main reasons of loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1576 Collapse

    jiss ko b forex main loss hota hai us ki ak he bat hoti hai k trade main big lot size inter kiya tha or market down ho gyi or big loss ho gya
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1577 Collapse

      Forex risky trading ha aur is me profit aur loss k chances same ha lakin ap k point achy hain jo ap ny mentin kriyeh han in k ilawa Lack of knowledge aur Less Experience b loss ki wajha banta ha,greed ki waja sa b loss hota ha dear,
      • #1578 Collapse

        ap k teenu points solid ha is k elawa loss ap ko is sorat may be hosakta ha jub ap k pas practice na ho aor ap new trader ho lack of konowledge
        lack of leraning
        lack of experience
        lack of practice
        • #1579 Collapse

          han brother aap ny theek kaha k loss ki jo bari waja hain un main sy aik yeh hay k aap lalach krain aur jo profit hasl ho raha hy us ko mazeed barhany k chakar main us sy b hath dho baitain sahi planning na krna aur jazbati pan b loss ki aik bari waja hain
          • #1580 Collapse

            Brother ap ne theik kaha hai forex trading men jo loss ki main wja heinwo yahi 3nu hi hain, mager mere khiyal se jo sb se zada apko loss deti hai wo apka lalach hota hai ,ye sab men main reason hoti hei loss ki,
            • #1581 Collapse

              sir g main reason to aik hi hai k jab aap market main Order lagain to isay achi tarah daikh bhal lain k wo market Up hoo rahai hai ya phr down tabhi aap aik acha profit earn kar sakte hain.
              • #1582 Collapse

                hi yes bro ya sb ap theak kah rha hyn in ka hona bhot ahm h es ka bad ap ka pas experience or skills bhe hona lzme hyn in sa bhe ap ko trading man loss ho skta ha apna experience ke bna pr khod trading kryn
                • #1583 Collapse

                  G han app ne sahi kaha ha me app ki baat se agree karta hn or is business me mere kheal se sb se bari reason loss ki greed ha isi liye hmen chahye k hm kabhi bhi is business me greed se kam nah kareen kyun k greed se hmen kafi loss ho sakta ha is business me
                  • #1584 Collapse

                    Lack of knowledge and experience is the main reason of loss in forex,baki jaldbazi or greed b hamari loss ki main wajha banti ha,to meri nazar main forex aik intelligent or genious mind wale logon ka bussiness ha.
                    • #1585 Collapse

                      bilkul theek kaha ap nay ye three pointx loss ki wajah hain in say avoid karna chahiye.... or loss honay ki wajah knowladge ka km hona bhi ha humain is ko proper learn karna chahiye... or hmara experience acha hona chahiye
                      • #1586 Collapse

                        ap thek keh rhy hen k loss ke main wajah yhe hoti hy is k elawa stop loss ka na lagana or market ko analyse key bagher trade laga dena b loss ke reason ban skta hy
                        • #1587 Collapse

                          forex main loos ki sub sa bari waja mere kayal sa greedy hain jab hum forex trade main greedy ho jayte hain greedy humare account ko kill karta hain forex main greedy sub sa bari waja hain loos ki main forex trade main greedy sa bohat bachne ki kusesh karta ho pher be loos ho jayta hain
                          • #1588 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
                            forex trading me loss ki main reasons :
                            1)loss of control on emotions
                            2)greed
                            3)lack of planning
                            hum forex ma apna loss ka hud zamadar ho ta ha jis wja as hum ko loss ho ta ha or hu is ko forex ko ghalt kata ha jub ka is ma hamare ghalt ho te ha ka hum trading ka ta time kis be bate ka hal na he rakta or jub loss ho ta ha to is ko forex par dal data ha
                            • #1589 Collapse

                              G han app ne sahi kaha ha ye sb main reason ha is business me loss ki agr hmen is business me loss se bachna ha tu us k liye hmen ye tmam cheezon ko khtm kar k hi is business me trading karni hogi ta k hm loss se bach sakyn is business me.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1590 Collapse

                                I think Forex risky kaam ha aur is mei profit aur loss k chances same hain , lakin ap k points achy hain jo ap ny mentin kiyeh han in k ilawa Lack of knowledge aur Less Experience b loss ki wajha banta ha .is liye mai apny tamam dosto ko advise karta ho k phaly learning hasil karian phr trading karain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X