Hum successful trader kesy ban skty hen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hum successful trader kesy ban skty hen
    Aj mera ap se question hy k hum successful trader kesa bn skty hen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hum successful trader kesy ban skty hen

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Pyara Pakistan پيغام ديکھيے
    Aj mera ap se question hy k hum successful trader kesa bn skty hen
    dear ham ek successful trader aese ban skte hai ke sb se pehle to hamare pas achi knowledge acha experience hona bhtt zarori hai trading ke liye agr to hamre pas hai to ham trading start kr skte hai q ke apko pta hoga ke trading koi asan kam nh hai or paise kamana wo bh trading se ek kafi mushkil task hai to hame chaiye ke ham trading ke bare me zyada se zyada knoweldge hasil kren trading ko sikhen or koshish kren ke demo account pr bh practice rken trading ki demo kafi help deta hai real account me trading ke liye
    • #3 Collapse

      Re: Hum successful trader kesy ban skty hen

      Jab Hamara first time market to join karte hain aur use Waqt hamare pass Forex trading se related best knowledge Hona chahie aur uska analysis be strong Hona chahie Jitna Jyada Hamara analyse a strong Hoga aur Humne demo account per lambi practice ki Hogi to is lambi practice ke jariya Se Hi Ham market Mein acchi trade lagakar use Mein acchi success bhi Hasil kar Sakenge aur Market make successful trader Ban Sakenge bahut se traders Aise Hote Hain joking without knowledge ke form ko join kar lete hain aur usmein treading bhi start kar dete Hain Jab unhen market ka Jyada Maloom Nahin Hota To Is Tarah Se vah market mein maujud kisi bhi chij ko acchi Tarah Se samajh Nahin paate aur naahi market ki movement to samajh paate hain aur naahi market K Trend ko acchi Tarah Se Nahin kar paate Hain bal Ke Apne Andaaz ke hisab se hi Market Me trade open kar dete Hain Jiski vajah se market Mein Kabhi Bhi acchi kamyabi Hasil nahin kar paate aur naahi market Mein Ek acche trader Ban Baithe Hain isliye to Tamam traders ko chahie ki Jab market ko join karen to sabse pahle usko analysis Karen uska acchi Tarah Se knowledge Hasil Karen tab bhi vah market Ne successful trader Ban Payenge aur market se acchi earning bhi Hasil Kar Sakenge
      • #4 Collapse

        Re: Hum successful trader kesy ban skty hen

        Assalamu Alaikum dear friends kaise hain aap sab khairiyat se Honge jab tak hamare pass Achcha experience aur Achcha knowledge Nahin Hoga Ham acche trader Nahin Ban Sakte Achcha trader banne ke liye hamare pass Achcha experience Hona chahie aur Hamen chahie ki Hamen senior member ki card line leni chahie uski Koi line Lekar hi Uske ke sath Hamen Chalna chahie tab jakar Ham acche trader Ban sakte hain Achcha profit Hasil kar sakte hain Agar Hamen chahie ki Ham Jyada profit and Karen To Hamen Jyada Se Jyada forward karna padega Jo log hard work karte hain Vahi log Kamyab Hote Hain To Hamen chahie Hamen Har per Karte Rahana chahie utake Forex Mein Hamen kamyabi mil sake 4x Mein kamyabi Milkar Ham Khud Kuchh and kar sakte hain Achcha Paisa Kama sakte hain apni Jin udagi ko so khushgawar bana sakte hain to main aap Sabko Yahi kahunga mehnat Karte Rahe kamyabi Hasil Karte Rahe Shukriya mere doston
        • #5 Collapse

          Re: Hum successful trader kesy ban skty hen

          Forex business mein kaamyaab hone kay leye hum ko zaroori hai forex business ki learning knowledge aur experience hasil karain forex mein hum mehnat aur hardwork karain gey aur forex ka knowledge aur experience hasil karain gey tu forex business mein kaamyaab ho saktay han forex mein hum ko ziada se ziada practice karni hoti hai practice karain gey tu hi forex trading ki learning knowledge aur experience hasil kar saktay han hum ko practice lazmi karna cahaiye practice kartay han tu hi learning hoti hai learning se earning kar saktay han phr hi kaamyaab ho saktay han
          • #6 Collapse

            Re: Hum successful trader kesy ban skty hen

            Assalam o alaikum dear members hamein forex trading mein success full trader ban'ny k liye Forex trading k basic rules and regulations ko follow krna pryga keu k jab tak hamein trade lgaany ka pta nahii hoga tab tak ham kamyabi haasil nahii kr paaaengy hamaarii kamyabi Forex mein hai hamein isk rule ko follow krna chahiye agr success chahty hain ti.
            • #7 Collapse

              Re: Hum successful trader kesy ban skty hen

              Forex mein successful trader bananay kay lye humain forex ko time dena ho ga tub hi hum kamyab ho saktay hain forex mein hum mehnat aur hardwork karain gey aur forex ka knowledge aur experience hasil karain gey tu forex business mein kaamyaab ho saktay han forex mein hum ko ziada se ziada practice karni hoti hai practice karain gey tu hi forex trading ki learning knowledge aur experience hasil kar saktay hain hum ko practice lazmi karna chahyea aur kamyab trader bananay kay lye yeh sub kerna bahut zaroori hai
              • #8 Collapse

                Re: Hum successful trader kesy ban skty hen

                Assalamu Alaikum Forex friends
                hame kamyab hone k liye ist forex k rules follow krny chahyie..phr knowledge gain krna chahyie..experience hasil krna chahyie market ki information rakhni chahyie,news follow kre tbhi hm kamyab ho sakty ha..
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Hum successful trader kesy ban skty hen

                  Successful trader ka mtlb hota hai aisa trader jo lagatar trading sy achi earning kr skta ho nak koi trade theak koi galt kbi profit kbi loss or at the end zero. acha trader ban'ne k liye humen hamary losses ko control krna part ahai jo koi mushkil kam nahi agar hum wakai in ko control krna chahen to. losses ko control krne k liye humen losses ki reasons ko khatam krna hota hai agar humin reasons ko khatam kr skty hen to koi shak wali bat nahi k Forex me hamara gain kisi b had tk ja skta hai or hum khud ko kamyab traders men gin saken gy.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X