main reasons of loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2026 Collapse

    hamy loss tab hi hota ha jab ham in sab chezo ko mind ma rakha k tarding ni karty ham jab bi tarding karny lagy hamy ya sab chezo ko mind ma rakhna cheya pher karni cheya tab hi ham auchi tard laga shkty ha ........................
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2027 Collapse

      gi sir ma ap ki is bat sa agree ho ka forex ma loss humy is lia hota ha ku ka humary pas is ka bary ma ak acha knowledge nhi hota or os ka ssath hi is ma
      ap ka pas planning ka traka hi nhi ata is lia dear ma ap ko bta do ka agar humy forex ma kamiab hona ha to is ka lia humy bht ziada mhnat karna ho gi is
      or is ma ak acha experience hasil karna ho ga or phir hi is ma ak achi earning kar sakty ha.
      • #2028 Collapse

        mery khayal main 3no options thek hain... agr hm zeada laluch main prh jain gy tu hmain nuqsan hony k zeada chances hoty hain... agr hm planning k ilawa waisy hi invest krty jain gy tu hmain loss ho ga.. es k ley experience na hoa bhai aik waja hai
        • #2029 Collapse

          there are many reasons through the traders lost their money in the Forex trading business some are very simple and some are very risky like become emotional , greedy approach, lake of knowledge and lack of planning.
          • #2030 Collapse

            trading mein loss krny ki bht si waja hy lakin mery nazdik sub sy ahm waja hy kuy apka dehan na hona agr apka zahin nai hy is trf tu ap ky loss krny ky chancee ziaada hoty hain agr ap trade krna chahyty hain tu apko bjt tawaja deni prti hy tb ja kr he a o is mein kamyab hoty ho.
            • #2031 Collapse

              Broo...mere mutabik tu...2 reason e haii...loss hone a...greed...q k..greed e ek asi chiz hai jo ..har us sakhs ko kah jati haii...jo is ko invite krte haii...is liye loss se bachne k liye greed ko avoid krna cahye
               
              • #2032 Collapse

                agar aap ko loss ho gaya hai to aap ki main reason hai ke aap ki ghaltiyaan agar aap is mein shuru se he ghalti na karein to aap ko loss kabhi bhi nahi ho sakta hai forex mein aap kabhi bhi aur kahin bhi kaam kar sakte hein laikin hard working zroori hai aur agr aap loss nhi hasil karna chahte hein to aap ko chahieye ke aap is mein hard working karein aur koi ghalti na karein forex sab ke lieye acha business hai forex best online business hai
                • #2033 Collapse

                  yes yeh three reasons sub say ziyada hai jis ki waja say traders ko loss hota hai aor aik aor reason experience bhi hai low expereince ki waja say bhi log bohot loss uthatay hain so expereince bhi trader ko loss daita hai
                  • #2034 Collapse

                    bahi jan forex may loss ki main reason yea hay kay forex may kam karny kay liyea ap kay pass buht hi acha knowlge ur experince hona chaheya ager nahi ho ga to ap ko loss ho jay ga ur forex aik risky market hay yahn par greed nahi karni chaheya greed karny say b ap ko loss ho sakta hay.
                    • #2035 Collapse

                      forex trading busienss ma bohat si wajohat hoti han loss ki aur aksar lalach ki waja sa hota ha ka apna capital sa ziada lot ki trade open kar lata han wo bhi baghair analysis ka aur money management ka dosri waja learning ki kami aur experience ki kami bhi ha.
                      • #2036 Collapse

                        there are many reasons of losing money in the field of the Forex trading business some are very common and some are very hidden so prevent from those mistakes and earn good profits is better.
                        • #2037 Collapse

                          balkul jo batain ap na batai hai wo loss ki main reason hai. lakin sab se barh kar bat yah hai k ham un ko control kaisay kar sakaty hai. maslan emotion effect bohat aham hai. lakin jab hamara order capture ho jata hai hamary sanse khushk ho jaty hai or kuch nahe .
                          • #2038 Collapse

                            Well brother Loss honay ki boht se reason hotay like without knowledge aur experience ke forex business me trade karna with real invest 2nd following greedy aur emotion, 3rd without analysis ke trade karna, 4th overconfidence me trade karna, 5th low capital ke hotay howe bhi big volume ki trade open karna, and others..
                            • #2039 Collapse

                              g han bhai jan aap theek keh rahy hen men ap ki bat sy agree krta hn forex trading business men success hasil krny ky liy greed sy avoid krna zarori gt emotion sy avoid krna zarori hy greed buri bala hy bagher greed or emotional trading sy avoid krna boht zarori hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2040 Collapse

                                Forex trading maiii...nakaami ki jomain resson haii wo haii...greed jis ko insaan kbhi ni chor pta...or forex trading maii...is k bohat se moke milty haii...is liye agr hm...loss se bachna cahty haii tu greed ko avoid krna ho ga
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X