main reasons of loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1291 Collapse

    loss ki bht c reasons hen jin mein main reasons ye hen k jb hm emotional feelinga mein business kerte hen or jb laluch kerte hen or expeience k bgair tarding start ker lete hn
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1292 Collapse

      g haan bilkul forex main loss ki boht sari wajohaat ho sakti hain aur ap na jo waja batain hain loss ki wo bilkul teek hun main ap se agree karta hun ic k ilwa bi loss ki waja hain aur agar ap ka pass knowladge kaam ha aur ap trading karna chaty ho to bi ap ko loss ho sakta ha
      • #1293 Collapse

        we recognize with u dear ke ya sab he reason banti ha loss mein q ke jab ap greedy hon gay tou tabi he hon gay ke ap apne emotions paycheck jab control nai kar paou gay is liye ap ko chaye ke apne emotions ko control mein rhake
        • #1294 Collapse

          bilkul theek kaha ap friendz nay aur sb say bari wja hai k insan ilkul tahamul andaz mey trading karay jaldi kisi baat ki nahi honi chahayee ....agar hum isskam mey jalde kareen gay to hamaray sath kuchbhe nahi ayee ga
          • #1295 Collapse

            mere khiyal se main loss ka main reason knowledge na hone se hota hai..agar ap ko knowledge e na ho tu ap ko loss tu ae ga e ..mere khiyal se pehle ap ko learning karni chahiye...
            • #1296 Collapse

              Yup you are absolutely right the main reasons of loss in forex is that when you dont have a god planing in trading and you are just trading with your greed and when you lost your control on your emotions while trading in forex than you ultimately lose the trade
              • #1297 Collapse

                loss ki kaafi sari reasons hain.mostly naye logon kay pass proper knowledge nahin hota.wo gambling karty hain or iss waja say un ko loss hota hai lekin jo loog learning kay baad kaam karty hain wo kamm loss face karty hain or profit zyaada earn karty hain.
                • #1298 Collapse

                  yes dear sb badi reason lack of planing ki hay aur lack of planing bhy isl iye hoti hay k humare pas experince ki kumi hoti hay or zaida profit k chakr me hum bina achy experince k he teroidng startr kern dety hen or jo profit humy milna hotah ya wo jald baazi k chakr me loss ho jata hay is liye acha experince le ge tab he acha plan aponi traidng k liye buna saqy ge other wise loss chances bht zaiiada hen
                  • #1299 Collapse

                    my dear friend assalam o alaikum . maray khyal sy dono hi main reason hn greed ki waja sy insaan ko loss hota ha . aur kbhi kbhi lack of planing ki waja sy bhi .. so trader ko chaiya k wo dono chzo per dhyan dn apna app ko improve krayn
                    • #1300 Collapse

                      you have to plan for your time of trading, your daily targets, your pair to trade. if you plan your everything then you can be a successful person in forex . its also a greatest advantage of Forex trading. if you are a newbie in forex trading
                       
                      • #1301 Collapse

                        you have to plan for your time of trading, your daily targets, your pair to trade. if you plan your everything then you can be a successful person in forex . its also a greatest advantage of Forex trading. if you are a newbie in forex trading
                         
                        • #1302 Collapse

                          jesy k hum janty hain k ya business boht risky business hai to people is business main boht c mistakes krty hain one of the main reason of loss is the emotions and the greed bs hum ko apny emotions py qabo pana chahiya
                          • #1303 Collapse

                            main reason jo loss ki hti hai wo yeh hai kai hum greed kai chakar mai parh jatay hain or hum apne expereince par nazar dalay bgair trading strt kar daite hian jo kai humain loss daite hai is kai ilawa traders ki planning na hna bi ek bht badi waja hai loss hnay ki jis sai traders ko loss hta hai
                            • #1304 Collapse

                              forex trading me loss ki bht c resns ho sakti ha ..pr jo sb se zada comn ha hum me ..wo ha greed..hum sb trading krta hova greedy ho jata ha ..jis ki waja se hum apna los kr lata ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1305 Collapse

                                Forex trading mein loss hone ki bohat se reason hai but kuch main reason wo jo hai un mein sab se bari waja greed hai , yaha per jo b ata hai wo aik dam se rich banane ki khushish kerta hai or is business mein bilkul patience se work nai kerta hai jis ki waja se loss hota hai , is leye hume greed, emotions se hat ker trading kerni chaiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X