Strong SR Zones Indicator ki working strategy aur green zone signal ..!!!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Strong SR Zones Indicator ki working strategy aur green zone signal ..!!!
    Dear friends forex me ye aik best indicaotr hy jis sy ham asani sy trading signal hasil kr skty hen aur is sy best working ka faida lay skty hen is ka kam krny ki strategy bht simple lekin bh effective Hy

    Working Strategy SR Zone

    Is indicator ki strategy bohat hi best hai is ka kam hai k ap ko buy aur sell ka btata hai jesy k ager market strong ha to is ne chart per us sai jaga ko green kar deta hai jis se pta chal jata hai k market buy me hai aur ager sell me hai to ye indicator us sari jaga ko red kar deta hai jis se pta chal jata hai k market sell me hai jesa Kay picture me show Kia gya hyClick image for larger version

Name:	images (96).jpeg
Views:	1
Size:	48.9 کلوبائٹ
ID:	12469710
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Strong SR Zones Indicator ki working strategy aur green zone signal ..!!!

    Assalamualaikum trading member aapane cindicator ke bare mein bahut acchi Tarah se discuss Kiya hai main aapko appreciate karta hun trading member dhama trading market ke bare mein technical and fundamental analysis discuss karna chahie aur market ko complete indicator and oscillator ke motorbike study karna chahie tab hamen jyada market ko aasani se samajh mein.

    agar ham Forex trading market mein apna behaviour intellectual abilities and psychological approach ke sath aur trading market mein humne technical and fundamental main use reading karni hai aur market course karna haitrading market mein humne technical values ko bhi dekhna hai aur fundamental economic calendar ko bhi study karna hai jaisa ki aap ko maloom hai ki economic calendar hamen perfect news release data provide karta hai jo daily basis police hota hai usko hamen update Deta hai jab ke technical chart
    • #3 Collapse

      Re: Strong SR Zones Indicator ki working strategy aur green zone signal ..!!!

      dear member yah indicator bahut achcha indicator hai aur koi bhi member agar apni trading ko successful kar lena chahta hai to usko apni trading mein acche indicators ka istemal karna hoga members ke liye important hai ki unko indicators ke bare mein acchi tarah Se maloom hona chahie aur jab members ko indicators ke bare mein kuchh bhi maloom nahin hota to is vajah se vah apni trading ko continue nahin kar paate Hain maximum members ko iske bare mein bahut acchi tarah Se maloom hai aur is vajah Se Hi vah apni trading ko acchi tarah Se continue kar rahe hote hain aur aise members ke Jin ke pass technical trading se related koi bhi achcha experience nahin hota unko yah bhi maloom nahin hota ki members ne apni trading ko kis tarah Se continue karna hai trading ko acchi tarah Se continue karne ke liye members ko apne kam per acchi tarah Se focus karna hota hai Koi member jab bahut acchi tarah Se apni trading se related practice ko continue kar leta hai to usko yah maloom ho jata hai ki indicators kya hai aur un Ka istemal kis tarah Se members ko karna hai indicators ka istemal har member ko acchi tarah Se aana chahie aur ja members ko yah istemal a jata hai to koi bhi member apni trading mein successful ho raha hota hai trading mein successful Ho jaane ke liye members per depend karta hai ki vah kitni struggle kar rahe hain aur apne karm ki quality ko vah kis tarah Se bahut acchi tarah maintain kar pa rahe hain kam ki quality ko acchi tarah Se maintained karna hi important hai
      • #4 Collapse

        Re: Strong SR Zones Indicator ki working strategy aur green zone signal ..!!!

        AOA dear friends , dear member aap ka topic bahut hi umda topic hea aur abhi isi per thodi si discussion karte Hain


        STRONG SR ZONES INDICATOR


        ye indicator bohat hi best hai is ka kam hai k ap ko buy aur sell ka btata hai jesy k ager market strong ha to is ne chart per us sai jaga ko green kar deta hai jis se pta chal jata hai k market buy me hai aur ager sell me hai to ye indicator us sari jaga ko red kar deta hai jis se pta chal jata hai k market sell me hai aur yea indicators basically hamy sign dyty hain k kia hamy buy karna cahye aur kia sell lakin ham ny follw unhien apny active damag k sath karna ha agr wrong time par follow karien gy tu hamy loss ho jay ga aur yea
        ya bohat acha indicator hai. jo k market kay strong ya weak trend ki information data hai. hum ko es indictors ko regular use krna chaheay taky hum asani say market ky sell ya buy ko under stand kr sky
        strong SR zone indicator mere experience ke mutabik one of the best indicator ha kion k ye apko market ki movement ka bata deta ha or apko pta lag jata ha ke kab apne buy ka trade lagana ha or kab sell ka trade lagana ha aur hemin apne trading mein market ke strong zones ko indicators se smjhna he aur hmein apne trading mein chart aur indicators ke istemal se apne trading mein acha fiada milta he aur hm apne trading mein acha kam kr ke success hasil krte hien aur ye bohat acha indicator hai. jo k market kay strong ya weak trend ki information data hai. hum ko es indictors ko regular use krna chaheay t hum asani say market ky sell ya buy ko under stand kr sky.
        • #5 Collapse

          Re: Strong SR Zones Indicator ki working strategy aur green zone signal ..!!!

          SR zone indicator bahot hi simple indicator hai ky jis ko her trader asani sy samajh ker trade open aur continue ker sakty hai jesy ky same indicator main market ki movement aur expected movement ko two differnet colours main show Kia jata hai jesy ky red aur green zone tou agar market kisi aik jaga per movement ker rehi hoti hai tou same indicator main same movement agar green zone main ho tou it's mean ky market ki positive direction main strength zyada hai aur market main aesy time per buy ki trade banti hai jo market green zone ki waja sy uptrend main movement ker sakti hai aesy time per hamain buy ki trade enter kerna hoti hai ky agar ham market ki uptrend main big movement hony ky bahd bhi green zone main market hony per bhi sell main trade open ker lety hain tou uska hamain bahot bara loss ho sakta hai jabky agar ham green zone main market hony per buy ki trade enter kerty hain tou market main uptrend main movement ky chances zyada hoty hain aur aesi trade main hamain profit hasil ho sakta hai jabky agar market kisi bhi time per red zone main movement ker rehi hoti hai tou aesy time per market main downtrend expected hota hai aesy time per jab market red zone main enter ho chuki ho tou hamain kisi surat bhi buy main trade enter nehi kerni chahiay beshak market maximum support per ponch chuki ho ya maximum support ko break hi kyun na ker chuki ho hamain buy main trade enter kerny ka risk nehi lena chahiay agar market red zone main enter rehti hai tou hamain yahan tou sell main trade enter ker leni chahiay ya phir hamain wait kerna chahiay ky jab market red zone sy green zone main enter ho jaey tab ham buy main trade open ker ky continue ker lain tou hamain market ki uptrend main hony wali movement sy bahot faida hota hai lekin aesy time per sell main enter ki jany wali trade hamesha loss ka sabab banti hai
          • #6 Collapse

            Re: Strong SR Zones Indicator ki working strategy aur green zone signal ..!!!

            Click image for larger version

Name:	Screenshot_20201006-081346_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	156.1 کلوبائٹ
ID:	12333923

            Yes. Forex indicator hamary lae bhot help ful hoty hain kiu ye hamy bhot achy signal dety hai. En signak k sath hamy apna experience b use karna chahe or agr trade karni hoe to small lot sy trade ko open karna chahe. Jo trader indicator k result ko bena sochy samjy use karty hain unko hamesa loss hota hai es topic ma ham strong zone sr indicator k bary ma bat karyn gy.

            Strong sr zone indicator. Ye indicator mt4 ma available ni hai. Agr ap ny esko use karna hai to apko es indicator ko internet sy buy karna ho ga. Ye indicator bhot sari websites par on demand available hak but ye freely download ni kiya ja sakta. Es k lae kuch na kuch pay karna parta hai. Ye indicator commodities par etna zayada mohsar ni hai jb k ye serf forex currencies par achy sy implement kiya ja sakta hai. Ye indicator different time frame par use kiya ja sakta hai but best results k lae esko serf h1 ma use kiya ja sakta hai. Es bhot efficient indicator hai or ye experienced trader he use karty hain. Ye indicator 2 kisam k zone ki help sy signal provide karta hai. High zone or low zone.

            High zone. Agr candlestick green rectangle k andar close ho to price es rectangle ma back or forth move karti hai es he rectangle ma yaha tak k wo esko break kar jae. Es rectangle ki height approx 20 pip hoti hai.

            Low zone. Agr candlestick red rectangle k inside close ho to price es rectangle ma back or forth move karti hai yaha tak k wo es rectangle ko break kar jae. Jb candle bottom line k pass close ho to long buy ka signal melta hai or jb candle upper line k pass close ho to ye indicator short sell ka signal provide karta hai .
            • #7 Collapse

              Re: Strong SR Zones Indicator ki working strategy aur green zone signal ..!!!

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Mohid56 پيغام ديکھيے
              Dear friends forex me ye aik best indicaotr hy jis sy ham asani sy trading signal hasil kr skty hen aur is sy best working ka faida lay skty hen is ka kam krny ki strategy bht simple lekin bh effective Hy

              Working Strategy SR Zone

              Is indicator ki strategy bohat hi best hai is ka kam hai k ap ko buy aur sell ka btata hai jesy k ager market strong ha to is ne chart per us sai jaga ko green kar deta hai jis se pta chal jata hai k market buy me hai aur ager sell me hai to ye indicator us sari jaga ko red kar deta hai jis se pta chal jata hai k market sell me hai jesa Kay picture me show Kia gya hy[ATTACH]21379[/ATTACH]
              SR Zones indicator Ek bahut hi important indicator Hai Barish related aapke perfect analysis Hamare Sath sher ki hai no doubt jawab Forex trading Mein kam kar rahe hote hain to ismein different important indicators aapke liye bahut hi important role play kar rahe hote hain aur aapko bahut jyada benefits aur advantages provide kar rahe hote hain agar aap different important indicators ko properly Le Karke apni trading reply karte hain to usmein aap ko maximum advantages mil sakte hain.

              Dear jab aap different important indicators copy trading per reply karte hain to ismein aapke liye successful hone ke liye bahut important yah hota hai ki aap Inki calculation se related maximum knowledge increase Karen Kyunki Jab aap Kisi indicator ko properly calculate Nahin Karte aur usko proper input provide Nahin Karte to usmein aapko maximum advantages Hansi Nahin Hote aur aap usse properly facilitate Nahin ho sakte isliye different indicators ko properly utilised karne ke liye uski proper calculation for usko properly metatrader 4 per reply karna aapke liye bahut hi important Hota Hai.

              Yah Kaisa indicator hai jo aapko different buying aur selling zone se related information provide kar raha hota hai jismein aap ek perfect entry Lekar Apni profit ko maximize kar sakte hain Kiya Jab ismein aapko red shade ke different zones Mil Rahe hote hain to ismein aapko yah idea ho jata hai ki market karne trent ab bearish hone wala hai aur jab aapko yah green shade main indication provide kar raha hota hai to iska matlab kya hota hai ki aapko market Mein Ab bullish trend dekhne ko Milega aur ismein aap according to trend entry Lekar Apne profit ko increase kar sakte hain.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Strong SR Zones Indicator ki working strategy aur green zone signal ..!!!

                Dear friends ye wala indicator bohat hi best hai is ka kam hai k ap ko buy aur sell ka btata hai jesy k ager market strong ha to is ne chart per us sai jaga ko green kar deta hai jis se pta chal jata hai k market buy me hai aur ager sell me hai to ye indicator us sari jaga ko red kar deta hai jis se pta chal jata hai k market sell me hai aur yea indicators basically hamy sign dyty hain k kia hamy buy karna cahye aur kia sell lakin ham ny follw unhien apny active damag k sath karna ha agr wrong time par follow karien gy tu hamy loss ho jay ga aur ya bohat acha indicator hai. jo k market kay strong ya weak trend ki information data hai. hum ko es indictors ko regular use krna chaheay taky hum asani say market ky sell ya buy ko under stand kr sake..Strong SR zone indicator mere experience ke mutabik one of the best indicator ha kion k ye apko market ki movement ka bata deta ha or apko pta lag jata ha ke kab apne buy ka trade lagana ha or kab sell ka trade lagana ha aur hemin apne trading mein market ke strong zones ko indicators se smjhna he aur hmein apne trading mein chart aur indicators ke istemal se apne trading mein acha fiada milta he aur hm apne trading mein acha kam kr ke success hasil krte hien aur ye bohat acha indicator hai. jo k market kay strong ya weak trend ki information data hai. hum ko es indictors ko regular use krna chaheay t hum asani say market ky sell ya buy ko under stand kr sky. Thanks !

                اب آن لائن

                Working...
                X