Rules ya planning ko kuch months k bad change karein.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Rules ya planning ko kuch months k bad change karein.
    Forex mai hum agar kamyab hona chahty hain to humy apni trading ki planning karni hogi or osky based par rules banany hongy. Forex mai agar hum start sy plan or rules ko follow karty hain aur start mai woh kuch loss de to humy change nahi karni chahiye balky 2 ya 3 months oska result or trades check akrni chahiye. Hamesha apni planning pehly demo par check karein kiyu k har trader apni planning account balance k hisab sy banata hai. App bhi plan karein orvresult check karein.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Rules ya planning ko kuch months k bad change karein.

    Rules of planning donon ko change karna chahie according to situation jaisi situation Ho uske hisab se aap Jana rules ko follow Karen aur agar situation aapke sabse to agar situation tuti change ho rahi hai to aapka apni planning ko accordingly change Karen market mein darshan dekhen mujhe samajh ja rahi hai to uske sath ke sath aap planning apni change karte rahe hain aur ise kya hua kya aap update rahenge aur aap ek acchi income on karne ka hai achcha mauka mil jaega
    • #3 Collapse

      Re: Rules ya planning ko kuch months k bad change karein.

      hamain rules ko follow kar k hi hum achy say trader ban sakty hain but hamain achhye is k bary main information achi ho gi tab hi hum achy say trader ban sakty hain so hamain is k bary main practiice karni ho gi tab hi hum real main kam karny k kabil ho sakty hain practice k sakty hain aur hamain is k bary main practice kra skaty hain so hamain is k bary main anlayse karni ho gi tab hi hum achy say trader ban sakty hain tab hum loss say bach sakty hain tab hi hum practice karni ho gi
      • #4 Collapse

        Re: Rules ya planning ko kuch months k bad change karein.

        Lakin mera ye khyal hai k jo b ap planning krtay hain wo apki daily b change ho akti hain even hourly b uski reason ye hai k jab apko feel ho k apki planning k jo points suitable planned nhi hain ap unko foran change krein , months ya week ka wait nhi krein warna nuqsan ho skta hai.
        • #5 Collapse

          Re: Rules ya planning ko kuch months k bad change karein.

          dear is markeet main kaam karnay ka apka experience bilkul theek hay k agar ham is markeet main kaam kartay huway aik jaisay rules ko hamseha k liye follow kartay huwya agar ham kaam kartay hain to hamko is markeet main say kuch khaas hasil nai honay wala hay jisk liye zaruri hay k ham is markeet main apnay knowledge k sath sath is main updates kartay rahain aur agar ham is markeet main aisay kaam akrtay hain to aisa karnay say ham is markeet ko achay tareekay say samjh bhi saktay hain aur sath sath hamary liye is markeet main kaam akrnay ka tareka bhi asaan ho sakta hay.
          • #6 Collapse

            Re: Rules ya planning ko kuch months k bad change karein.

            ji han dear aapane theek kaha fact mein hamen rules aur planning ko kuchh manth bad change karna chahie tab hi Ham forex mein acchi tarah se kam kar sakte hain hamen changing karte rahana chahie agar Ham forex mein changing karenge to he is main acchi tarah se kam kar sakte hain aur apne targus ko bhi complete Kiya ja sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: Rules ya planning ko kuch months k bad change karein.

              Forex market time kay sath sath apni position badalti rehti hai jis ki wajah sae humain apni strategies bhi badalna hoti hain agar situation aapke sabse to agar situation tuti change ho rahi hai to aapka apni planning ko accordingly change Karen market mein darshan dekhen mujhe samajh ja rahi hai to uske sath ke sath aap planning apni change karte rahe hain aur ise kya hua kya aap update rahenge aur aap ek acchi income on karne ka hai achcha mauka mil jaye ga iss lye aap ko trading mein apni strategies ko tarjeeh dena ho gi
              • #8 Collapse

                Re: Rules ya planning ko kuch months k bad change karein.

                hamy plan ban akar kam karn aho ga pher he hum pasia kama skay gy hum is mai agar greedy ban ky kam kraty hain to hamara account band ho jy ga hum gar mai bth kar is mai kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain hm is mai aagr tuka system sy kam makrty hain to hamara account band ho jy ga i smai hum pane marze sy time table bana kar kam kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Rules ya planning ko kuch months k bad change karein.

                  hamy week ky start mai kam or time ke planing kar lyne chahey or pher is kyhesab sy end tak kam karn chahey pher he hum is main target ko asane ky pora kar sakty han hamy is main aik time main aik he pair main kam karna chahey hum is mai jitna be kam karty hai yai hamy ise ky hesab sy earning dyta hai hum dollars main bonus hasil karty hai hum aik din main 10 dollars kama sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Rules ya planning ko kuch months k bad change karein.

                    hamy palning kar ky market mai kam karna ho ga pher h ehum pasia kamas aky gy hum is mai par titme be kam kar skaty hain hum s mai full time be kam kar sakty hain yai kabe be band bhany wal business hain hum is mai agar lalchi ba ky kam karty hain t hamara ccount ba dho jy ga hum is ma apne marze sy timet able bana akr kam kar sakty hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Rules ya planning ko kuch months k bad change karein.

                      Aslam o alekum dear Pakistan forex forum members. Guys fine han app. Man app sab say muttafiq hon kay rules ko kuch dinon ya months kay bad change krna chahye.
                      Quon kay jesay jesay circumstances change hotay han ap ko us kay mutabik decision lena chahye. Waqat or halat hmesha aik jesay nahi rahtay . Ap ko analysis karna chahye kay market ka rujhan kya hay . Up hey ya down phir us kay mutabik halat ka jaeza latay howay rules and regulations or apnay goals ko set karna chahye. Or phir hard work say aik kamyab trader bnanay ki koshish karni chahye.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X