Hardworking Karen Our Success Hun

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hardworking Karen Our Success Hun
    Forex Mein hardworking hamare liye bahut jyada jaruri hai Ham jitni jyada Forex Mein hardworking karenge aur apna knowledge experience increase karke kam karenge tab hi Forex Mein acchi Sakte Hasil kar sakte hain hamen mehnat karni chahie aur Dil lagakar soch samajh Kar Forex main hardworking karke kam karna chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hardworking Karen Our Success Hun

    Hard work duniya mein kaisa shortcut hai jo aapko kamyab kar sakta hai aur aapki jindagi ko change bhi kar sakta hai hardworking Karen kam kuchh samjhe trading Karen rota na Karen apne kam ko accha banaye jab yah kam aap samajh jaenge aur kam ko achcha kar lenge to aap kamyabi se perfect acche aur kamyabi determine sakte hain agar aapke kam mein hardworking nahin hai aur apne kam ko golden rule kijiye aap achcha nahin banate hai to iska matlab hai ki aap ne apne trading kis payal career ko bilkul khatam kar diya hai vaise bhi agar aap trading co achcha nahin kar rahe hain to iska matlab hai ki aap na kami ki taraf ja rahe hain
    • #3 Collapse

      Re: Hardworking Karen Our Success Hun

      Hard work ap koro aur us ka phal apko na mele to aisa ho hi nahi sakta. Forex trading me dunya bhar log kam kar rahe hote hen. Is waja se karobar me sakht mehnat hi k zarye se hamen faida mel sakta hai. Harwork hum sirf mentally karengy jismani is me koi sakht mushaqat wala kaam nahi hai. Forex trading ki analysis bohut zyada tough hoti hai jis k leye sakht mehnat aur discipline ki zarorat hoti hai. Is k is khobibki waja hum market k daily changes se bakhabar reh sakte hen. Mehnat tab tak jari rakhen jab tak success hasil nahi kar len aur forex ka sahi experience hasil na ho jayen. Mehnat tab tak jari rakhen jab tak success hasil nahi kar pate ho.Hardworking Karen Our Success Hun aur is me market me changing aue hamara kaam easily bhi hota hai. Hardwork se kaam bohut hi acha aur faida mand hota hai.
      • #4 Collapse

        Re: Hardworking Karen Our Success Hun

        اصل پيغام ارسال کردہ از: ZainSohawa پيغام ديکھيے
        Forex Mein hardworking hamare liye bahut jyada jaruri hai Ham jitni jyada Forex Mein hardworking karenge aur apna knowledge experience increase karke kam karenge tab hi Forex Mein acchi Sakte Hasil kar sakte hain hamen mehnat karni chahie aur Dil lagakar soch samajh Kar Forex main hardworking karke kam karna chahie
        G han dear agar aap kamyab Hona chahte Hain to aapko hardworking Karni hogi
        • #5 Collapse

          Re: Hardworking Karen Our Success Hun

          Assalamu Alaikum dear Forex member humain Forex main kam kr na k lay mehnat Karni Hogi sabse pahle hamare pass knowledge Aur experience hona chahiye Agar Ham Apna discipline Sahi Nahin Rakhenge to na hi koi kam Sahi tarike se Karenge aur na hi Aage badh Sakenge Business mein discipline Ka Hona bahut jaruri hai Harwork hum sirf mentally karengy jismani is me koi sakht mushaqat wala kaam nahi hai. Forex trading ki analysis bohut zyada tough hoti hai jis k leye sakht mehnat aur discipline ki zarorat hoti hai. Is k is khobibki waja hum market k daily changes se bakhabar reh sakte hen. Mehnat tab tak jari rakhen jab tak success hasil nahi kar len aur forex ka sahi experience hasil na ho jayen. Mehnat tab tak jari rakhen jab tak success hasil nahi kar pate ho.Hardworking Karen Our Success Hun aur is me market me changing aue hamara kaam easily bhi hota hai. Hardwork se kaam bohut hi acha aur faida mand hota hai.
          • #6 Collapse

            Re: Hardworking Karen Our Success Hun

            dear friend ap na bilkul theak kaha ha k forex trading mn kamyabi mehnat sa he hasil ki ja skti ha isliay apko chayay k mehnat kren sur forum pa seniours ki posting sa forex k baray mn knowledge gsin kren sur demo account k zriay achha trading experience gain kr k hmesha soch smjh kr trading kren to ap forex trading mn kamyabi hasil kr sktay hn
            • #7 Collapse

              Re: Hardworking Karen Our Success Hun

              G han forex trading aik tough business hey iss men kamyabi hasil karna mushkil hota hey kiun k iss men kamyabi hasil karnay k liay bahut ziyada hardworking karni parhti hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir pahlay achi tarah seekh kar phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir time ki achi investment karen aur regular hardworking jari rakhen tu regular achi income hasil kar saktay hen
              • #8 Collapse

                Re: Hardworking Karen Our Success Hun

                ji trader ap ne bilkul theekh kaha hay kay hardworking karen or success hojaen dear biggners ap kay liy ek view of point ye hay kay ap
                hard working karen ziayda se ziayda se ziyada mehnat karen or phr trad lagaen ap zaroor kamiyab hongy ap jtni ziayda leraning karen
                gy utna hi apko benifit hoga ap ko chaheiy kay ziayda se learning karen or best trader ban jaen
                • #9 Collapse

                  Re: Hardworking Karen Our Success Hun

                  Assalam walekum ji Bhai jaan aur mere pyare doston ummid kartah ap shb khairiyat se honge Jo Bhai jaan aapki baat bilkul theek hai blkh hundred percent perfect hi agr hm Pakistan forex form main Kam kr rahy hn to hm ko cahiye kh hm apny pory hi zamadari sy ye Kam kran chaye or agr hm is platform ko baht achai tarh sy Kam karty hn is is ko time daty hn or achai quality wali posting karty hn to hm is platform main Kamyab honge gy gy agr hm hardworking at Kam Karin gy to hm success ho jn gy
                  • #10 Collapse

                    Re: Hardworking Karen Our Success Hun

                    Hardworking is key to success
                    • #11 Collapse

                      Re: Hardworking Karen Our Success Hun

                      yes dear right kaha knowledge experience ko incress kare achi earning karne k liye forex trading main knowledge experience ko incress karna parta hain har traders kamyab hone k liye and earning karne k liye demo account ko join karte hian jaaab tak learning strong nhe hain tu earning b neh hoti hain is liye knowledge experience ko incress kare demo account main hard work kare achi learning he kamyabi han or benefit deti hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Hardworking Karen Our Success Hun

                        Assalam.o.alaikum
                        G han forex trading aik tough business hey iss men kamyabi hasil karna mushkil hota hey kiun k iss men kamyabi hasil karnay k liay bahut ziyada hardworking karni parhti hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir pahlay achi tarah seekh kar phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir time ki achi investment karen aur regular hardworking jari rakhen tu regular achi income hasil kar saktay hen...
                        $#@#i Khan
                        • #13 Collapse

                          Re: Hardworking Karen Our Success Hun

                          Beshak mehnat Main kamyabi hai...iski misal bilkul aik kisan r student sii hai..agr yeh donon saraa saal apny hisay kii mehnat karty hain Toh saal kay aakhir Main inhain inkii mehnat kaa phal zaroor mily gaaa..is kay baraks agar kissan saraaa saal faslon kii dekh bhaaal nahiii karta aur Student mehnat nahi kartaa toh khali hath reh jaty hain...isi tarah is Trade Main bhi kamyabi Tab hasil Karain gay Jab Ham apnay hissy kiii poriii mehnat karain gay
                          • #14 Collapse

                            Re: Hardworking Karen Our Success Hun

                            Ji bilkul Hamen hardwork Karte Rahana chahie aur apne kam ko regular hokar perform Karte Rahana chahie Jitna Jyada regular hokar kam karte hain Forex ke Business mein itna hi aapko Achcha fayda Milta hai aur aap easily apne liye acchi earning karte hue Kamyab ho sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Hardworking Karen Our Success Hun

                              hard working sy key to success. yh bikul thek bt ha ap mehnat aur hard work k begair kabhi b sussful ni ho sakty hain. hardworking sy ap ki learning hoti jati ha aur ap ki knoweldge increase hoti jati ha . hamry pass knowledge zyda ho gi tu hum achy sy kam karein gy tu hamra experince b increase hoti jy gi es sy hum ek bhut achy aur successful trader ban jein gy.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X