Technical r Fandamental analysis kr k trade kren
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Technical r Fandamental analysis kr k trade kren
    Salam dosto hame trade open krne se phele hame 2qisam k anai kr k trade open krni chahye q k jb Tak ham analysis kr k trade nai kren ge to ham hame Loss k chanse zaida hotel han loss se bachne k liye hame 2no qisam k analysis kr k trade open krna ho gi TB ho ham forex market main profit nikal skte Han
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Technical r Fandamental analysis kr k trade kren

    Dare member aapane bilkul Thi kahan hai technical aur fundamental analysis ke sath hi Hamen trading Karni chahie Agar Ham technical aur fundamental analysis ke sath market Mein trading Karenge To Hamen Apne is business Mein Achcha profit Hasil ho sakta hai isliye Hamen kabhi bhi technical aur fundamental analysis Ko ignore nahin karna chahie because fundamental analysis Ko Jab Ham fundamental analysis ko Samne rakhte Hue trading Karte Hain To Hamen Apne is business Mein Achcha Se Achcha profit Hasil ho sakta hai aur Hamen trading karne se pahle calender ko acchi Tarah se check kar lena chahie Uske bad hi market Mein trading Karni chahie Agar Hamen professional trader Banna Chahte Hain To Hamen fundamental analysis mein jyada Se Jyada interest Lena chahie because fundamental analysis ek Achcha analyses hai
    • #3 Collapse

      Re: Technical r Fandamental analysis kr k trade kren

      technical analysis bahut string hoty han or zeyada tar marjet inhen par move jarti ha or expert lig bhe is par trade kery han ap na bhe jab bhe trade leni ho pheky market ko analysis karen taky ap ko oata ho marjet na kis taraf jana ha is ka elalwa fundamantal analysis han ye sab sa string analysis hoty han or baji sab analysis ko fail karty han kun ka ye news ki base pa hoty han
      • #4 Collapse

        Re: Technical r Fandamental analysis kr k trade kren

        Forex market men jab bi tarding kren to sab sa pehaly market Ka analysis krna bahot hi acha ha baghair sochay samjay r market ka analysis kiay baghair kbi bi tarde na kren is sa bahot nuqsan ho sakta ha Forex trading men analysis ki 3 types hen jin men technical analysis, fundamental analysis,r sentemental analysis .

        Technical analysis

        Technical analysis Forex trading men intehai ahmiat k hamil ha r ya analysis market men bahot ziada Kam krta ha bashak ya bahot ziada tough ha lakin Jo tarder isko achi tra samj k market men trading krta ha us k kamyab honay k bahot ziada chance hotay hen technical analysis darasl ak frame hota ha jis men trader price ki harkat Ka jaiza lata ha technical analysis men Jo chez sab sa pehaly zehan men ati ha wo chart ha is chart sa ba asani andaza lagya ja sakta ha k mazi men price kis level p thi r ab kis level p hen price uper ja rhi ha ya nechay,market trend men ha ya side p harkat kr rhi ha yahan ak hi chart ko mukhtalif trader mukhtalif andaz sa dakh rahay hotay hen ak hi chart p trade krnay walay trader faida utha rahay hotay hen jab k Kuch nuqsan utha rahay hotay hen

        Fundamental analysis
        Fundamental analysis men us mulk ki maishat ka baray men k us mulk men barozgari ki Shea Kia ha r bramdat ko dakha jata ha k us men Kami to ni ai
        • #5 Collapse

          Re: Technical r Fandamental analysis kr k trade kren

          hamain techniques k ouse kar k hi hum achy say trader ban sakty hain but hamain cahye is k bary main practice karni ho gi ta k earn karny k akbil ho sakty hain so hamain is k bary main practice karni ho gi ta k loss say bach sakty hain so hamain is k bary main emotion ko kabo main rakhna ho sakty hain so hamain cahhye is k bary main practice karni ho gi tab hi hum real main kam kar skaty hain tab hi hum run karien gay
          • #6 Collapse

            Re: Technical r Fandamental analysis kr k trade kren

            Assalam o Alaikum dear member or aapne market ky two types of analysis ky bary mein discussion karne ko select kiya hy jo ky acha topic hy. Dear sabse pehle aapki knowledge mein hona chahiye ky technical anaylsis overall market mein 99% work karti jab ke fundamental analysis market mein sirf 1 % work karti hy. Fundamental analysis sy selected currency ya metal ka uptrend ya downtrend hone ka verify hota hy lakin news sy ki jani wali trade zyada tar loss mein jati hy or trader ky mind or normal life mein bhi kafi bura impact parta hy kyo ky aksar traders jab news sunky trade open karte hain tou market opposite side mein move hoti hy or trade ky start sy he trader under pressure aata hy or is soch mein ky market trend change hogi ky bajaye account wiped out he ho jata hy.
            Dear experts ky experiments or deep research ky baad technical analysis ko prefer bhi karte hain kyo ky iss analysis sy confirm profitable trade hoti hy fark sirf trader ki knowledge or experience py depend karta ky trader ki kitni practice hy kyo ky indeed technical analysis intehai hard or tough hy or yehi reason bhi hy ky forex mein successful traders ka ratio sirf 10% hy jin mein common factor hy ky technical analysis ko deeply study kiya or trade mein perfectly utilize kiya.
            Respected member technical analysis or fundamental analysis mein bohat difference hy or agar in dono ko mix karke trade kiya jaye tou automatic trader ka mind confused rahega or tough condition mein sahi decision bhi galat sabit hoga. Isliye trader ko hamesha technical mind hona chahiye taky market sy milne wali opportunity easily avail ho saky or experts ky suggestion or opinion ko achi tarah sy adopt karke success ky liye implement kare.
            Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
            • #7 Collapse

              Re: Technical r Fandamental analysis kr k trade kren

              Ji aapki baat bilkul theek hai market Mein Do Tarah Ke analysis hote hain Ek fundamental aur dusra technical Agar Ham fundamental analysis aur technical analysis donon ko hi acche se analyse Karke tab market Mein internet To yakin Ham bahut Achcha profit earned kar sakte hain isliye main Koshish Karna chahiye ki Hamen fundamental aur technical analysis donon ke bare mein information honi chahie tha ki Ham Achcha profit karne Ke Kabil ho sake
              • #8 Collapse

                Re: Technical r Fandamental analysis kr k trade kren

                hamy technical analyses ko use kar ky trade lagane chahey hamy trade lagany sy pahly is mai stop loss ko lagana ho ga stop loss hamary account ko wash hony sy bachta hai hamy analyses ko use kar ky kam karna chahey hamy caade lagwe chahey candle ko use kar ky trade lagane chahey candle hamy market ke movement ka batate han hamy is main dill laga kar kam karna chahey
                • #9 Collapse

                  Re: Technical r Fandamental analysis kr k trade kren

                  G han technical air fundamental analysis ko dekh kar trade karin is main ye hota hai ap apne analysis k hisab se trand ko dekh kar trade karni chahiye ager market ap k trend ki mutabiq ho tab ap is main trade lagain otherwise risk hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: Technical r Fandamental analysis kr k trade kren

                    App sahi keh rahy hai aur acha trader pehly hamesha apni analysis karta hai aur osky bad os psir mai exact entry dekhbkar trade open kar deta hai. Achi or profit wali trade bhi analysis wali hoti hai. Forex mai main cheez analysis hai chahy woh news ki he kiyu na ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Technical r Fandamental analysis kr k trade kren

                      Jee sahu kaha ap ny dono analysis k method bht important hain agr ap dono ki base par trading karty hain to bht bht achy result mily gy or ap ki trade utni hee risk free hogi or zayda say zayda profit or kam loss hogy . Technical analysis sy zayda beneficial fundamental analysis hain laken fundamental analysis karna itna asan ni hota or har koe fundamental analysis kar bhi ni skta hain jin ko news , Economic wagera achi khasi samhj ho srif wo hee fundamental analysis wala method trading mai use kar sktt hain baki mostly srif technical analysis karty laken jab dono ko satg mila kar trading kary to loss k chances 80% taak kam hoty hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Technical r Fandamental analysis kr k trade kren

                        Assalam.o.alaikum
                        G han ap nay theek kaha hy technical aur fundamental analysis ke sath hi Hamen trading Karni chahie Agar Ham technical aur fundamental analysis ke sath market Mein trading Karenge To Hamen Apne is business Mein Achcha profit Hasil ho sakta hai isliye Hamen kabhi bhi technical aur fundamental analysis Ko ignore nahin karna chahie because fundamental analysis Ko Jab Ham fundamental analysis ko Samne rakhte Hue trading Karte Hain To Hamen Apne is business Mein Achcha Se Achcha profit Hasil ho sakta hai aur Hamen trading karne se pahle calender ko acchi Tarah se check kar lena chahie Uske bad hi market Mein trading Karni chahie Agar Hamen professional trader Banna Chahte Hain To Hamen fundamental analysis mein jyada Se Jyada interest Lena chahie because fundamental analysis ek Achcha analyses hy...
                        $#@#i Khan
                        • #13 Collapse

                          Re: Technical r Fandamental analysis kr k trade kren

                          Ge dear pyary Forex trading esi ke ird gird apna kaam Karti hai sab SE phlay ap eskay fundamental analysis ko study Krna Hy or wo Kiya hai wo yeh hai us mulk ki majmoye peedawar Kia hai unki economy up hui ya down jarahi hai unki baramdat or daramfat me Kia farq hai thek Hy k nhi yeh sari cheezy samjhany ke bad ap smjhty hai technic analysis trading mein ye Bohat hi zaruri or lazim hai technical analysis ke zariye ham. Market pattern ko dekhty or samajhty hai in trend ma basically market 3 qisam ki Hoti hai
                          1.billish ye market ke uptrend ko zahir krti Hy Yani k buy ke trend ko.
                          2 bearish ye market ke downtrend movement ko zahir krti hai Yani ke sell ke trend ko
                          3 . Neutral market es ma market aik state ma nhi rehti bar bar apni movements ko up and down krti rehti hai.
                          To dosto in concepts ko samjhy practice karey or apni skills dikaye trading ma inko seekh Ker.
                          Shukria.
                          "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Technical r Fandamental analysis kr k trade kren

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Irfanadnan111
                            Hamen techniques ki ki use karke hi Ham mein acche tractor Ban sakte hain bahut hamen chahie iske bare mein practice karni ho Geeta ke yaar na karne ke pehle phone kabil ho sakte hain SO hamen iske bare mein practice karni ho Geeta ke loss se sakte hi soham a iske bare mein emotion ko kabu mein rakhna ho sakte hain SO hamen chahie iske bare mein practis karni hogi tab hai Ham real mein kam kar sakte hain tab hi ham ravan karenge aur acchi kamyabi hasil kar sakte hain
                            agar aap successful trading karna chahte hain to aapko fundamental analysis or technical analysis karne honge aur agar aap iske bare mein nahin chahte to Aapka Apne senior se rehnumai Hasil Karni hogi aur aapko demo account per practice karni hogi jitna jyada aap fundamental analysis technical analysis market mein istemal karo ki aap ko itni zayada faida ho ga

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X