Currency : Bitcoin Cryptocurrency
- Bitcoin Currency Yani Jise Log Trading Ki Duniyah Mai Cryptocurrency Bhi Boltey Hain Ye Currency 2008 Mai Invent Ki Gayi Thi Or Is Currency Ko Invent Karney Waly Unknown Person Thy Ya Koi Stranger Group Tha Jis Ka Naam Satoshi Nakamoto Hai Or Is Currency Ko Initially 2009 Mai Start Kiya Gaya Ye Aik Us Waqt Decentralized Digital Currency Thi Kise Bhi Central Bank Kay Baghair .
- Bitcoin Currency Bhut Easy Way Mai Run Hoti Hai Ye Aik Bitcoin Aik Computer File Ki Trah Hota Hai Jise Log Apney “ Digital Wallet “ App Mai Save Kartey Hain . Is Currency Ko Save Karney Kay Liye Bhut Say Methods Use Hotey Hain Yani Applications Ya Computer Softwares Jin Mai Skrill Jesi Apps Included Hain. Bitcoin Currency Ko Hum Digitally Kise Ko Bhi Send Kar Saktey Hain Digital Wallet Kay Andar Or Hum Bhi Phir Agey Kise Ko Begh Saktey Hain Ya Receive Kar Saktey Hain Easily. Bitcoin Say Jab Hum Transactions Letey Hain Tu Sigle Transaction Bhi Record Hoti Hai Public List Mai Jise “ BlockChain “ Kehtey Hain.
- Bitcoin Currency Ki Bhi Updates Ati Rehti Hain Or Ye Currency Update Hoti Rehti Hai Time Kay Sath Or 1 Bitcoin Equal Hota Hai ( 10511.10 ) $ Dollars Kay Or Bitcoin Ki Bhut Zaida Value Hoti Hai Market Mai Bitcoin Currency Traders Aksar Investment Kay Liye Bhi Istamal Kartey Hain Koun Keh Is Currency Kay Bhut Fawaid Hain Or Ye Zaida Profit Deti Hai Hum Is Currency Base Par Sirf 2 $ Dollar Ki Investment Minimum Kar Kay Trading Start Kar Saktey Hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим