markeet ki nisbat say ziada losese ka reason ham khud banatay hain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    markeet ki nisbat say ziada losese ka reason ham khud banatay hain.
    dear jub hamko lose hota hay to uska blame ham markeet pay ditay hain laikin aisa kuch bhi nai hay jub hamko is markeet main lose hota hay to ziada tar uska reason ham khud paida kartay hain jis main agar ham jald baazi pay control kartay hain jis main agar ham without experience k ziada say ziada lots ko big kartay hain jis main agar ham apnay emotions pay control karna seekhtay hain to ham is market main kam say kam lose kar saktay hain aur sath sath achay say acha learn bhi kar saktay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: markeet ki nisbat say ziada losese ka reason ham khud banatay hain.

    Agar Forex ke business mein loss per loss hota hai to ismein market ka koi bhi blame nahin Hota kyunki nuksan trader ko apni galti ki vajah se hota hai aur bagair experience or knowledge ke ghar trading karenge to hamesha nuksan hi hoga fayda kabhi bhi nahin hoga Forex ke business mein kamyabi Hasil karni hai to apne knowledge or experience ko increases karna hoga aur Dil laga Kar Ke mehnat karni hogi aur jyada se jyada time learning ke upar Hi Dena hoga aur focusly forex ke raleted har EK information Hasil karni hogijitna jyada deep Mein jaenge aur jitni jyada mehnat karenge aur jitni jyada learning karenge utna hi future may benefit hoga kyunki Forex ke business mein profit unlimited Hai bus jarurat hi acche experience ki aur knowledge ki bhasha mein soch samajh Kar Ke trading karni hogi aur Market ki munh Mein ke against koi bhi trade nahin lagani hogi galti soch samajh Kar Ke aur Market ki direction ke mutabik hi trading karni hogi tab jakar ke achcha profit Forex ke business se gain kar payenge
    • #3 Collapse

      Re: markeet ki nisbat say ziada losese ka reason ham khud banatay hain.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
      dear jub hamko lose hota hay to uska blame ham markeet pay ditay hain laikin aisa kuch bhi nai hay jub hamko is markeet main lose hota hay to ziada tar uska reason ham khud paida kartay hain jis main agar ham jald baazi pay control kartay hain jis main agar ham without experience k ziada say ziada lots ko big kartay hain jis main agar ham apnay emotions pay control karna seekhtay hain to ham is market main kam say kam lose kar saktay hain aur sath sath achay say acha learn bhi kar saktay hain.
      Ge ha fruend forex market me loss ke sab bare waja humare ghaltio se hoti he aher him jald bazi se trrading nahi kare ge to kabi be loss nahi ho ge aur is ke sat exoeeience ko hasil karni chaua aur mehnet karni ho he tab him loss se bach sake he air earning be kar sake he
      • #4 Collapse

        Re: markeet ki nisbat say ziada losese ka reason ham khud banatay hain.

        اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
        dear jub hamko lose hota hay to uska blame ham markeet pay ditay hain laikin aisa kuch bhi nai hay jub hamko is markeet main lose hota hay to ziada tar uska reason ham khud paida kartay hain jis main agar ham jald baazi pay control kartay hain jis main agar ham without experience k ziada say ziada lots ko big kartay hain jis main agar ham apnay emotions pay control karna seekhtay hain to ham is market main kam say kam lose kar saktay hain aur sath sath achay say acha learn bhi kar saktay hain.
        G h. Zayada loss ka reason ham khud krty hain jab ham bina merket ko analyse kiay our bina soche samjhe trade open krty to hamara loss ho jata hy
        • #5 Collapse

          Re: markeet ki nisbat say ziada losese ka reason ham khud banatay hain.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
          dear jub hamko lose hota hay to uska blame ham markeet pay ditay hain laikin aisa kuch bhi nai hay jub hamko is markeet main lose hota hay to ziada tar uska reason ham khud paida kartay hain jis main agar ham jald baazi pay control kartay hain jis main agar ham without experience k ziada say ziada lots ko big kartay hain jis main agar ham apnay emotions pay control karna seekhtay hain to ham is market main kam say kam lose kar saktay hain aur sath sath achay say acha learn bhi kar saktay hain.
          jable karab Na Doge kaha market kitne baje jyada loss karte hain hamen chahie Ham market ke trend ko samjhe Ham jitna market ko samjhe apna ham log se bachenge aurat naam fayde marenge hamen chahie Ham market ke trend ko follow Karen time table ko forward corrosion regulation ko follow Karen itna Ham rose and regulation ko follow karenge itna itna fayda hoga ki aap soch nahin soyenge hamen Forex trading ke tamam rules and regulations ko follow karna chahie aur uske humble karna chahie agar Ham use per Amal karte hain ismein hamara fayda Hai
          • #6 Collapse

            Re: markeet ki nisbat say ziada losese ka reason ham khud banatay hain.

            Agar Ham market Mein Achcha analysis karte hain aur acchi trading money management ke mutabik Karte Hain To Hamen nuksan Nahin ho sakta lekin Agar Ham mistakes Karenge lalaj Karenge market Mein analysis Nahin Karenge Kisi trading strategy ko follow Nahin Karenge To Hamen is business Mein nuksan Hota Rahega aur ham profit Hasil nahin kar Sakenge
            • #7 Collapse

              Re: markeet ki nisbat say ziada losese ka reason ham khud banatay hain.

              jab hum kam karty howy koi mistake kar daty han to hamy loss ho jata hai hamy loss par sabar karna chahey or apne mistake ko sahe kar ky kam karna chahey hum apne mistake sy seekty he hai hamy is ma aik din main aik account main aik aik he pair mai kam karna ho ga yai aik asa karobar haii jo ky usa or china jsy bary bary mumlik mai be pahl cuka hain hum is main live kam karty hai
              • #8 Collapse

                Re: markeet ki nisbat say ziada losese ka reason ham khud banatay hain.

                JI han app nay bahut achy bat kahy hy keh hamen forex men bahut himat kay sath kam akrna chahye kun kay agar hum fore men bahut himat kay sath kam akrty hain tu hum as men achy earning hasil kar sakty hain as lia hamen forex men kotahy kay sath kam nahin karna chahey kun kay agar hum forex men kotahy kay sath kam akrty hain tu hum as men nakam ho jaty hain as lia hamen forex men dil laga kar kam karna chahey takeh hum as men achy earning hasil kar saken kun kay agar hum as men jaldi kay sath kam karty hain tu hum as men nakam ho jaty hain as men saber karny wala hi kamyab hota hy
                • #9 Collapse

                  Re: markeet ki nisbat say ziada losese ka reason ham khud banatay hain.

                  Dear friend aapane bilkul sahi kaha hai market ki nisbat Ham Apne log ka swabhav apne aap khud banate hain Hamen chahie ke Hamesha Forex ke rules ko follow kar kar trade lagaen Hamen chahie ki Ham market ko analyse kar kar Hamesha Soch samajhkar freshman ke sath chale gaye Hamen kabhi bhi overconfidence aur lalach ke sath Nahin Lagani chahie Jab Ham aur confident aur lalasar sathri Lagate Hain To Hamen Business mein bahut bada lock ho jata hai Hamen Businessman Chote Chote log Se Bachana chahie tabhi Ham yahan se acchi add nahin kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: markeet ki nisbat say ziada losese ka reason ham khud banatay hain.

                    loss or profit ka business ka hesa hain hamy loss par sabar karna chahey or apne mistake ko sahe kar ky kam karna ho ga hum apne mistake sy seekty he hain hamy is man kabe be bagar experience ky kam nahe karna chahey ya aik legal karobar han hum is manlive kam karty han hum isman sada urdu main kam karty ha hamy is main aik time mai aik he pair main kam karna ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: markeet ki nisbat say ziada losese ka reason ham khud banatay hain.

                      ham market ke movement ko sam kar is mai kam karna ho ga pher he hm pasia kama saky gy hum is mai raat mai be kam ar sakty hain hum is mai apne marze sy time tbale bana kar kam kar sakty han hamy loss ys klearning gan kar ky aik tim tbale bana kar kam karna ho ga hum is mai agar laalchi ban ky kam karty hain ot hama account band ho jy ga
                      • #12 Collapse

                        Re: markeet ki nisbat say ziada losese ka reason ham khud banatay hain.

                        Forex mai hum khud apna account wash karty hain ya bohut zeyada loss karty hai kiyunk ek to hum money management ko follow nahi karty or doara hum sabar nahi karty . Hamesha rules ko follow karna chahiye phir humara account wash nahi hoga . Overtrading nahi karein or bari lot na liya karein
                        • #13 Collapse

                          Re: markeet ki nisbat say ziada losese ka reason ham khud banatay hain.

                          Assalamu alaikum ji bhaiya bilkul theek bol rahe hain aisa hi hai kyunki agar aap Forex trading main proper market information hasil nahin karenge aur market information hasil karne ke bad trade karenge to aap bahut achcha profit kam aaenge agar aapke pass market information nahin hai aur aap bagair market information ke Forex trading mein kam karte Hain to aap kabhi bhi achcha profit nahin Kama sakte aur yahi vajah hoti hai ki Ham proper analysis ke sath Kam nahin karte jiski vajah se hamen loss ho jata hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: markeet ki nisbat say ziada losese ka reason ham khud banatay hain.

                            beshak bina analysis k market mai kodny sy loss he hoga or loss ko recover karny k leye hum account wash kar dety hai or per hum market ko blam karty hai jab hum bina anaysis k jayengy tu humy loss hoga or agar hum loss recover karny k leye dosra lot lengy tu wahi humary account wash hony ka pehla step hota hai jo hum na sochty ly lety hai.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X