Ziada jald bazi thek ni

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ziada jald bazi thek ni
    WElcome to another week. Jald bazi mein kiya hua kaam faydemand nahin hota bal ke iska hamesha nuksan hi hota hai. Lehaza is forum main bhi aap kabhi bhi jald bazi na karen balke sakoon Aur tahammul ke aath apni mehnat ko jari rakhen aur aur market ki situation ke mutabik he trade lagaen aur apni craditability ke mutabik is forum mein kam karen ziada jaldbaji karne Ki koshish na karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ziada jald bazi thek ni

    Jaldbazi zayda ho ya kam trading k liay nuksan day hee hain jaldbazi ki waja say trading mai srif nuksan hee hota hain trading bht hee sakoon say or dehan sy ki janay wala business hain trade open karny k liay sub sy phly apna ye set kary k achi trade open karni hain jo entry banti ho wo entry pick karni hain apni marzi say or profit ki lalach or jaldbazi mai zabardasti ki trade open nai karni phr hee trading say earning hogi warna asay jaldbazi bysabari jesay emotion say trading nahi hogi
    • #3 Collapse

      Re: Ziada jald bazi thek ni

      Jaldbazi hamesha insan ko marwa deti hai chahea woh ji kaam bhi ho agar ap ny trading mai jaldbazi karni hai tu es ka nuqsan bhi zeh nasheen rakhna chahea kiyun k trading jaldbazi wala kaam ni hai es mai sabar or soch samjh ky sath kaam karna parta hai es mai sabar ky sath pehly easily market ka analysis lazmi hai
      • #4 Collapse

        Re: Ziada jald bazi thek ni

        Han gee bilkol forex mai ho jaldbazi hum ko loss deta hai aur issi waja sy hum emotion control nahinkar sktym forex mai trade open karty waqy bhi hum ko sabar karna chahiye or profit mai bhi hum wait katy hain. Is leye forex mai hum sabar sy profit lety hain or jaldbazi mai loss leety hain.
        • #5 Collapse

          Re: Ziada jald bazi thek ni

          Je bilkul ma ap ke bat sa agre karta hu ka hama trading ma jald bazi ni karni chaheya q ka is sa ham ko loss ho sakta ha q ka trading ak saber sa kam lana wala kam ha is leya agr ap ko is ma profit be ho jaya to phr dubara trade ma be jald bazi na karna is sa profit be loss ma convert ho jaya ga.
          • #6 Collapse

            Re: Ziada jald bazi thek ni

            Jald baazi kisi bhi maamlay mai theek nahi hoti hai. Business koi bhi ho uss mai jald baazi ka Matlab loss hai aur sirf loss bhi nahi total loss hai. Her business ki Tarah Forex trading mai bhi jo traders jald baazi kertay hain unhain nakaami ka saamna he kerna parta hai. Pak Forex forum pay bhi bohat say jald baaz members atey hain laikin phir achanak ghaib bhi ho jatey hain. Pak Forex forum pay jald baazi kernay waley members spamming aur cheating say Kamm waqt mai ziada kaam kernay ki koshish kertay hain. Tou unhain bohat nuqsaan ho raha hota hai. Aisay members ko bonus bhi acha nahi milta aur account bhi bann hotay rehtay hain. Iss liye forum ho ya Forex ho jald baazi ki bajaey patience he best formula hota hai
            • #7 Collapse

              Re: Ziada jald bazi thek ni

              G han apki bat bilkal thek hy ager hum koi bhi kam jaldbazi sey krty hen to nuqsan hi uthaty hen es liye humen chaea k hum apna kam ziyada se ziyada mehnat sey kren or acha hardwork kren ager hum apna kam mehnat se dill lga kar kren gey to hum zarur kamyab hon gy or acha profit hasil kr skty hen
              • #8 Collapse

                Re: Ziada jald bazi thek ni

                Forex business mein hum ko kabhi bhi jald bazi nahin karni cahaiye agr hum jald bazi mein trading kartay han tu ye aik buht bari mistake hoti hai kiok jald bazi mein hum market ko samjh nahin saktay aur jald bazi mein trading kartay han market ka analysis kar kay is ki movement ko samjh nahin saktay is traha loss hi hota hai hum ko kabhi bhi jald bazi nahin karni cahaiye phr hi Achi trading kar saktay han hum ko jab bhi trade open karni ho market ko dekh kar samjh kar analysis kar kay sabar se trading karain gey tu hi kaamyaab ho saktay han
                • #9 Collapse

                  Re: Ziada jald bazi thek ni

                  G bilkul ap theek kah rahy hain k hamain forex main jald bazi nhi krni chahay q k jald bazi krnay sy hamain loss hota hy hamain forex main sabr sy kqm krna chahay q k sabr ka phal metha hota hy hamain achi trading krni chahay aur acha profit kqmana chahay
                  • #10 Collapse

                    Re: Ziada jald bazi thek ni

                    Ji bhai trading k work main jald bazi nahi chalti sabar or tahammul sa kaam Kiya taja ha Jo banda jald bazi karyga wo loss ki traf Chala jata ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Ziada jald bazi thek ni

                      hello doston forex forum pe agar aap jaldbazi se kam lete Hain to aap ko nuksan ho sakta hai aur aap loss ki taraf ja sakte hain agar aap chahte Hain ki forex forum per acchi chatting Karen aur achcha profit kam aaye to aap ko Sabar se kam Lena chahie aur hamesha Sabar karne wala hi kamyab tractor banta hai aur achcha trading usi Surat hoti hai jab aap Sabar se kam karke achcha experience aasan karte hain aur accha profit kamate Hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Ziada jald bazi thek ni

                        Forex Businessman Jyada Se Jyada aap Agar jaldi se kam Karenge to aapke liye kamyabi Lena that's impossible for you aapko bilkul kamyabi impossible Hogi isliye Hamen chahie Jahan per relaxment se kam Karen pool mind se kam Karen Hamesha fresh mind se kam Karen aap Jab Bhi Aisa Karenge Forex Mein kamyabi Lena aap bhi Aasan ho jaega isliye Hamen chahie interested hokar corporate full-time Mein Karke Ham Kamyab hone ke liye Ham Jab Bhi kam Forex forum Mein Ham Jab Bhi Karte Hain To Hamen acchi kamyabi milati hai isliye main aat koshish se Waqt Mein Hamesha t post ki length increase karne Ke Sath Sath Hai Achcha fayda use Waqt Hamare liye provide Hoga Ham Jab kam Hamesha acche Bharosa se Hamesha Achcha concept add karte ho Karenge isliye mehnat kar koshish kar market Kuchh samjhe acchi guide senior season Is Tarah Hamare liye acchi Tarah Se kamyabi Ke Liye Achcha Waqt Hamen chahie Hoga Is Tarah kamyabi Hogi
                        • #13 Collapse

                          Re: Ziada jald bazi thek ni

                          Hamen kabhi bhi kisi bhi kam mein jyada jaldbaji Nahin Karni chahie Kyunki jaldbazi ki vajah se Ham Hamesha Apna profit-loss kar dete Hain isliye Forex trading mein jo log market ko analysis Nahin Karte aur Hamesha jaldbaji karte hain vah Forex trading Mein Hi nuksan kar lete hain isliye Jitna ho sakta hai market ko samajh mein aur Aise Achcha profit Hasil karne ke liye aapko Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie aur kamyabi Hasil karna chahie aur ismein aap aap bahut Achcha profit bana sakte hain Agar aapke analyses strong ho to isliye aap Kisi bhi senior ko Fallon Karke Aise Achcha profit banaa sakte hain aur maarpeet ko samajhne ke liye aapke pass fresh mind Ka Hona bhi zaroori Ho Jata Hai Tabhi aap ko kamyabi jakar milati hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Ziada jald bazi thek ni

                            Frndz jaldbazi hamein loss ki trf le jati ha hm jitni b jldi krte hein chaye post krne mein or chaye trade krne mein to hamein nuksan hota ha so jb post krein tb b quality work krein or jb trade lgain ap tb he sbr se Kam lein kion k jitni jldi krein ge trade mein itna he ap ko loss ho ga or kabhi b loss mein apni trade ko bnd na krein hamesha a khari time tk khoshish kreintan k ap ko faida jo ske ap achi earning kr skein
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ziada jald bazi thek ni

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Motopatlo پيغام ديکھيے
                              WElcome to another week. Jald bazi mein kiya hua kaam faydemand nahin hota bal ke iska hamesha nuksan hi hota hai. Lehaza is forum main bhi aap kabhi bhi jald bazi na karen balke sakoon Aur tahammul ke aath apni mehnat ko jari rakhen aur aur market ki situation ke mutabik he trade lagaen aur apni craditability ke mutabik is forum mein kam karen ziada jaldbaji karne Ki koshish na karen.
                              Jaldbazi always hi nuksan ke raste per le jaati hai hamen Sabar se kam Lena hoga jab tak ham Sabar se Kam Nahin lenge ham kamyab Nahin ho sakte

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X