sawal ..pin bar kya hoti hy or ina ka market ma kardar ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    sawal ..pin bar kya hoti hy or ina ka market ma kardar ?
    ASSLAM O ALIKUM dear friends jasy ky hm janty hy forex ak buhat acha business hy jis ma hm ak worker ki hasiyat sy buhat achi earning kr skhty hy or acha life style ly sakhty hy hmy is ma achi earning chahiya to hmy is ko smjna ho ga is ma kam krny ky liya hmy is ma achi learning ki bi buhat zayad zaroort hy hm is ko ly kr jitni learning kry gy is ko sekhny ki koshish kry gy hmy utna hi fida ho ga or hm utni hi achi earning krskhty hy

    hr business ha asool hy ky woh apny a ki mahnat magta hy woh ap ko achi earning deat hy jb ap us ko achy sy krty hy us ko time dy kr krty hy us ky sahi method ko sekhty hy koi bi kam hm bina sekhy ya usky krny ka tariqa sekhy bina ni kr sakhty

    esi tarha forex ak asa busines hy jis ma hm achi eraning krty hy or is ko sekhny ky liya hmy is ma kam karna hota hy is ma akm kr ky hi hm is ky method ko sekhty hy or is ky bary ma apni learning bi krty hy forex market ma hmy kamyab hony ky liya buhat sy pattern ko sekha hota hy is ma mahnat krni hoti hy jis sy hm is ma kamayab ho skhty hy or is ko life time or fulltime ky liya apna business ya earning source bana skhty hy
    pin bar in candlestick chart

    pin bar ak shoot form hy pinocchio bar ki ya bar hmy candle skick chart ma dekhi deti hy is ko dhoondy ky liya hmy chart ko buhat zoom krna hota hy ya bar bi apny ander buhat si informtion raky how ahy ys ka wajood buhat hi kamzoor hota hy pr ya ak achi trade lany ka kam ati hy foerx tradeing ma trader hr us chees pr nazar rakhty hy jis ka woh use kr skhy or market ko smj skhty

    bezahir ya bar candlestick ki tarha complete ni hoti ya ak buhat bari wick ki urat ma hoti hy jis pr body na hony ky bara hoti hy is sy kuch tradero ka kahna hy ky ya market ki next bar ka bi bata skhti hy agr ya bar wick pr nechy choti body bany to mumkin hy ky trade up ho jy or agr ya up wick side pr body banti hy to mumkin hy ky down trend ho is ka wajood next bar ko kafi mutasir krta hy is kiya is ko pi dekha jta hyClick image for larger version

Name:	pin bar.png
Views:	1
Size:	5.0 کلوبائٹ
ID:	12469649
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: sawal ..pin bar kya hoti hy or ina ka market ma kardar ?

    my dear friend forex trading k business main market ko jub analysis kiya jata hai tu market main boht kuch aysa hota hai jis ko smjh kar osko follow karna hota hai market main boht se tarding tools hoty hain or boht se trading tools ko use kar hum apni trade confirm karty hain market ko over all analysis karny k bad hum forex main achi trade lga skty hain jis se humain acha profit mil skta hai aghr hum market ko achi tarha se smjh nahi skty hain tu hum kbhi bhi forex main kamyab nahi ho skty na he hum achi earning kar skty hain jub tak humara market ko smjhny ka experience acha nahi ho jata tab tak hum forex main kamyab nahi ho skty a he hum achi earning kar skty hain
    aj hum yahan bat karengy pin bar candle ki jo humain market ko watch karty nazar ati hai jis ko smjh kar he hum apni trade confirm kar skty hain.
    pin bar candle:
    forex trading main jub market ko analysis kiya jata hai tu os main candlestick chart ko jub dekha jata hai tu os main candles nazar ati hai jis main candles yah tu bullish hoti hai yah bearish hoti hai jis ko hum ayse smjhty hain k market oper ja rahi hai yah nechy ja rahi hai lakens ometime aysa hota hai k market apni jo movement dikha rahi hai wo joth bhi ho skti hai fake bhi ho skti hai osk liye humain loss bhi hota hai forex main jub candles ban rahi hoti hai tu os main pin bar candle bhi ban rahi hoti hai jis main hum forex main kamyab ho skty hain pin bar tab hoti hai jub market ki aik bari se nose ban jati hai laken os main body choti hai jub k pin lambhi hoti ha jis ko hum pin bar kahty hain jis se humain apni tarde k bary main smjhna hota hai es liye aghr hum forex main kamyab hona chahty hain tu apkp pin bar ki psychology ko smjh kar apna kam krna hoga q k har candle ki psycholoy hoti hai jis k bad hum forex main apni trade lag kar os main faida otha sky hain or acha profit lay skty hain
    Click image for larger version

Name:	pin bar.png
Views:	1
Size:	12.3 کلوبائٹ
ID:	12333819
    • #3 Collapse

      Re: sawal ..pin bar kya hoti hy or ina ka market ma kardar ?

      Click image for larger version

Name:	Screenshot_20201003-162113_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	41.3 کلوبائٹ
ID:	12333824


      Je dear ap ny bhot acha question kiya hai. Ye question unique hai or esko answer karny ma bhot search karna pary ga so member k knowledge k increase hony k kafi bright chances hain. Es topic ma ham pin bar ki sari information ko share karyn gy.

      Pin bar candlestick pattern. Ye pattern forex market ma reversal or continuation both purpose k lae use hota hai. Ye pattern ik price bar pae mabni hota hai so sharp reversal or rejection of price ko show karta hai. Es pattern ko kahe bar long tail ya long wick h kaha jata hai. Es pattern ki ik khasoseyat ye hai k es ma opening point or closing point ma gap bhot kam hota hai or ye he waja hai k es candlestick pattern ki body bhot small hoti hai or eski tail eski body k lehaz sy bhot lambi hoti hai. Pin bar ki long tail asal ma rejection k point ko show kar rahi hoti hai. So ye pattern signal deta hai k market ab tail ki opppsite side par move karny wali hai.

      Trading strategy with pin bar candle. Trader ko es pattern k bad foran market ma enter ni hona chahe balky ik confirmation candle ka mazeed wait karna chahe. Jb ye confirmation candle ban jae to eski direction ma he trade ko open karna chahe or agr ye price bar ki tail k opposite side par market ko move karwa deti hai to stop loss k tor par tail ka starting point set karna chahe. Confirmatiom candle es lae b zaruri hai k esk foran band ik pe pin bar opposite side par banany ka b chancw hota hota hai jo ik bar phr sy trend ko apni purani state ma wapas ley ata hai. Es pin bar pattern ko mazeed two types ma divide kiya giya hai ik bullish pin bar pattern or ik bearish pin bar pattern. Trader ko 100 percent kisi pattern par trust ni karn chahe balky apna experience b lazmi use karna chahe.
      • #4 Collapse

        Re: sawal ..pin bar kya hoti hy or ina ka market ma kardar ?

        Pin bar "pinocchio bar" ki short form hay is ko trader trend kay down side ya top side main ban'ny kay bad trading start karny kay liye use karty hain. Ye actually aik he candlestick hoti hay jisko traders use kar kay reversal trend ki indication kay liye help laity hain. Ye pin bar amooman down trend aur up trend donon main mil jati hay, aur aksar banti rehti hay, isko hammer bhi kehty hain. Is candle ki khas bat ye hay keh isko tab reversal kay liye mufeed samjha jata hay jab iski outer wick long hoti hay yani up trend main upper wick body kay double size kay baraber hoti hay jab keh down trend main iski lower wick body kay double side kay baraber hoti hay.

        Bullish pin bar.
        Bullish pin bar main lower wick kafi lambi hoti hay. Jis say traders yahi anadaza lagaty hain keh ye mazeed low price ko reject kar rahi hay, aur sellers is main hain to sahi laikin bullish trend is main havi ho raha hay. Ager is kay sath ham RSI indicator ko use karain aur RSI level hamain oversold show ho raha hay to yahan say ham bullish trend reversal ki indication milty he early buying trade main enter ho kar achi earning kar sakty hain.

        Bearis pin bar.
        Bullish trend kay top per jab aik aisi candle bany jiski outer yani upper wick iski body kay double sized ho to ye bearish pin bar kehlati hay. Jo keh mazeed bullish trend ki rejection ka bataty huye trader ko selling trade ka signal daiti hay.

        Trading strategy.
        Pin bar bullish ho ya bearish. Iskay ban'ny kay bad iski shorter wick ki direction main trade laga laini chahiye yani previous trend ki reversal main trade lagani chahiye. Albata iskay sath indicator ka use karna chahiye ta keh ham trend ki strength ko jan kar behter trading confirmation kar sakain.
        • #5 Collapse

          Re: sawal ..pin bar kya hoti hy or ina ka market ma kardar ?

          As a beginning trader is easiest to learn how to create pin bars in line with the dominant daily chart and or in line with the trans counter tenpin Bazar a bit trickier and take more time and experience or become proficient at finbud basically shows a reversal in the market. So there a very good tool for predicting the near term and sometime long-term direction of Christ of a mass major tops or bottoms turning point in the market not everything was going to be one words, including the best one acre in strong friends after a read traced to spot a resistant within trend perform a ki charge level of sport or register as a beginner keep your eyes peeled for daily chart time frame pin bars, as well as four hours study time frame Pin password show up in any market be sure your practice identifying and treating them on a demo Kaun before reading them with real real money. Practice makes perfect.
          • #6 Collapse

            Re: sawal ..pin bar kya hoti hy or ina ka market ma kardar ?

            Jain Amber kya hal hai aapke ummid karte ho aap sab theek honge aur apna Kam bahut acche se kah Rahe honge jaisa ki aapane pin bar ke bare mein poochha hai pin bar aise short form hai joki candlestick mein dikhai deta hai usko cream bar kahate Hain trading karne ke liye istemal Kiya jata hai bahut se logon ko uske bare mein nahin pata isliye vah confused hote Hain ki vah iska jawab kya de aur vah confidence ke sath ka jawab nahin de sakte isliye hamen chahie ki Ham confidence ke sath iska jawab de aur ham bahut jyada hi information on nali chikati karne ke bad iska jawab de hamen chahie ki Ham kisi bhi chij ko bahut jyada samajh mein ke bad hi usko apne use mein laenagar hum kisi chij mein bahut jyada explanation karne ke bad usko apne use mein nahin hai to aise Hi hoga Kya mein bahut jyada information on chali jaati Ho Gai jisse Ham bahut jyada kam ko acche se aur aasani se kar denge hamen chahie ki Ham bahut jyada hardworking se kam Karen aur is tarah se Karen Kiya mein bahut jyada experiential aur apne seniors ko follow karke kam KarenArijit arise Indian coast guard land lete hue kam Karen taka mein bahut jyada prapt aur benefit mere is hamen chahie humko abhi kam karne se pahle bahut jyada hi taiyar se kam Karen Taki hamen information ke sath prapt bhi ho aur ham bahut jyada achievement
            • #7 Collapse

              Re: sawal ..pin bar kya hoti hy or ina ka market ma kardar ?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: HaiderAli95 پيغام ديکھيے
              ASSLAM O ALIKUM dear friends jasy ky hm janty hy forex ak buhat acha business hy jis ma hm ak worker ki hasiyat sy buhat achi earning kr skhty hy or acha life style ly sakhty hy hmy is ma achi earning chahiya to hmy is ko smjna ho ga is ma kam krny ky liya hmy is ma achi learning ki bi buhat zayad zaroort hy hm is ko ly kr jitni learning kry gy is ko sekhny ki koshish kry gy hmy utna hi fida ho ga or hm utni hi achi earning krskhty hy

              hr business ha asool hy ky woh apny a ki mahnat magta hy woh ap ko achi earning deat hy jb ap us ko achy sy krty hy us ko time dy kr krty hy us ky sahi method ko sekhty hy koi bi kam hm bina sekhy ya usky krny ka tariqa sekhy bina ni kr sakhty

              esi tarha forex ak asa busines hy jis ma hm achi eraning krty hy or is ko sekhny ky liya hmy is ma kam karna hota hy is ma akm kr ky hi hm is ky method ko sekhty hy or is ky bary ma apni learning bi krty hy forex market ma hmy kamyab hony ky liya buhat sy pattern ko sekha hota hy is ma mahnat krni hoti hy jis sy hm is ma kamayab ho skhty hy or is ko life time or fulltime ky liya apna business ya earning source bana skhty hy
              pin bar in candlestick chart

              pin bar ak shoot form hy pinocchio bar ki ya bar hmy candle skick chart ma dekhi deti hy is ko dhoondy ky liya hmy chart ko buhat zoom krna hota hy ya bar bi apny ander buhat si informtion raky how ahy ys ka wajood buhat hi kamzoor hota hy pr ya ak achi trade lany ka kam ati hy foerx tradeing ma trader hr us chees pr nazar rakhty hy jis ka woh use kr skhy or market ko smj skhty

              bezahir ya bar candlestick ki tarha complete ni hoti ya ak buhat bari wick ki urat ma hoti hy jis pr body na hony ky bara hoti hy is sy kuch tradero ka kahna hy ky ya market ki next bar ka bi bata skhti hy agr ya bar wick pr nechy choti body bany to mumkin hy ky trade up ho jy or agr ya up wick side pr body banti hy to mumkin hy ky down trend ho is ka wajood next bar ko kafi mutasir krta hy is kiya is ko pi dekha jta hy[ATTACH=CONFIG]21003[/ATTACH]
              AoA 😍 umeed hai ap kheriyat se honge ji bilkul Apne durust Kaha.
              Pinbar ccandlestick
              Jaise jaise ki aap jante Hain Forex trading mein candlesticks kab bahut am roll kab bahut am roll hota candlestick ke bare mein agar hamen pata Hai candlestick ke bare mein agar hamen pata Hai
              To to yah bahut fayde ki baat hai hamare liye candlestick ke bary mein Janna bht zarurui.hain.aghr pta hai yoh yah bahut fayde ki baat hai hamare liye candlestick ke patton ko Janna bahut jaruri hai agar candlestick ka istemal hamen a Gaya
              To ham bahut jaruri hai agar candlestick ka istemal hamen a Gaya To ham bahut acche trader ban sakte hain candlestick bahut si kism ki hoti hain aur aur Har candlestick ka apna apna naam hota Hai Jaise ke doji candlestick gravestone candlestick pin bar candlestick candlesticks Hai in ko samajhne hamare pin bar candlestick candlesticks Hai in ko samajhne hamare liye.
              Pinbar candlestick 2 types ki hoti hain( lekin ismein shape bhi.muhatlif ho ssqti hain)
              Click image for larger version

Name:	IMG_20201003_200236.jpg
Views:	1
Size:	50.6 کلوبائٹ
ID:	12333829Click image for larger version

Name:	IMG_20201003_200217.jpg
Views:	1
Size:	63.3 کلوبائٹ
ID:	12333830
              Pin bar candlestick do types ki Hain 2 types candlestick (bullish and bearish candlestick).
              Bullish candlestick jo ki aap Dekh rahe Hain green colour mein main iski body chhoti hoti hai aur iska opening aur ending point yah closing kaise sakte hain upar hi hota hai aur iski vik iski body se to time badi hoti hai
              ISI Tarah bearish candlestick jockey red colour mein hai iski body bhi chhoti hoti hai iska closing point niche hota hai aur opening point upar hota Hai iski Vicky bhi chhoti hoti hai aur body se to time badi hoti hai
              Pin bar 3 kisam ki hoti hai jo ki aap picture mein dekh sakte hain aur jab Pan bahar aati Hai hai to market ka trend change ho raha hota hai to pin bar aati hai aur pin bar Hamesha niche ki taraf yah upar ki taraf aati Hai darmiyaan mein nahin aati yah down mein aati Hai Ya aap mein aati Hai jab Bhi down ya aap mein Aaye To vahan se hamen achcha trade Karne ko milta Hai vahan se hamen koi bhi decision le Lena chahie.
              Shukriya 👍😊☺️😊
              • #8 Collapse

                Re: sawal ..pin bar kya hoti hy or ina ka market ma kardar ?

                PIN BAR
                pinocchio bar ko short form Mein pin bar kaha jata hai aur ye single candlestick setup hota hai jo KY aik price action trader ko market ky andar potential reversals ky bare mein clues provide krta Hai is ky ilawa pin bar aik elongated wick hota hai jo price action ko stick out krta Hai us ky baare mein ache information provide krta Hai aur traders aksar aik side ki wick ka maximum istemal krty hain jo KY candlestick ki body ka double hoti hai
                BEARISH PIN BAR

                Ye bullish reversal candlestick ka pattern hoti hai jo KY just ik candle se banta hai aur is ko fibbonachi mein price action ko find krny KY liye istemal Kiya jata hai is mein candle aik hammer ki tarah nazar ati hai is ka neeche wala hissa lamba hota hai aik stick ki tarha aur is ki body candle ky sab se to per short htoi hai jis ky upar wick ya to hoti he nahi aur Agar hoti hai to bohat choti hoti hai
                BULLISH PIN BAR
                Is mein signal ki lambi neeche wali tail hoti hai jo KY lower prices ki rejection ko represent krti Hai aur batti hai ky price bohat jald increase kr sakti hai
                USE OF PIN BAR
                is ko istemal krny KY liye humein kuch steps ko follow krny ki koshish krni chaheye
                1- humein pin bar ki detection mein trade open krny ki koshish krni chaheye
                2- stop loss ka istemal longer wick of pin bar se pehle krna chaheye
                3- multiple pin bar ky size ko as a target istemal krny ki koshish krni chaheye ye phir trade ko exit krny KY liye simple price action ky rules ko follow krny ki koshish krni Chaheye
                PIN BAR TRADING STRATEGY
                humein pin bar trading strategy ka istemal us waqat krny ki koshish krni chaheye jab ye reverse direction Mein ho aur ye steps bullish trend KY liye hain
                1- sabs e pehle humein pin bar ki entire length ko measure krna chaheye us ky lowest point se highest point ki taraf
                2- short work kren jab bhi price lowest point ko break kr rahe ho
                3- humein stop loss ka istemal highest point per krna chaheye
                • #9 Collapse

                  Re: sawal ..pin bar kya hoti hy or ina ka market ma kardar ?

                  AOA dear friends , agar aap chart pattren ka baghoar mushahida krian to aap ko is mein mukhtalif trends nazar aaty hean
                  Jin main uptrend/downtrend shamil hean Jo hamari trading se related hain yea trends hamen chart pattern mein mukhtalif candles show kar rahi hoti hain jin ko bullish candle aur bearish candles kahate Hain Jin ki madad se ham market ka trend judge karte hean aur agar baat ki jaaye ( PINBAR ) ki tu basically pin aik trend trend changer candle hai jo amoman market main ban'ny par market ka trend change karwa deti hai. Is ki boday bilkul choti jab kay nose lambi yani tail ki tara hoti hai ye like pin ki tara nazar ati hai is liye is ka name pin bar rakha hai
                  Working ,pin bar kay ban jany kay bad is ko analyse kar kay trade karna main point hota hai har trader apny analysis k mutabik is par trade karta hai maximum is par us time trade ki jati hai jab candle ban jay aur iski confirmation ho then trade put karain yani candle bn'ny kay bad next candle agar against trend bany aur movement start ho jay to wo trend ki changing ko confirm karti hai us ko dekhny k bad ap trade put kar sakty hain aur forex trading main pin bar par trading k liye apko chart par h1 or h4 main boht se pin bar bnti hain es ka basic yah hota hai k yahan se market reverse main hoti hain jis main es main jub bhi hum pin bar main trading karti hai tu hmain support or resestance par bnati hai tu tab hum trade lgaty hain es main jub news par pin bar bnti hai tu yah new candle ban jati hai yahn apr hmain apni entry leni hoti hai es k ilwa hmain 50%retracemnet main trade lga deni chahye yah sub pin bar trading main hota hai es k ilwa hmary apss aik or option hota hai jis ko hum high postion main trade lga skty hain forex trading main jub ap pin bar ko follow karty hain tu apko es k bary main proper knowledge hona zarori hai jis se ap pin bar ko achi traha se analysis kar k apni trading kar skty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: sawal ..pin bar kya hoti hy or ina ka market ma kardar ?

                    dear member pin bar se idea hota hai ki market ko kis tarah Se analyse karna hai aur jab members is se acchi tarah Se market ko analyse kar lene mein successful ho rahe hote hain to is tarah Se unko trading main koi bhi problem nahin hoti aur members ke liye yah baat bahut important hai ki unko trading ko acchi tarah Se continue kar lene ke liye har tarah Se information collect kar lena hoti hai aur koi member ya information tab collect kar leta hai ki jab vah maximum online rahakar aur apne kam ko acchi tarah Se Kar Rahe hote hain lekin aise members Jo regular online hokar aur apne kam per acchi tarah Se focus nahin karte unko kam karne mein isliye problem a Rahi hoti hai ki unko yah maloom nahin hota forex per online hokar kya karna hai aur kis tarah Se karna hai pin bar ke bare mein bhi acchi tarah Se har member ko information hasil kar leni chahie aur yah information members ko tab mil jaati hai ki jab vah is information say related senior members ke sath discuss karte hain aur senior members ke sath har bar discuss ke Lena chahie is tarah Se members ko har taraf se help mil rahi hoti hai aur jo log apni trading mein help nahin lete unke liye trading karne mein maximum problem Ho jaati Hain members ko trading main kahin bhi Koi problem a rahi ho to unko chahie ki vah senior members ke kam ko acchi tarah Se read kar le aur read kar lene ke bad hi usko follow karne members kis tarah Se jab senior score follow karenge to unko kam karne mein benefits milenge
                    • #11 Collapse

                      Re: sawal ..pin bar kya hoti hy or ina ka market ma kardar ?

                      Pin bar candle candlestick chart pattern main creat hony wali aesi candle hai ky jab bhi pin bar candle creat hoti hai tou usky bahd market main big movement expected hoti hai aur market kisi bhi trend main bari movement ker jati hai jo pin bar candle ki composition per depend kerti hai pin bar aesi candle hoti hai jis main candle ki body small aur wick long hoti hain ky body ky one side per long wick aur one side per small wick hoti hai jis sy hamain market ki movement ki indication milti hai ky ham usko follow kerty huey hi Trade enter ker ky continue kerty hain pin bar candle stick two types ki hoti hai jis main aik bullish pin bar candlestick aur dusri bearish pin bar candlestick hoti hai jo market ki movement ki kisi bhi direction main movement ko show kerti hain lekin different positing main market ki movement ky chart main jab pin bar candlestick creat hoti hai tou market ka her position main behaviour differnet hota hai ky agar market continuously aik hi trend main move ker rehi hoti hai tou pin bar candle reverse direction main creat hoti hai tou yeh market ky trend change ki indication hoti hai ky previous trend change hony ky bahd market new trend main move kerna shoru ker deti hai jis sy hamain new trend per trade open kerna hoti hai aur market new trend ko follow kerna shoru ker deti hai jis sy hamari open trade main hamain bahot acha profit hasil ho jata hai jesy market agar continue bullish trend main movement kerty huey bearish pin bar creat hoti hai tou market ka trend change ho ker downtrend shoru ho jata hai jabky market ky continue downtrend main pin bar agar bullish creat hoti hai tou trend downward sy change ho ker uptrend shoru ho jata hai
                      • #12 Collapse

                        Re: sawal ..pin bar kya hoti hy or ina ka market ma kardar ?

                        Forex trading ki market name different types ke candlestick patterns hote hain aur in candlestick patterns ke andar different types ki pin bar bhi maujud hoti hain ya pin bar market mein bahut jyada importance rahti hain aur important kirdar Ada Karti Hain Jab Ham market Mein maujud candlestick patterns ko select karte hain to use market in patrons Ke Chart ke andar hi yah pin bar Dikhai Dete Hain aur Inka candlestick patterns ke sath main yah pin bar maujud hote hain aur ine pin bar ko Ham bahut hi Aasan tarike ke sath samajh sakte hain aur ine ko istemal bhi kar sakte hain Agar Ham market Mein Apni trading start karte hain to use Waqt Market main candlestick patron aur unke Sath attach pin bar ki bhi jarurat padati hai aur yah pin bar Bhi Apne andar Bahut Si information rakhte hain aur inse information ke jarie se bhi Ham Apne knowledge ko Badha sakte hain aur Iske jariya se market ko acchi Tarah Se samajh sakte hain isliye Hamen in candlestick pattern ke sath pin bar ko bhi acchi Tarah Se study karna chahie tha ki Ham inke jariya se bhi market ko bahut hi Aasan tarike ke sath understand kar sake aur apne trading start kar sake

                        Isliye market Mein maujud Tamam traders ko chahie ke vah market se related Tamam chij aap acchi Tarah Se Najar aur unko taiyar police study Karen Kyunki market Mein maujud Har chij unke liye bahut hi profitable sabit ho sakti hai aur unko market Mein trading karte waqt bahut jyada help kar sakti hai isliye market mein kisi bhi chij ko avoid na Karen balke UN ko acchi Tarah Se learn Karen Taki vo inke use Karke apni trading ko ek successful trading banaa sake aur market se acchi earning bhi Hasil kar sake
                        • #13 Collapse

                          Re: sawal ..pin bar kya hoti hy or ina ka market ma kardar ?

                          pin baar aik single candle stick pattern hota hai jo k price action traders ko market k andar potential reversal k bary mein clues aur hints provide kerta hai ye aik length mein lambi wick hai jo price action ko stick kerta hai aur ye us k batry mein achi information provide kerta hai is mein bhi two types hain aik bearsih pin baar hai aur aik bullish pin bar hai bearish pin baar aik aisa bullish reversal ka candle stick pattern hai jo k sirf aur sirf aik candle se benta hai aur is ko fibonacci mein price action ko find kerny mein use kiya jata hai is mein eham baat ye hai k is mein aik candle ki shape hammer jesi hoti hai is ka bottom lengthy hota hai aur stick ki tarhan weak hota hai aur is ki body candle k top par hoti hai jo k bohat he short hoti hai is ko use kerny k liye kuch steps hain jin ko follow kerna lazmi hai
                          humen pin baar ki direction mein trade open kerny ki try kerni chahiye , humen is mein agar stop loss ka use kerna hai tou us ko pin bar ki longer wick se pehly kerna ho ga , gar yahan par multiple pin bars shamil hain tou un k size ko humen target k tor par istemal kerna ho ga is mein standard pin bar , pin bar with nose , pin bar with no real body included hain in ko use kerny k liye humen strategy ko use kerna parta hai jis mein humen sab se pehly is ki complete length ko measure kerna hota hai aur humen phir short work kerna ho ga jab bhi price lowest point ko break kery aur is k elava humen stop loss ka use highest point pe kerna ho ga agar is strategy ko use ker k work kerty hain tou hum kamyab ho sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: sawal ..pin bar kya hoti hy or ina ka market ma kardar ?

                            no Doubt dear mate Aap nay boat Achi Information share Ke hai Forex trading main Candlesticks Pattern ke Boat zada Ehmiyat hai iss liy aap ko CHaye kay Forex Market Ko trade karty waqt ap Candlesticks Pattern ko Lazmi Check kiya krein aap Jo be Strategy use karein us Main ap ko Chaye Kay Candles Ko Check karny kay bad he Trade open kiya krein Ku kay Trading main Candles Market Ke Recent Condition ko Show karti hain iss liy aap nay Jiss Candle Kay Bary main Share Kiya hai Wo Candle be market main Boat Zada Effect karti hai iss liy aap ko Chaye kay iss Candle Ko be Lazmi Check Kiya krein main ap kay Iss Information kay Sath Agree karta hu jo aap nay Share Ke hai..

                            Pin Bar

                            Dear mate Pin Bar Candle aap ko Zada tar Support Or Resistance Level per Dykny ko Mily ge or Iss Pattern Ko Trade karna Boat Easy hain Ku kay iss Ke Shape Zada tar hammer or Inverted hammer kay Sath Match Hoti hai Iss liy iss Ko Trade karny kay Liy ap ko market main Technical analysis Ka Use karna Chaye or iss Ko trade confirmation kay bad He Karna Chaye Jab aap ko Confirmation hasil ho tab He Market main Trade open kiya krein or Iss Main Strong Rejection hoti hai market kay Bullish Trend ke Or Ager Ye Bearish Trend Main Ho toh Bearish Rejection boat Strong Hoti hai.

                            How To Trade

                            Pin Bar Candlestick pattern ko Trade karny kay liy aap ko Chaye kay Market main Jab Be aye Candle Form ho toh Iss ka Shadow ko Check kiya krein ku kay Jitni Strong Iss Ke Wick Ho ge Utna He iss ka Effect High Ho ga iss main Strong Rejection hoti hai Jo kay market per Boat Zada Effect karti hai market ko Reverse karny kay liy iss liy aap ko Chaye kay Iss Ko Trade karny kay liy aap Confirmation lazmi Liya karein or next candle kay Form hony kay Bad He Trade open kiya krein.
                            Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: sawal ..pin bar kya hoti hy or ina ka market ma kardar ?

                              g han forex ek acha business hy jo log forex pe kaam kr rhe hen unkpo pata hy kese kaam krna hy forex par ap ghar bethe kaam kr sakte hen ap ko chahe ke ghr beth kr forex pe ache tarike se kaam kren .forex men apko kafi sare trend nazar ate hen aur kafi sari baarz bhi nazar ati hen aur mukhtalif ksim ki candles bhi nazar ati hen wahan par hamen mukhtalif kism ki candles nazar arhe hoti hen jinko bulish candle aur bearish candles bhi kehte hen .esi trah agar ham PINBAAR ke bare men baat kren to ye ek esi candle hy jo ke markeet ke trend ko change kr deti hy .eski body lambi huti hy aur choti si pin ki trah nazar ati hy aur ap ko ziada tar charts ke andar ye harkat krti nazar aegi es leay esko pin baar bhi kehte hen.
                              daur aksar traders jab ye ban jati hy to wo eske ban jane ke baad esko analysis kr ke es par trade lagate hen aaur markeet ke trend ko smjne men kafi helpfull hoti hy .aam ensaan bhi es oinbaar ki harkat ko dekh kr ache se trading kr leta hy hamen pin bar ki complete length ko measure krna huga uski pin aur tail dono ko jab bhi lowest point ko break kr rhe hu to short work kren hamen stop loss ka estamaal highest point per karna chahe pinbaar ko detect kr ke apni trade ko open kren ye kafi sari baten huti jo smj kr ki jati hen ap[ko en baton par lazmi dhiyan dena chahe.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X