trading mein time frame ka use karna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading mein time frame ka use karna
    Forex business mein jab hum trading kartay han tu forex market ko analysis Karne kay leye hum time frame ka use kartay han aur time frame ka use hum apni strategy kay mutabik hi use kartay han hum agr forex trading business mein long term trading kartay han tu time frame bhi ziada use kartay han hum long term trading kay leye h4 day1 ka time frame use kar saktay han

    Aur Short term trading kay leye Kam time frame use kiya jata hai Short term trading kay leye hum ko analysis karne kay leye h1 time frame sab se behtaar hota hai aur scalping kay liye h30 h15 best time frame hota hai time frame ka use apni strategy kay mutabik hi use karna cahaiye phr hi faida hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading mein time frame ka use karna

    ji han mre bhai ap ne bilkul sahi kha hai hum jb trade krne k lie tim frame bnate hain to hamin bhut ziada tim forex ko dna parta hai ap trade krin ar ziada tim forex ko dn a k ap ko experience bhut ziada hasil ho ar knollege bhi is lie forex p ache treke se kam kr sakinapne senior se experience hasil ho
    • #3 Collapse

      Re: trading mein time frame ka use karna

      Jab traders Forex trading ki market ko join karte hain to uska Waqt traders ko chahie vah market ma maujud timeframe ka use Karen aur use time frame ke hisab hi market Ko acchi Tarah Se analysis Karen Japan market Mein timeframe ke hisab se kam Karenge Tu Is Tarah Se Ham market Mein maujud Tamam chijon ko acchi Tarah Se samajh Payenge aur unke hisab chahie market ki movement aur uske signals ko bhi dekh Sakenge aur jab Ham market ke signals ko acchi Tarah se confirm kar Leta Hamen market Mein Apni trade open Karni chahie aur yah trade Hamen market rules and regulations ko follow karte hue hi open Karni chahie Taki Ham market Mein acchi kamyabi Hasil kar Saken aur apni trade ko ek perfect trade bhi banaa sake
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: trading mein time frame ka use karna

        hum trading kar ky pasia kama sakty ain hamy is mai tme fraems ko use kar ky kam karna ho g pher he hum pasia kama aky gy hum is mai raatmai be kam kar skatyr hain hum is mai din mai be kam kr sakty hain yai kabe be band ha hony wala business hain hum is mai apny boss kuf ap he hoty hain is ma hum apne marze sy time tbale bana kar kam kar skaty hain

        اب آن لائن

        Working...
        X