main reasons of loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1111 Collapse

    jee han main ap se agree hon forex trading main agar ap kamyb hona chete ho to ap ko iss main proepr learn kerna ho ga tehn hi ap iss main kamybi se acha profit le sakoo ge orr kamyb ho jao ge
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1112 Collapse

      i think another reason is lack of being up to date about market.
      • #1113 Collapse

        g han dost app ne bohat he achi reasons ko mention kia ha uar mein is bat say agree karta hun aur wakai yehi wajoohat hen jin ki bana par humen loss hota ha aur humare liye bohat zarori ha k ham in teeno cheezo ko zaror avoid karen
        • #1114 Collapse

          loss ke some reason hote he jin me se chand ye be he fore example k

          technical analysis ko use na krna ye technical analysis ko na samj kr order lagana es ke elawa ye ky agr order ka time na ho to order laga dena etc.
          • #1115 Collapse

            me ye mamjta hun k traders do loss say bachaney k liay in facotrs sy dhour rakhana chaye jo hamary business ko loss dye ya es k subbabb baney.
            • #1116 Collapse

              yes i think so u r right ya hi factores loss ka sabab bantay han is k elawa less knowledge aur less practice bhi is ki bohat bari wajah ha.is liye in say aviod karna chahiye
              • #1117 Collapse

                foorex main loss hony ki bohat c reasons ho sakti hen jaysy ky forex main jab ap planing ky bgair trading ko join karty hen to ap ko loss hony ka dar hota hai .forex main greed or emotional hona bi sab sa bari reasons hen .forex main ap ko greed hony sa bachna chahye .
                • #1118 Collapse

                  dear forex main loss hony ki sab say bari wja hai apni he galti hoti hai jab ham iss ko bgair learn kar k shuru karain gay tu ham ko loss he hoga jab tak hamray pass experince aur knowlege nahi ho ga tab tak ham iss main successfull trader nahi ban skain gay iss leay iss leay ager loss say bachna hai tu app ko pehly iss ko learn karna ho ga phir he app iss main earn kar skain gy.
                   
                  • #1119 Collapse

                    g deaer mary kghyal me to loss ka mein reson greed hay qk as me hum zida earning karnay ki kosash kartay hay or as waja say lopss kar jatay hay to as leya greed sday bachnay chw
                       
                    • #1120 Collapse

                      jab ap is business ma zayda resk lata ho to he ap ko is ma loss hota ha sab ka liy ha sab is kam ko like karta ha ap be is makamkaro or pisa kao sab ko isma boht pisa milta ha
                      • #1121 Collapse

                        g han mra bhai apna sahi bola han forex ma hum ma jbi loss hota han jb hum sahi sa kam nai krta han r greed krta han planing kr ka kam nai krta han
                         
                        • #1122 Collapse

                          vese tu bye aik risky busiense hee prr yee cheazen bi loss ka sabab bnti hn greed ar less experiense so hme in bato see bachne ki koshish karni chaye
                          • #1123 Collapse

                            loss ki sub sa bari waja maray nazdeek ya ha k aksar traders baghair experience ka forex trading ma ajatay han or sekhny k bajae real trading ma lag jatay han or nateja loss ki shakal ma samany ata ho, isi liya learning bht important ha forex trading ma success hasil karny k lia.
                             
                            • #1124 Collapse

                              nice question hai bhai g forex may lose ka reason sirf aur sirf bhai g hum greedy zayada hojaty hai bhai g forex may luck aur emotion sey nahi bal kay experise aur knowlege sey bhai g trading karna khamaray leya best hai bhaig
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1125 Collapse

                                g yeh 3no reasons buhat main reasons hain forex mein loss honay kliye. hamain in 3no cheezon ko ignore karna chahiye agar hum aik ache trader bun'na chahtay hain tau. emotions ko b control mein rakhna chahiye aur greed b nahi karna chahiye aur is k sath sath planning kar k trade karna chahiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X