Trade open krne se phele market ko analysis kren ........

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade open krne se phele market ko analysis kren ........
    Dear hamry Loss ki ab se barri waja ye ha k ham Market main tarde bagher so he samhe open krte han koshsh ye krni chahye k market main trade open krne se phele complete analysis kren oske bad market main trade open kren take profit r stole Loss k Sath TB hi ap forex market main kamyab ho skte Han nai to Loss ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade open krne se phele market ko analysis kren ........

    Dear aa ane bilkul durust farmaya ke hamen trade open karne se pahle market ka analysis zaroor karna chahie q k agar hmy market ki condition ka nhe pata hoga to ham shi tarike se trade nahe kar saken gy aur hamen main ziada tar loss hoga isliye ye hmy trade open karne se pahle zarur ek bar market ka analysis karna chaheay agar aapko market ke trend ka nhehin pata ho to aap kis base per apni investment ko sell ya buy kren gy.
    • #3 Collapse

      Re: Trade open krne se phele market ko analysis kren ........

      G han forex trading men kamyabi ka mukamal daro madar achay analysis pe hota hey aur jin logon k pass market ko analysis karnay ka experience nhi hota woh achi trading nhi kar saktay iss liay loss uthatay hen aur agar kamyabi chahtay hen tu phir pahlay seniors se rabta kar k market ka analysis karna seekhen aur phir soch samaj kar trading karen aur trend ko follow karen aur apnay balance k hisab se lot size select karen tu zaroor achi trading kar k acha profit kama saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: Trade open krne se phele market ko analysis kren ........

        Frndz jb b trading krein to ap pehle Market ka analysis kr Lia krein is se faida yeh hota ha k ap ko timing ka kuch andaza ho Jata ha or ap loss se Bach jate hein ap ko pta chl jata ha k market kb move krti ha so ap soch smjh k trade Kia krein is pr ap ka weekly bonus invest howa hota ha jo ap ki mehnat hoti ha
        • #5 Collapse

          Re: Trade open krne se phele market ko analysis kren ........

          Agar aapane koi bhi trading karni hai to aapko chahie market Maine message Karke lagaen aap Jab Bhi Aisa Karenge to market mein aapke liye kamyabi lena very very easy Hoga ismein kaun se bharpur karte hue aap Jab Bhi acchi trade open karte hain to aapko chahie market main message karte hue Karen Is Tarah aapke yahan per kamyabi lena very very easy Hoga Hamen chahie Dil lagakar mostly good work Karen good acchi trading Karen almost Hamare liye kamyabi lena very very easy Hoga isliye Hamen chahie Pakistan Forex Mein Ham Khoob Waqt Mein Khoob kam Karen acche Waqt Mein acchi trading Karen and most profit Hamare liye maintain hoga
          • #6 Collapse

            Re: Trade open krne se phele market ko analysis kren ........

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Shakirhayat پيغام ديکھيے
            Dear hamry Loss ki ab se barri waja ye ha k ham Market main tarde bagher so he samhe open krte han koshsh ye krni chahye k market main trade open krne se phele complete analysis kren oske bad market main trade open kren take profit r stole Loss k Sath TB hi ap forex market main kamyab ho skte Han nai to Loss ho ga
            ji bilkul apne dost kaha hamen trade open karne se pahle market ki movement ko pata karna chahie market ki moment kis tarah Hai market ka trend kya hai market ka trend Kiya bata raha agar Ham market ke trend ko follow Kar ke chalte Hain to ismein hamara bahut jyada fayda ho sakta hai agar Ham market ke opposite chal Na chah rahe hain ya chalte Hain galatfahmi se chal raha hai to hamen uska achcha ho sakta hai jo ki Ham sab kar chuke aur main bhi kar chuka hun
            • #7 Collapse

              Re: Trade open krne se phele market ko analysis kren ........

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Shakirhayat پيغام ديکھيے
              Dear hamry Loss ki ab se barri waja ye ha k ham Market main tarde bagher so he samhe open krte han koshsh ye krni chahye k market main trade open krne se phele complete analysis kren oske bad market main trade open kren take profit r stole Loss k Sath TB hi ap forex market main kamyab ho skte Han nai to Loss ho ga
              Yiu are rigjt forex friend ager market ke analusis kare ge to trrading oer be kamayabi hasil kar sake ge aur hitni zayada mehnet kare ge utni experience increase ho ge aur market ke sahi tareeke se analusis kar sake ge aur achi earbing kar sake ge
              • #8 Collapse

                Re: Trade open krne se phele market ko analysis kren ........

                Assalamu Alaikum, bilkul jab tak hum "Accurate Analysis" nhi karein gein tab tak hum "Profitable" trading nhi kar sakty, humein forex mein (Money Management or risk Management) k mutabic Analysis karna chahie aur "Lot size" ko low say low rahkna cahaye, aur discipline k sath trading per focus karna chahie taky "Overtrading" say bacha ja saky.
                Instaforex is the Best broker
                • #9 Collapse

                  Re: Trade open krne se phele market ko analysis kren ........

                  Ji bilkul aapane sahi Kaha Ham Sabko Teddy mapan karne se pahle Mike ka analysis karna chahie aur apne time per apni cating ko image chahie Agar Ham Apne time per apni trading Karenge To isase kamyabi milati Hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade open krne se phele market ko analysis kren ........

                    agar Ham market ke opposite chal Na chah rahe hain ya chalte Hain galatfahmi se chal raha hai to hamen uska achcha ho sakta hai jo ki Ham sab kar chuke aur main bhi kar chuka hun
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade open krne se phele market ko analysis kren ........

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Shakirhayat پيغام ديکھيے
                      Dear hamry Loss ki ab se barri waja ye ha k ham Market main tarde bagher so he samhe open krte han koshsh ye krni chahye k market main trade open krne se phele complete analysis kren oske bad market main trade open kren take profit r stole Loss k Sath TB hi ap forex market main kamyab ho skte Han nai to Loss ho ga
                      ji bilkul bhai jaan se baat karne se pahle hamen yah dekhna chahie aur market to analyse karna chahie ki kis Tarah se yah market ja rahi hai mata ka roop per kidhar ja rahi hai yah niche ki taraf aa rahi hai uski behan yad per dekhte hue make wale gane chahie mein aise andhadhundh train Nahin lagani chahie aur Soch samajh Kar hi trade lagani chahie thank you
                      • #12 Collapse

                        Re: Trade open krne se phele market ko analysis kren ........

                        Assalamu alaikum my dear friends ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge aur Forex trading Mein maximum profit ko injoy kar rahe Honge friends main aapko batana chahta hun ki aap Hamesha trade open karne se pahle market ko Aana like Karen market ko Judge Karen market ki movement ko samjhe aur uske bad aap trade Upar Karen agar aap meri instructions ko follow Karenge per Mere advice per Amal Karenge to aap Jarur Kamyab Honge Hindi rahe ho FIR Milte Hain Ab Tak ke liye Allah Hafiz
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Shakirhayat پيغام ديکھيے
                          Dear hamry Loss ki ab se barri waja ye ha k ham Market main tarde bagher so he samhe open krte han koshsh ye krni chahye k market main trade open krne se phele complete analysis kren oske bad market main trade open kren take profit r stole Loss k Sath TB hi ap forex market main kamyab ho skte Han nai to Loss ho ga
                          Dear Forex main trade jab be ap open karty hain tu ap ko pata hona cheye kay ap ki trading skills kaisi hai or ap nay jo teyari ki howi hai woh kis had tak theek hai. Ap ki teyari jis had tak theek hogi ap us kadar apni trade sy achi earning be kar sakty hain or ap apni trade ko behtar sy behtar be bana sakty hain. Ap koshish karain kay jab be trade open karny apny analysis or apni strategy ko use kar kay un mai trade karain jis sy ap ko bad mai achi trade karny main asani ho sakti hai.
                          • #14 Collapse

                            Trade Open Karne Se Pehle Market Ko Analysis Karen

                            Stock market mein trade karna ek challenging aur risky task hai, lekin agar sahi tareeqay se approach kiya jaye to yeh bhi ek lucrative venture ban sakta hai. Ek successful trader banne ke liye, market ko analyze karna aur us par research karna zaroori hai. Is article mein, hum dekhenge ke trade open karne se pehle market ko kaise analyze kiya ja sakta hai.

                            1. Technical Analysis (Takneeki Tahlil):

                            Technical analysis market ka ek important aspect hai jisme past price movements aur trading volume ke data ko analyze kiya jata hai. Is tareeqay se traders trends, support aur resistance levels, aur entry/exit points ka pata lagate hain. Technical analysis mein popular tools jaise ki moving averages, RSI (Relative Strength Index), aur MACD (Moving Average Convergence Divergence) ka istemal kiya jata hai.

                            2. Fundamental Analysis (Buniyadi Tahlil):

                            Fundamental analysis mein traders company ke financials, industry trends, aur macroeconomic factors ko evaluate karte hain. Yeh analysis company ke earnings, revenue growth, debt levels, aur competitive positioning par based hoti hai. Is tareeqay se traders ko long-term prospects aur value of a stock ka pata lagta hai.

                            3. Sentiment Analysis (Mehsoosat Ki Tahlil):

                            Sentiment analysis market participants ke emotions aur behavior ko samajhne ki koshish karta hai. Is analysis mein traders market sentiment ko gauge karte hain, jaise ki investor optimism ya fear, aur isse trading decisions par asar hota hai. News, social media, aur market surveys ka istemal sentiment analysis mein kiya jata hai.

                            4. Risk Management (Khatra Nigari):

                            Trade open karne se pehle, traders ko apni risk tolerance aur risk-reward ratio ko consider karna chahiye. Sahi risk management techniques ka istemal karke traders apne losses ko minimize kar sakte hain. Stop-loss orders aur position sizing jaise tools ka istemal karke traders apni trades ko manage karte hain.

                            5. Plan Banaye Aur Us Par Amal Karein:

                            Market analysis ke baad, traders ko ek trading plan banane ki zaroorat hai. Is plan mein entry aur exit points, stop-loss levels, aur position sizing ka tay kiya jata hai. Ek bar plan ban jane ke baad, traders ko us par amal karna chahiye aur discipline banae rakhna chahiye.

                            Conclusion:

                            Market ko analyze karna trade open karne se pehle ek crucial step hai jo traders ki success par asar dalta hai. Technical, fundamental, aur sentiment analysis ka istemal karke traders apne trading decisions ko informed banate hain aur apne risk ko manage karte hain. Is tareeqay se, market analysis ek essential tool hai har ek trader ke toolkit mein jo unhe profitable trading ke raaste par le jata hai.

                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X