Tenical analysis.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Tenical analysis.
    Dear tenical analysis kid Tara karthy Hain.
    Dear forex trading main tenical analysis bohat zaida zurari Hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Tenical analysis.

    Technical Analysis Karna Bhut Asan Hain Hamein Is Kay Liye Sirf Jo Hum App Ya Trading Platform Use Kar Rahy Hain Us Par Ja Kar Sirf Koi Bhi Asset Select Kar Kay Drawing Option Yani Elements Tools Mai Jana Hai Or Wahan Ja Kar Trend Line Draw Karni Hai Jis Say Hamein Market Ki Movement Ka Pata Lag Jaye Ga Or Usey Hum Technical Analysis Kehtey Hain

    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





    • #3 Collapse

      Re: Tenical analysis.

      Aslamoalaikum........... Agar aapane forex market mein forestadent mein trade karna hai to aapko sabse pahle technical analyse karna hoga market ko technical analysis karna hoga Apne technical tarike ke jarie apne experience Ke jarie Hai Tabhi a Jaaye aap usmein jakar Kamyab yah Sarkar sakte hain agar aap market ko acchi Tarah Se analyse nahin kar sakta to aap usmein kamyabi Hasil nahin kar sakte hain kamyabi ke liye Jaroori hai ki market ko lagakar
      Last edited by ; 04-10-2020, 10:39 PM.
      • #4 Collapse

        Re: Tenical analysis.

        Assalam o Alaikum dear member or aapne acha question kiya hy technical analysis ky bary mein ky kis tarah work karta hy. Dear technical analysis market mein 99% work karti hy beshak ye analysis intehai hard hy lakin jo trader is analysis ko achi tarah study karke trading mein use karta hy wo long term survive or life time earning karne ky kabil hota hy kyo ky technical analysis ko experts bhi suggest karte hain specially newcomers ky liye jo market mein extremely emotional trading karte. Trader ko agar perfect trading karke profit earn karna hy tou support and resistance level ky bary mein knowledge honi chahiye kyo ky kisi bhi kism ki strategy ki jaye trading ky liye support and resistance ky bagair karna impossible hy kyo ky support and resistance clarify karte trader ko ky market condition sell mein hogi ya buy mein jis ka andaza breakout ky zariye kiya ja sakta hy kyo ky ye total technical analysis ka sabse aham tareen hissa hy jis mein trader quality experience ky sath work out karke achi earning karne mein kamyab hota hy. Dear jaisa ky aap jante ky market mein bohat sare indicators hain jo trader ko hint faraham karte benefit ky liye tou indicators bhi technical analysis ka part hy lakin agar trader best indicators ka use kare tou yaqeenan confirm profit hasil karega jaise ky fibonacci retracement jo trader ko 84% confirm profit ka trade deta hy lakin agar trader ky pass fibonacci retracement jaise best indicator ki knowledge nahi hy tou koi trade kamyab nahi hogi. Technical analysis forex market mein bohat zyada value rakhti hy or agar dyhan diya jaye tou forex mein 10% traders successful hain or sab mein common baat yehi hy ky technical analysis ka use karte jis ki waja sy life time earning bhi karte or juniors ko prefer karke trading trademark bhi bante hain isliye trader ko hamesha pehle achi information collect karni chahiye or hard practice py focus karke aik strong trading career build karna chahiye.
        Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
        • #5 Collapse

          Re: Tenical analysis.

          Technical analysis Forex trading men intehai ahmiat k hamil ha r ya analysis market men bahot ziada Kam krta ha bashak ya bahot ziada tough ha lakin Jo tarder isko achi tra samj k market men trading krta ha us k kamyab honay k bahot ziada chance hotay hen technical analysis darasl ak frame hota ha jis men trader price ki harkat Ka jaiza lata ha technical analysis men Jo chez sab sa pehaly zehan men ati ha wo chart ha is chart sa ba asani andaza lagya ja sakta ha k mazi men price kis level p thi r ab kis level p hen price uper ja rhi ha ya nechay,market trend men ha ya side p harkat kr rhi ha yahan ak hi chart ko mukhtalif trader mukhtalif andaz sa dakh rahay hotay hen ak hi chart p trade krnay walay trader faida utha rahay hotay hen jab k Kuch nuqsan utha rahay hotay hen
          • #6 Collapse

            Re: Tenical analysis.

            Assalamualaikum Pakistan Forex trading platform hya ahamiq caheyhm di raat mehnat say kam krein AUR MARKET KO ANALYSE krkkry he trade krein markt ko analyse krna bht zrori hy hmain mehwnat k sath kam krna cahey
            • #7 Collapse

              Re: Tenical analysis.

              dear technical analysis indicators use Kare yah hamen kamyabi dene mein madad karta hai forex online business hai ismein itni mehnat ke sath kam karenge utna Achcha profit hoga isiliye analysis ko ignore bilkul na Karen analysis ka use lazmi Karen soch samajhkar trading Karen market ko acchi analysis karte Hain jitni mehnat ke sath trade open karenge kitna accha profit hoga isiliye soch samajhkar trading Karen jaldbazi aur lalach se trade open bilkul na Karen apne experience or knowledge ka use Karen fresh mood hokar active mode hokha trading Karen Puri responsibility ke sath pure confidence ke sath trading karenge forex mein unlimited earning kar sake aur successful trader Ban sake isiliye hamesha mehnat Karen aur kamyabi Hasil karne ki koshish karen
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Tenical analysis.

                Technical analysis
                Assalamu alaikum for its members doston mein age aapko bataunga ki technical analyst kaise kiya jaate Hain technical analyst ke liye hamen computer ki madad leni padati hai aur vahan se Ham candlestick chart ko kholte Hain 1 month se lagakar 15 minut Tak karna padta hai jisse hamen ek mahine ke moment ek Vicky moment 1 din ki movement aur Van aava h1 ki moment Ka pata chalta Hai jab ham Van mein energy karte Hain to Ham unka candle chart open karte Hain aur uski Hai position se lo position Tak ek trunkline banate hain aur ISI tarah Ham uski log addition se ek line truck karte hain uski last l'opposition Tak yah hamari e trendline or resistant line banti Hain uske bad Ham dekhte hain ki mojuda market kahan per maujud hai usko pichhle halat se Match karte Hain urja farm usko match karte Hain to hamen kuchh andaza ho jata hai ki market Ka agla moment Kya hoga isko technical analysis kahate Hain

                اب آن لائن

                Working...
                X