Apny paoun sy chalna seekhen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apny paoun sy chalna seekhen
    Assalam O Alaikum Forex Friends..
    Dosto forex trading ek interesting field hy aur isko duniya ka sub say barha business honay ka aizaaz bhi haasil hy. Hum man sy aksar log is sy na waqif thy aur jb Pakistan forex forum pr jb aye to iska ilm hua. Step by step seniors sy information mlti rhi aur hum knowledge gain krty rhy. Yhe way of learning hota. Koi bhi banda ma'an ki goad sy nhe seekh kr aata, seekhny k liye khud he efforts karna padhte hain, time Dena padta hai hardworking karni padati hai. Tab jakar is qabil bana jata hai ke kisi dusre ko information Di ja sake ya shikaya ja sake.. maggr kuch log aisy hoty hain jo seekhtay nhe hain, unko bus mounh main nawala chaheye hoty hy, wo seekhny ki zehmat krna gawara nhe krtay. Asy log apni life mein kabhi bhi aage nahin barh sakte, jis ny jo bhi bol dia usi ko maan lea Q k knowledge to kbhi li nhe hoti. yeh log all the life dusron ke mohtaj rahte hain, unki Koi self-respect nahin hoti, aisy log ibratt hoty Hain. Asy logon ki koi izzat koi pehchaan nhe hoti. Dosto apny kaam k sath sincere rhen, dil k stah kam kren, seekhen, kamyaabi aap k qadam choomay gi. Hr waqt doosron ki ungli nh pkrhen, confident ho k apni skills improve kren. Apny paoun py chlna seekhen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apny paoun sy chalna seekhen

    G forex business Aik worldwide online best profitable business hai lakin is mein profit tab hi hota hai jab hum forex business mein mehnat aur hardwork kartay han aur forex business ko ziada se ziada waqt daitay Han hum forex business ko jtna ziada waqt dain gey tu is se learning knowledge aur experience hasil kar saktay han aur forex business mein kaamyaab ho saktay han forex koi aasan business nahin hai kay is ko join kiya aur earning hona shru ho Jaye is kay leye buht ziada mehnat ki zaroorat hoti hai mehnat aur hardwork kar kay forex ki learning knowledge aur experience hasil karain gey tu hi kaamyaab ho saktay han aur forex market se kuch hasil kar saktay han aur agr forex business ko waqt nahin dain gey tu forex risky bhi ziada hota hai aur loss bhi ziada hota hai
    • #3 Collapse

      Re: Apny paoun sy chalna seekhen

      masha allah bahut he good bat ki ha ap na ka apny paon pa chalna seekhen kab tak asy rengty rahen ga or dosro ka asry kam.karty rahen ga ye bahut mushkill hota khud ko is kabil banaen ka ap khud kam kar paen ham logo ki adat ban gai ha jasy hamen dosry signal dety han ham log usi ka mutabik kammkarty han lakin kab tak asy chaly ga khud seekhen or khud kammkaren dosro ka asra lena chor den
      • #4 Collapse

        Re: Apny paoun sy chalna seekhen

        Ge dear pyary forexer apny khubsoorat alfaz mein insan ki nakamio or uski kamyabio Ka zikar Kia hai sab SE phlay to jab Hamm forum mein aye that hamy pata hi nhi tha ke Forex Hota Kia hai ager hmm forum SE hat Ker Kahi jaty to hamy Forex ke barey mein zada knowledge na milti lekin ager ham ghor karey to hamary Lia ye platform neemat SE Kam Nahi hai Hamm yha per atay hai Forex ke barey mein guftagu karty hai seekhty hai or apnay dam per kaam Kerky mehnat kerty hai tab hamy bonus naseeb Hota hai ab eska faida apko trading mein hta h aik to apko Investment ke Lia rakam mil jati Hain dosra trading ki knowledge be hamy mil jati Hy jiska faida yeh Hy ke hamy Kisi per dependent nhi rehna parta Balky jb chahy hmm khud trade laga sakte hai lekin starting ustad ke zariye hi Leni chye market mein isi Lia khud mehnat karey dosray per apna zada inhisar na kren knowledge ko confirm karey or apni learning ko improve Kerty Jain.
        Shukria.
        "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
        • #5 Collapse

          Re: Apny paoun sy chalna seekhen

          hamy market ko achy sy samj kar kam karna chahey pher he hum ismain kamyabe hasil kar sakty hai agar hum is mai bagar experience ky sat kam kary gy to hamy loss ho jay ga is mai market ka yai moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty hai hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahey ta ky hum is mai agy bar saky hum apne mistake sy seekty he hain
          • #6 Collapse

            Re: Apny paoun sy chalna seekhen

            G hn dear bhttt ee best bat ki apny life m hmesha khud ki mehnat sy agy jaen kbi b kisi p depend na krein koi kisi ki wesi help nh krta jo hm khud apni kr skty hn to khud mehnat krein khud agy move krna seekhein thk h ap help ly skty hn seniors ki but try puri krein k khud knowledge gain kr k best analysis krein apny analysis sy kam ko dekhein apko asyy seekhny ko b bhtt kuch mily ga secondly ye k jb hm khud kam krty hn hmein mehnat krny ki adat prti h or hm sharp and creative mind bnty hn
            • #7 Collapse

              Re: Apny paoun sy chalna seekhen

              apny paon py calny sy murad hain ky hamy learning gain kar ky forex mai kam karna ho ga pher he hum pasai kama saky gy forex aik best business hain hm is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hamy market ke movement ky mitabik kam karna ho a pher hehum pasia kama saky gy
              • #8 Collapse

                Re: Apny paoun sy chalna seekhen

                Ji aapane bilkul theek kaha hai ki agar Ham Apne Paon per Chalna sikhana Chahte Hain To uske liye Hamen Apne self-confidence ke jariya se hi koi kam karna hoga ya FIR Koi business start karna hoga Agar Ham Apne Paon per Khade Hona chahte hain aur apni life mein kamyabi Hasil karna chahte hain to uske liye Hamen chahie ke Ham Forex trading ke form ko join Karen Kyunki Forex trading ka form 1 best platform Hai Jiske jariye se Ham Achcha knowledge or experience Lekar Apne career ko strong build kar sakte hain aur apne Paon per Khade hokar Apne Tamam JarurTu ko aur apni family ko sport kar sakte hain Agar Ham apni life mein kuch karna chahte hain aur apne karyon ko strong-billed karna chahte hain to uske liye Hamen Khud effort karni padati hai aur apni life mein jyada Se Jyada struggle karna padta hai tab jakar Ham Kisi kam ko knowledge Hasil kar paate Hain aur Hamen Apne kam ko aur business ko Jyada Se Jyada time Dena hota hai Kyunki Jitna Jyada time Ham Denge utna hi jyada Ham apni business se related Tamam chijon ko acchi Tarah Se learn kar Sakenge Duniya Mein Kuch log Aise Bhi Hote Hain Jo log apne business Ko sikhana gawara Nahin Karte Hona Hi uska knowledge or experience Hasil karte hain vah Jaate Hain Ki without knowledge or experience ke aur unhen apni life mein kisi ki sim ki struggle Bhi Na karni padegi vah Bajar effort aur struggle ke hi acchi kamyabi Hasil kar lena aur apne business se acchi earning Hasil Karte Hain Jab Ke Aisa bilkul bhi nahin Hota jab tak aap ko apne business karne lage Nahin Hoga aur aapane use per Jyada Se Jyada learning Nahin Ki Hogi to aap kabhi bhi usne acchi kamyabi Hasan nahin kar Payenge aur na hi Kabhi apni life mein Aage badh Sakenge aapko apni life mein sirf na Kami Kasamna hi karna padega isliye Tamam Logon Ko chahie ki agar vah apni life me kuch Banna chahte hain aur aage banana Chahte Hain to use se ke liye unhen Jyada Se Jyada fat Ka Na Hogi tab jakar vah apni life mein Apne Paon par khade ho Sakenge
                • #9 Collapse

                  Re: Apny paoun sy chalna seekhen

                  gee han dear app nain thek kaha hai hamain forex main khud say kam ko seekhna ho ga pher he hum is main kamyab hon gay forex main acha kam kairn gy to he hum is main kamyab hon gay
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Apny Paoun Se Chalna Seekhen: Ek Mukammal Rahnumai


                    1. Taqreer: Paoun Se Chalne Ki Ahmiyat

                    Chalna ek aisi natural activity hai jo insaan ki zindagi ka ek aham hissa hai. Paoun se chalne ka amal sirf jism ko hi nahi, balki zehan aur jazbat ko bhi taqat deta hai. Is article mein hum dekhenge ke kaise apne paoun se chalna seekh kar hum apni zindagi ko behtar bana sakte hain.

                    2. Chalne Ka Amal: Bunyadi Pehlu

                    Chalna ek instinctive amal hai, lekin iska sahi tareeqa samajhna aur practice karna zaroori hai. Jab hum chalte hain, to humari body ka balance, coordination, aur stability ka kaam karti hai. Is liye, agar aap sahi tarike se chalna seekhte hain, to aap ki physical fitness aur health behtar hoti hai.

                    3. Paoun Ki Buniyad: Anatomy Aur Function

                    Paoun ke andar kai bones, muscles, aur ligaments hote hain jo chalne mein madadgar hote hain. Inka sahi tarah se kaam karna zaroori hai taake chalne ka amal aasaan ho. Aapke paoun ki structure aur function ko samajhna zaroori hai, taake aap usse behtar taur par istemal kar saken.

                    4. Sahi Jootay Ka Intikhab

                    Chalna seekhne ke liye sahi jootay ka intikhab karna bohot zaroori hai. Aise jootay chunen jo aapki paon ki shape aur size ke mutabiq ho. Comfortable aur supportive jootay aapko chalne mein madad dete hain aur choton se bhi bachate hain.

                    5. Chalne Ka Tareeqa: Sahi Positioning

                    Chalna seekhne ke liye sahi positioning bohot ahmiyat rakhti hai. Aapko apni reedh ki haddi ko seedha rakhna chahiye, aur apne haathon ko relax rakhna chahiye. Isse aapka balance behtar hota hai aur aap lambe waqt tak chal sakte hain.

                    6. Chalne Ki Practice: Choti Choti Steps

                    Shuruat mein, chalte waqt choti choti steps lena behad zaroori hai. Chalte waqt aapko har kadam par tawajju deni chahiye. Jab aap chalte hain, to dheere dheere speed badha kar chalne ki practice karein. Isse aapka confidence barhega.

                    7. Sahi Surface Ka Intikhab

                    Jab aap chalna seekh rahe hon, to zaroori hai ke aap sahi surface ka intikhab karein. Seedha aur saaf surface, jese ke walking tracks ya parks, chalte waqt aapko support dete hain. Kharab surfaces par chalne se choton ka khatra barh jata hai.

                    8. Chalne Ki Durasi: Aahista Aahista Barhao

                    Jab aap chalna seekhen, to zaroori hai ke aap iski durasi ko aahista aahista barhayein. Pehle din 10-15 minutes chalne se shuruat karein, phir dheere dheere waqt ko barhayein. Is se aapki stamina aur endurance barh jayegi.

                    9. Chalne Ka Aam Daur: Daily Routine Mein Shamil Karein

                    Aapko chalne ko apne rozana routine ka hissa banana chahiye. Har din thoda waqt walking ke liye nikaalain. Yeh aapki health ke liye behtar hoga aur aapko mentally bhi fresh rakhega.

                    10. Physical Benefits: Aam Aur Behtar Health

                    Chalna aapki physical health ke liye faydemand hai. Yeh aapka blood circulation behtar banata hai, heart health ko sudharne mein madad karta hai, aur weight control mein bhi help karta hai. Isliye, regular walking aapki zindagi ko behter banata hai.

                    11. Mental Benefits: Stress Ko Kam Karne Mein

                    Chalna sirf physical health nahi, balki mental health ke liye bhi achha hai. Yeh stress ko kam karta hai, mood ko behtar banata hai, aur overall happiness ko barhata hai. Jab aap bahar chalte hain, to fresh air aur nature ka asar aapke zehan par acha hota hai.

                    12. Social Benefits: Doston Ke Saath Chalna

                    Chalna akele ya doston ke saath dono tarike se kiya ja sakta hai. Doston ke saath chalne se aapki bonding mazboot hoti hai aur aap enjoy karte hain. Yeh social interaction bhi hota hai jo aapki mental health ke liye acha hai.

                    13. Motivation Aur Inspiration: Chalne Ki Taraf Rujhan

                    Aksar log chalne ke liye motivate nahi hote. Isliye, apne liye goals tay karna zaroori hai. Yeh aapko challenge karte hain aur motivate karte hain. Aap daily steps ka target rakh sakte hain ya walking groups join kar sakte hain.

                    14. Conclusion: Apne Paoun Se Chalne Ka Amal Jari Rakhein

                    Chalna seekhna sirf ek physical activity nahi hai, balki yeh aapki zindagi ko khushgawar banata hai. Is article mein bataye gaye tips aur techniques ko apni zindagi mein shamil karke, aap apne paoun se chalne ka amal behter bana sakte hain. Isse na sirf aapki health improve hogi, balki aapko zindagi ka mazeed lutf uthane ka mauqa bhi milega.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X