Assalamu Alaikum dear members Forex Mein Jitna Jyada time invest Karenge aap utna hi jyada munafa Kama sakte hain Forex mein Main time ka matlab Paisa hi Jitna time hai aapke pass aap utna hi earning kar sakte hain main samajhta hun Hamen chahie ke Ham Apna Jyada Se Jyada Waqt Forex ko dain or ziada manafa kama k apni zindgi asaan karen main samajhta hun Forex Ek bahut Achcha platform Hai Jahan ham Apna future aasani se a banaa sakte hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим