main reasons of loss
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2251 Collapse

    planning ki kami hona greed karna or emotional hona he hamare lye nuqsan deh sabit hote hain mujh ko bhi trading me hamesha in cheezon ki waja se he loss hua karta tha but mene ab in cheezon per kafi had tak control kar lya hai .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2252 Collapse

      jnab humjab trading karty hain to huamin is main agr loss hota hay t huamin is main loss humari hi mistake ki bona par hota hay hiumain is main hard workarkna hota hay or huamin is main lenaring karni hoti hay ta kay loss nai ho
      • #2253 Collapse

        Dear friend ap ne theek kaha greed aur knowledge ki kmi ki wja sy hi loss hota hy. Forex trading mein aksar trader ziada profit ki lalach mein a Jaty hein his ki wja sy wo buri trha loss ka shikar ho jaty hein.
        • #2254 Collapse

          waisay to boat sae wajoohat hein jinke waja say loss ka saamna kerna perta hai forex trading mein lekin is mein say sab say baree reason laalach hai kyoonkeh bohat say traders apni pocket say zyaada ke currencey is umeed per khareed letay hein ke bohat high rate per sell karen gay lekin rate itna high nahin hota keh profit kama saken balkeh aksay rate down chala jata haiaur insaan ko loss ka saamna kerna perta hai
          • #2255 Collapse

            is mei profit aur loss k chances same hain , lakin ap k points achy hain jo ap ny mentin kiyeh ha is k liay experince b darkar ho ga.main waja ha vo la ha ap lalach ma a jata ha or lalach ma a kar jaldi jaldi order lag jata ha kis sy ap ka order theak nai lagta or ap ko loss ho jata ha.
            • #2256 Collapse

              for example hum nay ik currency pair select kia hai us main hum buy ya sell lagaty hain to is main humy idea nahi hota hai teek say k market kis side pay moves kry gi to humy us main nuksan hona start ho jata hai to is main zada study ki zarort hai
              • #2257 Collapse

                Forex marketplace is characterized to be a 24-hours. It begins "Forex Day" from the city involving Sydney throughout Australia along with travels all over the world via this "Tokyo" and "London" and "New York, " as outlined by Time working Bhsabh. oimkn find the most active timeThings typical between Currency trading and share markets or other market segments, trading market segments,
                 
                • #2258 Collapse

                  forex treding biznees min loos ki resen hyn is min emotional or UA kenolowwge or us min pilanig na karne wala umsan UA min kamyab nahin hy
                  • #2259 Collapse

                    hi Han aap ne Sahi kaha ke lalach planning ki kami or emotional control ko los karne ki waja SE hota he is liay lalach SE Bach kar trading karni chahiay.
                     
                    • #2260 Collapse

                      G han app ne sahi kaha ha ye sb main reason ha loss ki isi liye hmen chahe k hm ye sb cheezn khtm kr k hi hmen is business me kam karna chahe tb hi hm is business me loss se asani se bach sakty hain or achi earning b asay hm asan ise kr skaty hain or success ho skaty hain
                      • #2261 Collapse

                        loss aj kal ziada tar trader kam knowledge honay ki waja say karty hay agar hum apnay knowledge ko enhance kar kay trading karen gay tabhi esmain kamyab ho sakty hay so humay aisay he karna chahiey
                        • #2262 Collapse

                          It is crucial that this investor knows that Forex trading is not an easy issue, and he / she must seek refuge from dealing if what he believed the desire to take action, and may not lucky initially. It furthermore must comply with analyzes involving markets along with gain practical knowledge, which is usually paid deals to far more profits, and consequently comfortable along with safe trading concurrently
                          • #2263 Collapse

                            waqaii ye sare reasons hosakte hen hamarii loss k to hume chaiye k apni loss ko kabhi bhi na bhulayen balke isse pori pori tarha sekhen ki kosshish karen and agey se agey barhne ki koshsih bhi karen to hume kafii faida hosakta ha aur hume agey barhsakte hen
                             
                            • #2264 Collapse

                              hume ager aik acha trader banna hai to hume apne discipline ka bohat khiyal rakhna pare ga ager hum discipline ka khiyal nahi rakhen ge to hum aik acha trader nahi ban sakte
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2265 Collapse

                                Very good mere dost ap ne bilkul theek kaha hae kiunk forex trading mein admi ko jitni bhi losses hoti hein un mein sab se ziada loss ki jo wajuhat hoti hein woh yehi greed aur overconfidence hi hoti hein.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X