Indicators Kinds Trend, Oscillators, Volumes And Bill Williams Write About?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicators Kinds Trend, Oscillators, Volumes And Bill Williams Write About?
    Aslam o Alakum
    Dear members agar ham jai meta Traders ke us hise main jahan par indicators ko add kia jata hai to hamain indicators ki kinds dekhne ko milti hain to main ap se ye pochna chahta hun ke in ko mukhtalif category main taseem kia gia hai ap ko in ke bare mai kia maloomat hai taseel se in ki wazahat karen?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indicators Kinds Trend, Oscillators, Volumes And Bill Williams Write About?

    Ji dear ham jab forex market main technical analysis karty hain to hamain charts per ban'ny waly patterns aur indicators ka use karna parta hay. Kai dafa hamain candlesticks ko daikh kar he kuch andaza mil jata hay keh market ki next move kia hogi jab keh aksar candlesticks akely hamain madad nai daiti jiski waja say hamain mazeed technically market ko judge karny kay liye analysis karna party hain. Yani hamain is maqsad kay liye indicators ka use karna hota hay. Chart per jab ham indicators ko use karty hain to hamain pata hona chahiye keh ham indicators ko kis maqsad kay liye use kar rahy hain. Yani ham trend ko jan'na chahty hain, momentum ko judg karna chahty hain ya price volume ko measure karna chahty hain. Is kay bad hamain is hisab say indicator ka use karna hota hay.

    Trend indicator.
    Ager ham trend kay up ya down ki confirmation karna chahain to hamain aisy indicators ka use karna hota hay jo easy bhi hon aur hamain trend ki direction aur weakness ka bhi batayain. Is kay liye hamain Parabolic SAR, Ichimoku Kinko Hyo aur MACD indicator ka use karna hota hay.

    Momentum indicator.
    Ager ham nay kisi trend ki mazeed strength ko measure karna ho to isko momentum kehty hain. Is maqsad kay liye ham Relative Strength Index(RSI), Stochastic Oscillator aur Average direction index (ADX) ka use karty hain.

    Volume indicator.
    Ager ham nay kisi asset ka volume measure karna ho to ham aisy indicator ka use karty hain jo hamain iska volume bhi bataye. Is kay liye hamain Chaikin Money Flow ka use bahut help daita hay.

    Volatility Indicators.
    Ager ham market main volatality ko measure karna chahain to hamain aisy indicators ka use karna hota hay jo is asset ki volatality batayain. High volatality say murad keh is asset ki price fast change hoti hay jab keh low volatility say murad aisy pairs jinki price changing bahut slow ho. Best volatility meaure indicator main Bollinger Band sare-e-fehrist hay.
    • #3 Collapse

      Re: Indicators Kinds Trend, Oscillators, Volumes And Bill Williams Write About?

      Indicators trend lines ya Oscillators volumes ya waves hum bohat sare trading systems ko use kar sakte hai trading karne ke liye best kon sa hai in me jo hume karna ya learn karna hai.

      Har kisi ka apna mind set hota hai har koi apne hi way me kam karna chahta hai is liye jis ko jo best laghata hai wo us per kam kar sakta hai hume daikhna ho ga ke hume kon sa acha or simple lagta hai

      waise tu indicator base trading karna asan samjata hai indicators b bohat sare hai hum kisi b indicator ko use kar sakte hai or achi trading kar ke acha profit hasil kar sakte hai.
      • #4 Collapse

        Re: Indicators Kinds Trend, Oscillators, Volumes And Bill Williams Write About?

        bohat acha oscillator bil Villiams ke zareya takhleeq kardah tamam isharay mein se sab se ahem aap ke tijarti terminal mein marboot khofnaak Oscilatior ( ao ) hai. is ka hadaf market mein mojooda raftaar ka . noon karna hai, yani is ki driving force jo doosri pemaiesh hai jo aik kamyaab tijarti hikmat e amli bananay mein madadgaar hai. jab aap bohat achay Oscilatior isharay ki khirki kholtey hain to aap ko nazar aata hai jis mein salakhain hoti hain jo sifar linon ( baghair kisi line ) se judda hoti hain aur un ka rang tabdeel karti hain. sabz rang ka matlab yeh hai ke, formulay ke mutabiq, is baar ki qeemat pichlle walay ki qeemat se ziyada hai aur surkh rang ka matlab hai ke yeh kam hai. aap ko aik qaida yaad rakhna chahiye ke aap sirf is waqt khareedain jab baar hara ho aur jab sirf surkh ho tab hi farokht karen nah ke doosri soorat mein .
        market mein daakhil honay ke liye khofnaak Oscilatior signal bil Villiams khofnaak Oscilatior ke 3 signal yaad rakhnay ki paish kash karte hain jo market mein daakhil honay dete hain : lambi position kholnay ke l- you, aap ko sifar se oopar 3 salakhon ki zaroorat hogi. aayiyae un ka naam a, b, c. a rakhna yakeeni tor par b se ziyada hona chahiye, yani yeh sabz hona chahiye. bi ko baghair kisi surkh ke surkh hona chahiye. si aik signal baar hai aur yeh sabz hona chahiye. to aap par aik chhota sa khokhala dekhen ge. yeh signal hai jo kharidne ke liye raazi hai. aik baara ouncha onche baar muqarrar kya jana chahiye jo signal baar ke masawi hai. kharidne ke isharay ke baray mein, yeh teen salakhon ki terhan zahir hota hai lekin sifar line ( nutt line ) ke neechay. is soorat mein, a aur c surkh aur b sabz hain. line crossing nahi. currency kharidne ke l- you, aap ko sifar line ( nutt line ) ke oopar waqay sabz baar ki zahiri shakal ka intzaar karna hoga jo is line ke neechay surkh rang ke agay tha. agar aap mukhtasir position ke dakhli rastay talaash kar rahay hain to green baar ko surkh rang ki jagah se badalna chahiye. do . barah karam par ghhor se dekhen. misaal ke tor par, aap dekhen ge ke salakhon ne 2 payik banaye hain jis ke darmiyan aik khokhli hai aur yeh sab sifar se oopar hai. lehaza agar dosra payik ( baen se dayen ) pehli sifar ke muqaabla mein sifar line ke qareeb hai to yeh farokht karne ka ishara hai. yeh isi terhan ke signal ke sath hai jis ko kharidne ke liye aap sifar line ke neechay 2 payik talaash kar rahay hain aur aakhri line is line ke qareeb hona chahiye .
        • #5 Collapse

          Re: Indicators Kinds Trend, Oscillators, Volumes And Bill Williams Write About?

          Click image for larger version

Name:	Screenshot_20201006-111546_MetaTrader 4.jpg
Views:	1
Size:	105.5 کلوبائٹ
ID:	12333936Click image for larger version

Name:	Screenshot_20201006-111600_MetaTrader 4.jpg
Views:	1
Size:	74.9 کلوبائٹ
ID:	12333937


          Yes forex trading ma indicator hamy marker ki perfect information provide karny ma hamari help karty hain. Ye market ko judge karny k lae market ki sari information hamy provide karty hain. Es information ki help sy ham market ko achi tarha judge karny ma kamyab ho jaty hain. But hamy 100 percent indicators par bahrosa ni karna chahe. Har indicator market ko predict karny ma different approach ko use karty hain. But technically en ka method ik he hota hai k trader ko market ki prediction farham ki jae. Indicator ko basically 4 types ma divide kiya giya hai.

          1. Trend indicators
          . Ye indicator market k historic data ko use kar k uski help sy market k trend ko predict karty hain. Trader ko ye bataty hain k market ki direction kiya hai or ye kis side par possible move kar sakti hai. Trader ko ye khosis karni chahe k wo market k trend k start ma he small lot sy trade ko open karny ki khosis kary.

          2. Oscillators indicator. Es type ma mainly average true range, bear power or bull power shamil hain. Ye indicator market ki current value ko moving average k sath compare karty hain or overbought or over sold state ki information dety hain. Trader es base par achy entery point ko open karny or exit karny ma kamyab ho jaty hain.

          3. Volume indicator. Ye indicator volume ko use kar k market ki prediction farham karty hain. But trader ko valume ka aksar pata ni chalta kiu k ye broker ko pata hota hai k kis pair or kis commodity ka volume ketna hai or trader ko broker ka data use karny ki ejazat ni hoti.

          4. Bin william indicator. Ye indicator b market ma previous data ko use kar k signal provide karty hai or ye imformation dety hain k market ko kesy or kaha sy trade k lae use kiya jae or kis jaga sy trade ko close kiya jae es ma mainly alligator or gator oscillator shamil hain.
          • #6 Collapse

            Re: Indicators Kinds Trend, Oscillators, Volumes And Bill Williams Write About?

            Salam dear members ji aap de bahut informative topic barsa discuss kiya hai jo ki Pakistan forex forum ke related hai to jaise ki aap ko pata hai ki aisi jyada difficulties on ke bare mein har bhi per Ko nahin pata hota usi taraf se uske bare mein kuchh khas idea vakra nahin hai to aapane Hamare sath achcha topic to discuss Kiya hai to bich karti Ho ki main iske bare mein jarur ja jaaogi ISI ke sath main aapko iske bare mein detail se bad mein baat aaoge jab karungi uske bad hi bhaiya aap uske bare mein detail se bataaogi but aap Hamare sahab bahut achcha top and discuss Kiya hai apna time in West kiya hai ab mere liye to thank you so much .
            • #7 Collapse

              Re: Indicators Kinds Trend, Oscillators, Volumes And Bill Williams Write About?

              forex par indicators humen market k bary mein information provide kerty hain ye market ko judge kerny k liye humen total information provide kerty hain aur us information k sath hum market mein sahi tarhan se kaam kerny mein bhi kamyab ho jaty hain humen chahiye k hum is mein mehnat ker k aur dil laga ker kaam keren lekin humen totally indicators par he trust nahi kerna chhaiye humen is k sath sath apna experience bhi use kerna chahiye aur common sense ko bhi utilize kerna chahiye agar hum completely indicators par depend keren gy tou humen is mein nuqsan bhi ho sakta hai kuen baaz okat signals false bhi mil jaty hain market moment ko approach kerny k liye different method aur tools ko approach kerna chhaiye kabhi bhi aik he cheez par rely nahi kerna chahiye
              Trend indicator aik aisa indicator hai jo k market k previous record ko dekhty hue us yani k us k historic data ko dekhty hue trend k bary mein btata hai aur trend humen ye btata hai k market ki direction kiya hai Oscillator indicator mein true range, bearish power , bullish power shamil hain is se traders acha entry point leny mein kamyab ho jaty hain Volume indicator aik aisa indicator hai jo k volume ko use ker k market k bary mein prediction deta hai lekin trader ka volume k sath koi link nahi volume k sath mostly broker involve hota hai Bin William Indicator ye indicator market k previous data ko use ker k signals provide kerta hai aur ye bataty hain k market ko kahan se trade k liye use kiya jaye
              • #8 Collapse

                Re: Indicators Kinds Trend, Oscillators, Volumes And Bill Williams Write About?

                Assalamualaikum trading members metatrader 4 terminal mein maujud indicator oscillator volumes bill Williams sab ko discuss karne ke liye aapko metatrader 4 terminal mein demo account mein kam karna chahie perfect trading indicator jo aapko complete Forex trading market ki guideline provide karte hain. Trading members humne independent trading market ko guide line ke liye use karna hai aur trading indicators and oscillator use krty huy market ko amjhnanchye ta ky hamen is ma earnings aor learning krny ka moqa mil jay.
                Traders agr ap logo ny forex market ko enjoy krna hai to trade open krny sy pehly indicator use kr lo aor apni study aor experience ko use krty huy achy kaam kro aor bury kamo sy bacho ta ky apko preshani a ho aor market ko bhi smjhy sy traget achieve ho saky.

                Fibonacci retracement indicator Bollinger band indicator moving averages experience krny ky leay best platform candlestick chart pattern hai agar humne trading ke liye completely main aapko gate karna hai aur trading market mein humne apna cuta set karna hai is business mein humne Nahin karni hai aur ap y kam ko mostly benefits ky sath use krty huy kam krna ho ga agr ham aisy nhi kren gay to hamara trading experience ka koi faida nhi hai dear forum members trading market mein humne completely study ke sath indicators oscillators volumes bill William indicators candlestick chart pattern all different tools ko use karte hue trading market to understand the aur apne experience to increase karte hue market mein study karni hai aur stop loss take profit support and resistance Kobe samajhna hai technical and fundamental analysis we use karna hai jisse hamari trading skills improve ho sakti hai kaun hai emotional control aa sakta hai aur ham mein confidence aur sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Indicators Kinds Trend, Oscillators, Volumes And Bill Williams Write About?

                  AOA dear friends , Indicators Kinds Trend, Oscillators, Volumes And Bill Williams indicator
                  Dear friends is mouzo main Jo sawal Kiya gaya hai is key bare mein kuchh baat karte hain Forex trading mein main yah sare indicators technical indicators hean Jin ki madad se ham trading co improve karne ki koshish karte Hain
                  TRENDS
                  Dear friends agar Baat ki jaye trends ki to trend deikh kr hamen pata lagta hai market ki situation kya hai aur previous situation kya thi aur trade analysis karke a Ham apni trading shuru karte Hain
                  OSCILLATOR
                  ye ik indicator hai jo market ma over sold or over bought ki position batata hai, es sy exact trade ka pata chalta hai, small lot k sath agr ye indicator use kya jae to bhot kam loss ka chance hota hai, maximum profit he hota hai, eski practice ham demo ma kar sakty hai,
                  Volume
                  yah ek asset ki amount hoti hai jo Kay ek trader ke pass ek khass period of time ke liye hoti hai aur is ki aik term VSA hea yeh aik advance level ki forex ki study hai aur professional traders iss ko zaroor seekhtay hain iss ka matlab yeh hota hai kay jab bhi market mein tezi aati hai tou uss ko basically investors ka zayada miqdaar mein volume sae market mein in hona yani kay invest karna aur issi volume ka market mein in role honay ki wajah sae currency up ya down hoti hai aur VSA ki study zaroor karni chahyea jitni zayada volume sae investor aye ga market mein utni zayada up and down movement dekhnay ko milay gi
                  Bill Williams indicator
                  Yah ek technical analysis karne wala tool hai Jo k samooth moving averages ko istemal karta hai yea indicator smooth average ko simple moving average ke sath calculate karta hai aur yah indicator convergence aur divergence kidhar main relationship kam karta hai trading signals ke liye
                  • #10 Collapse

                    Re: Indicators Kinds Trend, Oscillators, Volumes And Bill Williams Write About?

                    Forex market principle specialized investigation karty hain to hamain diagrams per ban'ny waly designs aur pointers ka use karna parta roughage. Kai dafa hamain candles ko daikh kar he kuch andaza mil jata feed keh market ki next move kia hogi poke keh aksar candles akely hamain madad nai daiti jiski waja state hamain mazeed actually market ko judge karny kay liye examination karna party hain. Yani hamain is maqsad kay liye markers ka use karna hota feed. Graph per poke ham markers ko use karty hain to hamain pata hona chahiye keh ham pointers ko kis maqsad kay liye use kar rahy hain. Yani ham pattern ko jan'na chahty hain, energy ko judg karna chahty hain ya value volume ko measure karna chahty hain. Is kay awful hamain is hisab state pointer ka use karna hota hai. jub murmur business mein pattern ke mutabiq exchange ko open kerty hain Wo part is business mein Acha benefit hasil ker sakty hain or is se achi earining b hasil ker sakty hain or jo part is business mein indcutor ko istamal kerny ka information or experience ke sath exchanging kerty hain y dono mein Acha bones you and you are a decent night and yam fries with the loved ones and I have no clue about what you doing this to you later on today and I'm so sorry you have a decent day today and tomorrow I have the previous evening and yam fries with the family and I don't have a clue whether I can do is make it up for some time and I was simply considering what the duck are you going to find the opportunity to get an opportunity to find the opportunity to get another telephone number for some time and afterward I must be jo part market for the day of jo part is business mein information or experience ke sath exchanging kerty hain Wo part is business mein Acha benefit hasil ker sakty hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Indicators Kinds Trend, Oscillators, Volumes And Bill Williams Write About?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran3536 پيغام ديکھيے
                      Aslam o Alakum
                      Dear members agar ham jai meta Traders ke us hise main jahan par indicators ko add kia jata hai to hamain indicators ki kinds dekhne ko milti hain to main ap se ye pochna chahta hun ke in ko mukhtalif category main taseem kia gia hai ap ko in ke bare mai kia maloomat hai taseel se in ki wazahat karen?
                      doston trading mein kam karte hue aapki market analysis ke liye different type ke tools istemal kiye jaate Hain aur inmein indicators bhi maujud hote hain indicators aapko in time aapki trading ke bare mein batate hain isliye aapko chahie ke daily basis per kam karte hue jyada se jyada mehnat Karen jyada time trading co den aur achcha experience hasil karne ki koshish karen Taki aap kamyabi ke sath acchi earning karne ke kabil Ban sake Jo log trading mein jaldbazi karte Hain vah kabhi Kamyab nahin ho sakte Bal ke vah apna loss hi karte Hain.

                      Indicator different type ke hote hain jinka istamal bhi aur work bhi difference hota hai isliye aapko apne trade mein main indicators ke sambhal ke liye knowledge ka hona bahut jaruri hai aur unke istemal ke liye aapko indicators ki reading karna aani chahie aur aapko iska istemal aana chahie Taki aap apni trading mein kamyabi ke sath acchi earning karne ke kabil banaa sake Jo log trading mein mehnat karte hain aur achcha experience hasil karna chahte hain unko apni trading mein kam karte hue jyada apni trade work per focus karna chahie aur indicators ke sambhal ke liye metatrader ke option mein jakar tamam indicators aur unki categories ko search uthkar ke YouTube aur Google se iske bare mein information leni chahie aur iske use ke bare mein information lekar isko apni trading mein use karna chahie Taki aap apna trade ko achcha kaske aur trading mein kamyabi ke sath acchi earning karne ke kabil banaa saken is se aap kyon aapke trade mein loss ke chances kam se kam honge aur aap kamyabi ke sath acchi trading karne ke kabil Ban sakenge
                      🌼 Never Give Up 🌼
                      • #12 Collapse

                        Re: Indicators Kinds Trend, Oscillators, Volumes And Bill Williams Write About?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran3536 پيغام ديکھيے
                        Aslam o Alakum
                        Dear members agar ham jai meta Traders ke us hise main jahan par indicators ko add kia jata hai to hamain indicators ki kinds dekhne ko milti hain to main ap se ye pochna chahta hun ke in ko mukhtalif category main taseem kia gia hai ap ko in ke bare mai kia maloomat hai taseel se in ki wazahat karen?
                        Yes dear apni bahut hi Achcha question warid Sath share kiya hai no doubt Jab aap Forex trading me kam kar rahe hote hain aur is purpose ke liye aap metatrader 4 ko apne mobile yah laptop per download karte hain to ismein aapko different type ke indicator oscillators aur is related different important category find out ho sakti hai agar aap apni trading per different indicators for different oscillators ko properly learn karna chahte hain to aapko is related complete knowledge Hasil karna chahie Kyunki Jab aap Forex trading Mein different indicators: karte hain Tohar indicator ko apply karne ka procedure totally different hota hai aur Har indicator se related learning be totally different hoti hai isliye aapko gradually different indicators for properly learn karna chahie

                        Dear jawab different oscillators ko properly learn Kahate Hain To usmein bhi aapko different oscillators different informations provide kar rahe Hote Hain jismein Uske output bhi aapko different bases per provide Kiye Ja sakte hain agar aap different oscillators ko properly apni trading per reply karna chahte hain to see related complete learning aap ko Hasil karne chahie Jab aap market ke trend ko find out karne ke liye Forex trading Mein hardworking karte hain to aapko consistently is per kam karna chahie otherwise aap successful trader Nahin Ban Sakte aur aapke liye bahut jyada problem so sakte hain.

                        Forex trading with successful trader banne ke liye aapko indicators aur oscillator ko properly apni trading per reply karna hota hai agar aap apne technical analysis ko perfect banana Chahte Hain To is important factors indicator hota hai aur Market Mein different oscillators aapke liye bahut jyada help ho sakte hain agar aap candlestick ki information Hasil kar rahe hain to usmein bhi aapko different important to tractors ko carefully apni trading per reply karna chahie otherwise aap hi bahut jyada problem so sakte hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Indicators Kinds Trend, Oscillators, Volumes And Bill Williams Write About?

                          Jb ap Forex market main technical analysis karty hain to hamain charts per ban'ny waly patterns aur indicators ka use karna parta hay. Kai dafa hamain candlesticks ko daikh kar he kuch andaza mil jata hay keh market ki next move kia hogi jab keh aksar candlesticks akely hamain madad nai daiti jiski waja say hamain mazeed technically market ko judge karny kay liye analysis karna party hain. Yani hamain is maqsad kay liye indicators ka use karna hota hay. Chart per jab ham indicators ko use karty hain to hamain pata hona chahiye keh ham indicators ko kis maqsad kay liye use kar rahy hain. Yani ham trend ko jan'na chahty hain, momentum ko judg karna chahty hain ya price volume ko measure karna chahty hain. Is kay bad hamain is hisab say indicator ka use karna hota hay.Trend indicator.Ager ham trend kay up ya down ki confirmation karna chahain to hamain aisy indicators ka use karna hota hay jo easy bhi hon aur hamain trend ki direction aur weakness ka bhi batayain. Is kay liye hamain Parabolic SAR, Ichimoku Kinko Hyo aur MACD indicator ka use karna hota hay.Momentum indicator.Ager ham nay kisi trend ki mazeed strength ko measure karna ho to isko momentum kehty hain. Is maqsad kay liye ham Relative Strength Index(RSI), Stochastic Oscillator aur Average direction index (ADX) ka use karty hain.Volume indicator.Ager ham nay kisi asset ka volume measure karna ho to ham aisy indicator ka use karty hain jo hamain iska volume bhi bataye. Is kay liye hamain Chaikin Money Flow ka use bahut help daita hay.Volatility Indicators.Ager ham market main volatality ko measure karna chahain to hamain aisy indicators ka use karna hota hay jo is asset ki volatality batayain. High volatality say murad keh is asset ki price fast change hoti hay jab keh low volatility say murad aisy pairs jinki price changing bahut slow ho. Best volatility meaure indicator main Bollinger Band sare-e-fehrist hay. Agar forex per Mehnat se kaam karen ge to ap kamyab honge.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Indicators Kinds Trend, Oscillators, Volumes And Bill Williams Write About?

                            ye sub kay sub indicator apko yahan consistent with asani say look ziada aur jaldi respecting word of hasil krnay k chakr mn hotay hn to unhen ziada tr endorse he hota ha keun ok jb woh narrative k lalach mn baghair sochay smjhay agreement lga detay hn aur be premeditated for mn overweight list area assign a reckoning for krtay hn k unhen jaldi aur ziada narrative milay to ziada tr unki trades fall apart mn he jati hn aur jb unki trades ziada condone a in advance lower back mn jati hn to phir unka arraign bhi permit ho jata ha isliay tmam traders ko chayay okay woh lalach sa avoide kren aur hmesha lalach ki bjaye mehnat ok sath kam kren aur jald bazi na kren hmesha foresee lganay sa pehlay the Radiate ka achhi trh dissection kren aur the Stud mn jb achhi aur profitable apex milay Facetious ablutions he be adetailer mehnat aur similar of romp chor deta hai aur advantage contribution khatam ho jati hain tu cute booty rite come within the air with bhi karyn tu lalach se prepayment broadhamesha channel hota hai is liye lalach bahut burirex calling society lower back away outlandish have interaction ziyada with a spar for ka lalach kartay fowl aur jo lyrics pahlay achi savoir vivre aur revel in hasil karen aur phir gravitation impute pe attraction kar ok a long way hasil karen aur mehnat karen tu woh ziyada calculation ka lalach kar saktay hen kiun ok ziyada reckoning unn ki mehnat ka phal hota hello iss liay foreign exchange enhance residence lalach ka anjam bahut bura hota hello kiun okay forex driven celebration be sedentary se ziyada lalachi

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X