lalchi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lalchi
    jo koe b forex buisness ma lalach karta ha woh kabi b acha profit earn nahe kar sakta ha jo thory profit py b khush ho wohi acha profit earn kar laita ha easily
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    sahi bat hy dear mai ap ki baat sy agree krta hoon,dear humein just forex mein he nahi,balkey life ki kisi b field mein lalach nahi krna chiye,yeh aik aisi bimarri hai jo insaan ko tabahh_O_barbaad kar deti hai,lalach ki wja sy insaan hameesha zaleel he hota hy siway loss k us k hath kuch nahi aata,so humein chiye k lalach na krey balkey ziada sy ziada mehnat krey.
    • #3 Collapse

      dear forex mein experience hard work knowledge ye sub chalta hai na k lalach forex business mein lalach ki koe jagh nahi hai or jo lalach k sath trade karty hain wo loss hi karty hai q k trading experience knowledge or har work sy hoti hai
      • #4 Collapse

        Laluch bur bala hay, forex trading main jo bhee trader laluch karta hay wo loss hi karta hay, lalchi trader kabhi bhee earning hasal nahi kar sakta, es liay demo account main practice say apni greedy ko contrl karna ho ga.
        • #5 Collapse

          May friend ap ne dorust kaha ur ba profit profit hota hai chahe one rupees ka ya ten rupees ka bas ALLAH ka sukkar ada karna chaheye ke us ne hamain itna to diya ur mayoos ni hona chaye kyun ke mayoosi gunah hai
          • #6 Collapse

            asalm o alikum forex trading may app ko lalach karna mahnga par sakta hay kyokay forex trading risky business hay is may app ko exp ki zarorat hoti hay tab app ak kamyab trader ban saktay hay
            • #7 Collapse

              sir baat ya ha kay ma apko yahi kaho ga kay forex aek asa bussneiss ha jaha say ham ziada say ziada earning kr skaty hy lakin sir baat ya ha kay apko lalach nai krni chahiye qk agar ap lalach krty hy to ap kabi bhi kamiyab nai ho skatay hy
              • #8 Collapse

                Yes bro app ny bilkul sahi kaha han or is man koi doubt nai han or agr ham aisa kary gay to phir hi ham ko is man profit hoga otherwise ham is man loss hi loss kary gay
                • #9 Collapse

                  Ap ki information sahi hai agar market may greed karo gay tu maybe you are success brother agar market may bina greed k enter ho gay tu must success ho gay is liyeh greed ko apnay say door raka karo jub ap market may enter hona chtay ho
                  • #10 Collapse

                    dear brohter......bilkul aesa hi hai ap ki baat bilkul thek hai k forex trading business may jo koi b lalach kerta hai wo loss may hi rehta hai aur profit ki traf jata hi nai hai ....
                    • #11 Collapse

                      g bilkul theak kha bohat se log bohat zyada lalach kar dete hn jis ki vaja se loss hi loss hota hai because onko chota profit accept nai hota aur vo profit vali trade loss me tabdeel ho jata hai that is worng platform aur jo bhi isko apnae ga loss uthae ga :)
                      • #12 Collapse

                        yes bilkul forex may kafi loog lalach kerte hen jis say unka oor bhi loss houjata hay and itnay qadar loss hou jata hay kay wo forex ko leave ker daite hen akhir kaar and wo left houjate hen is bussiens say
                        • #13 Collapse

                          mere bhai ap ne theek kaha hae kiunk mera khial hae k forex trading ho ya dunia ka koi aur field lalach to insan k liay her haal mein hi nuqsan deh hoti hae aur forex trading mein bhi isi tarah loss karati hae.
                          • #14 Collapse

                            yes my dear forex me hume bilkul bhi lalach nahi karni chahiye kiun k lalach karne se hume loss face karna parta hai so hume bht careful ho kar trading k karni chahiye ye best business hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Lalach buri bala hy aur jo koi lalchi ban jata hy woh hamesha loss main hi rehta hy. Lalchi insan ko kabhi sakoon nahi milta aur woh ziada sey ziada profit key chakar main hi tabah ho jata hy. Apney andar inksari paida karo aur jo profit asani sey ho jata hy us ko accept kr lia karo aur shukar kia karo, yehi kamyabi hy.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X