Hardworking krain
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hardworking krain
    Hmain is platform py bohaat hardworking krni hai... Phr he hum kamyab ho skty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hardworking krain

    Zyada hardworking kry kamyab hony k lye hardworking ki zyada zarort hte hy es lye hmain chaye hm zyada wakt forex ko dy or acha bonus hasil karain taky hm kamyab hu sky
    • #3 Collapse

      Re: Hardworking krain

      G han apki bat bilkal thek hy ager hum forex main kamyabi hasil krna chaty hen to humen chaea k hum ziyada se ziyada mehnat kren or acha hardwork kren tb hi hum kamyab ho skty hen es liye humen chaea k hum achi trha hardworking kren tb hi hum forex main kamyabi hasil kr skty hen or acha profit hasil kr skty hen
      • #4 Collapse

        Re: Hardworking krain

        Ji han Jo hard worker hote hain Vahi Kamyab hote hain agar aap demo account mein trading Karke hardworking Karenge tab Aage badhenge Hamesha hardworking sahi kamyabi hai Jo Manu karte hain vah large Mein Kamyab Hote Agar aap andar mehnat Hogi to ab last Mein Aage badhegi Hamesha Sabar Aur Main sahi kamyabi hai isliye aap mehnat Karke Aage Badhe aap last me Kamyab Honge
        • #5 Collapse

          Re: Hardworking krain

          Assalam o Alikum.. Yes hardworking bht zrori ha... forex k rules and regulations hain unko follow krna must ha.. Daily ka kam daily kryn.. Trading start krny sy phly un rules ko achy sy parh ly aor trading k bary ma apny knowledge ko increase kryn. aor phr unhi rules py amal kr trading kryn. Es sy hota apko profit bi hasil aor experience bi... Aor ye k kbi double account use na kryn.. Cheating nhi kryn.. Learning, practice and experience hasil kry.. Aor zda zda profit hasil kryn
          • #6 Collapse

            Re: Hardworking krain

            dear friends agr ap forex ma kamyab hona chata han to is ka leya sirf ap ko ak kam karna ha ka jo be kam karan wo dil laga ka or mehnat ka sath kam karan is sa ham ma interst or be zayada develope ho ga or ham acha sa kam be karna ga.
            • #7 Collapse

              Re: Hardworking krain

              mere dost yeh sab ghair mulki taalib ilm aur naye ghair mulki currency ke tajir ke har maslay ke hal mein hai kyunkay aaj kal sab se aisa ho raha hai ke internet jaisay lawazmaat ki wajah se sust dimagh ki terhan kamyabi ke short cuts ko talaash karne ke l- new naye anay walay ko tehseel daftar isi liye mein yeh kahoon ga ke har maslay ka aik hi hal hai ke aap ko har waqt sakht mehnat se sakht mehnat karni hogi kyunkay aap jantay ho ke bain al aqwami maliyati manndi ke senior musheeron ke sath sath senior taajiron ko hamesha sahih maienay yeh hai ke aik aisa kaam karen ke taalib ilm sirf neend khaye aur sekhe aur agar aap sodagar hain to neend aur tijarat khayen lehaza agar aap aik kamyaab tajir ban-na chahtay hain to aap ko Maroof aur seniors ke pehlay se tay shuda mashwaray par amal karna hoga .
              • #8 Collapse

                Re: Hardworking krain

                Assalam walekum ji Bhai jaan aapki baat bilkul theek hai or ummid karta hun aap sab khairiyat se hongeji agr hm Pakistan forex form main Kam kr rahy hn to hm ko cahiye kh hm apna Kam hardworking sy Karn agr hm apna daliy ka km daliy karty hn to hm is platform main Kamyab honge sakty hn
                • #9 Collapse

                  Re: Hardworking krain

                  dear trader ap ne boht hi khoob thread likhi hay kay hamen hard working karni chahey dear biggners hamen chaheiy kay ham hard working
                  karen or hard learning bhi karen tak hamen ziyada se knowledge ho or ham lass se bacha ja saky or ziyda se ziyda profit gain karen
                  or achay trader bhi hardworking kar kay hi apni top level per jaty hen ku kay forex bhi best trader ko like karta hay
                  • #10 Collapse

                    Re: Hardworking krain

                    Aslam o Alaikum...
                    Life me koi bhi cheez hardwork k bagheir Kabhi bbhi hasil nhi ho Sakti is liye hmain chaiye k hum din raat mehnat nkrain ta k hum apnay maksad ko hasil Kr sakain . Kisi bhi kam to achi tarah pora krnay k liye mehnat krna bahot zaroori hai . Kiu k hum jitni ziyada mehnat krain gay itna hi hamay knowledge me izafa ho ga aor hum kamyab bhi ho Jain gay . . . . Forex aik esa platform hai jahan hum jitni ziyada mehnat krain gay itna hi ziyada money earn Kr sakain gay . . . .
                    • #11 Collapse

                      Re: Hardworking krain

                      Ji Bhai aapane Sach kaha ki hardworking Karni chahie Insan ko hardworking Sahi Kuchh Milta hai aur Usi Sahi Bande Ko knowledge Hasil hoti hai aur ussi seh hee Banda Aagey jaa sakta hai Jab knowledge Hasil Karega to new ideas Milenge aur new knowledge gain kareh ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Hardworking krain

                        Assalam o alaikm to all forex members umeed karta hu kai ap sab friends khariyat say hon gay aor apni posting kai kaam ko achi taraha saybkar rahay hon gay g haan bilkul dear ap nai bilkul theeak bola hai kai hardworking karay kyun kai life kisi bi field mein agar ap kamyab hona chatay han tou ais kai bhoat he zayada aor zarroori cheez jo require hoti hai wo hardworking he hoti hai aisi taraha yahan bi forex trading mein bi ap ko zayada say zayada hardworking ki zarrorat hoti hai ap jitna zayada hardwork karay gay ap itna he acha profit hassil karay gay ap ka profit ap kai hardworking par depend karata hai ais liya friends agar ap bi kamyab banna chahtay han tou lazmi hardwork karay shukriya.
                        • #13 Collapse

                          Re: Hardworking krain

                          humein hardworking karni chy mehant mein azmat ha jitni zyda hum mehnat karein gy utnz zyda faida ho ga humein utna zyda hi bounce mily ga.mehnt sy hi insan zeero sy hero ban jata ha for examlpe agr ek insan ha u ki picking power achi ha lakin wo mehnat ni krta jb k dosra insan ha us ki picking power achi ni ha lakin wo hardwork krta ha jo mehnat ni krt wo peachy rah jy gajo hardwork kry ga wo kamyab ho jy ga q k us ki learning zyda thi .
                          • #14 Collapse

                            Re: Hardworking krain

                            hardwork insan kbi pechy nh rehta ak din usy uski mehnat ka ajar zroor miltaa h r mehnat men hi barkat h es lye hmen hardworker hona chahye kam jazzbati ho k
                            nh jazbat k sth krna chahye aur apni abilities ko hm hardwork kr k hi uja gar kr skty he es lye mehnat sy insan k andar bht si naturaly khoobia zahir hoti h
                            jis sy insan pehly na waqif hota h .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Hardworking krain

                              Assalamu Alaikum Forex friend
                              Dosto aapko bahut jyada hardworking Kaisa kam karna chahie jb ap ki kam Mein Aapki mehnat Nazar Aati Hai to aapko iska bahut Achcha benefit Milta hai aur kamyabi b milati hai isliye Hamen bahut hardworking ke sath Apna Kam karna chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X