Be careful before trade

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #751 Collapse

    trading krne se pehle aap ke paas iss kaam ki mukammal information honi chahiye aur aap ko pata hona chahiye ke aap kia kaam krne ja rahe hen aur iss ko kis tarah krna chahiye otherwise aap ko aik bht bare loss ka saamna ho skta ha iss pr mehnat krte rahen aik din aap bhi ache trader bn skte hen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #752 Collapse

      if we practice trade regularly in demo account we can set a good trading policy. money management is also a useful tool for the traders that helps us make quick decisions. in trading time we also need to avoid our emotions as well as greed it can blown up our account
         
      • #753 Collapse

        main apki bat sa agree karta hn or mujhy yeh bhe pata h k yahan kisi kisam ka koi frood nahi h balky ham jitna ziada apna experince or knowlidge istimal karen gy hamain utna ziada faida ho ga or hamain threed k mutabiq hi reply karna ho ga....:)
         
        • #754 Collapse

          trade ko karnay se phaley apko news ko sun ke trades ko achay se analysis ker ke us ke bad pips ka khayl akr ke lagana chahiye.
           
          • #755 Collapse

            it is very important to become so careful before start forex trading business. forex trading business is a very risky business. here we may fall in loss than we invest in our trading.
            • #756 Collapse

              Jee han is baat ko jitna pheelaya jae utna behtr hai new logo k lye jo dosry logo ko deekh kr chahty hain k wo bhi paisa earn krein or wo log galat bando k hath lg jaty hain and apny paisy khoo dety hain
               
              • #757 Collapse

                g hai ye apki bohat hi achi bat hai kyu kay apko aik bohat hi achi mind kay sath trade ka order klaganay say pehlay sochna paray ga kyu kay agar ap is buisness mei choti si bi gulti kartay hai tu is kay ap hi zamadar hpotay ahi
                • #758 Collapse

                  I think Forex trading main ana to intahai asan hai jab demo trading ki jati hai to pher hamain ye mehsoos hota hay kay ye business bohat he zeada asan hay aur baithay baithay he munafa mil jata hay mager jab ham isay chorna chahtay hain to pher ham say ye chora nahe jata
                  • #759 Collapse

                    G han hamn trading karny sy pehly apni planning ko dekh lyna chaahiye taa k koi bhi ghalty ho to wo usi waqt hi saamny ho or baad mn hamn kisi bhi qisam ki pareshani ka samna na karna pary
                    • #760 Collapse

                      G han hamary liye ye ek bohat he zarori bat hai k ham trade karte waqat carefull rehen aur carefull reh kar kam karen to phir hmary liye acha hoga aur ham achi earning kar sken gay
                      • #761 Collapse

                        mery khayal mein es ke bary mein har kisi ki apni apni ray hai kiu ke forex trading ke business mein baz trader aysa karty hain or baz aysa nahi karty hain.
                        • #762 Collapse

                          Simple bat hay magar menay rakhti hay. Main aik or cheea kehna chahooon ga k stop loss or take profit par zarur search karain. acha tool hay.Thanx
                          • #763 Collapse

                            jee bilkul sahi kaha jab app trade karne ja rahe hoon toh market ki keemat ko zaror check kar lain ke us ke rates kis taraf ja rahe hain.
                             
                            • #764 Collapse

                              yes i m agreed with you but if you have enough knowledge about the forex trading market then you can make a lot of money from the forex trading market and can change your life style.........
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #765 Collapse

                                Your suggestion is really a good one there are many people who have been trying to engage people in this trade,but its you who should be careful not to fall in their trap,one should always be careful when it comes to investing money when some thord person tells you to do so.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X