Acche intry-point ke liye pending order ka use Karen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Acche intry-point ke liye pending order ka use Karen

    اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadarshad پيغام ديکھيے
    Assalamu alaikum dear friend Forex trading mein baz dafa hum acche intrypoint se mis Ho jaate Hain isliye hamen chahie jab Ham market ko analysis Karen aur hamen ek achcha intry-point nazar aaye hamen is intrypoint per pending order open kar dena chahie is order se Ham ek behtarin trade Le sakte hain aur ham is se acha profit hasil kar sakte hainisliye aapko chahie Forex trading ka har tarah ka knowledge aapko hasil karna chahie hi aapko pending order ka tarika bhi sikhana chahie Jo hamen is mein behtarin profit de sakta hai Forex mein kamyabi ke liye hamare pass achcha experience ka hona lazmi hai hai agar aap iske liye demo per practice karen to aap is se behtarin experience hasil kar sakte hain hamesha mehandi log aur jo ismein hardworking se kam karte hain woh ismein kamyabi hasil karte Hain Forex ka har tarah ka knowledge hamen is main acha profit deta hai isliye hamesha new analysis sikhane ki koshish karen iske liye demo per practis karte rahen aur apni trading mein pending order ka use bhi lazmi kiya Karen es se Ham behtarin intry point se trade Le sakte hain Jo hamen behtarin profit de sakti hai Forex mein hamara acha knowledge hi hamen is main acha profit deta haiForex trading vitran online business jismein Ham apni mehnat se Hi kamyabi hasil kar sakte hain isliye har tarah se trading ko karna sikhen aur is se behtarin earning ke kabil ban jaen Forex Mara best business hamen ismein mehnat se iske analysis ko sikh na chahie
    Yes dear aapane bilkul theek Kaha Hai Jab Ham Forex trading Mein Ek achi Jagah se entry Hasil karna chahte hain to uske liye Humko pending order se Jarur properly utilised Hona chahie Kyunki Jab Ham Forex trading Mein kam kar rahe hote hain to sometime Ham other activities Mein Busy Ho Jaate Hain aur ham apni required prices se market Mein entry Nahin Le Sakte Jab aap apne different analysis complete kar lete hain to aapko pending order ki help se apni required prices se entry Lene mein bahut jyada help mil sakti hai.

    Dear jab aap market Mein different important indicators ko properly utilised kah Rahe hote hain aur aapko yah Idea mil raha hota hai ki Forex trading Mein Jab aap kam kar rahe Hote Hain To ismein Kuchh Aise important areas aur point Hote Hain Jis per aap acchi entry Le sakte hain aur in important point ko properly focus karne ke liye aapke pass time nahin Hota aur aap exact US time par entry Nahin Le Sakte to is specific purpose ko achieve karne ke liye aapke pass pending order ki facility available hoti hai agar aap pending orders ko properly utilised Karte Hain To usmein aap apni required prices per market Mein entry Lekar maximum profit earned kar sakte hain.

    Forex trading me jab aap different important pending orders ko properly utilised Karke apni required prices se entry Lete Hain To usmein aap ko Apne profit ko increase karne mein bahut jyada help mil rahi hoti hai agar aap pending orders ko properly learn Karke apni trading per apply Karte Hain To aap isase bahut jyada advantages Hasil kar sakte hain Forex trading Mein available different pending orders ki briefly introduction main aapse share karna chahta hun.

    Sell stop

    Buy stop

    Sell limit

    Buy limit
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Acche intry-point ke liye pending order ka use Karen

      Salam to all dear forex members dear friends mn umeed krta hon k ap sub log khariat sy hon gy dear members Pakistan forex trading mn achi earning krny k liy market ki situations ko dekhty huy huymn pending orders strategy ko bhi use krna chy is strategy mn hum apny trading k liy ik mkhosse points pr apni trading k order ko open krny k liy ik pending orders select krty hn hamry analysis k mutabiq agr jab bhi market us pending orders points pr recah up krti h to us waqt automatically hamra pending order open ho jata h ar wahan sy agr market ki movements hamry trading points k mutabiq sell ya buy krti h to hamra profit start ho jata h.
      Is liy friends achy traders apni bhtrrn trading skills ar experience ko use kr k ar market ko analysis kr k apan pending order ko open krty hn dosto is liy hymn chy k apni market analysis skills ko improve kr k humyn bhi pending orders strategy ko use krna chy ta k is strategy k thht jb bhi market up and down move kry to humyn apni pending orders strategy k mutabiq profits milna start ho jy ga lkn is k liy sub sy ahmm ar zarori bat ye h k hmara analysis bht strong hona chy ta k hum loss sy bach sken agr analysis strong ni ho ga to hum market ki up coming movement ko ni smjh sken gy ar bgher sochy smjhy hum pending order open kren gy to hymn bht zayda loss ka smana bhi krna parr skta h
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: Acche intry-point ke liye pending order ka use Karen

        Forex main profitable trading sirf achy entry point per trading order place karny say he mil sakti hay. Ager hamain analysis main ziada time consume karna pary ya ham say isi doran acha entry point miss ho jaye chahy woh selling main order place karny kay liye ho ya phir buying order place karny main. Hamain is main khud ko qasur war nai therana chahiye aur na he jaldbazi karty huye some pips kay liye order place karna chahiye. Aisi situations main kuch traders high risk laity huye big lot use kar kay trading order place karty hain yani scalping karty hain, aksar woh kamyab bhi ho jaty hain laikin ye good strategy nai hay.

        Hamaim chahiye keh analysis kay bad profitable aur behtreen trading kay liye stock pairs main pending order kay through order place karain. Is tarah hamain trend ko jan'ny main aur acha entry point dhoondny main bhi asani hogi. Yani jab ham pivot point calculate kar kay supports and resistances find kar lain to ham pivot point ko madd-e-nazar rakhty huye achy price point per order place karna chahiye, yani ager ham curent price say agy buy ka order place karain to isky liye buy stop use karna hoga aur ager current price say back point per buy ka order place karna ho to buy limit ka use karna hoga. Isi tarah ager current price say agy sell ka order place karna ho to sell limit ka use karain gay jab keh current price say nichy sell kay order kay liye sell stop ka use karain gay.

        Pending order ka yehi maqsad hota hay keh ham barwaqt trade main enter ho kar achi trade kar sakain.

        اب آن لائن

        Working...
        X