Forex trading Mai deviation Ka role ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading Mai deviation Ka role ???
    Assalamo Alaikum dear pyary forexers umeed krta hn apki sehat Achi hogi..
    Ma AJ ap SE pochna Chahta hun ke Forex tijarat mein deviation Ka Kia role ha?
    Kia isko use krna zaruri hai ya yeh importance nhi rakhta?
    Kia Hamm isko apni lot ke mutabiq set Kerty hai?
    Kia Hamm account balance ke mutabiq deviation set krna Hoti hai??
    Ap logo ki Achi knowledge or experience ki zarurat hai. I hope ap logo tawun karey ge is barey mein.
    "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading Mai deviation Ka role ???

    G forex trading ma deviation ko use ma Lana lzmi ha is k beghair trading market ma ziada fzyda Ni ho ga deviation lazmi ha is cy market k trade ka pata chal sakta ha I rate high ha ya low ha deviation bhoy achi Chez ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading Mai deviation Ka role ???

      Forex mein trading kay dauraan deviation set ki jati hai aur uss ka maqsad yeh hota hai kay agar market deviation points kay ander bhi aajaye tou uss ko close ho jana chahyea aur uss per aap nay agar trade lagai hai tou aap ki trade bhi open ho jaye gi

      اب آن لائن

      Working...
      X