Post delete honay Ki Assal Waja Yeh Hai.. ➡️➡️➡️

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Post delete honay Ki Assal Waja Yeh Hai.. ➡️➡️➡️
    Aoa All memberss..
    Bahut se members ka Yahi question Hai k hamari post Bahut ziyada Delete ho rahi hain..

    1 jab Ap kisi thread pe Post karte hain Us ko pehlay confrim kar liya karen k thread repeated na ho..
    2.Aur jab Ap kisi thread pe post karte hain. us c pehlay yeh confirm kar liya karen k Pehlay Ap me is pe kahi post na ki ho ik din pehlay ya 2 ya 3 din pehlay thread pe sab post ko ik dafa check kar liya karen Akhri page tak..
    3.Hamesha informative thread pe hi post kiya Karen.
    4Spelling mistakes na kiya karen.
    5.voice typing se Bhi post delte ho jati hai.

    6.Jo thread karte hain Agr woh 4 ki jaga 5 karte hain TO jo 5 thread hogi us k delte honay k chances ziyada hotay hain is baat ka bhi khayal kar liya karen k is memebrs ne kahi 4 se ziyada to nahi ki thread.
    Jitna ho sakay Daily base pe limit poori karen Agar Apki ziyada post delte ho rahi hain to Ap apni limit pe focus karen uski waja yeh hai Agr Ap 20 post karte hain beshak 19 bhi delte ho jain Ap tention na len Qk Aam forex ki guftagu mein Ik post pe 50$ bhi mil sakta hai Isliye Yeh na sochen k hum to post kar rahay hain Aur hamari post delte ho rahi hai kiya pata jo last mein bachi ho post woh quality wali ho Aur unhi ki base pe Apka bonuce Acha A jay isliye Quality pe focus karen.
    Last edited by ; 06-10-2020, 09:53 PM.
    Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Post delete honay Ki Assal Waja Yeh Hai.. ➡️➡️➡️

    Repeated threadspay post krna ziada tar post k delete hony ki waja hai jab ap us thread pay comment krtay hain jo k repeated hotj hai or wo thread jesy hi management ki trf sy delete hoti hai tou apki poat b delete ho jati hai. Yhi basic reason hai ia liye koshish krein k kbi b us thread pay comment na krein jo irrelevant ho ya repeated ho.
    • #3 Collapse

      Re: Post delete honay Ki Assal Waja Yeh Hai.. ➡️➡️➡️

      hamy posts deleted hony ke har aik waja ko sahe karna chahey ta ky hum loss sy bach saky hamhy is mai meyare posts karne chahey ta ky hum is mai acha bonus hasil kar saky hum ismain aik din mai aik account mai 50 posts or 4 threads karty hai hamy pahly posts karne chahey or bad main threads karny chahey pher he hamare posts ke limit pore ho sakte hain yai aik real karobar hai
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Post delete honay Ki Assal Waja Yeh Hai.. ➡️➡️➡️

        Forum pe posts delete honay ki sub se bari waja repeated ya copy threads hoti hen kiun k aj kal forum pe bahut ziyada log repeated ya copy threads kartay hen aur hum bagher dekhay thread pe reply posts kartay hen aur review men jab yeh threads delete hoti hen tu sath hamari reply posts bhi delete ho jati hen iss liay post karnay se pahlay thread ko achi tarah check karen phir reply post karen

        اب آن لائن

        Working...
        X