hame trading me loss zyada or profit kam aesa q>

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hame trading me loss zyada or profit kam aesa q>
    ASSALAM.O.ALIKUM dear hame aesa q hota hai ke hame trading m loss zyada or profit kam aesa q >
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: hame trading me loss zyada or profit kam aesa q&gt;

    Hme loss ya profit hmary kaam k mutabiq hi hota hy agr hume loss ziada hota hy to hme smjh lena chahiye k hme market k bary mn knowledge nhi hy experience nhi hy learning nhi hy agr hum market ko smjh lete hn to hme loss km or profit ziada hoga
    • #3 Collapse

      Re: hame trading me loss zyada or profit kam aesa q&gt;

      Dear friend forex trading aik tough aur risky business hey iss men loss aur profit business ka hissa hey iss liay jin logon k pass acha knowledge aur experience hota hey woh achi trading kartay hen iss liay unn ko loss kam aur profit ziyada milta hey aur jin logon k pass acha knowledge aur experience nhi hota woh achi trading nhi kar saktay iss liay unn ko profit kam aur loss ziyada hota hey
      • #4 Collapse

        Re: hame trading me loss zyada or profit kam aesa q&gt;

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Shehzada44 پيغام ديکھيے
        ASSALAM.O.ALIKUM dear hame aesa q hota hai ke hame trading m loss zyada or profit kam aesa q >
        Dear friend kam profit aur zayada loss ke sab bare waja ye he ke experience nahi hoti ager mehnet kare ge aur esperience ko gailin kare ge to profot be zayada hasil ho sake ge aurloss se bach sake ge
        • #5 Collapse

          Re: hame trading me loss zyada or profit kam aesa q&gt;

          Assalam o alaikum dear frnds forex ik aisa Islamic online bussiness ha jis ma profit bhi ha r loss bhi frnds koi bhi bussiness tb tk kamiyab nae ho sakta jb tk us ma sirf profit ho forex ma profit r loss dono hain frnds agr hm Acha profit earn krna chahta hain to hamen chahih k hm ziada sa ziada mehnat Karen hamen chahih k forex trading ko achi trha seekhen loss sa bachna k lye hamen chahih k hm trade lagana sa pehla market ko achi trha visit kr len k market uper ja rhi h ya neecha r us k hissab sa trade lagani chahih jb bhi ap trade lagata hain to pehla wo loss ma hi jate ha us k bad agr market uper chali jai to phr profit hota ha
          • #6 Collapse

            Re: hame trading me loss zyada or profit kam aesa q&gt;

            Assalam walekum ji my dear Forex form ky member ummid karta hun aap sab khairiyat se hongeji ji Bhai jaan aapki baat bilkul theek hai agr hm Pakistan forex trading main km kr rahy hn to yahin py hm logon ko yahin py ziyada loss hota hi or Profit km asa hm ko is waqt hota hi jb hm market ko analyse nhi karty hn or hm asy hi tarding shiluo kr daty hn to hm ko loss ho sakta hi agr hm market ko analyse kr ky tarding krty hn to hm ko profit hsl hota hi
            • #7 Collapse

              Re: hame trading me loss zyada or profit kam aesa q&gt;

              Ye is liye hota hai jb ap rules ko follow naho krty to loss he hota hai.. hmain apny senior sy mashwara kr k kam krna chaiye .. knowledge hona chaiye
              • #8 Collapse

                Re: hame trading me loss zyada or profit kam aesa q&gt;

                Asslam o alikum hmay trading ma loss is liay hota ha k hmary pas na to knowledge hota ha or na hi hmry pas acha experience hota ha jis sy ham
                sai work ni kr skty or hmy is trah loss ho jata ha isi liay hmay chahiay k forex ma kaam krny k liay hmary pas knowledge or experiene ho ta k ham
                achi earning kr sky.
                • #9 Collapse

                  Re: hame trading me loss zyada or profit kam aesa q&gt;

                  dear friends jaisa ki aapane bilkul hi achcha question kiya hai ki hamen Forex las liya tha aur profit kam hota hai iski man baje Aaya hai hamara experience or knowledge Kam hai jiski Bina per hamen last ka samna karna padta hai hamen chahie ki ham Forex ke hota back aadarsh Vipin se ranveer hasil Karen aur aur isko samjho jitni ho chuke ham isko samjhauta ke hamara trade acchi laga sake aur hamen achcha profit ho sake
                  • #10 Collapse

                    Re: hame trading me loss zyada or profit kam aesa q&gt;

                    Forex trading Ek Aisa business hai jis mein Hamen los bhi hote hain aur profit bhi hota hai yah baat nahin hai ki ismein Hamen Har Waqt loss Hi Ho Hamen ismein profit bhi hota hai Hamen loss use Waqt Hota Hai Jab Ham Apne kam ko acche tarike se nahin Karte Jab Ham Apne kam Mein lalach karne lag Jaate Hain Jiski vajah se Hamen Apne kam Mein loss ho jata hai Hamen chahie ki Ham Apne kam ko Hamesha imaandari ke sath kar Apne is kam main main Jyada Se Jyada mehnat Karen mehnat karne wala Insan ko Kabhi Bhi Apne kam Mein nuksan Nahin hota hai isliye Hamen Apne kam Mein Hamesha mehnat Karte Rahana chahie aur Hamesha Upar X ke rules and regulation ko follow karke Hamen forex market Mein kam karna chahie Agaram Forex ke rules and regulation ko follow karke kam Karenge To Hamen Apne is kam Mein lost Nahin Hoga Agar Ham Achcha profit Hasil karna chahte hain To Hamen chahie ki Ham Apne kam ko Hamesha Soch samajhkar Karen aur apne is kam ko acche experience ke sath karne ki koshish karen
                    • #11 Collapse

                      Re: hame trading me loss zyada or profit kam aesa q&gt;

                      In trading we close our trades in profit but we usually do not close our trades in laws if our trade comes in laws we do not close it and it goes on increasing and the loss increase in so much amount that it washes our account so the basic reason is that we don't use stop loss and take profit in our trade if we use stop loss and take profit in our trades then definitely our laws will be less and our profit will be more but too many people who are working in the forex trading they ignore the use of stop loss and profit opportunity in Forex trading so due to misuse of this trading strategy people says loss in their trades so every person who is trading in Forex a should use the skill of take profit and stop loss then he will become successful trader and he will be able to achieve his goals thank you very much
                      • #12 Collapse

                        Re: hame trading me loss zyada or profit kam aesa q&gt;

                        dear friend jab hamen trading karte hue loss jyada hota hai aur profit kam hota hai to use ki main reason yahi hai ki hamara analysis strong nahin hai aur na hi hamare andar achcha knowledge aur achcha experience hai isliye hamen koshish karne chahie ke apne analysis course strong Karen Kyunki jab hamara analysis strong hoga to to hamen achcha profit milega aur loss bahut kam aaega isliye bus koshish karen ke hamara analysis strong hona chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: hame trading me loss zyada or profit kam aesa q&gt;

                          ji traders ap ne boht hi khoob sawal kia hay kay ham trading mein loss ziyda or profit kam esa ku dear biggner is mein ap kay leiy ek point of
                          view ye hay kay job ham ko thora sa profit hota hay to ham ziyada lalach karty hen ya greedy karty hen to us greedy ki waja se hm wrong thread
                          karty hen jis wja ham khud ka loss kar beth ty hen hamen ziyda greedy nahe karni chaheiy or learining karni chahiey or mehnat kay sath
                          hardworking bhi must hay to biggneres ye kuch main points hen jin ka apko zaroori khayal rakhana parta hay agr ham in sab cheezon kay
                          khayal rakhen ge to hamko bhi achy traders ki tarha loss kam or profit ziyda hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: hame trading me loss zyada or profit kam aesa q&gt;

                            dear dosto agar ap ko forex kay bussiness mai kam profit aur ziyada loss ho raha hai tu iss ka matlab ha kay ap market ko achi tarah analyze nai kr pa rahay ya ap nay demo pr achi practice nai ki ya ap kay pass forex ka acha knowledge nai hai, ye kuch wajoohat hain jin kay honay ki waja se ap ko ziyada loss ho raha hai. forex mai analyze kay dutran agar ap kisi ik cheez ko b miss karain gay tu ap ko loss ho skta hai. agar ap forex mai ik simple se rule ko foloow karain misal kay tor pr ap jb koi b trade open karain tu sb se pehlay dekhain kay ap ka stop loss chota hona chai aur take profit bara hona chai. iss se ap ko loss kam aur profit ziyada hoga.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: hame trading me loss zyada or profit kam aesa q&gt;

                              Dear respected member profit or loss har business ka hissa hy or agar baat forex ki karain tou ye business worldwide sab businesses ko top bhi karta hy or unlimited earning karne ky achy chance bhi faraham karta hy lakin ye us waqt possible hy jab trader forex ky liye sabse pehle strong positive mindset kare or quality knowledge or experience gain kare. Beshak reality hy ky forex intehai risky hy lakin sakht mehnat karne sy trader risk level less or profit earning ka ratio increase karta hy lakin agar koi trader loss zyada hasil kar raha hy tou yaqeenan uske pass less knowledge or experience hy or major fact ky apni mistakes ko sahi sy search nahi kar raha kyo ky jo apni mistakes sy positively hoky sikhte wo hamesha mazeed forex mein deeply involve hote or achi khasi earning karne mein kamyab bhi hote hain. Trader ko apne career ky start mein lazmi apni mehnat py depend karne ky sath experts sy suggestion leni chahiye or live market mein dono ko mix karke perform karna chahiye kyo ky isy mistakes jo hoti hain wo recover bhi hongi or loss ko profit mein convert karne ki skill bhi build hogi jo success hasil karne ky liye intehai important hy.
                              Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X