Jaiza :- VAR (value at risk) kee strategy byan krian
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza :- VAR (value at risk) kee strategy byan krian
    forex mai risk bohat zada hain hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar analysis ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is business ko apna life time career be bana sakty hain forex dunya mai bohat taze sy dunya mai famous ho raha hain forex aik profitable business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza :- VAR (value at risk) kee strategy byan krian

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayn پيغام ديکھيے
    forex mai risk bohat zada hain hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar analysis ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is business ko apna life time career be bana sakty hain forex dunya mai bohat taze sy dunya mai famous ho raha hain forex aik profitable business hain
    dear Forex market me ye aik powerful strategy Hoti hy VAR ( Value At Risk ) iski simple strategy Hoti hy jis me movement hamesha aik calculated way me Hoti hy aur yahi trading ka style hota hay aur agar koi trend aik pair overbought ya oversold ho chuka ho to uski aik khas risky point sy pick Nahi krna chye ASI situation me pattern me, chart pattern traders ki trading me bahot hi important hoty hey, chart pattern se hi traders market me trading karny key ley techniques ko use kar sakty hey, sab se popular aur common triangle chart pattern candle stick chart pattern hi hay jes ko 90% traders like karty hey aur jes ko use karna be market ko analysis Krna chye hr trader ka apna mind hota ha or hr koi apny anylsis or method sy Kam krta ha kuch log kuch method ko pasnd larty hn or kuch log ksi or ko so hm JB market k chart ko dekh rhy hoty hn tu hmain bout achy achy pattern milty hn us wqt hmain chaiy k agr hm log un pattern Sy fayda chaty hn tu un ki achi tra study Karin un pattern ko read Karin or agr koi trade banta ha tu lazmi lagain KU k ye pattern forex trading market ma bout zayda important role ada karty hn ku k is ma bout sy indicator bi aa jaty hn moving market down aati hai. Esi tarha jabb aap double bottom ka pattern daikty hain to phir us wakt aapko up jaany ka signal milta hai. agar aus mai koi trade lagaty hai to aus mai hum ko kafi zayda faida ho jata hai kun k agar hum ne acha pattren dekha hai aor aus mai hum ne achy time par entry laga li hai to aus mai ye faida hota hai k aus mai tp kafi zayda hota hai aor aus mai stop loss kafi kam hota hai jis ki waja se hum ko agar loss hota bhi hai to atna zayda ni hota aor aus mai kafi zayda faida ho jata hai waisy chart pattren mai se harmonice pattren asan hai aor aus k sath trade karna bhi kafi asan hai aor aun mai profit bhi kafi zayda hota hai.
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza :- VAR (value at risk) kee strategy byan krian

      Agar hamary trading account main balance one hundred dollars ka hai tou hamain same balance per risk just ten percent tak lena chahiay ky agar hamain open ki jany wali trade main profit hasil hota hai ya loss hota hai tou woh ten percent hona chahiay ky agar profit hasil hota hai ten dollars ka tou next trade main hamain one hundred and ten dollars per ten percent risk lena hots hai jabky agar hamain loss ho jata hai ten dollars ka tou next trade main hamain ninety dollars per ten percent risk lena hota hai ky ham next trade main nine dollars ka loss ya profit hasil kerny ky liay trade enter kerty hain hamain forex market main trade kerny ky liay risk tou lena perta hai ky agar ham bahot bara risk ly lety hain tou hamain phir loss bhi bahot bara ho sakta hai jabky agar ham apny balance per limited amount main risk lety hain tou beshak hamain loss ho bhi jata hai tab bhi hamari trade chalti rehti hai aur hamain trading main kabhi profit hasil hota hai tou kabhi loss chalta rehta hai market main trade kerny ky liay hamain apni investment per just calculated risk lena chahiay ky hamara account kabhi bhi wash na ho saky jab tak hamara balance save rehta hai hamary pas profit hasil hony ka chance bhi rehta hai lekin jab hamara account hi bara risk leny ki waja sy wash ho jata hai tou hamain phir trading ky liay dobara investment kerna perti hai isliay agar ham chahty hain ky hamara account kabhi wash na ho tou hamain risk sirf ten percent tak hi lena chahiay ky aesa nehi hota ky her open ki jany wali trade main hi hamain loss hota rehy jabky kuch trades main loss aur kuch main profit hasil hona tou trading ka hisa hai jis sy ham apni trading ko continue rakh sakty hain aur forex market main successful trading ka tareeqa bhi yehi hai ky hamain minimum risk ly ker forex market main trade continue kerni chahiay
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza :- VAR (value at risk) kee strategy byan krian

        Click image for larger version

Name:	Screenshot_20201007-064626_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	41.4 کلوبائٹ
ID:	12333967

        Yes dear apny bhot acha question kiya hai. Value at risk asal ma account ko better manage karny k lae use kiya jata hai. Ham apny account ko jetni achi tarha manage karyn gy etna he ham achi trade kar payn gy or sath sath apny account ko b safe rakh payn gy. Jo trader bhot zayada risk lety hain wo kbi achy trader sabit ni ho sakty kiu k wo apny account ko maximun risk ma dal dety hain jis sy unk account k wash hony k chances barh jaty hain or ik time asa ata haj k wo accounr balance kam ho jany ki waja ay mazeed trades ko open ni kar paty.

        Forex trading ma jo trader account ki saftey ko 100 percent yaqeeni banata hai usko 2 benefits hoty hain. Ik to uska account safe rehta hai or dosra usko loss ho to wo b kam he hota jo wo easily recover kar leta hai. Trader ma mind ma ye hona chahe k usko next bonus previous bonus ma add karna hai ye ni karna k next bonus any ay pehle he account ko wash kara dey. Es strategy ma tory sabar ka mozahera karna hota hai but end ma wo he kamyab hoty hain jo bonus ko grow karty jaty hain. Jo har bat new bonus any sy pehle he previous bonus ko wash kar dety hain wo kbi kamyab ni hoti.

        Account k risk ko ham asy b manage kar sakty hain k hamy ik time ma ik he trade open karni chahe. Tradea ham jetni zayada open karty jaty hain hamary account ka risk b maximize hota jata hai. So apk account ma agr 90 dollar hai to apko en pat serf 9 dollar ka risk lena chahe or asi perfect trade open karni chahe k loss na ho or agr trade loss ma jae b to apko chahe k serf 9 dollar tak he us trade ko carry karyn or phr next chance k lae try karny ki khosis start kar deyn.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza :- VAR (value at risk) kee strategy byan krian

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayn پيغام ديکھيے
          forex mai risk bohat zada hain hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar analysis ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is business ko apna life time career be bana sakty hain forex dunya mai bohat taze sy dunya mai famous ho raha hain forex aik profitable business hain
          Yes dear ap na bahut hi informative post Hamare Sath kitni hai no doubt Japan Forex trading new kam karte hain usmein bahut risk hota hai aur Hamari har trading me risk include ka hai no doubt Forex trading me this Ko kabhi bhi 100% khatm nahin kiya Ja sakta isliye aapko apni her trade risk lena Hota Hai Kya Aap Forex trading Mein kam kar rahe hote hain usmein aap ke liye Har trade per Risk lena Pata Hai otherwise aap kabhi bhi successful trader Nahin Ban Sakte Forex trading Mein kam karti hui risk ko kabhi bhi pata nahin kiya Ja sakta lekin Ham usko minimise Jarur kar sakte hain is sa related main aapse Kuchh information share karna chahta hun.

          Dear jab aap apni Har trade per apni account ke mutabik risk Lete Hain To usmein aapke account ki safety maintain ho rahi Hoti Hai Jab aap apni account per risk of properly manage Nahin Karte aur apne trading per risk management integrations ko pata nahin Karte to aapke liye bahut jyada problem ho sakti hai aur aap kafi difficulties faced kar sakte hain vah isliye agar aap apni trading co properly Main chahte ho to aapko Hamesha risk management rules and regulations ko follow karte karte hue apni Har trade per risk ki limit to specified karna chahie.

          Dear ya 1 complete study hai usmein aap apne account balance ke mutabik apne account per risk Rehte Hain WhatsApp aap apne account balance ke mutabik apni heart rate ke upar risk ko define karte hain aur uski Ek kimat fix Karte Hain To usse aapke account ki safety maintain Ho Jaati Hai isliye aapka account kabhi bhi bahut jyada nuksan nahin karta aur aap itna nuksan karte hain Jitna aap aasani se recover kar sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza :- VAR (value at risk) kee strategy byan krian

            dear friend, VAR aik statistical technique ha jo hmari investment ma loss k risk ka measure ya estimate btata ha, ye financial industries aur firms wagera ma use hota ha ta k possible losses ko cover karnay k liay jin assets ki zarurat ho unhain measure kia ja sakay, isko hm percentage ya price unit ma measure kartay hain jis ki aik hi value hoti ha aur usay easily smjha ja sakta ha, VAR highly applicable ha isi liay mukhtalif banks aur financial firms apni profitability ko janchnay k liay aur investments par loss k risk ko identify karnay k liay VAR ko use kartay hain, isko measure karnay k liay last 250 days ka market data lia jata ha aur us ma hr risk factor k liay percentage change maloom ki jati ha, is percentage change ko market ki current value k sath calculate kia jata ha jis sa hmaray pass future values k liay 250 options aa jatay hain, isko hm parametric method aur Monte Carlo method sa b measure kar saktay hain, hmain koshish karni chaiay k investment ya trading ma minimum risk lain ta k market ki ksi ghalat moment sa hmain ziada loss na ho jis ko recover karna mushkil hoga, apni learning ko enhance kartay rahain aur market ko samajh kar trade karain, proper anaylisis karain aur risk management kar k achay entry point par trade open karain ta k loss sa bacha ja sakay, apnay account ki safety ko importance dain aur agr achi oppertunity na milay to trading ka risk na karain q k aisi mistake sa hmara account b wash ho sakta ha
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza :- VAR (value at risk) kee strategy byan krian

              Jab ham apny capital ko secure rakhty huye trading karna chahty hain to hamari tarjeeh yehi hoti hay keh ham utna he risk lain jitna bardasht kar sakain. Yani hamar capital maximim time tak trading main circulation karta rahy. Isko value at risk kehty hain yani apny risk ko capital kay mutabiq manage karna aur koi extra risk nai laina.

              Ager ham koi new trading order place karny jayain to us say pehly apny capital amount aur teading pair ka mawazna karain. Ye analyse karain keh iski daily kitni volatility hay aur iska recent 20 periods main top or low kia raha aur iska kitna gape banta hay. Iskay bad hamain apny capital ka sirf 10 percent risk laina chahiye. Yani ager hamain stop loss hit hony main loss ho jaye to ham isko asani say recover bhi kar sakain.

              Minimum risk lainy ka maqsad yehi hota hay keh ham minimum margin use karty huye yani apny capital ka minimum part use kar kay trading karain aur in case hamari trade running loss main ho to isko kam loss per top ya manage kar sakain. Small lot say ham ziada trades kar sakty hain. Jab keh same pair maim jab hamain trend confirm ho jaye to one more trade bhi open kar sakty hain.

              Value at risk ka matlab ye har giz nai hay keh ham small capital say trading karain. Hamain chahiye keh ham trading say pehly usi pair ko select karain jis kay liye hamara capital suitable ho. Suppose ager hamary pas 20 usd capital hay to ham bajaye gold ya cl main trade kay kisi low volatility pair main trade karain ta keh hamara capital ziada musar ho saky.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza :- VAR (value at risk) kee strategy byan krian

                sure dear ap na bahut hi informative publish Hamare Sath kitni hai no doubt Japan forex trading new kam karte hain usmein bahut hazard hota hai aur Hamari har trading me danger encompass ka hai absolute confidence foreign exchange buying and selling me this Ko kabhi bhi 100% khatm nahin kiya Ja sakta isliye aapko apni her alternate risk lena Hota Hai Kya Aap foreign exchange buying and selling Mein kam kar rahe hote hain usmein aap ke liye Har alternate per danger lena Pata Hai otherwise aap kabhi bhi a success trader Nahin Ban Sakte foreign exchange trading Mein kam karti hui risk ko kabhi bhi pata nahin kiya Ja sakta lekin Ham usko minimise Jarur kar sakte hain is sa related fundamental aapse Kuchh records proportion karna chahta hun.

                اب آن لائن

                Working...
                X