jaiza : trade ko break even krany ka tarika
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : trade ko break even krany ka tarika
    forex market mai jab hum trade laghty hai to hum apne trade ko break even be kar sakty hain dear har trader jab trade lagata hain to wo stop loss or take profit ko be uise karta hain to dear agar hum caety hain ky hamy zaara sa be loss na ho to hamy apne trade ko break even kar dena chaey is mai hamara trade ba to profit mai jate hain or na he loss mai jate hain is mai hamy karna yai hain ky hamy stop loss py mouse ko drag and drop karna ho ga or us ko yane stop loss ko entry price ky nicy la kar corna ho ga is tarha hamara trade break ever mai lag jaty hain na hamy lsos hota hain na profti market mai hamy confidence ky sat trading karna chaye auk be galti hamara he loss ban sakte hai to hamy soc samj kar care fill ho kar market mai trading karne ho ge pher he hum paisa kama saky gy forex aik best and kbe be katem na hony wal business han hum is mai part time be kamk are sakty hain hum is mai full tiome be kam kar sakty hain hamy market ko analysiz kar ky is mai trading karna ho ge pher he hum munfa kama saky gy market sy forex market mai break ever ka knowledge hona bohat zarore hain os hamy is ko ignor nahi karna chaey yan hamy asa lagy ky hum ny trade galt opne kar le hain to hamy forn sy apne trade ko break even kar lena chaey is sy hamy loss nahi ho ga
    :1f603::1f603:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : trade ko break even krany ka tarika

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20201004-090147_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	141.5 کلوبائٹ
ID:	12333842


    Je dear ap ny acha topic thread k lae choose kiya hai. Es ka bhot sary traders ko pata ni hai. Wo topic sy ye understand karny ma kamyab ho sakty hain. Jo trader forex ma har waqat interest sy time spend karty hain wo he en small terms ko understand kar sakty hain. Ye small terms trader k lae bhot trading ma bhot beneficial hoti hain.

    Break even strategy. Break even ko ag define karyn to ye us point ko kehty hain jis ma cost or price equal ho jaty hain. Yani asy point par profit or loss zero hota hai.

    Explanation of break even strategy Break even points ko ham set karty hain stop loss ko shift kar k. Jb ham forex trading ma orignal stop loss ko point of entery par set kar lety hain. Asa karny sy hamara profit or loss zero ho jata hai. Asa karny k lae market ka ik bar apko favour karna zaruri hai. Stop loss ko asy move karny sy trader ko loss k chances khatam ho jaty hain or es condition ma ya to trader ko acha profit hota hai ya phr zero profit or loss par trade close ho jati hai.

    So ham ye keh sakty hain k breakeven ik risk management ki strategy hai or esko use karny sy hamra account capital safe ho jata hai or ham har kisam k loss sy bach jaty hain. Forex ma ik trader k skill ki bat karyn to uski sari trading ka maqsad ye he hota hai k forex ma uska account kisi tarha safe reh saky. Account safe ho ga to trader es sy mazeed trades b open karny k kabil ho jae ga. So traders ko pehle fursat ma har wo step use karna chahe jis sy wo apna account safe bana saky. Kiu k account ki saftey ho gi to he tradet market ma next trades ko open karny k kabil ho sakyn gy. Agr asa na kiya jae to trader apni trades ko open karny k kabil he ni rehta.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : trade ko break even krany ka tarika

      break even point aik aisy point ko kehty hain jis mein cost aur price dono equal ho jati hain yani un k darmyan koi difference nahi rehta yani ye aik aisa point hai jahan par reach ker k profit aur loss bilkul zero ho jata hai is ko hum stop loss ko shift ker k set kerty hain is tarhan humara profit aur loss bilkul zero ho jata hai is k liye ye bohat he zeada important hai k market humen kam se kam aik bar favour zaroor kery stop loss ko hum remove nahi ker sakty kuen k ye traing mein humen loss se bachata hai lekin agar hum us ko is tarhan se remove ker dein gy tab bhi humen koi fark nahi pary ga aur humary loss k chances khatam ho jaty hain aur aisi condition mein trader ko ya tou acha profit hasil hota hai ay phir us ko zero profit hasil hota hai kuen k is mein difference zero ho jata hai
      ye aik risk management strategy hai jis ko agar hum use kerty hain tou humary account mein capital maujood safe hota hai aur hum is mein har type k loss se bach jaty hain trading mein agar hum baat keren tou is ka maqsad ye hota hai k hum is mein trading bhi ker lein aur us mein humary account bhi safe rahy agar account scure rahy ga tou is se trader agy bhi trade ker saky ga lekin agar account wash ho jata hai tou agy trade kerna mushkil hai kuen k is k baad aap k paas abalnce bilkul khatam ho jata hai is liye un ko har wo step ko use kerna chahiye jis se un ka account safe reh saky agar us ko aisa na kiya jaye tou traders kabhi bhi achi trade nahi ker saky ga
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : trade ko break even krany ka tarika

        Forex Trading main hum jb trade ko open karty hain to sath stop loss aur take profit use karty hain. aur jb hamari trade profit main a jaye to phir hum us trade ko loss free kar sakty hain breakeven kar k. Forex main break even sy murad yeh hai keh jb trade profit main a jaye to trade ka stop loss change kar dia jaye aur stop loss entry point rakh dia jaye is tarah sy huamin loss 0 percent aur profit maximum ho sakta hai. agar trade wapis bhi a jaye to phir entry point per close ho gi no loss aur no profit main aur agar trade TP hit kar jain to phir humain profit ho jata hai. Break even use kar k hum bilkul secure trading karty hain. jis main profit k chances ziyada sy ziyada aur loss k chances bilkul nhi hoty hain.Break even sy hamara capital safe ho jata hai. agar trade mazeed profit main jaye to phir hum favor sl use karty hain. favor sl sy murad stop loss ko hum entry point sy agy rakh dety hain aur agar market reverse bhi ho jaye to hamari trade profit main close hoti hai.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : trade ko break even krany ka tarika

          Break even Trade entry ka tarika
          Forex trading market mein break-even trade entry guide ke baare mein discussion karna chahta hun trading members your bi koi bhi major support yaar resistance breakout Hoti hai to usko of break even trade guide kahate hain ya kisi bhi pivot point se market mein bounce back ho jaaye to usko bitrate even entry kaha jata hai.

          Is point per aapane apni trade entry ke liye management karni hai aapane stop loss and profit kar ki side karna hai aur calculate karna hai ki aap ko kitne points per profit ho sakta hai aur aap Uske accordingly points set karke stop loss set karna hai lekin below the support and resistance break even point aapane stop loss set karna hai.
          Agar trading market main aapko confusion ho to aap up minimum lot size lagakar trade entry le sakte ho lekin break even main aapko fast break out ke according we're planning karni chahie tha ki aapke pass achcha breakup plan ho.

          Uske elawa ham jub market ma trend ko dekhty hain chamge ho raha hai tb bhi market reverse hoti hoi kabi market short term ky leay reverse hoti hoi aor doabara trend py ajati hai is bat ko bhi smjhna hota hai ky market permanent behaviour show kr rahi hai ya yeh behaviour temporary hai trade guide aor plan positive hona chye is sy he market ko confirmation ky sath use kr sakty hain trading members apko smjhny ky leay khud sub analysis krna hai ta ky hamara qhtemad brh jay aor market ko ham achi trah sy smjh saken.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : trade ko break even krany ka tarika

            اصل پيغام ارسال کردہ از: forexhero پيغام ديکھيے
            forex market mai jab hum trade laghty hai to hum apne trade ko break even be kar sakty hain dear har trader jab trade lagata hain to wo stop loss or take profit ko be uise karta hain to dear agar hum caety hain ky hamy zaara sa be loss na ho to hamy apne trade ko break even kar dena chaey is mai hamara trade ba to profit mai jate hain or na he loss mai jate hain is mai hamy karna yai hain ky hamy stop loss py mouse ko drag and drop karna ho ga or us ko yane stop loss ko entry price ky nicy la kar corna ho ga is tarha hamara trade break ever mai lag jaty hain na hamy lsos hota hain na profti market mai hamy confidence ky sat trading karna chaye auk be galti hamara he loss ban sakte hai to hamy soc samj kar care fill ho kar market mai trading karne ho ge pher he hum paisa kama saky gy forex aik best and kbe be katem na hony wal business han hum is mai part time be kamk are sakty hain hum is mai full tiome be kam kar sakty hain hamy market ko analysiz kar ky is mai trading karna ho ge pher he hum munfa kama saky gy market sy forex market mai break ever ka knowledge hona bohat zarore hain os hamy is ko ignor nahi karna chaey yan hamy asa lagy ky hum ny trade galt opne kar le hain to hamy forn sy apne trade ko break even kar lena chaey is sy hamy loss nahi ho ga
            :1f603::1f603:
            Break even see related aapane perfect analysis Hamari Sath apni post Mein describe Kiye Hain no doubt Jab Ham Forex trading Mein kam kar rahe hoti hain to break even a Kaisa important point hota hai jisse relay related aapko complete learning Karni chahie aur sometime Jab aap market Mein kam kar rahe hote hain aur Market ki movement confusing hoti hai to use time per aap break even level per apni trading co close kar sakte hain aur apne account ki safety ko maintain kar sakte hain break-even level se related main aapse Kuchh information share karna chahta hun.

            Break Even :

            Break even a Kaisa level hota hai jismein aapko nuksan bhi nahin ho raha Hota aur profit bhi nahin ho raha Hota dear jab aap break even point per apni trade ko close karte hain to ismein aapko profit bilkul Nahin Hota Aur nuksan bhi nahin Hota ismein just aapko broker ka Commission cover karna hota hai aur uske bad aap ki trade close Ho Jaati Hai Aise point ko aap break even point Kahate Hain.

            Agar aap break even level ko apni trading per apply karna chahte hain to Jab aapko market favour kar rahi hoti hai aur aapki trade profit Mein a Jaati Hai To Uske bad aap entry point per stop loss ki limit ko set kar sakte hain Agar market retracement Karti Hai To aapki yah wali limit Hit Ho Jaati Hai Jiski wajah se aapko nuksan Nahin ho sakta aur Agar market aapko further favour Karti rahti hai to ismein aapko bahut jyada advantages mil sakte hain aur aapki trading main aapko bahut jyada profit ho sakta hai. No doubt agar aap break even values ko properly apni trading per fit karte hain aur isko properly utilised Karte Hain To aapki trading safety se maintain ho sakti hai aur aapke account mein bhi aapko bahut jyada advantages mil sakte hain.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : trade ko break even krany ka tarika

              assalamu alaikum ji bhai ummid hai aap khairiyat se honge aapane bahut hi acchi information apni post mein describe ki hai break even point ke bare mein break even point ka dusra Naam entry level bhi hai inter level Ham use bolate Hain jis jagah per aap apni trade start karte Hain jis jagah se aapki trade lagegi agar aap apne trade usi point per close karte Ho to usmein Na to aapko profit hoga aur na hi lash hoga iske bare mein main kuchh information aapko aur provide kar deta hun

              BREAK EVEN POINT :

              break even point a casa point hota hai jis par agar aap apni trade close karte Hain to usmein aap ko Na profit hota hai aur naahi Las hota hai bahut se log break even point ko entry point ke naam se bhi bolate Hain entry Naam iska isliye rakha Gaya hai kyunki aap use point se trade start karte ho isliye iska naam entry point hai

              agar aap break even point per apni trade close karte ho to aapko yahan pr loss nahin hoga kyunki aapane apni trade vahin per close ki hai Jahan se aapane start liya tha isiliye safely trading ke liye agar aap dekhen kya aap last mein ja rahe hain aur Market aapko yah opportunity deti hai ki vah aapke break even point per aati hai to aap fauran yah opportunity avail Karen aur apne trade ko close kar deta ki aap ko nuksan Na Ho

              ISI tarah agar aap break even point per apni trade close karte hain to aapko profit bhi nahin hota kyunki yah aapka entry point hai Jahan se aapane market mein entry li thi vahin se aap market se exit kar rahe hain isiliye koshish karenge agar aap last mein ho to aapko apne entrypoint se market se skip hona chahie Taki aapko loss Na Ho
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : trade ko break even krany ka tarika

                Dear forex me break even aik best aur bht major strategy Hy kyun Kay mostly members ko is baat ka idea nahi hota Hy Kay market correction me aik mazeed correction ka breakout ly skti Hy id baat ka hum ko khyal rakhna chaye k ais mai hum ne jab bhi koi trade lagani hai aus mai jab market retest par aati hai aus time trade lagani hai kun k ap ko pata hai k market mai jab bhi koi resistance ya support break hoti hai to aus k baad market aus ko retest karti hai aus mai ye hai k humry pass tab moka hota hai hum aus par trade laga sakty hai aor ais mai sab se achi baat ye hai k market jab bhi ye pattern banati hai to aus mai stop loss thora sa hota hai magar ais mai take profit bahot zayda hota hai jaisy ap ne picture mai dekha hai k market support se nechy ai hai aor jab oper gai hai to kafi zayda oper gai hai jab bhi koi trade lagani hai aus mai jab market retest par aati hai aus time trade lagani hai kun k ap ko pata hai k market mai jab bhi koi resistance ya support break hoti hai to aus k baad market aus ko retest karti hai aus mai ye hai k humry pass tab moka hota hai hum aus par trade laga sakty hai aor ais mai sab se achi baat ye hai k market jab bhi ye pattern banati hai to aus mai stop loss thora sa hota hai magar ais mai take profit bahot zayda hota hai jaisy ap ne picture mai dekha hai k market support se nechy ai hai aor jab oper gai hai to kafi zayda oper gai hai aik support ky nechy bahot sary logo ky pending order lgy hoty hai ab kch ny buy limit lgaya ho ga kch ny sell stop lgaya ho ga to jo in ma sy sbkat ly jaty hain ya maximum order ya lots bnti hain market udr flow krti hai apko yeh bhi maloom hona chye ky bahots sry lig support ya resistance brreakout kevel py stoploss bhi set kr chuky hoty hain aisy he jub major level breakout hota hai to market reverse hona mushkil ho jata hai
                There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : trade ko break even krany ka tarika

                  Dear member forex trading mein break-even ka matlab hi hai hai ki Ham apni trade ko kis tarah se save karte hain aur apni trade ko kis tarah se a lost se bacha sakte hain aur apne account ko voice hone se bacha sakte hain forex trading mein hamen sabse pahle to acche experience aur acche knowledge ka hona bahut jyada important hai aur agar Ham is tarah se treat karte Hain to Ham definitely achha profit bhi hasil kar sakte hain professional trader hamesha apni trade ko safely trade ko hi hemiyat deta hai kyunksafely trade karke hi Ham apni trade ko profitable aur apne account ko bacha sakte hain voice hone se forex trading mein agar humse plate rate karte Hain that means kay agar ham lot size ko select karne mein main soch samajh aur focus ke sath select karte Hain jaisa ke small account mein ham small lot size ko hi select karte Hain to yah hamara best decision hai aur agar Ham apni trade mein stop loss aur track profit ko use karte hain to bhi yah hamara best decision hota hai profit hasil kar sakte hain forex trading mein yahi do kam hamari trade ko se banaa sakte hain aur hamen profit hasil karne mein hamari madad kar sakte hain aur iske alava agar Ham mere pass experience aur forex trading se related achcha knowledge hai to Ham break-even ke sath acchi trade kar sakte hain aur accha profit hasil kar sakte hain isliye members ko chahie ki vah apne trade ko safely banaen aur achcha profit hasil karne ke liye stop loss aur take profit ka istemal jarur Karen kyunki is tarah se Ham achcha profit bhi hasil kar sakte hain aur agar hamen main loss bhi hota hai to Ham apni friend ko close kar sakte hain aur apni e account ko voice hone se bacha sakte haini
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : trade ko break even krany ka tarika

                    market ke movement jab fast hote hain to hamy apne trade ko forn sy jalde sy break even kar lena chaye is sy hum apne trade ko pany account ko nuqsan sy bacha sakty hain forex aik best karbar hain hum is mai jasa be kam karty hain hamy washe he earning hasal ho jate hain hum is mai out off balance account baa kra be kam kar sakty hain hum is mai agar kamyab haona hain to hamy pahaly experience hasial karna ho ga hum is mai trade laaga kar munfa hasial kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam karty hain to hamara loss hain hamy market mai apne trade laag kar is py stop loss ko or take profit ko use kar ky market mai kam karna o ga pher he hum pasia kama skay gy hamy analysis ko learn kar ky use kar ky market mai kam karna ho ga per he hum pasia kama saky gy hamy market mai ahteyt sy kam karna ho ga dear friends agar hum market mai emotional ho kar kam karty hain to hamara nuqsan ho jy ga hamy nuqsan ko katem kar ky market ke movement ky mutbaik or trend ky mutabik kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik lgel business hain hum si mai bager balance account bana kar b kam kar sakty hain yai ak legal or kabe be band na hony wlaa business hain hum is mai live posts kar sakty hain hum is mai tradingf kar sakty hain is mai hamara oi eb boss nahi hain yai aik world wide busienss hain is ko hum apna life time career be bana sakty hain yai aik amm business jasa nahi han hum is mai agar tuaka systm sy kam karty hain o hamy kuch be hasla nahi ho ga is mai hamraa koi be boss nahi hain
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : trade ko break even krany ka tarika

                      AOA dear friends, Forex mein aksar aisa hota hai ke broker ya dealer ek running trade ko close kar dete Hain jis ko break even kahate Hain Break even hay kia es ko understand karna zarori hay, break even esa point hota hay jo key loss key equal ho sakta hay, break even risk management ki strategy hey traders break even trades es ley open karty hey key ko loss kam se kam ho saky, agar market ki last deep ya higher movement ko break even point samja jaye to market key current point par order place karny waly trades take profit aur stop loss orders ki selection market key break even point par lagana zarori samjty hey market key beak even points market key higher aur bottom points hi ho sakty hey aur market mai koi trade lagaty hai aor ap ki trade loss mai chalti rehti hai to ais mai ap ka capital khatam ho jata hai ais mai ap ka account wash ho jata hai magar jab market moment karti hai to ais mai ap ne dekha ho ga k ais mai koi trend line break ho rahe ho ya ais mai resistacne ya support break ho rahe ho to aus time ap ais mai trade lagaty hai aus mai ap ko ye pata hota hai k market ne ais mai trend line ko break kar lia hai to ap aus mai trade laga dety hai agar market aus ko break ni karti aor ap ko ye pata chal jata hai k market ais level ko break kary gi aor ap aus mai phly se enter ho jaty hai to aus mai ye faida hota hai k ap ka stop loss hit ni hota jab wo level break ho jata hai to aus k baad ap ko profit hi hota hai Agar Hum breakeven Karte Hain To is Se Hum Log bahut kuch seekh sakte hain Apne kaam ko aur Akshara best tarike se kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : trade ko break even krany ka tarika

                        foreign exchange trading important hum jb change ko open karty hain to sath forestall loss aur take profit use karty hain. aur jb hamari change income major a jaye to phir hum us trade ko loss loose kar sakty hain breakeven kar okay. foreign exchange predominant smash even sy murad yeh hai keh jb alternate income primary a jaye to trade ka forestall loss exchange kar dia jaye aur forestall loss access point rakh dia jaye is tarah sy huamin loss zero percentage aur earnings most ho sakta hai. agar exchange wapis bhi a jaye to phir access factor in line with close ho gi no loss aur no earnings essential aur agar exchange TP hit kar jain to phir humain profit ho jata hai. destroy even use kar ok hum bilkul cozy buying and selling karty hain. jis predominant income ok probabilities ziyada sy ziyada aur loss ok possibilities bilkul nhi hoty hain.spoil even sy hamara capital safe ho jata hai. agar alternate mazeed profit essential jaye to phir hum prefer sl use karty hain. desire sl sy murad stop loss ko hum entry factor sy agy rakh dety hain aur agar market reverse bhi ho jaye to hamari trade earnings major near hoti hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza : trade ko break even krany ka tarika

                          fit ko be u.S. Of the united states karta hain to costly agar hum caety hain ky hamy zaara sa be loss na ho to hamy apne exchange ko smash even kar dena chaey is mai hamara change ba to projata hai is ko hum stop loss ko shift ker adequate set kerty hain is tarhan humara income aur loss bilkul zero ho jata hai is adequate liye ye bohat he zeada crucial hai ok marketplace humen kam se kam aik bar favour zaroor kery forestall loss ko hum cast off nahi ker sakty kuen k ye traing mein humen loss se bachata hai lekin agar hum us ko is tarhan se remove ker dein gy tab bhi humen koi fark nahi pary ga aur humary loss ok probabilities khatam ho jaty hain aur aisi circumstance mein dealer kfit mai jate hain or na he loss mai jate hain is mai hamy karna yai hain ky hamy prevent loss pyuse karty hain. Aur jb hamari alternate earnings primary a jaye to phir hum us change ko loss free kar sakty hain breakeven kar ok. Forex fundamental harm even sy murad yeh hai keh jb change profit main a jaye to change ka forestall loss change kar dia jaye aur prevent loss get right of entry to issue rakh dia jaye is tarah sy huamin loss zero percent aur earnings most ho sakta hai. Agar trade wapis bhi a jaye to phir get right of entry to factor constant with near ho gi no loss aur no earnings predominant aur agar trade TP hit kar jain to phir humain earnings ho jata hai. Break even use kar ok hum bilkul cozy buying and selling karty hain. Jis crucial earnings k chances ziyada sy ziyada aur loss okay possibilities bilkul nhi hoty hain.Break even sy hamara capital safe ho jata hai. Agar alternate mazeed proeven level ko apni buying and selling according to practice karna chahte hain to Jab aapko market favour kar rahi hoti hai aur aapki alternate profit Mein a Jaati Hai To Uske bad aap access point in keeping with prevent loss ki restrict ko set kar sakte hain Agar marketplace retracement Karti Hai To aapki yah wali limit Hit Ho Jaati Hai Jiski wajah se aapko nuksan Nahin ho sakta aur Agar marketplace aapko similarly favour Karti rahti hai to ismein aapko bahut jyada benefits mil sakte hain aur aapki trading essential aapko bahut jyada income ho sakta hai. No doubt agar aap wreck even values ko well apni buying and selling consistent with suit karte hain aur isko properly utilised Karte Hain To aapki buying and selling protection se hold hofit principal jaye to phir hum want sl use karty hain. Choose sl sy murad save you loss ko hum mouse ko drag and drop karna ho ga or us ko yane save you loss ko get right of entry to charge ky nicy l. A. Kar corna ho ga is tarha hamara exchange ruin ever mai lag jaty hain na hamy lsos hota hain na profti marketplace mai hamy confidence ky sat trading karna chaye auk be galti hamara he loss ban sakte hai to hamy soc samj kar care fill ho kar market mai buying and promoting karne ho ge pher he hum paisa kama saky gy forex aik great and kbe be katem na hony wal organisation han hum is mai detail time be kamk are sakty hain hum is mai entire tiome be kam kar sakty hain hamy marketplace ko analysiz kar ky is mai buying
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza : trade ko break even krany ka tarika

                            Break even karna Hamare liye bahut acchi baat hai kya kar rahe hain unke Sath kam karte hain to kya main sab bahut Achcha Diya Agar Kam Nahin kar sakte hain Hamen chahie kya mujhe jyada Se Jyada Mehra ke sath kam Karen Himmat bar Karen jisse bahut Achcha per Ja sakta hai sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza : trade ko break even krany ka tarika

                              Forex forum ko proper time dene aur unko rules to follow karne ki koshish karna ho gaya agar Ham unko follow nahin karenge to Ham usmein kabhi Kam yad nahin isliye proper time dene aur per Kam Karne Ki koshish karna Hai hamare liye jaruri hai hamen acche se aur Oscar proper time nahin denge daga nahin karenge karenge to kabhi Kam nahin karna

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X