instaforex 1st level varification

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    Bhai agar ap ka cnic card urdu me hai to ap ko us ko notrized karwana ho ga jo ke koi wakeel karen ga ap court chale jaye wo ap ko kar de ga ap ko kisi ke bhi paas jane ki zaroorat nahi pare gi kiyo ke sab hi waha hote hain......
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      Agar aap 1st level verification kerwana chahtay ho to Insta Forex key account may sirf English key documents hi upload kerain kiun key hamara nic card urdu may hota hay issi liye 1st level verification cancel ho jati hay is liye aap English may NIC card ya Passport ya phir Smart card aur wo bhi na ho to phir apna driving licence jo ke English may ho os say bhi 1st level verification ho jati hay. Thanks.
      • #138 Collapse

        bhai first level me aap ko chahiye ke aap passport use karen nahi ho to ap nic use kar sakty hain pehly uyrdu me nic accept ho jata tha lekin ab smart card accept hota hai or us ke siwa koi rasta nahi hai .
        • #139 Collapse

          16,17 grade officer ki Zarathustra nai blky jo ap ka area manager ho ga trading k hawalay se wo hi ap ki verification b k=ray ga, aur han CONIC ki k bary main malomat hasil karni ha tu ap rainforest ki website Napa account banao or account ko open karny k bad verify account k option
          • #140 Collapse

            1st level ki verification k lia ap ko apny cnic ko colour print out karwa k ap k area mi jo kachahri ha waha py notary officer hota ha us sy attected karwana hota ha.hmain apney first level ko verify kerwaney keh liey apni iddentity ko provide kerna hotahey jis keh liey ap ko passport ya nic ko upload kerna hota hey.
            • #141 Collapse

              apko first level ki verification k liye FOREX trading main apny CNIC ki scanning ki zarurat parti hai agar yeh urde main hai tou ap es ki nottary karwa lain aur insta forex ko english main documents ki scanning dy dain tou first level verification ka clear hu jaye ga.
              • #142 Collapse

                assalam u alikum to my all forex members bhai agar ap ko 1st verification k bary main nic k bary main malomat hasil karni ha tu ap insta forex ki website apna account banao or account ko open karny k bad verify account k option par click karo phir ap ko verify k hawaly sa sub kuch waha sa information mil jay gi k nic ko kis sa attested karwana ha.
                • #143 Collapse

                  insta forex main first level varification hai aap ko passport ya licence ki scanned copy insta forex account ki site par send karni hoti hai,,,,,
                   
                  • #144 Collapse

                    Dear instaforex mein first level ki verification clear karne ke liye apko apni identity ki proof deni hoti hai,aur uske liye ap apna passport ya phir cnic with english translation send kar sakte hain.
                    • #145 Collapse

                      brother maine apna instaforex ka account full verify karwa liya hai. matlab 1st aur 2nd dono levels verify karwa liye hain. first level main maine apnay CNIC card ko english main aik local translater se translate karwa kar aur islamabad ki kachari se notary public officer se attest karwaya tha. wo uss per aik green color ki stamp lagata hai jis per notay public likha hota hai.
                      • #146 Collapse

                        g dear agar ap nay first level complete karna hay to ap ko english id card scan kar kay upload karwana ho ga aur 4 din tak ap ko pata chal jay ga kay ap ka acount verify howa hay ya naie howa agar na ho to wo ap ko koe aur option bataiy ga.
                        • #147 Collapse

                          ge dera first level verificetion indentity karwne hote hai jo aap apne information se krwane hai id se ya e password se ap as ko easy verificetion krwa skte hon or os ke bad aap ko bell ke be verificetioin krewane hote hai or a phr ja kr kuch verificetion complete hote hai.
                          • #148 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: maani270 پيغام ديکھيے
                            kya 1st level ko varify kerwane k liay pakistani cnic ko english men translate kerwa k kisi TMA officer, kisi 16, 17 grade k teacher professor ya kisi idaray k director se attested kerwa sakte hyn? kindly sirf wo jawab dein jinko pri information ho.
                            Dear first level ki verification k liye apko apny nic ko english main translate karwana hota hai aur attest karwana hota hai aur yeh kaam ap apny area k notry public officer sy bhi karwa sakty hain y kisi 17 grade k officer sy bhi lekin verification bhut he zaruri hai dono levels ki.
                            • #149 Collapse

                              bhai aap apne udru identity card ko english mein translate karwa kar us per court mein jaa kar notary public ki stamp and sticker lagwa kar phr usy scan karwa k upload kar saktay hain aur Insha Allah aap ka account verify ho jae ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                dear just national identity card ko smart card mein convert kerwa ker ap us ko scan ker wa ker upload ker den us ko attest kerwane ki zarooret nahin hy.ap just smart card kisi se bhi scan kerwa ker use upload ker dyn ap ka first level verify ho jaega ap passport bhi is k alternate use ker sakte hen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X