GOLD per trading k liye indicator behter hy ya apny analysis?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    GOLD per trading k liye indicator behter hy ya apny analysis?
    Please friends apna jawab zroor post kren or hamara experience barrhaei
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: GOLD per trading k liye indicator behter hy ya apny analysis?

    my dear friend forex trading k karobar main sub se zayda risk gold ki trading main he hota hai q k gold ki market boht tez hoti hai jis k bad un ko loss hony k chances bhi zayda hoty hain es liye aghr hum gold ki trading krna chahty hain tu humain forex main market ko achi trha se analysis karna chahye osk bad aghr humain trade confirm nahi ho rahi tu hum tab koi indicator ka use kar skty hain jis se humain trade confirm ho skti hai or hum os se apna order market par lga skty hain forex trading ak business boht acha business hai jis main hum jitni mahnat karen ottna he humain es main faida milta hai laken es main some pairs ayse hain jin trading k liye humary pass acha khasa experience hona zarori hai jis k bad hum forex main kamyab ho skty hain or os main apni trading ko bahter kar k acha profit lay skty hain

    yahan hum bat karny waly hain gold ki trading main analysis bahter rahty hain k hum koi indicator se apni trade lga skty hain tu es ka jwab yah hai dosto k forex main hum akely indicator k ser par kbhi bhi perfect tade nahi lay skty hain q k humain sub se pahly market ko technical k hiasb se analysis karna zarori hota hai q k market ko jub tak analysis nahi kiya jay ga tu hum kbhi bhi forex main kamyab nahi ho skty hain na he hum forex main achi trade lag skty hain sub se pahly market ko dekhen osk bad apko forex market main aghr trade confirm nahi ho rahi tab hum indicator ka use kar skty hain jis k bad humain trade confirm ho jati hai or hum os ko order lga skty hain forex main apko gold ki traing k lye boht ahtiyat ki zarort hoti hai q k jub tak hum gold ki tarde ko achi trah se analysis kar k nahi karengy tu hum kbhi bhi forex main achi tarde nahi la skty hain

    forex main gold ki trading k liye aik or kam ka hona bhi zarori hai or wo yah hai k hum aghr gold ki trade krna chah rahy hain tu humain osk liye zarori hai k pahly account ka srong karen q k jub tak hum apny account ko strong nahi karengy hum tab tak trade gold main nahi lga skty q k yah risky pair hai es main aghr loss ho jay tu account bhi wash ho skta hai tu account ko bachany k lye zarori hai k hum os main mahnat or lagan k sath kam karen jis k bad hum forex main faida otha skty hain or os main achi earning kar skty hain forex main huaisha apko tab he profit milta hai jub ap mahnat k sath kam karty hain jub ap mahnat se kam nahi karengy tu ap risky business ko handle bhi nahi kar skty hain tu es liye apny kam ko mahnat k sath akren aghr ap kamyabi chahty hain tu
    • #3 Collapse

      Re: GOLD per trading k liye indicator behter hy ya apny analysis?

      Gold ke isharay ke liye sare fehrist 4 isharay hain. yeh jan-nay ke liye mazeed parheen ke mein kis ko tarjeeh deta hon. ostan harkat Pazeer usay sonay ke beshtar tajir apni saadgi ki wajah se istemaal karte hain. chalti ost aik muqarara muddat ke douran sonay ki qeematon ki ost hai. ziyada tar is ka hisaab 200 din aur 50 din mein kya jata hai. jamni rang ki lakeer harkati ost ki numaindagi karna hai. yeh majmoi rujhan ki umdah numaindagi hai. am ae par amal karkay aap qeemat ki naqal o harkat ke baray mein aik wazeh khayaal haasil kar saktay hain. rsi ( mutaliqa taaqat index ) - yeh aasaan aur madadgaar hai. agar koi sonay ka tajir kam khareedna chahta hai aur ouncha rsi isharay farokht karna chahta hai to aap ke liye hai. rsi mein kuch ahem signal mojood hain, mojooda iqdaam, mojooda farokht ki tijarat, 715 pipe ziyada barhti hai, 675 pip ziyada barhti hai, signal kharidte hai, baichtay hain. rsi graph ki numaindagi karne wala neechay graph. yeh wohi Oscilatior hai jis ki terhan are s aayi hai. yeh had se ziyada kharidari aur ziyada farokht shuda mahol talaash karne mein madad karta hai. aap ko jis line ki pairwi karna hogi k aur d٪ hai. aap dekh satke hain, yeh rsi ki terhan lagta hai lekin qeemat ki naqal o harkat ki numaindagi karne ke liye is mein do linen hain. macd- ost ko chalanay wala ka badshah hai. is isharay mein, aap ko sifar line ke sath is ke taluqaat ko samjhna hoga jo aap ko aur ko samajhney mein madad karta hai. aik aur cheez do linon ka cross over hai. do linon mein cross over aam tor par trained line mein mustaqbil ki tabdeeli ki nishandahi karta hai .
      • #4 Collapse

        Re: GOLD per trading k liye indicator behter hy ya apny analysis?

        Gold trading karny k ley indicator ya phr apny analysis donu Kar sakty han par gold main sab sy pehly practice karni ho ge gold ki movement ko samjena ho ga jtna ziada knowledge or experience ho ga to hum log itny he kamyab ho sakty Han is ley humy chae ha behtar sy behtar planning or strategy sy trading karny ta k hum log kamyab ho saken jtni ziada mehnat karny gy to hum log utny he kamyab ho sakty han forex trading main gold trading both important Han q k is ki movement both ziada hoti ha or is k alawa daily gold unacceptable movement karta ha is ley is ko pehly seekena or samjena both zarori ha warna humy loss bi ho sakta ha gold main trading karni ha to pehly demo account main gold pe both ziada practice karni ho ge experience hasil karna ho ga ta k jab real account main trading karny to ahsani sy kamyab ho saken jtni ziada mehnat karny gy to hum log utny he juldi kamyab ho sakty han
        Gold main trading karty waqat ache analysis lazmi karny proper money management or risk management sy trading karny proper stop loss ka istamal karny or ache profit k ley humy take profit ka istamal karna chae ha ta k hum log ahsani sy kamyab ho saken jtni ziada mehnat karny gy to utni he ache trading kar k kamyab hon gy warna humy ziada loss bi ho sakta ha forex trading main gold ki movement sab fast or unacceptable movement hoti ha is leyis main trading karni ha to lazmi stop loss or take profit ka istamal karny ta k kamyab ho saken or loss sy bach saken
        • #5 Collapse

          Re: GOLD per trading k liye indicator behter hy ya apny analysis?

          AOA dear friends , Gold per trading karna bahut hi risky trading sabit ho sakta hai aur agar aap ky pass Gold main trading karne ke liye bahut hi zyada experience hai tu aap apne experience Ki base per bhi gold mein trading kar sakte hain lekin in aap ko is Baat Ka khyal rakhna chahie ke Gold per trading karte hue aap ny complete analysis kiye thy aur aap ki trading ka Daro madar aap ke analysis per hota hai Gold per trading karna bahut hi experience wala kam hai dear friends markeet main gold ki movement bahot taiz hoti hai mere khyal se a aap ko indicators ka istemal kar lena chahie Gold per trading karte hue aur Gold car trade karna Aasan Nahin Hota Gold per trading karna bahut Mushkil hota hai agar Ham Chahte Hain Ki Ham Gold per acche trading Karke Achcha profit Hasil Karen To Hamen gold Kaun knowledge Hasil karna hoga Jitna hamare pass code ke bare mein knowledge Hoga Ham utani acche Gold per trading ka Sakenge aur dear jaisy ap ne suna hoa hai k Trend is your friend to aisy hi agar ap gold par trading karty hai to ap ko ais mai agar kaam karna hai to ap ko trend mai hi sirf trade karni chaye kun k agar ap ne trend se hat k trading ki to ap ko ais mai ye hai k loss ho sakta hai magar gold mai ye hai k pull back par log entry le lety hai aor aus k baad kehty hai k market stop loss hi hit karwa rahe hai aus mai ghalti hum ye karty hai k hum jo bhi trade lagaty hai aus ka phly hum ko trend dekh lena chaye kisi bary time frame mai agar market ka time frame ap ko down trend bata raha hai to ap ko kabi buy mai trade open ni karni chaye hamesha trend k sath hi trade open kary ta k ap ko aus mai faida hi ho dear friends forex trading ki market main sub say dangerous pair jo hai wo gold per trading hai last 2-3 weeks say gold jo hai wo bohat tight ranges main movement kar raha hai aor is ki is tight ranges main movement ki waja say bohat say traders ko loss bhi huwa hai aor kuch kay to accounts he wash ho gaye hein. Mera apna acount wash ho gaya tha gold per galat trade laganey ki waja say. Eak baat aor hai forex main apko patience ki bohat zarorat hoti hai is liye hamesha patience rakhein agar ap realy work karna chahaty hein aor forex main gold say earn karna chahtay hein.
          • #6 Collapse

            Re: GOLD per trading k liye indicator behter hy ya apny analysis?

            forex par two types ki trading ki jaa sakti hai in mein se aik currency pair k related trade hai jis mein hum currency k exchange k bary mein trade kerty hain aur doosri is mein commodities k bary mein trade hai commodities mein gold, silver , crude oil aur natural gas jesi trades shamil hain currency pair ki trade aik bohat he aasan trade hai jis ko koi bhi trader thori c learning k baad ker sakta hai is k liye kisi experience ki zaroorat nahi hoti lekin agar humen commodity pair par trade kerni hai tou us k liye humen experience ki bohat zeada zaroorat hai is k liye humen bohat he careful reh ker trade kerni pary gi kuen k ye aik bohat he zeada risky trade hai is mein agar loss hota hai tou wo bhi bohat zeada hota hai aur agar profit hasil ho tou wo bhi bohat zeada hota hai
            in par trade kerny k liye humen analysis ko properly use kerna ho ga aur is k liye humen indicators ko bhi use kerna ho ga jo humen is mein market ki moment k bary mein btaye aur direction bhi provide kery gold par trading kerny k liye hum analysis ko bhi use ker sakty hain aur indicator ko bhi ya phir in dono ko combine ker k bhi use ker sakty hain jis se humen is mein zeada faida hasil ho ga is mein humen proper money management aur risk management ko use ker k trade kerna ho gi aur is mein stop loss ko bhi lazmi set kerna ho ga gold ki trade kerny k liye zaroori hai k pehly hum apny account ko sgrong keren agar hum gold par trade kerna chahty hain tou humary account mein kam se kam hundred dollar capital lazmi hona chahiye
            • #7 Collapse

              Re: GOLD per trading k liye indicator behter hy ya apny analysis?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Shanzay544 پيغام ديکھيے
              Please friends apna jawab zroor post kren or hamara experience barrhaei
              Dear aapane bahut hi important topic discussion ke liye select Kiya Hai Jab aap Forex trading Mein kam kar rahe hote hain to ismein aapko indicators ko bhi properly learn karna chahie Aur self-analysis Ko Bhi importance Deni chahie is related main aapse Kuchh information share karna chahta hun jisse aapko yah idea ho jaega ki Forex trading Mein indicators aur self-analysis ki kya importance ho sakti hai jo aapki trading co profitable Banane mein aapke liye helpful ho sakti hai.

              No doubt indicators bahut hi important role play kar rahe hote hain aapki trading co profitable Banane Mein Jab aap different important indicators ko different time frames per apply karte hain to isase aapko bahut hi best calculations mil rahi hoti hai jo aapki trading co profitable Banane mein bahut important role play kar rahi hoti hai isliye aapko different important indicators ko properly learn Karke apni trading per apply karna chahie agar aap indicators ko avoid Karte Hain To aap Forex trading Mein Kamyab Nahin ho sakte.

              Self analysis bahut hi important Hote Hain Jab tak aap self-analysis Nahin Karte aap ki learning perfect Nahin ho sakti isliye aapko Puri koshish Karni chahie ki aap different important indicators ko properly learn karne ke sath sath self-analysis apni trading per Jarur include Karen otherwise aapke liye successful trader Banna difficult ho jaega no doubt self-analysis Jab aap karte hain to sometime ismein aap mistake karte hain Jiski vajah se aapke results mein problem a sakte hain lekin Jab aap is per thinking Karte Hain ki aapke results achieved Kyon Nahin Hui to ismein aapko self-analysis ko perfect Banane mein bahut help mil rahi hoti hai.

              Dear isliye main aapko hi advise Karta Hun Ki Jab aap Gold per trading kar rahe hote hain to aapko indicators ko bhi properly love karna chahie Aur self-analysis Ko Bhi Jarur apply karna chahie Jab aapke self-analysis aur different indicators aapko same trend mein main information provide karte hain to use time per market Mein entry aapke liye Jyada safety aur profit Ka sabab Ban sakti hai.
              • #8 Collapse

                Re: GOLD per trading k liye indicator behter hy ya apny analysis?

                doston trading mein kam karte hue aap ko kamyabi ke liye tamam sources ko use karte hue aur combine use karte hue aap apne market ko analyse karne ke bad trading mein Kamyab ho sakte hain kyunki trading mein jaldbaji aapko last de sakti hai aur aapka trading mein soch samajh Kar kam karna hoga aur market Analysis ke bad hi trade mein entry karna hoti hai isliye aapko daily basis per workout karte hue jyada se jyada mehnat Karen aur achcha experience hasil karne ki koshish karen jisse aap kamyabi ke sath acchi earning karne ke kabil banaa saken aur achcha experience bhi hasil kar sake sake aap trade mein Kamyab ho sake aur achcha profit hasil karne ke kabil banaa saken.

                Kyon ke gold 1 risky pair hai ya koi bhi pair ho jismein aap trading karte Hain to uske liye aapko market ka analysis jaruri hota hai jitna jyada aap market ko analyse karke apni trading karenge aur market situation ko samajhte hue apna trade work karenge to aap aasani ke sath achcha trade work kar sakenge aur aapko kamyabi ke sath acchi trading karne ka mauka mil sakega Jo log trading mein jaldbazi karte hain vah kab hi Kamyab nahin ho sakte balke loss hi karte hain isliye market situation ko samajhte hue jyada se jyada time trading co den mehnat Karen aur achcha experience hasil karne ke liye demo account se practice jarur Karen aur achcha experience hasil karne ki koshish karen aur market Analysis per focus Karen jitna jyada aapka market analysis may experience hoga utna hi aap acchi trading kar sakenge
                🌼 Never Give Up 🌼
                • #9 Collapse

                  Re: GOLD per trading k liye indicator behter hy ya apny analysis?

                  Gold pair forex trading ka bohat risky trading pair hai lekin is mein kamyabi Hasil krna Un members ky liye asaan hai jo apny kaam mein mehnati hoty hain aur jo apny kaam ko time dyny ki koshish krty hain kyun KY just kaam ko join krny see kamyabi hasil nahi ki ja sakti balky kamyabi hasil krny KY liye apny kaam ko bohat time dyna parta Hai us se related Har tarha ki information techniques tools ko seekhna parta Hai phir kahen ja kar hmare liye apny kaam ko kamyab bnana asaan ho sakta hai Forex trading business aik aisa business Hai jis ko hum jitna zayada time dyn ge utni he ache is mein learning aur experience dono ko hasil Kiya ja sake GA aur yehe acha knowledge aur experience hmari kamyabi KY liye is business Mein sab se zayada zaroori hai
                  Jahan tak gold pair ki baat hai to is mein Kamyab hona koi mushkil baat nahi hai lekin is mein Kamyab hone KY liye hmare decisions ka proper hona hmari planning hmare analysis ka strong aur hmare knowledge aur experience KY according hona bohat zayada zaroori hai us ky baad he is mein kamyabi ko asaan aur possible bnaya ja sakta hai bohat sare members is pair par trading is liye nahi krty ky is mein risk maximum hota hai lekin wo yeh nahi sochty ky wo apni mehnat se apni ache working se is risk ko asaani se kam kr sakty hain aur acha result haisl krny mein Kamyab ho sakty hain jahan tak dear indicators ki baat hai to indicators forex trading business mein bohat zayada hain hum jis indicator ka chahen istemal kr sakty hain aur apni trading ko kamyab bna sakty hain lekin sabs e best mere according moving average indicator hai jo slow signals to dyta Hai lekin us ky maximum signals acha profit dy jaty hain lekin indicators ka istemal krny se pehle humein Un ko SEEKHNY ki koshish krni ho ge kyun KY indicators ko seekhen bgher Un ka acha istemal krna possible nahi ho sakta aur na he hum Un KY signals ko follow kr sakty hain
                  Lekin dear friend Agar hum indicators ky istemal ky saath saath apny analysis apni strategies apny experience apni learning ka istemal bhi kren to hmare liye kamyabi hasil krna aur bhi asaan ho sakta hai is liye humein koshish krni chaheye KY indicators ka istemal krny KY saath saath apny analysis ka istemal krny ki bhi koshish kren ta ky kamyabi ko asaan bnaya ja sake aur ache trading see profitable earning ko hasil Kiya ja sake Agar hum apny I dictators ka istemal krny KY saath analysis ko bhi istemal kren ge to hum gold per trading kren crude oil per ya Kisi bhi currency pair par hum acha result he hasil kren ge aur apny losses ko easily kam krny mein Kamyab ho saken ge
                  • #10 Collapse

                    Re: GOLD per trading k liye indicator behter hy ya apny analysis?

                    Assalamu alaikum dear friend Forex trading mein hamen apne analysis ke mutabik gold per trading karni chahie jab Ham acha knowledge aur acha experience rakhte ho to hi Ham ismein trading Karen gold 1 risky Pear hai jis per trading karne se Ham apne account ko wash bhi kar sakte hain isliye aap ko chahie hamesha soch samajh kar trading Karen aur gold per trade lene se pahle market ko acche se analysis Karen aap ismein indicator ko bhe use kar sakte hain lekin aap ne jo indicator use karna ho use pahle demo per practice Karen jab aapki demo per acchi practice hogi to aap isase behtarin analysis se gold ki acchi trade Le sakenge hamen Forex mein kamyabi ke liye iski accha knowledge aur accha experience ki zarurat hoti hai Ham ismein mahinat se kam karenge to kamyabi hasil karenge Forex ko join kiya hai to ismein mehnat aur hardworking se iska acha experience or knowledge bhi hasil Karen hamen indicator ki madad se bhi gold per trade li ja sakti hai aur agar Ham ismein acha knowledge aur acha experience rakhte Hain to Ham gold per behtarin tarike se acchi trading kar sakte hain lekin jo member new Hain woh gold per trading na Karen woh kam lot se currency pair per trading karke acha profit Le sakte hain gold reski pear hone ke liye woh apne account ko khatm kar sakte hain hamesha acha kam Karen mehnat Karen hardworking se Fox ka knowledge hasil Karen aur is mein kamyabi hasil Karen Ham ismein acchi trader apni mehnat aur hardworking se Hi Ban sakte hain Jo hamare liye zaruri hai
                    • #11 Collapse

                      Re: GOLD per trading k liye indicator behter hy ya apny analysis?

                      Salaam Alaikum forex market mein gold sabse risky pair hai iski market bahut Tej hoti hai ekadam se ham bahut jyada profit bhi Hasil kar sakte hain aur apne account wash bhi kar Baithe Hain isliye Soch Samajh Kar Gold per trade open Karni chahie Jab ab aapke pass full experience Ho aur aap market ko acche se analysis karna jante ho tab aapko Gold per trade open karne chahie Bina experience ke kabhi bhi Gold per trad yah Rishta e open na Karen a new member ko Tu bilkul bhi yah risk Nahin Lena chahie Ek Achcha trader Vahi Hota Hai jo market ko acche se analysis Karke Uske movement ka Jaz aa Leke trade open karta hai Aur Is Se Kabhi loss Nahin Hota
                      • #12 Collapse

                        Re: GOLD per trading k liye indicator behter hy ya apny analysis?

                        Friends, Hamen Gold per aur silver trading karne se avoid karna chahie Kyunki yah Ek bahut hi fast movement Karne Wale Pyar Hai Agar Ham is per galti se bhi training Karte Hain To Hamen bahut hi nuksan ho sakta hai agar Hamen training karni hai To Ham mere pass big balance account Hona chahie aur uske bad Jab Ham is online business Mein spare per trading karne se pahle Khud acche experience ke sath market ko best tarike se analyse Karen Jab Khud Ham market ko strongly analyse Karenge Uske bad Jab Ham is per training Karte Hain To bahut Achcha profit Hasan kar sakte hain Agar Ham ismein trading karne mein jaldbaji aur lalach Karenge To Hamen bahut nuksan Hoga Hamara account was ho jaega isliye Hamen ine per trading karne se avoid karna chahie Bachana chahie.thanks
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: GOLD per trading k liye indicator behter hy ya apny analysis?

                          Aslam o Alakum
                          Dear froex members mere khayal ke mutabiq sab se bad pair yehi gold hai jis par bhot zyada trading ki jati hain our hamain is ka experience hasil karna chahye our is par ap bhot se indicators ka use bhi kar sakte hain our is ke sath sath ap khud ke candles ki madad se bhi gold ko analyse kar sakte hain lekin hamare pass gold ki market ke trend ko samajhne kel ye trending indicators ka hona zrori hai kyun ke gold ka trend achanak change ho jata hai jis par bhot zyada trade loss kar jate hain ya phir un ke account wash kar jate hain is lye hamain gold par trading karte howe indicator ka use lazmi karna chahye to Dear traders main ap ko yehi kahon ge ke ap gold par trade lagane ke lye parabolic indicator ka use karen is se ap ko market ke trend ka bhot zyada had tak andaza ho jata hai jis ki madad se ap trend ke change hone ka pata laga sakte hain our is ke sath sath ap trend ke change hone par market main trade laga ya phir trade close kar sakte hain our is tarhan ap ki profit bhi save ho jati hai our ap loss our account ke wash hone se bhi bacha jata hai

                          Gold main Parabolic Indicator
                          Dear trader Gold Pairs jis tarhan bhot zyada riski hai isi tarhan hamain parabolic indicator is main kaam karne main madad deta hai our agar ham forex market main kaam kar rhe hain to khud bhi market ko analyse karne chahye our is ke sath sath hamain indicators ki bhi madad leni chahye agar ham market ko parabolic se market trend ko nikalian to ham easily nikal sakte hain kyun ke forex business main parabolic bhot zyada madad gar sabit hota hai parabolic indicator hamain chart par dekhne ke candles ke oper our neche banne wali dot ko dekhna parta hai is se ham achi khasi earning kar sakte hain our is tarhan ham market ke change hone wale trend ke bare main our chalne wale trend ka bakhobi andaza laga sakte hain hamain forex business main khas kar gold par trading karte howe parabolic indicator ka use lazmi karna chahye is se hamain achi khasi market ko samajhne main our profit hasil karne main madad milti hai hamain din raat mehnat karni chahye our jitna bhi ho sakte knowledge hasil karna chahye is tarhan ham forex business main gold par achi trading kar sakte hain.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X