Time frame kaya hai
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Time frame kaya hai
    ASsalam o alaikum to all forex members umeed karta hu kai sab forex members khariyat say hon gay aor apni trading ka kaam achi tarah say kar rahay hon gay friends mera ap sab say sawaal ya hai trading mein time frame kaya hai aor ais ko istemaal kartay huway humay kaya faida ho sakta hai shukriya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Time frame kaya hai

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Hammadjaved پيغام ديکھيے
    ASsalam o alaikum to all forex members umeed karta hu kai sab forex members khariyat say hon gay aor apni trading ka kaam achi tarah say kar rahay hon gay friends mera ap sab say sawaal ya hai trading mein time frame kaya hai aor ais ko istemaal kartay huway humay kaya faida ho sakta hai shukriya.
    Assalamu Alaikum friends Amit karta hun aap sab khairiyat se kam hai dear friend timeframe Ek Aisi time limit Hoti Hai Jahan per Hamen Apna time Dena hota hai agar humne Koi trade Lagai hai to use trade ka next movement dekhne ke liye Hamen time adjust karna hota hai time-frame Hamen batata hai ki yah movement kitne time tak Kaise Chalegi aur itne time ke bad yah movement kis site per Jayegi
    • #3 Collapse

      Re: Time frame kaya hai

      ji dear ap ne theek kaha hay kay time frame kya hay dear biggners is mein ap sab kay leiy ek point of view ye hay kay jo ham palan managemnt
      karty hen or us plan ko usi time kay mutabiq pura karty hen to usko time frame kehty hen ek acha trader apna time managemnt palan banata hay
      jis ko wo apny time limit kay andar pura karta hay
      • #4 Collapse

        Re: Time frame kaya hai

        Dear members Ham trading ke liye metatrader 4 platform use karte hain. Metatrader 4 mein hamari sahulat k paish e Nazar trading ko watch karne ke liye ye time frames diye gaye hain. Timeframe simrad hoti hai ki aapki ek trading candlestick itne time mein banegi. For example agar aap ny M5 time frame select kya hua hai hai to iska matlab ye hy k aapki ek candle 5 minutes mein bun rahi hai. Time frame according to trade select category agar aapane long term trading karni hai to aap H1 ya M30 ko select Karen it's a aap aap market ko overview easily second hai. Aur aggr aap scalping kar rahe hain to aap timeframe kam rakhen.
        • #5 Collapse

          Re: Time frame kaya hai

          Assalam walekum ji Bhai jaan aapki baat bilkul theek hai agar or ummid karta hun aap sab khairiyat se hongeji agr hm Pakistan forex form main Kam kr rahy hn to hm kis waqt is platform main Kam Karn his sy hm ko is platform mainacah bounce mily Hasil karne ke liye Sab Kuchh chahie ki mehnat ki supercut Karen aur workout karne ke liye aur experience Hasil karne ke liye demo account per Apne practice Karen jitne demo account per practice Hogi jitni jitni demo account per practis Hogi Forex trading International platform aur all over world mein bahut famous Hai Forex trade up is for a brand Ban chuka hai jo member Yahan per Apne time frame ke sath aur planning
          • #6 Collapse

            Re: Time frame kaya hai

            hamy time frame ko use kar ky kam karna chahe pher he hum is main acha result hasil kar sakty hain agar hum time frame ko ignore kary gy to hamy loss h jay ga is main market ka yai moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty han hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahye ta ky hum is main agy bar saky or pasia kama kar apne needs ko pora kar saky
            • #7 Collapse

              Re: Time frame kaya hai

              hamy market ke movement ko samj kar is mai kam karna h ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik besy business hain hum is mai night mai be kam kar saktyhain hum is mai day mai be kam kar sakty hain yai aik asa business hain jo y abe be katem nahi ho ga um is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain yai aik best busienss hain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Time frame kaya hai

                Assalamu Alaikum Ek Din kam karna chahie Ek Din kam karne se a Mai abhi a saluti Hai Hamen Sabko mehnat Karni chahie Mein Se Aah kamyabi milati hai aur Yojana Ek Hi Kam Umra time karna chahie Agar ham 1 minut time Karenge To Hamen to last Mein kamyabi milegi aur ham Sab Ka han ISI mein fayda hai

                اب آن لائن

                Working...
                X