3rd level verification main kon se document need hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    3rd level verification main kon se document need hai?
    salam all members
    main aap logo se yeh baat pochna chahta ho ab 2nd level par withdraw band ho ga hai 3rd level zaroor verified karna ho ga tab withdraw mile ga ab aap log mujhay batao third level main only id card ya passport selfi baijhan ho ga phir bill ya bank statement b sath main pakar kar selfi baijhna ho gi mujhay aap logo ki help ki need hai yeh koi fazool and bonus k liay thread nai hai is liay wohi members comments kare jis ne 3rd level verified kya hai main aap seb k comments ka intzar karo ga shukriya
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: 3rd level verification main kon se document need hai?

    Instaforex k therd level ki verification ki aam tawar pe zarorat nahi hoti lekin instaforex team ko agar documents pe shak ho jaye to wo 3rd level ki verification mangte hn, is k leye 1st level ki document k sath selfie ki zarorat hoti hai. Instaforex ki verification nehayat zarori hai. Q k is k bagher hamen profit nahi mel sakta. Verification k two steps hote hen. First step ne hum document verification karwate hen k hum is mulk k bashenday hen. Us k leye hamara CNIC ( Driving license aur passports bhi kaam karta hai CNIC ki jagah) kaam kar jaya hai. aur second step verification k leye hamen residence verification karwani hoti hai. Us me hamen koi bill jaise Electric bill, gas bill, telephone bill ya bank account jis me address mentioned ho k zarye se kar sakte hen. Documents upload karte waqat jo camera se photos lete hen wo clear aur wazih ka photo ya address bhi clear nazar a raha ho. Is tarah hum asani k sath apne account verify kawa sakte hen.
    • #3 Collapse

      Re: 3rd level verification main kon se document need hai?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: saqibking1 پيغام ديکھيے
      salam all members
      main aap logo se yeh baat pochna chahta ho ab 2nd level par withdraw band ho ga hai 3rd level zaroor verified karna ho ga tab withdraw mile ga ab aap log mujhay batao third level main only id card ya passport selfi baijhan ho ga phir bill ya bank statement b sath main pakar kar selfi baijhna ho gi mujhay aap logo ki help ki need hai yeh koi fazool and bonus k liay thread nai hai is liay wohi members comments kare jis ne 3rd level verified kya hai main aap seb k comments ka intzar karo ga shukriya
      AOA 😍 umeed hai sir ap kheriyat se hongy instaforex k 3rd level ke liye hamen apne a ID card ke sath apni e pic banakar bhej ne hoti hai pic aisi Ho ke hamara ID card aur Ham sath Ho Jani ke Ham selfie banakar instaforex ke third level ke liye send karte hain vah FIR karte Hain tab jakar hamara sab verification wala Amal complete hota hai third level easy hai humne simple apni picture banakar send karne hoti hai agar Ham yah easy se kaise kar lenge to hamen achcha withdrawal bhi kar sakte hain.
      Shukria ❤️
      • #4 Collapse

        Re: 3rd level verification main kon se document need hai?

        g waslam third level of instaorex k asa ha ky hamy us m ik apni lyne hoti ha or sth hand m CNIC pakr kr photo lyne chye or clear honi chye. ya bht zarori ha apky liye jb ap windraw lyty ha to instaforex sy lyty ha to tb kam aye gyn 3 level zarori ha. CNIC py addres clear nazr aye bass usi py zyda focus hona chye apka bass.
        • #5 Collapse

          Re: 3rd level verification main kon se document need hai?

          dear friend third level verification mein Ham apne ID documents ko hath mein pakad ke apni tasvir capture karte hain aur usko upload karte Hain jab aap third level verification kar lete hain to uske bad aap apne account ko shevli use kar sakte ho apne liye jyada se jyada batra Le sakte hain third level verification mein hamen basically apne ID card ko hath mein pakad kar apni picture ko kab se karna hota hai jisse yah identification hoti hai ki yah ID documents hamara apna hai aur ham is per kam kar sakte hain third level verification ko complete karne ke bad hi aapka account acchi tarike se Maine ho sakta hai aur aap apni trading se money withdraw kar sakte ho investment easily kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: 3rd level verification main kon se document need hai?

            dear hamain 3rd level main id pic hand main pakar kay or face kay sath match kar kay he hum is main upload krain gy tohe hum ismain kamyab hon gay forex main acha kam karin gy to he hum ismain acha profit hasil kar lian gay forex aik best online business hai
            • #7 Collapse

              Re: 3rd level verification main kon se document need hai?

              Assalam u alaikum dear forex members!!
              Main umeed krta hn k AP sb khariat sy hongy!!
              Dosto insta forex main 3rd level verification optional ha.jiska matlb agr ap krwana chaye to b thek na krwana chaye to b thek.
              Isky lye apko koi mazeed documents ki zrorat nhi hoti bulky Jo apny first step main documents submitte kye hoty hain un ko hath main pakr kr pic leni hoti ha or us pic ko upload krna hota ha.
              Chunky ye optional ha islye apko preshan hony ki zrorat nhi.
              Shukrya ❣️
              • #8 Collapse

                Re: 3rd level verification main kon se document need hai?

                Dear forex members 3rd level verification mein ap ne apni picture upload krni hoti hai jis mein ap ne apne hath mein apna ID card pkra hua ho. Apni aur apne documents ki clear picture upload kren ta ke wo verify ho agr wo ckearnahi hogi to apke documents verify ni hoga wo reject kr dya jae ga. Is lye clear picture upload kren.
                Aik Dosre ko support kren. Apka aik thanks bahat zrori hai.
                • #9 Collapse

                  Re: 3rd level verification main kon se document need hai?

                  Hum instaforex ka jo account forum k sath attach karty hain oski verification karna bohut zarrori hai. Lekin hum os mai agar 1 level ki verification karein aur 2 level ki verification kar kein to yeh kafi hain. 3red level verification agar woh mang kein tab he zarrori hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: 3rd level verification main kon se document need hai?

                    hamy apny id card ko apny hand mai ly kar pitcher ky sat up lod karna hota hain pher he hamara 3 step clear ho jata hain hamy market ko achy sy samj kar kam karna chahey agar hamy market mai kese be cheez ke samj na a rahe ho to hamy apny expert trader ke tips ko follow karna chahey ya aik asa karobar hain jo hamy learning be dyta han or yai hamy kam karny par ache earning be dyta han
                    • #11 Collapse

                      Re: 3rd level verification main kon se document need hai?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: forexzahid
                      Dear marya to 2 leval varifya ha mary tracher na kaha ha ya kafi ha withdraw kay liya hum iss thred varify ka to nahi bataya marya kyal may ya do kafi ha ager zarori ha to batana
                      pehlay mere 2 level hi verified the main ne 650$ se zaida withdraw liay 2nd verified par ab 8month bad dubara work kya kuch dollar withdraw k liay test wo keh rahay hai 3rd level verified kare phir withdraw ho ga main ne document hand main pakar selfi li hai wo keh rahay hai khud apnay hath se selfi lo is liay ain dubara send karo ga aap b kuch profit hai withdraw kar k daikho wo aap se b mang rahay ho is liay pehlay account ko achi tarah verified karo ta k bad main koi masla na ban jay
                         
                      • #12 Collapse

                        Re: 3rd level verification main kon se document need hai?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Sardar Abid
                        Instaforex account Third Level verification in both the easy processor ismein Koi Mushkil Kam Nahin Hai aapane Apne ID card ko Apne Hath Mein Samne rakhte Hue Uske sath Apne face ki picture leni hai Yad Rakhe ke aapke National 20 faad ki ki picture aur aapke face ki picture bilkul clear honi chahie aur uska size 2MB se kam Hona chahie Agar aapke picture bilkul clear hai aur aapka bhi face bhi bilkul clear hai to aap apna Third Level easily verify Karva sakte hain.
                        shukriya janab boht achi malomat di hai main try karo lekin jo main ne pehlay pics baijhy hai wo masla yeh tha size 5 to 8mb ho ga lekin main ne selfi khud nai khainchy is liay wo keh rahay the khud apnay hath se selfi khaincho ab main size b 2 mb rakho dubara try karo ga shaid verified ho jay
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: 3rd level verification main kon se document need hai?

                          Pahle to Third Level verification Nahin mangte Agar Third Level verification ki appeal Karte Hain To members ko bhai selfie Apne documents upload Karne padte hain jisse vah aasani ke sath apni Third Level verification Karva sakta hai aur easily withdraw bhi kar sakta hai
                          • #14 Collapse

                            3rd Level Verification Main Kon Se Document Ki Zaroorat Hai?


                            3rd level verification ek ahem marahil hai jo kisi bhi financial institution ya online trading platform par khata kholte waqt kiya jata hai. Ye verification process user ki identity ko mazid confirm karne ke liye hota hai. Is article mein hum yeh samjhenge ke 3rd level verification ke liye kaun kaun se documents ki zaroorat hoti hai.
                            1. 3rd Level Verification Kya Hai?


                            3rd level verification wo process hai jisme user ki identity aur address ki confirmation ki jati hai. Yeh verification khas tor par un logon ke liye hoti hai jo large transactions ya high-risk activities mein hissa lena chahte hain. Iska maqsad fraud prevention aur regulatory compliance ko ensure karna hai.
                            2. Document Ki Zaroorat


                            3rd level verification ke liye kuch specific documents ki zaroorat hoti hai. Ye documents aapki identity, address aur financial standing ko verify karne ke liye istemal hote hain. Yeh documents mukhtalif institutions ke liye thode bohot farq kar sakte hain, lekin aam tor par kuch common requirements hote hain.
                            3. Identity Proof


                            Sabse pehle aapko apni identity ka proof dena hota hai. Is ke liye aapko government issued identity card ki copy deni hoti hai, jaise ke:
                            • National ID Card
                            • Passport
                            • Driver's License

                            In documents ko aapko clear aur readable format mein submit karna hota hai. Ye documents aapki tasveer ke sath hone chahiye taake verification process asan ho.
                            4. Address Proof


                            Identity proof ke ilawa aapko apne current address ka proof bhi dena hota hai. Is ke liye aap ye documents use kar sakte hain:
                            • Utility Bill (Bijli, Pani, Gas ka bill)
                            • Bank Statement
                            • Lease Agreement

                            In documents par aapka naam aur address saaf saaf nazar aana chahiye. Yeh ensure karta hai ke aapka diya gaya address bilkul sahi hai.
                            5. Financial Statement


                            Agar aap kisi financial institution ya trading platform par account khol rahe hain, to aapko financial statement ki bhi zaroorat par sakti hai. Yeh aapke financial position aur transactions ki history ko dikhata hai. Iske liye aapko:
                            • Recent Bank Statement
                            • Tax Returns

                            ye documents submit karne hote hain. Is se yeh pata chalta hai ke aapki financial stability kaisi hai.
                            6. Source of Income


                            Kai institutions aap se aapke income ke source ki bhi confirmation mangte hain. Iske liye aapko kuch documents dene honge jaise:
                            • Salary Slip
                            • Business Registration Documents
                            • Investment Proofs

                            In documents ki madad se institution aapki earning capacity ko assess kar sakta hai.
                            7. Clear Photographs


                            Verification process ke liye kuch institutions aap se clear photographs bhi maangte hain. Yeh photographs aapki identity proof ke documents ke sath match hone chahiye. Is ke liye:
                            • Recent Passport Size Photo
                            • Selfie with ID Card

                            yeh zaroori hote hain. Yeh ensure karta hai ke aapki tasveer aapke documents se match karti hai.
                            8. Verification Process Ki Duration


                            3rd level verification ka process mukhtalif institutions ke liye alag ho sakta hai. Kuch institutions is process ko jaldi complete karte hain, jabke kuch mein kuch din lag sakte hain. Is liye aapko thoda sabr karna par sakta hai.
                            9. Kya Verification Fail Ho Sakta Hai?


                            Agar aapka diya gaya koi bhi document incomplete ya incorrect hai, to verification process fail ho sakta hai. Yeh zaroori hai ke aap apne documents ko dhyan se check karein aur ensure karein ke sab kuch sahi hai.
                            10. Verification Ka Importance


                            3rd level verification aapki identity ko protect karne ka ek tareeqa hai. Yeh aapko fraud aur identity theft se bachata hai. Is process ke zariye institutions ensure karte hain ke sirf authorized users hi services ka istemal kar sakein.
                            11. Alternatives Agar Documents Nahi Hain


                            Agar aapke paas kisi bhi required document ki kami hai, to aap alternatives ki taraf dekh sakte hain. Kuch institutions aapko different forms of verification offer karte hain, jaise ke:
                            • Video Verification
                            • Alternative Identity Proofs

                            Yeh options aapke liye madadgar sabit ho sakte hain.
                            12. Regular Updates


                            Verification documents ko waqt waqt par update karna bhi zaroori hai. Agar aapka address ya koi aur information badalti hai, to aapko institution ko yeh inform karna chahiye taake aapka account information hamesha updated rahe.
                            13. Conclusion


                            3rd level verification financial safety ka ek aham hissa hai. Is process mein required documents ki proper submission se aap apne aapko fraud se bacha sakte hain. Aapko ensure karna hoga ke aapke paas sab required documents hon, taki aapka verification process asani se complete ho.
                            14. Final Thoughts


                            Aakhir mein, yeh kehna zaroori hai ke 3rd level verification ke liye documents ki zaroorat hoti hai jo aapki identity aur financial stability ko confirm karte hain. In documents ki tayyari aur submission se aap apne account ko secure kar sakte hain. Hamesha yaad rakhein, ke documentation mein kami ya galti aapke liye muskilat paida kar sakti hai, is liye hamesha apne documents ko check karein aur sahi tarike se submit karein.

                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              3rd level verification ke liye, documents kaafi detail mein check kiye jaate hain. Generally, 3rd level verification ka matlab hai higher or advanced level KYC (Know Your Customer) verification, jo usually banks, financial institutions, ya high-security platforms par required hota hai.
                              Yahan kuch common documents hain jo 3rd level verification ke liye zaroori ho sakte hain:

                              1. Identity Proof: Aapka original government-issued ID proof, jaise:

                              Aadhaar Card

                              Passport

                              Voter ID

                              Driving License



                              2. Address Proof: Address confirm karne ke liye recent documents, jaise:

                              Electricity bill (recent 3-6 months ka)

                              Bank statement ya Passbook

                              Ration Card

                              Rent agreement (agar applicable hai)



                              3. Income Proof: Agar financial ya banking verification hai, toh income proof bhi zaroori ho sakta hai:

                              Salary slips (recent 3 months ki)

                              Income tax returns (ITR)

                              Bank statement (recent 6 months ka)



                              4. Photograph: Recent passport-size photograph ya phir aapke live photo verification ka bhi requirement ho sakta hai.


                              5. PAN Card: PAN card ko bhi identity aur financial transactions ke liye use kiya jaata hai, toh ye zaroor dena pad sakta hai.


                              6. Additional Documents: Kuch cases mein additional documents bhi maange ja sakte hain, jaise:

                              Business proof (agar aap self-employed hain)

                              Educational certificates (specific jobs ya visa ke liye)




                              Ye specific documents requirement aapke provider aur verification ke purpose par bhi depend karti hai, toh always verify karna chahiye unke guidelines ko follow karke.


                              اب آن لائن

                              Working...
                              X