Kabi b khud ko expert mat samjhain......
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kabi b khud ko expert mat samjhain......
    Dosto agar ap kamyab Forex trader ban'na chahtay hain to kabi b khud ko expert trader mat samjhain aur sekhna jari rakhain....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kabi b khud ko expert mat samjhain......

    Asalam o alikum dear member
    Ma apki is bat sy itifaq krta hon ka kabi b khud ko expert ni smjna chye blky hn zaida sy zaida forex ka Bary ma sekhna chye hm tb e kamyab hskty hn or AK achy trader bn skty hn jitna zaida skehin hmara experience it a zaida bhty ga bs is ka liye hmin zaida senior sy kuch mdad lani chye or forex ka rules ko b follow krna chye tb hmin AK acha bonus mil skta ha
    • #3 Collapse

      Re: Kabi b khud ko expert mat samjhain......

      Dear forex trading aik bahut he difficult business hai is mein ap jitna bhi expert kyun na hon ap ko kabhi na kabhi kisi na kisi trade se loss zaroor hoga kyun k forex marnet aik online business hai is mein market ki movement ka koi pata nahi chalta kabhi news aa jaye tu loss ho jata hai is liye ap k pass jitna bhi zayada experience ho jaye tu ap kabhi bhi apny ap ko itna expert bhi na samjhyn aur kabhi apni Learning ko stop na karyn kyun k ap agar learning aur practice chor dyn gy tu apko loss hoga is liye regular practice karty rahyn ta k ap k experience mein izafa hota rahy aur apko faida zayada ho aur loss kam ho
      • #4 Collapse

        Re: Kabi b khud ko expert mat samjhain......

        Dear friend forex trading aik tough aur risky business hey iss men experts ko bhi loss ho jata hey iss liay forex trading men kabi bhi khud ko expert nah samjhen balkay acha knowledge aur experience hasil karnay ki koshish karen aur phir time ki achi investment karen aur lalach aur jald bazi se perhez karen aur ziyada se ziyada mehnat karen tu zaroor kamyab ho saktay hen aur acha profit kama saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: Kabi b khud ko expert mat samjhain......

          Jee zara sa Ek tp hit honay par hum khud ko expert traders samhjny lagty hain or phr over confidence hokar bina sahi sy analysis kiye trades open karty jaty hain . Hamesha hamesha trades ko phly analysis kary bht achy say Entry open karny sy phly har pair ko alag alag analysis kar ek pair ki analysis ki base par dusray pair ko lightly analysis kar k trade open nahi kary analysid first for every and each pair then open a trade . Hamesha laailmi ka shikar rahye ilim or mazbot a rahye ha
          • #6 Collapse

            Re: Kabi b khud ko expert mat samjhain......

            Ji han kabhi bhi Khud call apps Patla samjhe Agar Ham expert ko samajh nahi Lagte Hain To hamen bhi aur confidence hokar bhi soche samjhe Yahan kam karna Shuru kar lete hain isiliye Hamen chahie kya Mein Apne kam ko acchi Tarah samajh karna Achcha kam karna chahie aur Hamen expert nahin banna chahie Agaram overconfidence dikhayenge To Ham kabhi bhi kam Yad Nahin ho sakte isiliye main chahie Kya Main Soch Samajh Kar kam karna chahie Jo log Achcha kam karte hain Vahi log Kamyab Hote Hain isiliye Hamen chahie ki market ko Chitra movement ko Samajh Kar kam karna chahie Agar Ham Hamesha Ke Liye Hai trader ko pahle analyses Karenge to bahut acche se entry open karne se a pahle Har Pyar Ko alag alag analyses Karke a analysis base per dusre Peer ko lightly analysis Kar Ke trade open kar Nahin Karenge too fast for everyone Agar ham apni market ki movement Ko Nahin samjhoge To Ham kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakti isiliye main chahie kya mehnat Karke kamyabi Aansu Karni chahie overconfidence Nahin dikhana chahie
            • #7 Collapse

              Re: Kabi b khud ko expert mat samjhain......

              ji dear sahi kaha hay k khud ko kabhi bhi expert mat samjhyn jab ham khud ko expert samjhyn gy to yahi hamaara sab se bara loss hay.kion k jab ham khud ko expert samjhyn gy to is se ham kuch bhi seekh nhn sakyn gy over confident ho jayn gy to sahi se kaam ki motivation khatam ho jay gi aur loss hony ka khatar bahut ziada ho jata hay.khud ko exert samjhnay se insaan main seekhnay ki salahiat kam ho k khatam ho jati hay jo k aik trader k liy mukamal tabahi hay......
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Kabi b khud ko expert mat samjhain......

                ji treader ap ne bilkul theek kaha hay or boht hi acha thread kia hay kay kbi bhi khud ko expert mat samjhain, dear biggners is mein ap sab
                kay laiy ek point of view ye hay ap kbi khud ko expert sabit na karen hamesha learning ki field mein rahen agr esa karen gy yani kay ap
                learning ki field mein rahengy or hard working karengy to ap acha trader ban sakty hen agr ap khud ko expert samjhen gy to takbur or
                garoor mein ajaengy or khud ka loss kar bethen gy

                اب آن لائن

                Working...
                X