keya sub trade samj kar nahi karte?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    keya sub trade samj kar nahi karte?
    hum sub ya he khate hain k hum sub trade soch samj kar karte hain per bohat sy log loss utate hain aur bohat sy log faida hasil krne mein kamyab
    hojate hain sub ki condition different hote hai is ki waja ya hai k kesi ne kam knowledge hasil keya hota hai aur kesi tau bohat knowledge hasil
    keya hota hai so her koi samj kar he trade karta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: keya sub trade samj kar nahi karte?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: mustansar11 پيغام ديکھيے
    hum sub ya he khate hain k hum sub trade soch samj kar karte hain per bohat sy log loss utate hain aur bohat sy log faida hasil krne mein kamyab
    hojate hain sub ki condition different hote hai is ki waja ya hai majh kar nahe kartay k kesi ne kam knowledge hasil keya hota hai aur kesi tau bohat knowledge hasil
    keya hota hai so her koi samj kar he trade karta hai.
    Jo samajh kar nahe kartay woh aksar nukasan ka samna kartay hain
    • #3 Collapse

      Re: keya sub trade samj kar nahi karte?

      Gyan bhai aapane bilkul sahi gaya kuch log Aise Bhi Hain Jo trade ko red Nahin Karte Bal ke aise hi to Kaise jawab de dete Hain post ka aur reply bhi acche tarike se nahin Karte liye Hona chahie kya hua Jyada Se Jyada learning power aur knowledge or experience ka istemal Karen jisse bahut jyada Paida hua tha aur vah apni life ko successful bana sakte hain isliye main chahie hamen bhi Jyada Se Jyada mehnat working Karni chahie aur Karke reply dena chahie
      • #4 Collapse

        Re: keya sub trade samj kar nahi karte?

        ji bilkul sometimes members lalach mein aakar bagair soche samjhe trade start kar dete Hain jiski vajah se vah trade to start karte hain lekin unka Jo v han hota hai ki vah apne profit ko double set kar sake vah vah nahin kar sakte balki apna lost double kar lete hain because vah soch samajh mein Na karke jab trade dance karte hain to unhen utsav trade mein profit hone ki vajah se loss hota hai hai jiski wajah se nuksan uthana padta hai aur uska loss Kori cover karne ke liye bahut mehnat karna padati hai yah hamare liye itna zaroori nahin hai kyunki hamen chahie ke jab bhi Ham trade start karen to market ke trends ke according ke act karke trade start karen indicators ko soch samajh ke use karke market karna latest karke trade start karen Taki Ham kamyab ho sakte.
        • #5 Collapse

          Re: keya sub trade samj kar nahi karte?

          Forex business mein har kise ki ye hi koshish hoti hai kay profit ho lakin kuch log profit earn kartay han aur kuch ko loss ho jata sab log hi apni koshish kartay han kay market ko samjh kar trading karain lakin un ki learning knowledge aur experience kam hota hai js se woh forex market ko Achi traha analysis nahin kar saktay aur learning kam hone ki waja se hi loss hota
          • #6 Collapse

            Re: keya sub trade samj kar nahi karte?

            hamy kud market ko achy sy samj kar kam karna chahey agar hum is man bagar experience ky kam kary gy to hamy loss ho jay ga is ma market ka yai moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty han hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahey ta ky hum is mai agy bar saky hamy kamyabe ky tools ko use kar ky is main trading karne chahey yai aik acha karobar hain
            • #7 Collapse

              Re: keya sub trade samj kar nahi karte?

              dear ap kay pass forex trading krnay kay liye kuch cheezon ka hona zaroori hai, ap kay andar ik passion hona chai iss bussiness ko krnay kay liye, ap kay andar lalaach nai hone chai kiyun kay forex ka bussiness wahid bussiness hai jis mai log loss apni lalaach ki waja se krtay hain, sb se iportant cheez ap kay anadr sabar ka hona boht zaroori hai, kiyun kay baz auqat traders sabar se kam nai lytay aur loss honay ki soorat mai jald bazi se trading strat kr dytay hain aur loss kr lytay hain, dear dosto agar ap kay andar ye cheezain hain tu ap forex mai ik kamyab trader ban sktay hain.
              • #8 Collapse

                Re: keya sub trade samj kar nahi karte?

                Hamain forex ma kam kerna k lia apna knowledge ko increase kerna chahiya aur phaly apni learning ko increase kerna chahiya.Jo people market ma entry kerna k lia market ko ache terha analysis kerty hain wo ache kamyabi hasil kerty hain aur jo people market ko analysis nahi kerty aur bina koi avidance k market ma trading kerty hain to hamain loss ho gha.
                • #9 Collapse

                  Re: keya sub trade samj kar nahi karte?

                  ji trader ap ne boht hi acha sawal kia hay kay kya sab trade samjh kar nahe lagaty, dear biggners is mein bhi ap kay leiy ek point of view ye ha
                  kay jo trader trade ko under standing way se nahe lagaty wo sab se ziyada khud ka loss karty hen, dear biggners hamen chaheiy kay ham har
                  trade ko soch smjh kar, chart table ko dekh phr lagaen otherwise trade lagany mein jald bazi na karen nahe to boht bra loss hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: keya sub trade samj kar nahi karte?

                    trade jo samaj kr krty hen wo acha profit gain kr skty hen lekin agar hum trade ko samaj kr nahi krty to hum acha gain nahi kr skty. jo loss krty hen wo kam he samaj kr trades krty hen. zayda tar traders learning he nahi krty or bgair learning k hum samaj kr trades kasie kr skty hen. achi trading krne k liye lazmi hai k hum achi learning k bad sioch samaj kr trading karen or is men jahan koi mistake Karen us ko b control karen.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: keya sub trade samj kar nahi karte?

                      jub be ap trade krain apni trade ko sahi tarha manage karny kay leye zarori hai kay ap apni trade mai risk ko involve karain or risk ap ka kam sy kam hona cheye. risk jis kadar ap zaida involve kro gy tuap ko us kadar pareshani ka samna karna parey g.a ap ko cheye kay ap apni trade ko manage karny kay leye kudh analysis karain money management karain us kay bad he ap apni trades ko open karain.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X