Information about forex market cahrts patrons.. Jaiza.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Information about forex market cahrts patrons.. Jaiza.
    Salam to all dear forex members dear friends mn umeed krta hon k ap sub log khariat sy hon gy dear members Pakistan forex trading mn market k trends ko smjhny k liy ar marketing ko achi trha observation krny k liy forex trading mn three types k patrons use hoty hn in patrons ki help sy hum market ka achi trha sy jaiza ly slty hn ar market ki movements ko dekh skty hn ar acha analysis kr k apni trading ko profitable bna skty hn.
    Dear members Pakistan forex trading mn ik good chart petron jo zyada use hota h wo candlestick patron is patrons ko learning kr k hum achi trha market ka analysis kr skty hn is liy hum is petron ko use kr k acha kam kr skty hn.
    Is k alav dear friends ik ar patron jo technical analysis k liy forex trading mn use hota h wo h cahrt line ye patron bhi hymn market ka acha analysis krny mn bht helps deta h.
    Is k badd ik third number patron bar petron h jo forex trading mn use hota h is liy friends hymn chy k hum in tmam patrons k barry mn apni learning ko bhtr banen ta k hum acha knowledge gain kr k ar acha marketing ka analysis kr k achi trading sy good earning kr sken q k dosto without good analysis ar good trading strategies k hum acha kam ni kr skty hn is liy in charts petterens ko lazmi learn krna chy ta k hum good trading krny k qabil ho sken
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Information about forex market cahrts patrons.. Jaiza.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ijaz786 پيغام ديکھيے
    Salam to all dear forex members dear friends mn umeed krta hon k ap sub log khariat sy hon gy dear members Pakistan forex trading mn market k trends ko smjhny k liy ar marketing ko achi trha observation krny k liy forex trading mn three types k patrons use hoty hn in patrons ki help sy hum market ka achi trha sy jaiza ly slty hn ar market ki movements ko dekh skty hn ar acha analysis kr k apni trading ko profitable bna skty hn.
    Dear members Pakistan forex trading mn ik good chart petron jo zyada use hota h wo candlestick patron is patrons ko learning kr k hum achi trha market ka analysis kr skty hn is liy hum is petron ko use kr k acha kam kr skty hn.
    Is k alav dear friends ik ar patron jo technical analysis k liy forex trading mn use hota h wo h cahrt line ye patron bhi hymn market ka acha analysis krny mn bht helps deta h.
    Is k badd ik third number patron bar petron h jo forex trading mn use hota h is liy friends hymn chy k hum in tmam patrons k barry mn apni learning ko bhtr banen ta k hum acha knowledge gain kr k ar acha marketing ka analysis kr k achi trading sy good earning kr sken q k dosto without good analysis ar good trading strategies k hum acha kam ni kr skty hn is liy in charts petterens ko lazmi learn krna chy ta k hum good trading krny k qabil ho sken
    Dear candlestick pattern trading Mein Hamen technical analysis Mein Jab ham financial acid ki market price chart ko read kar rahe hote hain to market ke andar trade entry or exit ke point ko batati Hai isliye Agar Ham Chahte Hain ke Hamare technical analysis Jyada strong ho aur ham market ke andar accurate point per inter Hona to iske liye Hamen candlestick pattern ko sikhana bahut jaruri hai candlestick pattern ke bare mein Hamen knowledge Hasil karne ke liye Jyada mehnat ki jarurat hai aur in patterns ko live chat ke andar identify karna aur Inki movements ko check karne ki practice Hamen Mein Ek Kamyab trader banati hai agar Hamen main candlestick pattern ke bare mein information Nahin Hai To Ham kabhi bhi Kamyab trader Nahin Ban Sakte.
    • #3 Collapse

      Re: Information about forex market cahrts patrons.. Jaiza.

      Aslam o Alakum
      Dear forex members agar ham forex market ke chart ki baat karen to is main hamian bhot zyada saholiyat milti hain jin se ham bhot zyada fiada hasil karte hain yeni agar ap forex business main Chart ko dekhian to is main ap ko har qisam ki candles opne karne main asani hoti hai our is chart ko ap apni pasand ke ke mutabiq laga sakte hain jis se ap basani chart ka moana kar sakte hain our jis tarhan apko basani chart main lines dakhain dian ap us tarhan hi chart ko color de sakte hain hamain forex business main is ke elawa chart par bhot zyada tools dekhne ko milte hain jo ke hamare trading main hamari bhot zyada madad karte hain hamain sirf in ka experience hona chahye jitna ap ko tools ka experience hoga ap in ka istaam ache andaz main kar sakian ge

      Live Movement
      Forex Market chart ki jo bhi movement chart par show ho rhi hoti hai woh live hoti hai yeni ap ise age ya peche nhi dekh sakte our is ke sath sath ap har pairs ko apne marzi ke mutabiq add kar sakte hain

      Chart Tools TP and SL
      Ye chart hamain bhot se ihm tools deta hai jis main tp our sl bhot hi ihm tools hain jin se hamara account save rehta hai our hamare account main hamari profit bhi save rehti hain hamain is main din raat mehnat se kaam karna chahye agar ham is main mehnat se kaam karen to kafi achi earning hasil kar sakte hain our take profit ham busy hon our chart par online na reh sakte hon to ye tools hamari agar profit ho gi to woh save kar de ga our is ke sath sath SL hamare account main barhte howe loss ko rokta hai our is ki madad se ham big loss se bach jate hain jis ke bad hamara account wash nhi hota

      Tool Indicators
      Is Chart main hamain bhot zyada tools jo ke indicators ki sorat main mojood hote hain woh deye jate hain jin ki madad se ham market ko samajhne main zyada kamyab hote hain our hamari trading main behtri atti hai our forex chart par hamain ese ese indicators milte hain jin ki madad se ham market ki feture main hone wali movement ka andaza bhot hi jald laga lete hain

      Pending order Tool
      Trading chart par bhot hi badhia tool jo hamain milta hai woh ye ke ham trade ke lye pending tool ka istaam kar sakte hain jo ham peding main order laga lete hain our jab market us point par pohnchti hai to khud bakhud trader wahan se open ho jata hai.

      Chart hamain bhot zyada saholiyat our tools deta hai jin ko ham istamaal kar ke apni trading main behtri la sakte hain lekin hamain in ka experience bhi hone chahye jitne ache experience se ap in ka knowledge hasil karen ge ap ko utna hi faida hasil hoga our yahan par sab tools ka zikar karna bhot zyada mushkil ho jai ga.
      • #4 Collapse

        Re: Information about forex market cahrts patrons.. Jaiza.

        ji members kya hal hain aapke ummid karte Hain ki aap sab theek honge aur apna Kam bahut acche se kah Rahe honge kyunki jab tak Ham apna Kam bahut acche se aur manage your focus hokar aur hardworking ke sath nahin karte tab tak hamen kamyabi hasil nahin hoti aur agar Ham is tarah se karte Hain to hamara x aaya hota hai aur aur hamen ka maja bhi nahin milati aur agar Ham apna Kam mehnat se a focus se aur hardworking ke sath karenge to Ham bahut jyada achievements hasil kar lenge aur hamen profit hogaaaj aapane baat ki hai ki market mein istemal hone wale patterns charts ke bare mein information ke mutaliq ji bilkul hamen patterns aur chat ke bare mein bahut jyada information on our lives hona chahie kyunki yah donon chij hamari trading mein bahut jyada amrola Ducati hain aur yah bahut jyada important hoti hai auron ki bahut jyada value hoti hai hamein iske bagair apni trading co per nahin kar sakte aur agaram open karvai Le tu hamka main aap nahin honge isliye hamen chahie ki Ham trading karne se pahle patterns aur chat ko bahut acche se analyse karne ke bad hi trading mein istemal Karen aur ek successful trader banne ke liye jaruri hota hai ki Ham hardworking se kam karne aur focus on kar kam Karen aur maximin forex ko time tan tan k trading se Judi chijon ko bahut acche se analyse karne aur uske bad usko trading main use Karen aur agar humne ek successful trader banna hai to iske liye jaruri hota hai ki Ham 400 ke bare mein bahut jyada experience hasil karne ke bad bhi apni trading main ko istemal Karen aur is tarah sahi hamen achievements yahan se ladaungi
        • #5 Collapse

          Re: Information about forex market cahrts patrons.. Jaiza.

          forex ki market mein hum trade kerty hain tou us k liye humen bohat sary patterns k bary mein learning bhi honi chahiye jis ki help se hum aik profitable trade laga saken humen chhaiye k hum is mein mehnat se kaam keren taa k hum kamyabi hasil ker saken patterns ka faida ye hota hai k in k sath aik candle generate hoti hai jis ki help se hum market k signals aur moment ko dkeh sakty hain is ki bohat sari types hain aur hum un mein se kisi ko bhi deny nahi ker sakty har candle stick ki apni aik different value hai jo k trader apni learning k hisab se us o use kerta hai har trader k liye alag candle stick pattern ehmiyat aur apna mukam rakhti hai in mein doji candle hai aur harami candle stick pattern bohat zeada ehmiyat rakhti hain aur widely use hoti hai
          candles stick patterns se humen charts , graphs aur figures ko read kerny mein asani hoti hai chart ki jo bhi moment show ho rahi hoti hai wo bilkul live hoti hai yani aap is se forward ya phir bach ward nahi ja sakty aur aap is mein har pair ko apni merzi se bhi add ker sakty hain ye chart humen bohat he eham tools and tricks provide kerta hai jin mein humary paas stop loss aur take profit bhi shamil hain jis se humary account mein humara profit bhi save rehta hai is chart mein hamen bohat sary indicators jo k tools ki phase mein present hoty hain wo bhi humen diye jaty hain charts humen har kisam ki facility provide kerta hai jis ko use ker k hum apni trading conditions ko improve ker sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Information about forex market cahrts patrons.. Jaiza.

            Assalamu alaikum dear member apny hamare sath bahut achcha topic share kiya haiagar Ham forex mein kam shop hona chahte hain aur apne aap ko forex mein expert banana chahte Hain to uske liye aapko hard work kii jarurat hai aapko chahie ke forex trading may experience banaen aur hamen chat ke metallic tamam information hasil karne chahie agar Ham forex market mein chart ko samajh sakte hain to Ham forex market mein main jab bhi trade lagaen tu chat ko acchi tarah analysis kar le taake aapko ismein koi bhi nuksan Na uthana pade Ham Hain atke achcha kam kar sakte hain aur forex trading mein main apna experience hasil karne ke bad trade laga sakte hain aur usmein kamyabi hasil kar sakte hain uske liye aapko forex market mein time dene ki jarurat hai aur apna interest develop Karen taake a aap ismein achcha kam Kar paye aur aapko hamesha acchi earning ho sake agar aap experience se kam karenge to aapko forex trading mein bahut badi achievement hasil ho sakti hai
            • #7 Collapse

              Re: Information about forex market cahrts patrons.. Jaiza.

              Having proper information about Forex charges and patterns of forex is very important in Forex trading and importance of having knowledge about candlestick patterns is also very important in Forex trading is any trader has a good knowledge about the candlestick patterns and the trading charts than he can get success in the trading this and he can perform very good in the forex trading senior traders always try their best to improve their knowledge about the forex charges if we have good knowledge and we are trying to improve our knowledge about Forex charts then it would be very helpful for us in doing a good trading if we want to get success in the forex trading then we have to get good knowledge and good experience about the trading charts and trading charts knowledge is very helpful in fundamental and technical analysis if we want to do fundamental and technical analysis than it is very important for us to understand the candlestick patterns and the charts of Forex trading then we will become successful trader in our future and we will be able to perform good in our trading life this is the main thing and main focus of every traders that he should have maximum knowledge about the charge of market and every person who want to become good analysis makers and a good contribute to the forex market he should get maximum knowledge about Forex trading and he should try his best to improve his knowledge and skills about Forex trading to improve our knowledge and our skills about Forex trading we have to learn completely about the forex charts and charts of candlestick patterns and then we will be able to get a success according to our requirement thank you very much
              • #8 Collapse

                Re: Information about forex market cahrts patrons.. Jaiza.

                AOA dear friends, Forex mein training karte hue aap ko different types of charts kafi helpful sabit hote Hain Jin ki madad se ham trading kar paate Hain aur trading karna without chart pattern na mumkin hai is chart pattern mein har tarah Ki information hamen mil rahi hoti hai jo key trading ko analyse karne ke liye Nihayat zaroori hea kuch trader mukhtalif chart patterns mein indicators ka use karte hain aur kuch nahin karte ab yah bhi kah sakte hain ke har trader ki apna hi trading ka style hota hay aur agar chart pattern ki bat ki jaye to koch traders ko line chart se market ko analysis karny me asani hoti hay aur koch traders ko candle stick chart pattern me, chart pattern traders ki trading me bahot hi important hoty hey, chart pattern se hi traders market me trading karny key ley techniques ko use kar sakty hey, sab se popular aur common chart pattern candle stick chart pattern hi hay jes ko 90% traders like karty hey aur jes ko use karna be market ko analysis karny key ley easy samjty hey aur mukhtalif patterns aapko nazar aaty hain jinko names bhe diey gy hain wo jab bhe daikhy jaaty hain to un par kafi zaida traders trading karty hain. Pattern ko dekhna us ko samjhna aur phir us par trade lagana aik mushkil kaam hota hai. Aur mushkil kaam ko agar aap sahi tareeky say anjaam dain to yakenan uska nafa bhe apko miltaa hay. Mane jo aaj tak mukhtalif pattern kay baary main parha hai us kay baary main ma aap say share karta hun. Sab ke detail to shyed ma aap kay sath share nahi kar paaon ga lekin unka maksad ma aapko bata sakta hun.
                Double Top, Double Bottom, Head And Shoulders, Inverse Head and Shoulders, Bullish Rectangle, Bearish Rectangleweghra ye sab pattern hain aur en ka different signals aapko milty hain. Maslan aap agar double top pattern daikhty hain uptrend main to eska matlab next reversal signal hota hai yani us kay baad market down aati hai. Esi tarha jabb aap double bottom ka pattern daikty hain to phir us wakt aapko up jaany ka signal milta hai. To agar market ma pattern par tawaja dee jaay to hamain us say faida ho sakta hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Information about forex market cahrts patrons.. Jaiza.

                  Click image for larger version

Name:	Screenshot_20201003-234920_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	60.9 کلوبائٹ
ID:	12333839



                  Je han. Forex ma bhot sary pattern asy hain jo traders ki bhot help karty hain. Bur trader k pass en pattern ki knowledge hona bhot zaruri hai. Jo trader en pattern ko fazool samajty hain wo kbi marker ki achi knowledge hasil karny ma kamyab ni hoty. Ye pattern experts ny banae hoty hain tak juniors ko en sy benefit ho saky. Bur agr juniors en pattern ko properly consider ni karyn gy to wo kbi acha profit hasil karny ma kamyab ni ho sakyn gy. En charts k kuch advantages b hai or kuch drawbacks b hain jin ko ham discuss kar letyn hain.

                  Advantages of chart patterns. En pattern ko use karny ka sb sy zayada faida ye hota hai k en sy ham market ko samajny ma bhot help melti hai. Ye pattern na serf hamy market ma enter hony or exit hony ka bataty hain balky es k sath sath stop loss or take profit k bary ma b helpout karty hain. Agr en pattern ko achy sy samja jae to market k achy analysis ko create karny ma bhot help melti hai. Ye pattern hamary helper k tor par work karty hain. Ye market ko bhot asan kar k hamary samny display kar dety hain. En patterns ko use kar k ham acha profit hasil kar sakty hain.

                  Disadvantages of chart patterns. Forex trading ma charts pattern ko use karny ka sb sy bara side effect ye hota hai k ye market ma apni pori shape ma exist ni karty. Market ik pattern ko start karti hai or end kisi or pattern par karti hai. Es lae en pattern par ankhyn band kar k trust ni kiya ja sakta. Forex trading ma better results k lae en patterns k sath sath apna experience b use karna hota hai. Phr jb trader ny apna experience he use karna hai to en patterns ko follow karny ka faida kiya hai.
                  Last edited by ; 03-10-2020, 11:50 PM.
                  • #10 Collapse

                    Re: Information about forex market cahrts patrons.. Jaiza.

                    dear member aapane patterns se related bahut acchi information share ki hai aur patterns ka istemal har member ko apni trading mein acchi tarah Se Kar lene ke liye isko learn kar lena chahie jab members apni learning ko bahut acchi tarah Se strong banaa lete Hain tu is tarah Se unko kam karne mein bhi koi problem nahin aati aur yah vajah hai ki vah apne kam ko bahut acchi tarah Se Kar Rahe hote Hain lekin jab members ki learning strong nahin hoti tu is tarah Se unko yah maloom nahin hota ki un logon ne forex per online hokar apne kam ko kis tarah Se usi taraf se continue karna hai maximum members ko yah idea nahin hai ki un logon ne apni trading ko kis tarah Se acchi tarah Se continue karna hai aur iski vajah yah hai ki unko patterns ke bare mein kuchh bhi maloom nahin hota yah bhi maloom nahin hota ki indicators kya hai aur unko kis tarah Se trading mein istemal kiya jata hai aur patterns ko bhi acchi tarah Se trading mein istemal karne se related learning hasil karna chahie members ko trading se related har tarah Se technical data hasil hona chahie aur yah data hasil ho jane ke bad hi members koi idea ho jata hai ki un logon ne apni trading ko kis tarah Se banaa lena hai successful ho jana itna aasan nahin hota iske liye members ko bahut acchi tarah Se struggle karna hoti hai aur apni management ko acchi tarah Se strong bana Lena hota hai yah sab kuchh ka lene ke bad hi koi bhi number apne trading ko successful banaa lene mein kamyab Ho pata hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Information about forex market cahrts patrons.. Jaiza.

                      Agar ham forex market ki movement ko graphically read kerty hain tou usky liay three types ky charts patterns use hoty hain jin main candlestick chart pattern bar chart pattern aur line chart pattern ham all three types ky charts ko separately disvuss kerty hain jin main line chart bahot hi simple hota hua jis main just two lines move ker rehi hoti hain market ki movement ko ham just two lines ki madad sy read kerty hain ky market ki upward direction main ya downward direction main movement per sirf yehi two lines move kerty huey aik graph bana rehi hoti hai ky agar ham line chart main market ko read kerna chahty hain tou hamain market ki maximum up aur downward movement ki limits ko read kerna hota hai jabky bar chart main ham market ki candlestick chart pattern ki terha hi read kerty hain lekin candle stick chart pattern main complete candles hoti hain jabky bar chart main just single line bars hoti hai aur her bar main two little tiks hoti hain jo bar ki opening aur closing ko show kerti hain lekin candle stick chart pattern aesa chart pattern main jis ko mostly forex traders apni trading ky liay use kerty hain hamain forex market main trade kerty huey success hasil kerny ky jitny chances candlestick chart pattern sy milty hain itny kisi aur chart pattern main nehi hoty candlestick chart pattern market ki movement ko read kerny ka sab sy asan tareeqa hai ky ham bari asani ky sath market ki support aur resistance ko read kerty huey market main trade enter aur conrinue ker sakty hain hamain market ko read kerny ky liay candles ka knowledge bhi hasil kerna hota hai ky her candle apna apna knowledge rakhti hai aur her candle per market main hony wali movement sy ham faida hasil ker sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Information about forex market cahrts patrons.. Jaiza.

                        Market different chart pattern Masjid hote hain unke bare mein Achcha knowledge Hona chahie tha ki Ham apni trade mein in ka istemal acche tarike tarike se kar sake aur accha profit Hasil kar Sakenge chart pattern bahut hi jyada important Hote Hain Ham Jitna Jyada chart pattern ke bare mein study Karenge Ham Apna experience and Kitna Jyada increase kar Sakenge aur Market Mein acche tarike se chat pattern ko use Karke acche tarike Se Laga Sakenge market Mein different chart pattern maujud Hote Hain Ham in pattern ke bare mein jyada Se Jyada information Hasil Karni chahie information Hamare business ke liye bahut hi jyada best hoti hai yah chat pattern bahut hi jyada help hote hain market Mein trade Lagane Mein Hamari bahut jyada help Karte Hain market Mein chart pattern bahut jyada popular Hote Hain

                        Chart pattern ke help share market ke moment ko acchi tarike se samajh sakte hain aur uska acche tarike analysis kar sakte hain chrat per different tools maujud Hote Hain hamare pass hai uske bare mein Achcha experience and knowledge Hona chahie trading Mein Hamari bahut hi jyada madad Karte Hain Agar Ham Jyada earning Hasil karna chahte hain To Hamen Jyada Se Jyada learning Karni chahie aur apne kam ko achi tarike se Karna chahie Hume acchi tarike se samajhna chahie chart Mein bahut se tools maujud Hote Hain yah tools Hamare account ko save rakhte Hain intools ki health se Hamara account se ho jata hai Chart Mein bahut se indicator maujudhote hain ya indicator Hamari bahut jyada help karte hain indicator ke help ham market acche ke tarike se trade Laga sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Information about forex market cahrts patrons.. Jaiza.

                          Dear mate Forex market main tarde karny kay liy aap Ko Apna Knowledge or Experience Dono he Boat Zada High Rakny hoty hain ku kay Forex Market koi Asan kam Nahi hai is ko Successful banany kay liy aap ko Boat mehnat karna Parti hai Ku kay Jab be ap iss main pattern ko learn karty haon toh aap ko Chart Pattern kay Sath Sath aap ko Or Be Boat Say pattern ke Study Karna parti hai or iss main aap ko Chart pattern ke be Different Types Ke Learning karna parti or Serf Learning karny say aap Successfully Trade nahi akr sakty hain iss kay liy aap ko practice be Boat Zada karna Hoti hai ku kay Practice kar kay he Aap ko In Pattern main Experience hasil ho sakta hai jiss Ke Helo Say aap ko Achi Trades Open karny ki Mil sakti hain.

                          Chart pattern ko Learn karny kay liy aap ko market main Real Chart kay Sath Learning Karna Chaye Ky kay Real Learning he aap Ko best Result day sakti hai Jab aap market main kise Chart Pattern Ko tarde karty hain toh Wait kar Liy karein iss Chart Pattern kay Complete Hony ka Or Is main aap Ko pending Orders Place kar kay trading karna Chaye tab he ap Acha Profit Gain Kar sakein gay Ku kay Tarding main Successful hony kay Liy jab tak aap ko price Action Strategy kay bary main knowledge Nahi ho ga aap Ko Perfect trades Nahi mil Sakti hain iss liy aap ko Price Action ko Be Apply karna parta hai..

                          Dear mate jaha per Chart patterns Ko Trade karny kay Boat Say benefits Hain waha he Trade main Chart pattern kay Kuch Disadvantages be Hain ku kay market main aap ko har Bar Chart Pattern Perfect Or best Result Nahi dyty hain jab aap ko Market main Chart Pattern form hota nazar ay toh har bar aap ko trust nahi kar lyna Chaye balky Confirm kay kay he trading karna Chaye Tab he Success hasil ho ge or Aap ko Acha experience Mil sakta hai or Trades be Perfect Mil Sakti hai.is iy Chart Pattern ko Trades Karty hoay aap ko market main Confirmations ka Uses Karna Chaye..
                          Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                          • #14 Collapse

                            Re: Information about forex market cahrts patrons.. Jaiza.

                            Forex trading ki market Mein different types ke candlestick chart patterns Hote Hain different types ke candlestick patterns Ek dusre Se Jyada change Hote Hain ine Sab karne mein se candlestick pattern bahut jyada popular hote hain Kyunki yah market mein bahut jyada perfect result Dete Hain Kesariya se Ham market ko bahut Aasan tarike se samajh sakte hain Kyunki yah market mein bahut jyada Vajayee chart analyses Hote Hain aur ine candlestick chart patterns Ke jari se market ki price ki movement ko samajhna bahut jyada Aasan ho jata hai

                            market Mein yah chart patterns bahut jyada popular hote hain Kyunki Jab Ek market Mein Apni trading start karta hai to use Waqt use market ko samajhne ke liye Kisi best chart pattern ki jarurat hoti hai jo ke yah candlestick patterns hote hain in candlestick patterns ke jariye se hi vah market ko acchi Tarah Se samajh sakta hai

                            Agar Ham market ke analysis ko strong banana chahte hain to uske liye Hamen market owner module in candlestick patterns ko acchi Tarah Se study karna hoga Jitna Jyada Hamen padhna Sikh padhne per focus Karen Uttna hi jyada Ham Apne analysis co strong Karte Jaenge aur currency trading se related acchi information Hasil kar lenge Kyunki market Mein yah candlestick chart pattern bahut jyada importance rakhte hain aur importance ki vajah Se Hi market Mein acchi success Hasil kar paate hain aur acchi earning Hasil kar lete hain Hamara ke trading Ne good learning se aur good analysis Kesariya se market Mein good evening Hasil kar sakte hain isliye Har trader ko chahie ki market ko join karne se pahle market se related Tamam different types ke chart patterns ko acchi Tarah se confirm kar Leta ke vah apni trading co best trading banaa sake
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Information about forex market cahrts patrons.. Jaiza.

                              Forex chart analysis kay liye aik quickest aur fastest source samjha jata hay laikin hamain is kay liye behtreen kisam kay experience bhi hona zaroori hay aur hamain iska bhi istemal karna parta hay. Forex main kai aisy traders hain jo technically analysis karny main expert hony ki waja say bahut achi trade karty hain. Aur jab woh chart per candlesticks pattern ka view karty hain to unhain kafi entry point aur exit point mil jaty hain unhain pata chal jata hay keh market kis time weak hogi aur kis situations main iska trend reverse hoga. Strong technical analysis ki badolat he ham traders behaviour ko judge kar kay achi earning kar sakty hain.

                              Candlesticks kay mukhtalif patterns hain jo hamain next movement ki indication daity hain. Inki bahut ziada shapes and types aur funny names hain. Laikin inki effectivity say kabhi inkar nai kia ja sakta. Trader ko trade lagany say pehly sab say pehla candlestick analysis karna parta hay q keh is say he hamain trend, price behaviour aur volume ka pata chalta hay jab keh ham iskay bad is bisab say indicator ka use karty hain. Maslan ager ham nay aik aisy pattern per analysis karny hon jo slow movement main ho yani side way movement main ho to ham tab wuhi indicator use karain gay jo hamain yahan say trend ki reversal ya continuation ki indication ya signal day. Isi tarah jab trend long term up ya down ho jaye to ham un indicator ka use karain gay jo hamain trend reversal ka signal day.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X