Be careful before trade
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #961 Collapse

    aap nay sahi kaha hay kay agar aap forex may new hain tu phr aap ko chahiyah kay aap lalach say trade na kaian kyun kay es say loss honay ka khatra zayada hota hay or profit kam.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #962 Collapse

      bhi forex trading is a easy way tou earn but forex trading main real trade karny sy pahly ap ko es pe kam karny ka pata hona chahiye and ye usi waqat hota hi jab aap demo account pe practice karty hain and es sy ap k galti k chance bhi kam ho jaty hain and ap ka experience and knowledge bhi incerase ho jata hi
      • #963 Collapse

        GEE HAN hmien trade start karne se pele sochna cahhye hain par jab trade start ho jaty hain tu hum log is ky dependent ho jaty hain phir jo kuch bee hota hai market ki movemnet se hota hai hum log kuch nahi kar sakty hain
        • #964 Collapse

          bhai bat ase hy k ye bat or online kamo may sahe hy mager trading my nae kue ka trading may ap tab he invest karte ho jab ap ko pata ho k ap yahan matlb trading my kam kar sakte ho is lia trading may ye bat sahe nae hy
          • #965 Collapse

            yes dear jab ham tarde laganay lagtay hain to hmen is say pehlay aika chi planning kar k trade lagani chhaye ta k ham carefull hon trade ki waja say
             
            • #966 Collapse

              g hain trading kartay waqat ap ko bohat ahtayat ki zarorat hai kuy kay ap kay trading main bohat kuch invist kia hota hai es lea ap ko es main creafully kam karna chaya
              • #967 Collapse

                اچھا مشورہ کے لئے شکریہ. میں نے ہمیشہ اپنے تجارت کے بارے میں محتاط ہوں. میں نے خود اپنی حکمت عملی کو استعمال کرتے ہیں اور میری تجارت کے لئے منصوبہ بندی اور میں یہاں اتنی اچھی طرح سے کر رہا ہوں. میں نے ہمیشہ پیسے اور رسک مینجمنٹ بنانے اور ایک اچھی دیکھ بھال کے ساتھ دستی طور پر تجارت ہے. شکریہ،
                • #968 Collapse

                  yes right aj kal aisay bht say log hain jo beghair knowledge, experience aur right skills k trading may as a middle man kam kr rhay hain so bht ziada careful reh k guide ya help lainy chahye tak trade may loss say bacha jaye.
                  • #969 Collapse

                    app ne ju baat ki hay wo theek hay lakin essa tu tabhee hoo gaa jab aap khud kcee esay fradeye se gaoo lgwaa leen gay. iss leye eteyaat kareen
                    • #970 Collapse

                      well said! i agree with you in this matter as said "greed is curse" if you avoid your greedness and take every step carefully you are not going to trap in the planes of Brookers.they usually take your mind in money control and take your profits to avoid this investigate before chosing brooker.
                      • #971 Collapse

                        forex trading aik international business hai boht se brokers our boht se traders is main dunia bhar main kaam kar rahay hain achay bure log har business main hote hain so is business main ane se pahly our invest karne se pahly achy tarha is business ko samjhain our invest karte waqt broker ka name our kis method se ap invest kar rahay hain sub ka knowlede le lain to mery khayal main apko dhoka nahe ho sakte
                         
                        • #972 Collapse

                          bhai jan ap koi bhe new bussnes soro kara ga to os per kisi ka atabar karna muskal hota hai is lia jab ap forex main kam soro karo ya invest karo to phala forex k bara main bhut achy tara jan lo aur samuj lo aur jo broker ka name say kar raha hai ap ko os ka knowlede hona bhut zarori hota hai
                           
                          • #973 Collapse

                            aap ne sahi kaha hai jo bhi traders forex ka kam kerrha hai unhe caheeye kay wo un logo ko follow nhi kare aur na he un ke bato me aai que kay wo aap ko kahte hai hai hum ne spouse $1000 dollar may $100000 earn keya 15 days may wo sub jhoot hota hai wo aap se pesa lekeer aap ko worng signal bhi provide ker sakte hai lehaza better yahi hai kay aap apne experience aur skill se earn kare phir aap ko kisi broker ya traders ke zarorat nhi pare gi ...
                            • #974 Collapse

                              ye baat to hai ke hu forex pe kaam kaarte hai to kiya humein ho sakti hai ke nahi or hum itni mehnat kar rahe hai or humein ek rupaya bhi na miley or hum mehnat karte rahe to is liye trade pe kaam karne se pahele be care ful hona chahye ke kiya humare liye best hai ke nahi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #975 Collapse

                                g bahi bilkul hmain trade buht hi dehan se lgani chahiye kyon ke agar hmari kisi wajah se loss ho gya to ye hmari nalaeki ho gi is ke liye experience gain krain learn krain mehnat krain knowledge gain krain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X