagana. Ye chand aik wajohat hai nuqsan hai jos ki waja se nuqsan ho jata hai. Demo account pe mehnat karne se maximum mistakes khatam ho jati hai.Leverage zayada hony sy faida ho ga ya nuksaan k chances zayada Hun gy.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим