Forex mai sabar na karna bhi loss ki waja hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex mai sabar na karna bhi loss ki waja hai.

    Money to hamen Koi fayda nahin chalta waqt and y you can come to me if you can y you can get the money from the bank and then we can talk more about and how long does the boys to the boys are doing well I hope so excited for a few y etc I t e main gana UN have a great
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex mai sabar na karna bhi loss ki waja hai.

      Ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai Forex trading Ke dauran sabar Na karne ki vajah se bhi Hamen nuksan Hota Hai Jab Ham forex market ke andar apni trade ko open karte hain to market ke flexible motion ki vajah Se Kabhi Hamari trade nuksan Mein Chali jaati hai aur Kabhi profit Mein a Jaati Hai Lekin Ham apni emotions ko control Nahin Karte aur jaldbaji mein nuksan mein apni trade ko close kar dete Hain Jiski vajah se Hamen parmanent nuksan ho jata hai aur ham Apne account ko wash kar Baithte Hain isliye Hamen Soch Samajh Kar Apne trade ko open aur close karne ki koshish Karni chahie aur trading ke dauran Sabar karna chahie.
      • #18 Collapse

        Re: Forex mai sabar na karna bhi loss ki waja hai.

        Dosto Sabar Aur mehnat Do Aise Amal Hain Jo Insan Ko Duniya ke kisi bhi business se kamyabi Dila sakte hain aur Forex se bhi sirf unhen Logon Ko kamyabi Hasil hoti hai jo log Forex per mehnat karte hain aur jo log Sabar se kam Lete Hain aur jo log Forex per jaldbazi karte hain ya lalich karte hain UN Logon Ko forex se kabhi bhi achcha profit Hasil Nahin Hota isliye Forex per kamyabi ke liye Sabar aur mehnat bahut jaruri hai.
        • #19 Collapse

          Re: Forex mai sabar na karna bhi loss ki waja hai.

          Most of the time, they say that we have opened this trade, but there is still a loss in the end, because we have closed the profit trade quickly or we have kept the loss trade for a long time. If you want to hold on to a loss-making trade sy 1 profit wali trade ko poora hoje. Wait for the perfect entry while trading
          • #20 Collapse

            Re: Forex mai sabar na karna bhi loss ki waja hai.

            Forex Mein sabar karna chahie aur sabar ke sath kam karenge to aap ek acchi trade kar sakenge Jo log bhi sabar nahin karte vah hamesha loss karte hain isliye aapko chahie ke sawar ke sath kam Karen aur trade open kar li hai to aapko loss ho raha to ismein sabar Karen aur market ki movement ko study karte Rahe jab bhi market aapke favour Mein aaegi to aapko bahut hi achcha profit milega isliye hamen market ko bahut jyada study karna chahie free ko decision letter ke aap jyada se jyada acchi baat kar sake aur apna aur apni family ke liye acchi earning hasil kar saken
            • #21 Collapse

              Re: Forex mai sabar na karna bhi loss ki waja hai.

              apny sahi kaha forex mai sabar na krna bhi bhut bare loss ka sabab ban skta hai je hammy sabar or tahammul se kaam krna chiye or apna kaam ko end tak le kr Jana chiye or usse Phir khtam krna chiye matlb k jab ham trade lagaty hain tu jab tak woh trade hammy profit ni detty ham ny usko lagoyerakhna hai or jab woh de detti hai tu hamy profit le kr khtm kr dena chiye yhi baat Maine assan lafzon mai bta di hai k jab ham sbar se kaam ni Letty tu hammy ohir loss hu jata hai agar ham sbar se kaam Letty hain tu hamary kadam tazizi se kamiybi k taraf bharty jatty hain yhi waja hai k han agar taxi se kaam krengy tu loss zrore huga sabar se kaam krny wale kabhi naakaam ni huty❤️🤩👍
              • #22 Collapse

                Re: Forex mai sabar na karna bhi loss ki waja hai.

                Pakistan forex mathamum dusron ko Salam Amit kar to sirf khairiyat se Ham Kya karenge dear friend forex ke andar loss ki sabse badi bajar jalpari aur jazbaat mein kam karna hai dear friend chal baat kara kar chobi jalva se main faisla karta hai uske andar aapko hamesha last ki shakal mein Hi face karna padta jiski vajah se aapko loss hote Hain Jo koshish karen forex andar jalwa jaise aur jajbat se kam nale safa aur kaun se kam kar rahe hain inshallah aapko acche kamyabi ho gaye
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Forex mai sabar na karna bhi loss ki waja hai.

                  Assalamu alaikum friends kaise hain ummid karta hun aap sab theek ho khairiyat se honge ji han bilkul theek kaha hai aapane forex mein Sabar na karna bhi loss ki vajah hai doston sabar na karne se insan jaldbazi karta hai jisse loss ho jata hai aur insan nakam ho jata hai aur insaan Sabar na karne ki vajah se bad mein is baat se pachtata hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X