Forex trading koi sekhaaega nahi, khud mehnat karni parregi...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading koi sekhaaega nahi, khud mehnat karni parregi...
    Dear friends, forex trading ek aisa kaam ha k jo koi bhi kisi ko nahi sekhaata balkay khud mehnat karni parrti ha aur seekhna parta ha. hamari koshish honi chaheye k forex ko seekhain aur us per amal karain. ye ham sab k haq me bahtar hoga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading koi sekhaaega nahi, khud mehnat karni parregi...

    Ji Forex forum code Kisi Ko Kuchh Nahin sikhata aapko Khud mehnat karni padati hai aur Agar aapka Kisi senior Mein bar ke sath link Hai To to aap usse Se Jyada knowledge gain kar sakte hain aur aur aap acchi aur nahin kar sakte hain iske liye mehnat jaruri hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading koi sekhaaega nahi, khud mehnat karni parregi...

      Achi post share ki ap ne. Agar aap is form mein ek successful trader banana chahte hain to aapko mehnat karna hogi. Aapki jitni ziada mehnat hogi aapko uska utna achcha reward milega aur aap is forum mein acche trader ban sakenge. Lehaza apni mehnat per yakin rakhen aur acchi quality ki posts share karen aur ziada mehnat ke sath is form mein kam Karen.
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading koi sekhaaega nahi, khud mehnat karni parregi...

        Asalam-o-alikum
        Ggg blkl trading koi nai sekhata ziada sy ziada loog ap ko start bta deyty Hai uss KY baad agy ap NY apni mehnat krni hoti hai. Trading sekhna or sekhana bhhht mushkil Hai iss main bhhht mehnat lgti Hai din raat ki practice zaroori hoti hai taab ja KY bnda trading kr kabil bnta Hai. Iss Liya trading khud sekhy demo account main or ziada sy ziada practice Kary or hr cheez ko samjy
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading koi sekhaaega nahi, khud mehnat karni parregi...

          Aslam o alikum, mukhlis log trading seekha b dety hain apna experience share karty hain or sath hi sath guideline dety rehty gain smjhaty rehtay hain step by step jab hum system ko smjh lety hain toh hum khud kam karty hain hum khud trading karty hain hum khud hardwork kar may acha profit hasil karty hain. Experience share karne say knowledge mai izafa hota hai aisy ap confident bhi ho jaty ho.
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading koi sekhaaega nahi, khud mehnat karni parregi...

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali374 پيغام ديکھيے
            Ji Forex forum code Kisi Ko Kuchh Nahin sikhata aapko Khud mehnat karni padati hai aur Agar aapka Kisi senior Mein bar ke sath link Hai To to aap usse Se Jyada knowledge gain kar sakte hain aur aur aap acchi aur nahin kar sakte hain iske liye mehnat jaruri hai
            G sir AP tik farms rehy hy.mashore quotation hy ka pehla dekho phr kamao. Forex agr koi sekhain aur phr kry to khob maxa ata hy. Lkn Jo log Forex ko srf ak game smj kr kry to who kbi kamyab nai hota. Jo b forex Trading krna chahta hy to pehla ziada profit ka lalch dil sy nekaly. Qnk lalch krna ache bat nai hy.
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading koi sekhaaega nahi, khud mehnat karni parregi...

              hello doston forex forum aapko acchi khasi mehnat aur hardworking ki jarurat hoti hai iske vahi kamyab hota hai is form per Jo khud mein Na Tod hardworking karke achcha knowledge gain karke achcha experience asar karta hai isliye hamen forex forum per agar aap chahte hain kis jyada se jyada knowledge aur achcha experience ho to aapko khud ko minut aur hard-working karni chahie aur iske bare mein achcha knowledge ga karna chahie aur acchi knowledge sahi Apache trading kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading koi sekhaaega nahi, khud mehnat karni parregi...

                Forex business Mein Hamen Ek acchi student Ki Tarah hamen bhi sikhana chahie acche Ustad Se Ek student Hamen uski taraf se kar Hamen Yahan per acchi trade Lagana Hogi forex business Mein Ham Jab Simat ke pass Jaenge Ek Ustad Ki Tarah unke respect Karenge to Unse sikhenge To Ham Jab Bhi Forex Mein kamyabi lene ke liye acchi trading Karenge their trading Karenge To Hamen help Milegi isliye Hamen acchi koshish se acchi baat se Waqt Mein kamyabi Lena Hogi to hi kamyabi Hamare liye Chitra Jay provide ho jayegi isliye Hamen acchi student Ki Tarah kam ko Hamesha mehnat se karna hoga acche Waqt Mein karna hoga Tu Hi H discipline se karna hoga to a kamyabi Hamare liye possible Hogi
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading koi sekhaaega nahi, khud mehnat karni parregi...

                  Ji han aap Forex trading mein bahut Achcha X Peene saasu kar sakte hain aur Achcha profit bana sakte hain Magar uske liye aapke pass behtarin knowledge Ka Hona bhi zaroori Ho Jata Hai Tabhi aap ko kamyabi milati hai agar aap Forex trading Ko Nahin samajhte to aap ismein Jarur Oscar lete hain isliye Jitna ho sakta hai market ke related aap apne singer ko bhi follow karke aur Khud bhi mehnat Karke acha experience has kar sakte hain Kyunki trading Mein Jis Bande ke Prashan knowledge aur Achcha experience Hota Hai Vahi Banda usmein kamyabi Hasil karta hai aur Chhapra Phir Bhi Hasil karta hai isliye market ko samajhne ke liye aapke pass Jyada Se Jyada Baat Hona chahie tabhi aap kamyabi Hasil kar sakte hain aur Forex trading main Vahi member kamyabi Hasil karta hai jo ismein Jyada Se Jyada mehnat Karke Khud Ko increase karne ki koshish karta hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading koi sekhaaega nahi, khud mehnat karni parregi...

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Fukhaan پيغام ديکھيے
                    Dear friends, forex trading ek aisa kaam ha k jo koi bhi kisi ko nahi sekhaata balkay khud mehnat karni parrti ha aur seekhna parta ha. hamari koshish honi chaheye k forex ko seekhain aur us per amal karain. ye ham sab k haq me bahtar hoga.
                    Forex mein ham khud atmadi se hi kamyab ho sakte hain Forex analysis Main khud karna hokar mehnat se karna hoga jitna jyada mehnat se kam karenge hamain utni knowledge hasil ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading koi sekhaaega nahi, khud mehnat karni parregi...

                      G bilkul forex aik aisa buisness ha k jis mein ap jitni ziyada mehnat krein ge itna he ap ka knowledge increase ho ga ap ko phir kisi se pochne ki zrort nai prhe gi so is mein dil lga kr km kreein tan k ap ko acha bonus b mile or acha experience b forex hamein aik sth bot sare advantages deta ha aik to yeh k hamein achi earning hoti ha is se brh kr jo bt ha hamari jo information ha wo bot ziyada increase hoti ha so is wjha se forex ko aik success buisness b kaha jata ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading koi sekhaaega nahi, khud mehnat karni parregi...

                        jee dear ap ne bilkul shai kaha forex mian agr hum issko seekhen gy nia to hum issmian phir achi trading nai kar paen gy or na he ap iss mian ziyaada iss mian profit gain kar paen gy ye asia busnss hai jiss mian agr ap mehnat karty hain khoob dil laga kar kam karty hain to ap iss mian bohat he ziyaada sucsess hasil kar sakty hain ye asia bunsss hai jiss mian ap bina leanring k bina mehnat k ap iss main kabhi bhi kamyaabi nai hasil kar sakty ye dunia mian sab se ziyaada kiya jany wala bunsess hai agr ap iss mian mehnat lagan or hiimmat see kaam karty hian to ap ko ye busenss itna profit de sakta hai jitna ap kisi bhi or bunsess mian ni earn kar paen gy or na he ap ko iss jaisa koi busness milay ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading koi sekhaaega nahi, khud mehnat karni parregi...

                          jee dear ap ne bilkul shai kaha forex mian agr hum issko seekhen gy nia to hum issmian phir achi trading nai kar paen gy or na he ap iss mian ziyaada iss mian profit gain kar paen gy ye asia busnss hai jiss mian agr ap mehnat karty hain khoob dil laga kar kam karty hain to ap iss mian bohat he ziyaada sucsess hasil kar sakty hain ye asia bunsss hai jiss mian ap bina leanring k bina mehnat k ap iss main kabhi bhi kamyaabi nai hasil kar sakty ye dunia mian sab se ziyaada kiya jany wala bunsess hai agr ap iss mian mehnat lagan or hiimmat see kaam karty hian to ap ko ye busenss itna profit de sakta hai jitna ap kisi bhi or bunsess mian ni earn kar paen gy or na he ap ko iss jaisa koi busness milay ga jo apkoo kam arsay main itni achi earning de saky ye aik bohat he zabrdast busness hai aik online busness main se ap ko bas iss mian mehnat lagan or himmat se iss main kaam karna chahiey
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading koi sekhaaega nahi, khud mehnat karni parregi...

                            Dekhain mehnat karna toh bht zarori hai bal K yeh kehna bhi ghlat nahi hoga kay mehnat kay begher To kamyabi mil hi nahi sakti.lekin Main apki is baat say itefaq nahi karti kay forex trading ko seekhnay ki zarort nahi hai.agar Ap seekhain Gay nahi To ap mehnat kesy karain Gay.agr apko pta hi nahi hoga kay forex trading Main kis tarah say kam karna hai kis tarah say apni knowledge ko express karna hai kis tarah say logon tak information phnchani hai To Tab tak apka mehnat karna fazool hai.apki mehnat Tab kam aye gi jab apko forex trading kay bary Main mukamal maloomat hogi aur ap apni mehnat say apna kam mazeed axha kar sakain Gay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading koi sekhaaega nahi, khud mehnat karni parregi...

                              forex trading main khud he mehnat kar k he kamyabi milti hain knowledge ko incress kare best earning multi rahy gi agar learning strong hoti hain tu full kamyab ho jate hain mehnat kar k forex trading k demo account main work kiya jata hain demo account he best learning deta hain strong learning deta hain tab he kamyabi mil skti hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X