main reasons of loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1921 Collapse

    meray khyal k mutabeq b loss ki sab say pehli waja knowledge ki kami hona aor sab say bari waja emotions per control na hona is k baad greed yani lalech hy aor in k baad startegy aor planning ka failure hy. Lyken emotion per control na hona takreeban sab wjauhat k basic root hy kyon emotion per control na honay ki waj say hum sab say pehlay greed ka shikar hotay hien phr hum risk pe risk leay hien aor jaldi jaldi zeyda earning k chaker mien apni planning aor startegy ko follow nahi kertay aor loss ho jata hy isleay humian humaray emotions ko control mien rakhna bohat hi zaroori hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1922 Collapse

      Is business me hmen loss tb hi hota ha jb hm is business me lalach k sath kam karty hain ya phr hm is business ko proper knowledge k sath nahi kartty hain tb hi hm is business me loss kar jaty hain or apni investment b tb hi is business me gawa bethy ha
      • #1923 Collapse

        hello assalam u alikum bhai jaan kia haal hain ap ke? main samajta houn k agar ham Forex main loss sy bachana chaty hain to apny trading skill main improvement lain , is k layia hamain study , knowledge ar senior traders sy rahanami ke zurarat hoti ha.
        • #1924 Collapse

          bahi jan forex losss honay ki sab say bari waja yea hay kay log apnay emotions ko add kar daty han treading may ur zayada earning karny kay chaker may greed ho kar zayada bari tread laga daty han ur un kay pass knogle bi nahi hota hay itna kay kay wo is tread ko kasy control karyn.
          • #1925 Collapse

            G janab trading mai loss ka main fect yay hi hy ky ap Greed na kry or jab tk ap Greed nai kry gy tab tk ap ki trade sahi tor pr increase nai ho skti hy so greed sy bayhad door rhna chahyay.
            • #1926 Collapse

              dear loss mai jab tka ap acha kam nhn karo... ta k ap ko faida es mai tb he ho skta hy es liye enjoy karo.... es liye smjh k kam karna boht zarorii hy lehaza ap acha earn kar skte ho...
              • #1927 Collapse

                ji ha mene abhi tak jo andaza kia hy k trading me agar ap bagheir planing k kam karein or lalach karein or apni emotion pe qaboo na rakhein to ap ko trading me kafi nuqsan uthana parta hy or ye hi main reasons hain .
                 
                • #1928 Collapse

                  loss ki main reason time slot ka tek istimal na karna ha ar market ki study na karna ar tek trade ka na lagana ha bhut sary loss ky reasons han
                  • #1929 Collapse

                    Forex trading min loss bhi hota he aur hum es karobar min hisa leine wale ninty percent logon ko deikhin to wo loss hi kar jate hin es kei bunayadi wajah hoti he meire apne khiyal min jald bazi agar hum sabar se work karin aur jald bazi na karin to hum bari earning yahan se le sakte hin aur ye sab ho ga sabar karne se.
                    • #1930 Collapse

                      G bhai mai ap ki bat sy totally agree krta hoon,yehi reason hy forex mein loss ki,mai reason jo k in teeno reason mein sy important hy wo hy lalach,insaan bht lalchii hy or lalach krta b bht hy,mery khayal mein agr insaan lalach krna choor dy tu bht had tak successful ho skta hy forex treading mein.
                      • #1931 Collapse

                        dear app na simple 3 point jo mention keya hai loss hona waja tu mai app ka baat sa agree ker ta ho wasa agar hum apne trade ko phala thek sya analysis ker ka trend ko samaj ker trade karna tu umed hai perfect trade ho jay gi.
                        • #1932 Collapse

                          forex main loss kiw waja hai wo hai ye 1 greed 2 luck of planing 3 lalach in sub baton sy hamein loss hota hai es lyi hamein cahye ky hum hardworking kary or expereince ky sath kam kary taky hamein kam kary main asani ho
                          • #1933 Collapse

                            meray khaayl say to forex mai lose ka main reason greed hai is k elawa without knowledge and planing k sath work karna hai.
                             
                            • #1934 Collapse

                              aik do dafa acha profit ane ke baad bare se bare traders over confident ka shikaar hojate hain.aur profit bhi insaan me greed peda ker deta hai.jo loss ka sabab banta hai.new traders ko to less knowledge aur less practice ki wajah se loss hota hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1935 Collapse

                                loss ka main reason yahi hai ke aap ko trading na ati ho us ke rules ka tarikey ka pata na ho warna kabhi bhi forex me aap ko loss nhi hota agar aap ko in sab cheezon ka pata hota is lye sab seekh kar he trading me ana chahiye .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X