Azerbaijan our Armenia k darmyan jhang Forex Market par Kia asar dal sakti hai ??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Azerbaijan our Armenia k darmyan jhang Forex Market par Kia asar dal sakti hai ??
    Assalam O Alaikum dear friends kaise hain aap sab ?
    dear friends mera apne seniors analysts se ek buhat hi important sawal hai , jaise k ham sab jante hai k is wakat azerbaijan our armenia k darmyan kasheedgi had se bhai gai hai our haal hi me dono mumalik k darmyan choti jhang ka agaz ho gya hai dear friends mera apne seniorse se ye question hai k kiya in dono countries ki jhang Almi market main Forex currency par Asar andaaz ho sakti hai ? our agar ho sakti hai to kis tarah our is se vachne k liye ham kia kar sakte hai ? please share your thinking and analysis
    shukarya :)
    Ayisha Cutey's Trading Journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&p=10350037#post10350037
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Azerbaijan our Armenia k darmyan jhang Forex Market par Kia asar dal sakti hai ?

    Dear forex friend forex trading business worldwide business hai is mein koi aik ya 2 countries work nahi kr rahe hain balky ye international level per kaam ho raha hai is mein duniya ky sare countries involved hain lehaza Yaad rakhen ky jab bhi koi se bhi countries ka aik dosre ky saath Lash ho GA koi battle wagera ho ge to is business per kam ya zayada jitna bhi effect ho lazmi ho GA aur is se hmari trading bhi effect ho sakti hai is liye humein chaheye KY jab bhi trade open kren to proper analysis KY saath open krny ki koshish kren
    Aur is waqat jo in countries ki situation chal rahe hain humein bohat ehtiyaat see apna kaam krna ho GA kyun KY hmara aik galat decision bhi humein loss ka samna krwa sakta hai lekin Agar Hum proper planning ky saath market ko ache tareeky see analysis krny KY baad trade open krny ki koshish krty hain to khud ko nuqsaan se bcha saken ge is ky ilawa humein koshish krni chaheye KY acha analysis krny KY saath saath short term trading ko focus kren aur Agar long term trading krna chahty hain to aik week ka plan na bnaen balky maximum 1 ya 2 din ka target Set kren aur us ko ache tareeky see achieve krny ki koshish kren
    Jab hum long term planning krty hain to no doubt hum acha analysis bhi krty hain lekin dear aksar halat aise ho jaty hain KY hmara analysis bhi humein nuqsaan ka samna krwa dyta Hai is liye humein kams e kam risk lyny ki koshish krni chaheye aur acha kaam krny ki koshish krni chaheye ta ky ache result ky saath saath ache tareeky see nuqsaan ko kam Kiya Ja sake
    • #3 Collapse

      Re: Azerbaijan our Armenia k darmyan jhang Forex Market par Kia asar dal sakti hai ?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Cutey پيغام ديکھيے
      Assalam O Alaikum dear friends kaise hain aap sab ?
      dear friends mera apne seniors analysts se ek buhat hi important sawal hai , jaise k ham sab jante hai k is wakat azerbaijan our armenia k darmyan kasheedgi had se bhai gai hai our haal hi me dono mumalik k darmyan choti jhang ka agaz ho gya hai dear friends mera apne seniorse se ye question hai k kiya in dono countries ki jhang Almi market main Forex currency par Asar andaaz ho sakti hai ? our agar ho sakti hai to kis tarah our is se vachne k liye ham kia kar sakte hai ? please share your thinking and analysis
      shukarya :)
      Dare donon countries ki Ladai se forex market go thoda farak ho sakta hai hai lekin Jyada Fark Nahin Hoga Kyunki donon country ka ka dollar ke sath Koi oye direct aur Jyada relation nahin hai aur forex market sirf aur sirf USD ki vajah se bahut jyada muft karti hai agar is mein America involved Hota Hai To fir forex market is ki vajah se affected Hogi lekin filhal is Ladai se forex market ko Jyada Fark Nahin padega thoda bahut Fark ho sakta hai.
      • #4 Collapse

        Re: Azerbaijan our Armenia k darmyan jhang Forex Market par Kia asar dal sakti hai ?

        No dear armenia or azarbahejan ki jung ho rahi hai. Ye both countries small hai or es ka forex par kio khas effect ni par raha. Dear agr america hota armenia ki jaga par to halat bhot mukhatlif hoty. Kiu k united state ki curreny hai dollar or dollar k rates forex ma bhot matter karty hain. Eski waja ye hai k dollar duniya ki sb sy bari reserve currency hai. America k sadar trump ik tweet b kar deta hai to es sy market ka pansa he palat jata hai. Jo trader forex ma news par trade karty hain unho ny observe kar leya ho ga k es jung ka forex par kio big effect ni hai.

        Forex trading ma small countries ki larae ka kio etna effect ni parta. Yes ye ho sakta hai k agr ye larae barg gae or kio big countries like america, france, russia es war ma hesah ban gae to phr es ka forex par bhot gehra asar par sakta hai or zayada tar ye dakhny ma aya hai k jb america ki kisi country k sath kio tension develop hoti hai to eska asar gold par bhot zayada parta hai or gold k rate high hona start ho jaty hain. Eski waja ye hai k jung ki sorat ma trader safe currency ko ya commodity ko pick karty hain wo apna sarmaya baki business sy nikal kar serf gold ma invest kar dety hai jis sy gold ki demand barh jati hai or ye height par ponch jata hai.

        But phr halat jesy he normal hoty hain gold wapas normal rate par ah jata hai kiu investor gold sy sarmaya nikal kar baki business ma invest karna start kar dety hain jis sy gold ki demand kam hona start ho jati hai or eski supply barhna start ho jati hai jo esk rate ko normal kar deti hain. So trader ko news ko hamesa observe karna chahe trade karny sy pehle news ko observe karna chahe or enk mutabik trade ko place karna chahe.
        • #5 Collapse

          Re: Azerbaijan our Armenia k darmyan jhang Forex Market par Kia asar dal sakti hai ?

          Un he mumalik ki economy aur factors ka forex market per impact hota hay jo forex main involve hain yani jin ki currency pairs ya commodities forex main trading kay liye use ho rahi hain. Ya jo mumalik forex main investment kiye huye hain. Armania aur Azerbaijan kay halat waqie is waqt kafi kasheeda suratehal main hain laikin inka filhal forex market per koi khas asar nai ho raha. Q keh ye choty mumalik hain. Is liye inki kasheedgi forex market per asar andaz nai ho rahi.

          Albata ager aisy countries hon jo economically bahut strong hain aur unki currencies ya equities forex main trading kay liye chal rahi hon inkay halat disturb hony per market per bahut asar parta hag. Forex main aisy pairs jo kisi aisy country kay hon jo kisi crisis say guzar raha ho ya phir usaky androoni ya berooni halat kasheeda hon to iska forex market per asar parta hay. Jis tarah corona pendamic ki waja say US dollar, oil, aur gold kay ilawah kai major currencies per bhi impact para. Q keh yeh tamam major pairs un he countries say belong karty thy jin main corona virus kay most cases samny aye aur in main deaths bhi hui.

          Is liye hamain un he country kay halat o waqiat say bakhabar rehna chahiye jo economically strong hon aur forex main directly involve hon. Armania aur azerbaijan kay halat kasheedah to hain laikin ye donon mumalik kisi bhi tarah say forex main directly involve nai hain, is liye inka forex market per koi asar nai hoga.
          • #6 Collapse

            Re: Azerbaijan our Armenia k darmyan jhang Forex Market par Kia asar dal sakti hai ?

            AOA dear friends, jaisa ki aap jante hain kya farex aik worldwide international level business aur is mein Sari duniya ke mulk mil kar trading kar rahe hote Hain aur dear friends aap ko yah bhi pata hona chahie ky agar kisi ek mulk mein bhi Koi hadsa hota hai yah Koi unpleasant kism ki situation create Ho jaati hai tu is mein kafi sari ups and down ho jaate Hain aur Is sey market mein kafi variations a jaati Hain aur agar kisi mulk ke darmiyaan Jung lag jaati hai to us mulk ki economy bilkul tabah Ho jati hai aur uski vajah se foreign exchange main main bahut zyada teji aa jaati hai aur kafi sary pairs devalue Ho jaate Hain jisse traders ko kafi Sara nuksan ho sakta hai abhi aap ke samne coronavirus ki ki misal pesh karta hun is coronavirus ne Puri duniya Ko musibat mein daal Diya aur international market per bahut jyada shrart hue hai kyunki aapane note kiya hoga jab se yah virus pure world mein aaya hai to sari international market bilkul change ho gayi hai aur bahut jyada unexpected up and down ho gaya hai isliye hamen chahie ki Ham aise situation main market mein bahut sawar ke sath aur ihthiaath ke sath kam Karen coronavirus ki vajah se a trading market bahut jyada disturb ho chuki hai hamen chahie ki Ham jab bhi aisi halat mein aisi position mein trade open karte Hain to hamen stop-loss kalasam istemal karna hoga kyunki coronavirus ki vajah se market bahut jyada disturb ho chuki hai hamen is per entry bahut soch samay se leni hogi agar khula se bachana hai to hamen stop plus aur take profit ka istemal aaj nahin karna hoga tabhi Ham forex mein bahut acchi kamyabi hasil kar sakte hain Jo member function mein acchi kamyabi hasil karna chahta hai vah dillagi ke sath kam Karen shauk se kam Karen jab tak Ham shauk se Kam nahin karenge tab tak Ham kabhi bhi forex market mein kamyab nahin Ho sakenge aur dear friends coronavirus bhi ek tarah Ki Jung hi thi jisne Puri duniya Ko motasar Kiya aur trading market ko bhi bahut zyada mushkil mein Dal Diya
            • #7 Collapse

              Re: Azerbaijan our Armenia k darmyan jhang Forex Market par Kia asar dal sakti hai ?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Cutey پيغام ديکھيے
              Assalam O Alaikum dear friends kaise hain aap sab ?
              dear friends mera apne seniors analysts se ek buhat hi important sawal hai , jaise k ham sab jante hai k is wakat azerbaijan our armenia k darmyan kasheedgi had se bhai gai hai our haal hi me dono mumalik k darmyan choti jhang ka agaz ho gya hai dear friends mera apne seniorse se ye question hai k kiya in dono countries ki jhang Almi market main Forex currency par Asar andaaz ho sakti hai ? our agar ho sakti hai to kis tarah our is se vachne k liye ham kia kar sakte hai ? please share your thinking and analysis
              shukarya :)
              Ji dear ine donon country ki vajah se a USD ke upar Koi Fark Nahin Padta Kyon Ke donon countries ka USD ke sath direct relation Nahin Hai isliye forex market joke 80% USD ke upar depend karti hai aur 80% ka Volume USD hi hai isliye ine donon country ki vajah se a forex market per Koi Asar Nahin padega ho sakta hai ki indirectly thoda sa Asar oil ki vajah se Pade Lekin in directly Koi Khas Asar Nahin hoga.
              • #8 Collapse

                Re: Azerbaijan our Armenia k darmyan jhang Forex Market par Kia asar dal sakti hai ?

                trading aik part time job hay jo kay boht say trader daily base per ker rahay hain. que kay part time job main trade kay pas kam time hota hay is liye trader forex trading main limited c trading ker sakta hay aur apnay liye profit earn ker sakta hay. arua ger wo zayada time dena chahta hay to trader zayada time dey ker full time trading ker kay acha profit kama sakta hay rex hi krty hein air Kuch Nahi krty wo apna zaida time Forex ko dety hein is tarha sy ye Forex in logo k leye full time job Hoi aur Jo log Forex k sath sath koi aur b kam krty hein ye un logon k leye part time job hai ye ap ki apni marzi hai k ap is ko full time karein ta part time humary upper he depned krta hy k hum is ko kasyt join krty hn is my time ki koi b limit nahe hoti hum is ko full time job ki tarha b join kr sakty hn or is ko part time job ki tarha b join kr sakty hn ye to humary upper he depend krta hy.likn agr hum student hy to humy is ko part time job ki tarha he join krna chahey q k is tarha sy is ka humari stdy pr b koi afect nahe ho ga trader ko jis ny ya bataya ha k forex aik job ha... nahi bilkul nahi forex aik international online business ha jis ko hum kahin b beth kar online is py trading kar sakty han.. Dosri baat ya ha k forex online business ko ap part time b kar sakty han or full time b kar sakty han forex py agr ap full time forex ko karo gey tu conform ap acha khasa earn kar sakty han Pakistan Forex Mein kaam karte hain aur part time job samajhte Hain To Hamein Aisa bilkul bhi nahin karna chahiye Kyunki Hum Pakistan Forex Mai bahut accha kaam karte hain aur Pakistan Forex se Humne bahut accha profit ho sakta hai tu isiliye Hamesha Aisa bilkul bhi Soch kar Pakistan Forex Mein Kam Nahin Karna chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Azerbaijan our Armenia k darmyan jhang Forex Market par Kia asar dal sakti hai ?

                  Azerbaijan aur Armenia two differnet countries ki apas main jang ka forex market main koi bahot bara effect nehi perny wala agar kisi aesi country ki jang ho jis ka directly forex main koi session chalta Ho tou aesi jang ky forex market per deep effects hoty hain lekin na tou Azerbaijan ka directly forex market ky kisi session sy koi relation hai aur na hi Armenia ka ky aesi countries ki jang apni jang hai lekin agar other countries inki jang main shamil hoty hain tou phir forex main big change aa sakti hai lekin agar in main America Russia ya china aur UK shamil ho jaty hain ya unka apna koi interust hai is jang main tou phir is jang ka effect puri world main spread ho sakta hai lekin agar sirf yehi dono countries apas main jang main shamil hain tou phir forex market main iska koi effect nehi hony wala kyun ky in countries ki koi aesi product bhi nehi hai ky same product ki shortage sy forex market effect ho sakti hai is jang ka market per koi khas asar nehi hona wala hamain agar forex market main trade kerni hai tou hamain is jang ki fundamentals ko samajhna hoga ky yeh jang puri world ya forex market ko kis terha effect ker sakti hai ky ham agar forex market main big investment ker ky trade ker rehy hain tou market main effect hony wali her choti sy choti cheez ko bhi consider kerna hoga warna kuch fundamentals forex market ko bahot zyada effect kerty hain tou agar aesy time per ham in fundamentals ko consider nehi kerty aur apni normal trade ko continue kerty hain tou hamain bahot kam time main bahot bara loss ho sakta hai isliay hamain Azerbaijan aur Armenia ki jang ky fundamentals ko samjhna hoga ky agar same countries ki jang puri world ko effect ker sakti hai tou uska effect forex market ko bhi automatically go sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Azerbaijan our Armenia k darmyan jhang Forex Market par Kia asar dal sakti hai ?

                    Azerbaijaan Aur Armenia ka koe Ammal dakhal ni hai Forex mein Qk yeh donu country small hai in ki jung c forex per koe Assar nahi parega Qk in ki currency Aur hai na k dollar hai Baaki thora bht frk prega lkn zyada nahi par skta.
                    Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
                    • #11 Collapse

                      Re: Azerbaijan our Armenia k darmyan jhang Forex Market par Kia asar dal sakti hai ?

                      Azerbaijan or Armenia ki jhang me forex market per kya asr ho sakta hai waise tu market me effect us waqat hota hai jub koi strong mulk jhang kare us waqat tu market per bohat hi bura effect hota hai.

                      Azerbaijan or Armenia ki jhang ki bat kare tu is waqat gold ki price up ja sakti hai ya in dono mulkon ki economy weak ho sakti hai hume b market me trading karte howe news ko daikhte rahna chahiye jaise jaise hum apni trading ko bahtr kare gy hum achi trading kar ke hi achi earning kar sakte hai.

                      jhang ke halat me hume market me bohat hi soch samj kar kam karna chahiye agr hum stop loss ka use nahi karte tu hume aj se hi start kar dena chahiye or take proftke sath kam karna chahiy.
                      • #12 Collapse

                        Re: Azerbaijan our Armenia k darmyan jhang Forex Market par Kia asar dal sakti hai ?

                        Friends agr america hota armenia ki jaga par to halat bhot mukhatlif hoty. Kiu k united state ki curreny hai dollar or dollar k rates forex ma bhot matter karty hain. Eski waja ye hai k dollar duniya ki sb sy bari reserve currency hai. America k sadar trump ik tweet b kar deta hai to es sy market ka pansa he palat jata hai. Jo trader forex ma news par trade karty hain unho ny observe kar leya ho ga k es jung ka forex par kio big effect ni hai.Forex trading ma small countries ki larae ka kio etna effect ni parta. Yes ye ho sakta hai k agr ye larae barg gae or kio big countries like america, france, russia es war ma hesah ban gae to phr es ka forex par bhot gehra asar par sakta hai or zayada tar ye dakhny ma aya hai k jb america ki kisi country k sath kio tension develop hoti hai to eska asar gold par bhot zayada parta hai or gold k rate high hona start ho jaty hain. Eski waja ye hai k jung ki sorat ma trader safe currency ko ya commodity ko pick karty hain wo apna sarmaya baki business sy nikal kar serf gold ma invest kar dety hai jis sy gold ki demand barh jati hai or ye height par ponch jata hai. But phr halat jesy he normal hoty hain gold wapas normal rate par ah jata hai kiu investor gold sy sarmaya nikal kar baki business ma invest karna start kar dety hain jis sy gold ki demand kam hona start ho jati hai or eski supply barhna start ho jati hai jo esk rate ko normal kar deti hain. So trader ko news ko hamesa observe karna chahe trade karny sy pehle news ko observe karna chahe or enk mutabik trade ko place karna chahe.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Azerbaijan our Armenia k darmyan jhang Forex Market par Kia asar dal sakti hai ?

                          forex aik best business hain hum is mai kam kra ky pasia kama sakty hain hu is mai raat ai be kam kar skaty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hamy market ke movemrn tko samj kar is mai kam karna ho ga hum is mai agar lalachi ban ky kam karty hain oth amra los hain hum is ma bager balnce account bana kra be kam kar sakty hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X