Loss ki surat mai chart ka analysis ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ki surat mai chart ka analysis ?
    Dear member agar hum trading mai ghalti hoti hai jis waja sy loss ka samna karna parta hai us surat mai ap ko kiya karna chahea
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ki surat mai chart ka analysis ?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: MaharRehan89 پيغام ديکھيے
    Dear member agar hum trading mai ghalti hoti hai jis waja sy loss ka samna karna parta hai us surat mai ap ko kiya karna chahea
    dear loss agr hame hojtata hai to hame trade ke bad bh market ko analysis krna chaiye q ke is se hame experienc milta hai or hame kuch tajarba hasil hota hai to ahme chaiye ke trade ke bad bh market ko analysis kren chart ko smjhen or trading ko bh smjhen q ke agr ham trading ke chart ko nh smjhen ge phr to mushkil hai trading se earning kr na
    • #3 Collapse

      Re: Loss ki surat mai chart ka analysis ?

      AoA Friends kesy han AP log . Umeed karta hun k sb kher kheriat sy hn sy . Ager kisi ko loss ho jata Hy tu so ki chahiye k chart ka Analysis zaror Karyn is sy apko market ki direction ka PTA chal Jaye ga or next time so sahi tarike k sath Trade Kar sakhyn gy or handsome amount earn Kar sakty gy . Shukaria
      • #4 Collapse

        Re: Loss ki surat mai chart ka analysis ?

        Is form per kam karte hue Agar kisi ko bhi lost ho jata hai to use Mein use hone ki jarurat Nahin Hote balke is form ko samajhna chahie Aur mehnat Ke Sath kam karna chahie Achcha knowledge Hasil Karenge to aap Achcha bonus Qamar Sakenge
        • #5 Collapse

          Re: Loss ki surat mai chart ka analysis ?

          Assalam walekum ji my dear Forex form ky member ummid karta hun aap sab khairiyat se hongeji ji Bhai jaan aapki baat bilkul theek hai agr trading ky dorn kisi bhi ko loss ho bhi jy to os ko cahiye kh wo Jo chart hota hi os ko Zaroor dakh ly is at os ko market ki movement or jonos my derictoin Jo change ki hi is ko is ky bary main pata chal jaega aur so phr jab tarding Kary ga to os ko market ky movement ky bary main pata hoga thanks
          • #6 Collapse

            Re: Loss ki surat mai chart ka analysis ?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: MaharRehan89 پيغام ديکھيے
            Dear member agar hum trading mai ghalti hoti hai jis waja sy loss ka samna karna parta hai us surat mai ap ko kiya karna chahea
            Yes friend ager market ke tread open karne se phele analysis kare ge to earning be kar sake ge aur mehnet karni se experience hasil hoti he aur experience se he market ke analysis be ho sakte ge
            • #7 Collapse

              Re: Loss ki surat mai chart ka analysis ?

              dear dosto ap ye ik common se baat haikay forex kay bussiness mai ap ko loss b hota hai aur profit b hota hai,loss ki soorat mai ap ko iss se jaldbaz trader nai banana chai balkay ap ko sabar se kaam lyna chai, loss ki soorat mai ap komarket ko dobara analyze krna chai kay kay aise kiya waja hai kay ap ko loss howa hai, apnay mind mai question bana kr phir uss kay khus se hee jawab talash karain iss ka faida ap ko ye hoga kay ap iss loss se ik achi leaninr hasil karain gay ju ap ko future mai achi trading mai help karay ge.
              • #8 Collapse

                Re: Loss ki surat mai chart ka analysis ?

                Agar hamen forex men loss ho jay tu hamen as men preshan nahin hona chahey kun kay agar hum forex men preshan ho kar kam karen gy tu hum as men kabhy bhe achy earning hasil nahin kar sakty hain as lia hamen forex men loss hony per saber kay sath apna kam jary rakhna chahey takeh hum as men kabhy bhe bhe koi bhe kamyaby hasil kar saken kun kay forex men kam karna asan nahin hy as lia hamen forex men bahut achy lagan kay sath apna kam jary rakhna chahey tabhy hum as men achy earning hasil kar sakty hain ur hamen nakam say hi experience hasil hota hy
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ki surat mai chart ka analysis ?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: bismarafeeq پيغام ديکھيے
                  Agar hamen forex men loss ho jay tu hamen as men preshan nahin hona chahey kun kay agar hum forex men preshan ho kar kam karen gy tu hum as men kabhy bhe achy earning hasil nahin kar sakty hain as lia hamen forex men loss hony per saber kay sath apna kam jary rakhna chahey takeh hum as men kabhy bhe bhe koi bhe kamyaby hasil kar saken kun kay forex men kam karna asan nahin hy as lia hamen forex men bahut achy lagan kay sath apna kam jary rakhna chahey tabhy hum as men achy earning hasil kar sakty hain ur hamen nakam say hi experience hasil hota hy
                  Agar start main he market ko ache tarah analysis karain to nukasan se bacha ja sakta hay
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ki surat mai chart ka analysis ?

                    chart ka anlysis krna lazmi hota hai lazmi nahi k hum loss analysis ki soorat men he karen analysis to trading k liye kia jata hai. achy analysis ki madad sy hum achi tarah trading kr skty hen. achi trading or achy analysis k liye pehlke to lazmi hai k hamari learning b achi honi chahye. agar to hum achi learning k bad analysis krna zayda asan hota hai analysis k bad he koi b trader achi trades pick kr ksty hen.
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ki surat mai chart ka analysis ?

                      Gee chart konlazmi analysis karein forex mai trade leny sy pehly or news ko bhi check karein. Agar hum analysis kar k proper risk management ko aur news ko follow karty hain to hum kamyab ho skty hain aur loss bhi nahi hoga. Analysis k baghair loss he hoga
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ki surat mai chart ka analysis ?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: MaharRehan89 پيغام ديکھيے
                        Dear member agar hum trading mai ghalti hoti hai jis waja sy loss ka samna karna parta hai us surat mai ap ko kiya karna chahea
                        Trading main analysis ko bare ahmyat hay
                        Thank you for your attention
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ki surat mai chart ka analysis ?

                          Asslamo alikum dear Forex members 🥰🥰

                          Loss is the part of business....

                          Exactly bilkul theek Kaha loss ki Surat MN chart analysing krni chaiiye ....
                          Is sy apko best profit milta h ....
                          First of all trading k liye demo account use krein ...
                          Demo account p experience gain krny k bad ap acha profit gain or skty ..
                          Mistake sy bchh skty hein ..

                          Shukriya 🥰
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ki surat mai chart ka analysis ?

                            Assalamu Alaikum their memory Karta sab theek Honge Pakistan production National trading platform and spare pump and delete in picture batana chahie delete karne mein Hamari Galiyan Mujhe kam se kam Kare mere ko kitne minut Mein Hi Achcha Se Achcha kam se kam kare
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ki surat mai chart ka analysis ?

                              Ji han bhai jaan aap bilkul theek kah rahe hain aapki is Baat se main agriculture Hun Ki aapane Ek Achcha Sawal Kiya Hai Lo uski Surat Mein Hamen kya karna chahie Hamen chahie ki Hamen sabse pahle Hamen loss Hamen Galti Nahin Karni chahie aur Market ki moment ko analyse karna chahie Jab Ham market ki moment to analyse Karenge To Ham ismein Achcha knowledge Hasil kar sakte hain Hamen Chahe Kisne Jyada Se Jyada mehnat Karen aur kamyabi Hasil Karen aur Hamen ismein apni Galti ko sudharna chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X